Walekum Asslam WA Rahmatullahi WA Babarkatuh Bhai 😊
@mansooransari40369 ай бұрын
Alhamdulillah bahut accha episode Allah apko har bala musibat hifazat rakhe Ameen
@bjpgamer26969 ай бұрын
Assalamu alaikum mujhe ye mlm krna he ki hashr ke Medan me jo humse sawal jawab puche jayenge un sawalo ko waha mojud sabhi log sunege ya sirf hum hi sunege iska jawab mujhe zarur btaiye
@abiyakazi58919 ай бұрын
Allah pak unko Jannat may aale se aala darjay ka makam ata farmaye Ameen 🤲
@aneesahmad72919 ай бұрын
بیشک آپ نےبلکل صحیح فرمایا جزاک اللّہ اللہ تعالیٰ آپ کی زندگی میں خیر وبرکت عطا فرمائے آمین یارب العالمین
@jameelahmad85559 ай бұрын
Massaallah 💐 subhanallah 💐 alhamdulillah 💐 allah hu akbar 🕋🤲🏻
@user-cm5cf1lp4h9 ай бұрын
Jo bhi kehty hain sab sahi kehty hain in sha allah hamain to ilm my izafa hota hai jazak Allah bhai
@mdmuqeem88979 ай бұрын
Mashaallah bahut umdah
@abdulsubhan-mc3ku9 ай бұрын
Assalamualaikum!Mufti Sahab you are one of the best online Islamic teacher
@MohammadAkram91929 ай бұрын
JajakAllah Bahut Sukriya ❤❤😊
@afifakhan82568 ай бұрын
Mashaallah❤️❤️subhanallah❤️❤️ allah apko hmesha khush rkkhe
@syedashama11719 ай бұрын
Assalam Alikum wa Rahmamatullahi wa Barkatahu Jazakalahu khair mufti sahab you are looking very happy today 😊 😃 😀 😄 😁 🎉🎉👌👌👍🤲👏🙌❤
@ghulamnabinabi119 ай бұрын
MashaAllah Good job.
@arfatshaikh47549 ай бұрын
Masha allah
@mohammadanwar13749 ай бұрын
Masaallah subahanaallah bahut aachha e
@IrshadSiddiki-kg2nd9 ай бұрын
Bahut achhi bat hai mufti sahab jo ham log karte vahi to aap batate hai
@asbaatshaikh14219 ай бұрын
Walaikum assalam ustaad ji ji alhamdulillah aameen aapko bhi mashaAllah Allah aapko aese hi sehatmand aur khush rakhe aameen aur aap hum sab ko deen ki banaate bataaye jazakallah hu khaira assalamualaikum ustaad ji 🙋🏻♀️😊🤲🤲🤲
@sairabanurazak61819 ай бұрын
Assalamualaikum mufti sab allha unki magfhirt fharmaye ameen mai karnatk se hu meri bhen ka bi intekhal hua hye Unke magfhirt ke waste dua karo
@mohdsaleem40329 ай бұрын
Mufti sahab Palestine aur israil ka jo matter chal raha hai uske bare me details se samjhaye ......
@nashrinsaifi36159 ай бұрын
Aapne shi kha no problam mufti sahab
@anjumaara6749 ай бұрын
Assalamualaikum Bhut bhut sukriya bhaijaan aapke jwab k liye sukriya
@JayaSahu-hi2hs9 ай бұрын
Sahi bol rahe ho bahut jaruri hai ye sab ko wakya batana
@acreativelifewithisha60729 ай бұрын
Aap bilkul sahi bolte hain bilkul .... orat ghar me rahe to zyada behtar h
@akhtar6139 ай бұрын
Assalamualaikum warahmatullahi wa barakatuh main Hyderabad se hoon main dua karti hoon ke Allah mujhe bhi Allah app jisa hasbend aata kare Jisse milkar meri duniya aur akhirat sawar jaye❤
@fazilji9 ай бұрын
Assalamualaikum mufti sahab allah apko hmesha khush rkhe 😊
@heenaheenafirose35789 ай бұрын
Masha Allah app ki a soch bauth accha hai good job sir
@ayshakhatoon65579 ай бұрын
Assalamu walaikum wa rahmatullahi wa brakathu mufti sahab mujhe appki sari baat acchi lagti aur bahut kuch seekha appse Allah aapko khush rakkhe
@khadijaakhtar8869 ай бұрын
Walaikum assalam Mufti sahab
@user-rm3zs8ux8t9 ай бұрын
Allah rabbul izzat unhe zannatul firdous me aala se aala makam ata farmaye aameen summa aameen ❤❤❤
@sabirshaikhm.t.j1749 ай бұрын
Waalaikumus salam warahmatullahi wabarakatuh ustad ji belkul sahi aamen jazakallahu khair duvame yad InshaAllah jarur ❤❤❤
@Alisha_7869 ай бұрын
MasaAllah
@jamshedansari93099 ай бұрын
Aameen Suma ameen
@RizwanMansoori-kf9hn9 ай бұрын
Ameen ❤
@shakeelahmadkhanmarsarycho46209 ай бұрын
Mashaallah mufti sab full wach
@zeenatqureshi82079 ай бұрын
Asslamoalaikum mufti Sahab aap bhot achcha samjhate h Allah taala aapko jazae khair ata Kare.
