Walaikum assalam ustaad ji ji alhamdulillah mashaAllah ji inshaAllah zarur jazakallah hu khaira assalamualaikum ustaad ji 🙋🏻♀️😊💐❤🤲
@justjeans35162 ай бұрын
Hazrat bahot bahot shukriya mere Sawal ka jawab dene ke liye... Allah aap ki umar mein Barkat de
@mdirfan-xx1jv2 ай бұрын
A۔s۔muje bhi swal puch na aap sb kaise puch te h btao plz ❤
@mohdsaleemrangrezz44552 ай бұрын
شکریہ امیر معاویہ صاحب کیا میں آپکا نام صحیح لکھ پایا ہوں
@nizamuddinAnsari78602 ай бұрын
Assalamualaikum mufti sahab aap ka sunday episode 258 bahut bahut badhiya lga mashaallah mufti sahab aap ham sab ke liye dua kijiye ga khas kr mere liye mai apne pairo pr chalne lgu aap se dua ki darkhast h mere bhai a.m qasmi.
Assalam o alakum mufti shb Allah apko dono jahan ki khusheeya de…Apni dua m iss bhn ko ar meri family ko bhi yaad rakhe…. Jazak Allah for every video🤲
@Badshah_ayan-98382 ай бұрын
Mashaallah ❤️
@gulshannaaz97912 ай бұрын
Assalam walekum Allah aap aur ko tarkki de mashallah ❤️❤️❤️❤️❤️
@Aadil54492 ай бұрын
Thanks for your episode muft sahb 👍🏻👍🏻👍🏻
@Altaf.pathan7862 ай бұрын
🌴🌺🥀...Alfaaz Sune Wale Toh Hazaro Hai Lekin Khamoshi Sunne wala sirf Mera ALLAH hai...🌺🌴
@ansariqueen_4442 ай бұрын
Beshak 😊😊
@Afsana-wn7bc2 ай бұрын
😊
@aabidabano9832 ай бұрын
Beshaq subhanalllah ❤
@fezalkhan71942 ай бұрын
@@ansariqueen_444❤❤
@anjum26272 ай бұрын
Mashaallah beshq
@shaankasgar96082 ай бұрын
Waheeda khatoon muzaffar nagar mufti sahab assalamualekum mere 4 sawal hai 1.ajan ke waqt quran shareef padhna kaisa hai.2.sasur wa dewar se parda karna kya jaruri hai3.kya bina waju ke surey yaseen padh sakte hai 4.pancho namaj mai padhne ki koi tasbi bataye.dua mai yaad rakhna.❤❤❤
@user-iq2we3hy7l2 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab aap ka video dekh kar bahut achha laga Allah aap ko aur tarakki de ❤❤❤❤❤❤
@romanask40562 ай бұрын
Assalamu Alaikum Mufti Sahab Aaj Bahot Din Baad Humne Aapko Comment Kiya Hai ❤❤❤
@ahmadshahid38252 ай бұрын
Masha Allah nice message
@ilma_ishaq2 ай бұрын
Plz make dua for my mother she is suffering from pain.....may Allah grant her shifa soon...aameen summa ameen
@user-dx8uj8zm6c2 ай бұрын
Allah tala aapko aur aapke ghar walon Ko apni aafat mein rakhen
@Rajasaifi112 ай бұрын
Masha Allah
@saleemansari1492 ай бұрын
Walaikum Asslam wa rahmatullahi wa barakatahu
@muskanbagwan59062 ай бұрын
Jajak Allah bhaijan ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤😊😊😊😊
@shaankasgar96082 ай бұрын
Ghazala kasgar mufti sahab assalamalekum mere 4 sawal hai 1.ghar mai tulsi wa mani plant ka podha lagane se ghar mai roji wa barkat hoti hai 2.sureh bakra ki aakri 2 ayat raat ki bajay fajir mai padh sakte hai 3.mard ka intekal hone per kya parde wali aurte unka muh dekh sakti hai.4.agar sab ristedar bolna band ka de to unko manane ki dua ya koi wajifa batay.dua mai yaad rakhna