@arfabegum76769 ай бұрын
Assalamu alaikum Mufti sahab aap bahut acche se samjhate Hain Allah tala aapko hamesha khush raho amin
@Mohdsajid-mn7ux9 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab aap bilkul sahi keh rhe ho ladies ko Ghar se zayada nhi nikalna chahiye mujhe bhi Ghar se bahar nikalna km pasand h
@SameeerKhan-jd5ez9 ай бұрын
Allah unki mgfirt frmye ameen ya Allah inke ghr walo ko sabre jameel ata frmye ameen
@JannatOfficial.9 ай бұрын
Aameen
@SameeerKhan-jd5ez9 ай бұрын
@@JannatOfficial. duaao m yad rkh n
@jameelahmad85559 ай бұрын
Ameen summa ameen 🤲🕋
@HushnaShaik9 ай бұрын
Mufti sahab main bauhat khush hun k aapne mera sawal liya suhkriya aapka 😊😊😊
@HushnaShaik9 ай бұрын
Aap ek bauhat 😊 achcha kaam karrahe ho allah aapko aur tarakki de
@Alikhan-gj8ih9 ай бұрын
Assalamu alaikum aap shi kr rhe hai Mufti saahb
@shaguftaparveen68299 ай бұрын
माशा अल्लाह सुबहान अल्लाह
@KhanKhan-mp8df9 ай бұрын
Aameen summa aameen
@serinesejalparivlogs32739 ай бұрын
Allah tala unko jntul firdous me mukam de aameen summa aameen
@abdulgaffar-oh1ly9 ай бұрын
ماشاءاللہ
@AslamAnsari-lj7uy9 ай бұрын
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barkatahu mufti Saheb. Q1) hazrat Mohamed saw. Makkah se hain to dusra Syed India me kaise aayege. Q2) jiska sir name shaikh, Siddiqui, Khan, Pathan, shah Syed hota hai to ye log bahut bade Muslim hai?
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu. Mufti Sahab aap khairiyat se hai . Mufti Sahab meri bhut tabiyat kharab hai aap dua kijiye or sabse bhi karwa dijiye report me taifaid hai.aap log mere liye zrur dua kijiyega.🤲
@rajiyabegum5599 ай бұрын
Allah apko sifa ata farmay Bhn
@user-jy8ux6xl5w9 ай бұрын
Allhamdillah
@kamrunnishagouri68949 ай бұрын
subhanAllah
@mohdtayyab30489 ай бұрын
جزاک الله
@MohdAsif-oc7ir9 ай бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab mashallah aapki video se hame bahut kuchh seekh ne ko milta hai jazakallah khair Mera sawal hai k saree pe namaz hogi ya nhi bataye
@Aayu-tq1zu9 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab Mera 16 saal ka beta h vo nmaz ni pdhra bht smjha chuki hu hr trh s pr vo meri ak b nhi sunta ap koi dua. Btaye jisse ki vo Deen k raste pr chl pde M Allah s hr nmaz m uske liye dua b mangti hu Hr wqt mujhe uski tnsn rhti h Plzz apse b dua ki gujarish h
@jamshedansari93099 ай бұрын
Masha allah subahan allah subahan allah subahan allah subahan allah subahan allah subahan
@irfanpathan-pf5gu9 ай бұрын
Jajakallah kear mufti.sahab
@saleemansari1499 ай бұрын
Ameen Sumameen 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲💚💚💚💚💚💚
@SameerKhan-wr7xm9 ай бұрын
Allah apko salamat rhke
@FayazAhmad-gz4iq9 ай бұрын
Walekum Assalam. Ameen
@user-bk7pq6yc3c9 ай бұрын
Nahi Mufti sahab ap ki baat mujhe bahut pasand hai ap samjha ya kijiye
@asifsiddhique63679 ай бұрын