Assalam walekum mufti sahab meri apse ek darkhwast hai hamare muslim samaj me abhi bhi ilm ki bhut kami hai bhut se log 3 talaq ar Halala jaise chizo k bare me ni jante h details me ap ek bar in muddo pe plz vdo banaye ye knowledge specially talaq ar halala ke bare me jyada se jyada logo ko pta hona chahiye taki agar kahi pe in muddo pe behas ho to log asani se bol sake
@user-cy2hw5ry7v2 ай бұрын
Mashallah mashallah 🤲🤲👍👍👌❤❤
@naziakhatoon85112 ай бұрын
🌸ماشاء 🌸 اللہ 🌸
@user-ez9ql9zj9u2 ай бұрын
Assalam walekum Mufti Sahab main bahut pareshan pichhle 5 sal se mera karobar bahut kharab ho gya h or Mera Ghar bhi nahin hai aur main bahut karj mein hun aap sabhi mere liye Allah se. dua Karen ya Allah jo bhi duniya mein karjdar hai ya Allah huzoor ke sadke unka Karz unka Karz Utar De aur halal kamai ata farma de ameen
@mohdshadab84042 ай бұрын
nazreen muzaffar nahar assalamualekum mufti sahab mere kuch sawal hai 1.white murga paalna kaisa hai 2. andhe aadmi se parda karna kaisa hai.3. ghar ke darwaje per haja min fajli rabbi wa nasrumminallahi wa fathun kareeb ka naksh lagana kaisa hai 4.jis kamre mai tv ho kya waha namaj padh sakte hai
@ibrahimshaikh48252 ай бұрын
Assalam alaikum mulana sahab me khuwab me aksar mere Marhum valid mujhe Khwab mein agarbatti aur khajur dete Hain iska kya matlab hai
@anmolnaousheen80682 ай бұрын
👍👍👍
@shanaiyahuzaine24602 ай бұрын
Wallaikumasslam bhai
@raunaqshahlal60852 ай бұрын
Assalam alaikum mufti shahb
@ashamabano63622 ай бұрын
Walekumassalam wa rahmatullahi wa Barkathu
@user-hv4ev2fw9z2 ай бұрын
❤♥️♥️
@ottott-oh9fs2 ай бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab aap khairiyat se to h
@MoAhmad-vk4wq2 ай бұрын
Thakas
@sayarakhatoon43812 ай бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab.. Mera sawal hai caller tune par islamic naat lagana kaisa hai., pls jawab zarur dijiyega
@user-tb4lv8s2 ай бұрын
😮😮❤❤🎉
@anmolnaousheen80682 ай бұрын
🤲🤲👍
@sheikhtamannaparveen71102 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab mai Tamanna Parveen ap ki video 2 year se dekha rahi hu alhamdulillah apki vedio dekha k bohat kuch sikhne ko milta ap din k itne achache kam kar rahe allahpak apko or din k kam karne ki toufik de mai ye 3rd tym sawal kar rahi hu please admin sahab mere sawal mufti sahab Tak pohcha dijiyega mai pichlae 6 saalo se pareshan hu saitani mamle me pareshan hu Mai or mere Ghar Wale hum sab Kichocha Sharif v gaye h meri hazri chalti h bayan v hota h but bohat taklif rehti h ghar me sab bohat bimar h sare k sare Ghar Wale or doctor koi bimari v nai bata pate h koi test hoti h to report normal aate h but pareshani badhri rehti h mere pure body ka rang black hota ja raha h or pure body me pain rehti h pure ghar walo ki hum sab namaz padhte h Qur'an tilawat karte fir v ghar me sookun nai h ap kuch bataiye ki hum aisa kya kare ki in sab chijo se chutkara mil Jaye or hamari zindagi pehle ki tarha normal ho jaye please jawab jarur dijiyega
@gulshanpraveen87982 ай бұрын
Masha Allah ❤❤❤
@user-tb4lv8s2 ай бұрын
❤❤❤🎉🎉
@SoniyaSheikh12342 ай бұрын
As salamu alaikum Mufti g ..agar hum namaz padh rhe ho or azaan hone lagi to kiya namaz rok de .