हम लोगो का मिजाज़ गुनाहों वाला है। इसलिए हक़ दीन की बात समझ नहीं चढ़ती। लेकिन उलमाए दीन हक़ पर डटे रहे ये मेरी अल्लाह से दुआ है। कुछ लोग अल्लाह वालो को अच्छा कहते है कुछ लोग बुरा कहते है। लेकिन ये तो चलता रहता हैं। सब तरह की दुनिया है। बस अल्लाह वाले हर हाल मे हक़ बात बताए
@IqbalKhan-jd4sz9 ай бұрын
Assalamu alaikum Mufti Sahab mera naam reshma khan hai mai aapko 4 sal pahle se dekh rahi hoon aur mujhe aapki baten aur video sab sahi our aache lagti hai pics aap mera comment padh le our mera naam bolde yahi gujres hai aur mere liye dua Karen 🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗🤗
@m.squreshi28969 ай бұрын
Ma sha Allah Mufti aap ne i phone 15 le liya mubarak Allah aap ko or tarakki ata farmaye ameen
@BegamSalmah9 ай бұрын
Walaikumsalam wa rahamtullahi wa barkatuhu
@khadijaakhtar8869 ай бұрын
Mashallah 🤲
@salmanrajput63569 ай бұрын
Assalamualaikum ji
@khadijaakhtar8869 ай бұрын
@@salmanrajput6356 walaikum assalam
@SanuKhan-nl1du9 ай бұрын
Ya allah hamari sari pareshani dur kare Bhai jan allah se dua kare 😢😢
@Islamicreels0339 ай бұрын
Jazakallah apne mere msg ka Ripley kr diya
@HushnaShaik9 ай бұрын
Mufti sahab aap Sunday comment box aap ka bauhat lajawaab hai aap mere liye dua karen k mere ek nek aulaad ho jaye Allah se dua karen main aapka Sunday comment box bahut achche se dekhti hu bhai aap mere liye dua karen
@mo.muwashshir52948 ай бұрын
Aameen
@noorjahankhanofficial64369 ай бұрын
Ameen
@Aatifkhan9359 ай бұрын
Assalamualekum mufti sahab aalah apko deen duniyA me aafiyat atA farmay mufti sahab dua kiziy hamare liy dua ki zarurt h
@SalimAnsari-el8dk9 ай бұрын
Assalamualikum bhai jan aap kon keya kahta h us pe aap na jaye aap hmare hi faida ke liye btate ho mujhe aap ki har bat achi lagti h, I am proud of you.
@nashrinsaifi36159 ай бұрын
Ase vakye sunne se akal bhi aati h or jo galat karte he unhe bhi akal aani chaiye insha allah
@rizwansaifi1059 ай бұрын
Bhai jaan allah aapki hifajat farmaye aameen
@JavedKhan-pu8hg9 ай бұрын
Mashaalla ❤❤❤
@shaistashaikh23729 ай бұрын
Jin ko Allah ka dar nahi h un ko taklif hi hogi aap ne apni bat rakhi aur jo din me likha h wahi in ko bataya h
@Afreen2tt4ou3h9 ай бұрын
Mufti sahab mujhe aapki Koi baat galt nhi lagti aapki wajha se bahut kuchh sikhi hu mai jitni duwa karu aapke liye km hai.❤❤❤ mai aapko kabhi taklif dene ka soch bhi nhi sakti hu.
@NaziyaKhan-ii6cc9 ай бұрын
Assalamualekum mufti sahab kaise h aap inshallah jldi hi achhe ho jayenge
@user-wy9gw6kx1y9 ай бұрын
Nice
@asmabano.9 ай бұрын
Assalamu alaikum Mufti saab. Plz Mera sawaal lijiyega. Plz btye. Ki kabristan se wapas akr ghusl Krna zaruri hota h.
@AkhtarPathan-nk7xw9 ай бұрын
Asslam o alaykum mufti sahab mera savaal ye tha ki mene ek wazifa suna tha ki agr kisi ko kharish ki bimari h to vo shakhs nuh alahis salaam ko do tasvi surat e ikhlaas ki hadiya kre to kharish ki bimari theek ho jaegi . Esa krne se hm gunahgaar to nahi honge plz mufti sahab rahnumai kijie.
@ArifAnsari-hh3nb8 ай бұрын
Assalam walekum Mufti Sahab aap din ke bat bahut acche se batate hun ISI tarah bataiye Jo din se bhata hua hai vah nahin samajh din ki taraf jaane ke liye din ki baat achcha lagti hai
@sainabakhan41688 ай бұрын
Valekum assalam 🤲❤️ mashaallah alamduliilah Allah aapse Raji ho 🤲❤️🌹
@Shabanaprawin9 ай бұрын
🤲🤲🤲 aamin
@m.sblackgeming90749 ай бұрын
Assalmu alaikum wa rahmtuallahi wabarakatu aapki wajha se mane quran padna shikh liya hai aap ki 2saal pehali video dekh kar noorani kaye de wali allah aapko jazaye khair ata kare ameen humare liye bhi dua kijiyega ☝
@kamrananaaz96289 ай бұрын
Aameen summa aameen 🤲
@statusking4939 ай бұрын
Aslam alekum Horse ka gosht kana halal hai ya haram Mera name rafik hai meri tabiyat kharab hai Please mere liye duva karna sab ko bol na mere Liye duva kare❤
@ShabanaChaudharyChaudhar-cg1fo9 ай бұрын
Mufti sahab aap ne Deen ke dayre me rehkar aap ne sahi bola tha subhanallah 👍👍👍👍
@Aaisasanwara9 ай бұрын
Thank you so much Mufti sahab mere sawal ka jawab dene ke liye 🙏🙏🙏🤗🤗
@Aafiyakhan079 ай бұрын
Mufti saheb mera ek swal h hmara ghar bilkul masjid ke bagal me h kx log kehte h jinka ghar masjid ke bagal me hota h unke ghar me sehat aur barkat me kami Hoti h .......??
@user-xr4ej5fm1n9 ай бұрын
Mufti sahab assalamulaikum 20 September ko meri bahan k intekal ho gya h apse gujarish k ki aap unke liye duwa kre
@ayshalimited-fv7ke9 ай бұрын
😂mufti sahab bhi na wa bhai wa kya name hai jabardast
@Ukulsum88439 ай бұрын
Meri 2 years ki baby h lekin bohot hi kamjor h Aap mujhe koi dua ya fir koi wazifa hi bata dijiye take meri baby sihatmand hojaye Please please please please please 😢😢😢😢
@ahadsaifii9 ай бұрын
Mufti sahab trading karna kaisa hai or allahummasalli alaa muhhamad ye bhi darood Shareef h kya or ehle baith or baith ka kya mtlb hai
@yasminparveen70359 ай бұрын
asslam o alykum...mufti sab aapse bahut kuch sikhi hun ...shukriya..dua kariye Allah mere gunah maaf kare .....yasmin parween..jharkhand
@mohdsuheb-pp9gt9 ай бұрын
As salamu alaikum you are my best techar aap se bhut kuch sikha h aap se kuch sawal h maine pahle bhi sawal kiya tha but jawab nhi mila koi baat nhi mera sawal ye h ki chote bache apne kapde me istinza kar dete h kya unhe dhulne ke baad hame gusl karna hoga please bataye
@Aaisasanwara9 ай бұрын
Allah aap ke dost ke valeed sahab ko Jannat naseeb kre aameen 🤲 Unke Ghar valo ko sabar ata farmaye Aameen summa aameen 🤲🤲
@shaheen-xv1hl9 ай бұрын
Mere sawal ka jawab dene ke liye bhut bhut shukriya 💗jab ase situation hogi to farz to mai ada kar lugi but baki sunnat or nifl ka kya? Please reply kar dijiyega taki meri pura query resolve ho jaye. Shukriya💗
@waseemjafar45789 ай бұрын
Allah magfirat farmaye
@mdshahwazrahmani7363Ай бұрын
Mera naam jannati Khatoon hai mujhe Kuran Sharif aati nahin hai koshish bahut Karti Hun sikhane ki ab main bahut acche se padh leti hun pahle kahin kahin per thoda atak jaati thi ab main itna nahin atkati hun inshallah bahut acche se padh leti hun bus thoda bahut hai❤❤❤
@fauziaafzal77629 ай бұрын
Hamarey liye bhi dua kejiyega Allah tala hamari tamam fikrat pareshaniyon ko door farmaye
@mohdshadab84049 ай бұрын
waheeda khatoon muzaffar nagar mufti sahab assalamualekum mere 3 sawal hai .1. biwi ka intekal hone per sohar janaje ki namaz, mayyat ko kadha wai mitti de sakta hai . 2. kya aurat bhi miswak kar sakti hai . 3. agar 2 surat yaad ho to kya 5 waqt ki namaz unhi 2 surat se padh sakte hai .