@sabeenaparveen48912 ай бұрын
Asalamu alaikum Mufti Sahab kya Kalam Pak padhne ke time agarbatti jalana jaruri hai kya
@user-yb9hu1sq1p2 ай бұрын
As salaam alaykum Mufti sahab sara naam rakh sakte hai
@ayeshanaaz79142 ай бұрын
Assalamualaikum mufti saahab mera sawal ye hai ki namaaz me lambe sajde krna chahe to sirf ek do rakat me kr sakte h ya saari rakato me karni padegi
@Emontaker123.2 ай бұрын
Mufti sahab Mera sawal hai ki Fictional novel ke books padh sakte hai. Mera sawal jarur lijyega kyiuki bohot sare Muslims novel padhte hai. yeh gunah ka kaam hai ya nahi jarur batana
@maxentertainmentmovie99562 ай бұрын
Asslam o alikum Mera naam Iqbal h Janab Mera ek sawal h jo tasbeeh hoti h ke ye fajar ke baad padhna h ya Isha ke baad padhna h to kya hum tahalte hue (walking Karte hue padh sakte h) ya dua se pahle padhna h..
@user-its_roomi2 ай бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab shariqa umme Roman ka maana kya hai??
@shahidaparveen56512 ай бұрын
اسلام علیکم ورحمتہ الله اپ ہمارے رہنما ہیں
@user-jk8cu7rg7d2 ай бұрын
Walekum assalam
@habibtiuzma62652 ай бұрын
Assalamo Alaikum mufti sb Mera sawal ye h ki humare ilaqe me sabeena kraya jata hai jisme Huffaz ko bulaya jata h aur wo loudspeaker me quran shareef ki tilawat krte hai uske bad un huffaz ke khane pine ka bhi ehtemam Kiya jata hai, shariyat ke ruh se ye amal kaisa h ispr roshni dalen.
@Umarfaruk-ib5ss2 ай бұрын
As slanu alekum mufti sahb nera swal hai ssural ka diya huwa jewrat bhu degi ya ssural wale dege jbki bhu ke pas nhi rhti hai unhune rkha hai
@majhatkhatun94472 ай бұрын
Assalamualaikum mufti shab mei ap ke pass ek sawal rakh Rahi hu kya murde ki cheezon ka istemaal kar sakte hai
@nematansari77642 ай бұрын
Allah Hu Akbar
@BibiNaziapraveen2 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab mere kuch sawal hai please reply jarur dijiye ga 1.sawal namaz mein darood Sharif aur duaa padne ke baad 3 bar surah akhalas pad sakte hai please
@aabidabano9832 ай бұрын
Masha alllah mufti sahab alllah apko lambi umar ata farmaye ameen suma ameen and mera sawal hai apse par rabta hota hi nahi plz mujhe hi jawab de
@GulafshaRehman-wi7us2 ай бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab allha Aapki saari duaao ko qubool farmaye Aapko hamesha khush rakhe Faiza naame ke mayne kya hote h
@nishamulla91542 ай бұрын
Inshallaha
@shahinpraween2412 ай бұрын
Assalamualaikum mufti sahab Surah muzmmil ka 11 din ka jo wazifa bataya gaya hai KZbin par muyakkil ka vo wazifa ladkiya kar sakte hai ya nahi plz bataye
@salmazenub49462 ай бұрын
Mufti sahb asslamualekum aap khairiyat se hoge Allah aap ko. Khairiyat se rakhe mera sawal ye h ki kya shabeqadr me main panshoore me likhi namaaz ko dekhkar jaise usme h main padti huo kya galat to nahi h
@Captainazadkhan2 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab. Mera sawal hai ki 1. Agar 4 raqat ki farz namaz me 2nd rakat me athiyat ke baad galti se durude Ibrahim aur surah masurah padh liya fir 4th raqat me sajda e sahv karna zaruri hai ya nhi. Pls bataye....
@unique_mrym2 ай бұрын
Assalamualaikum ❤️✨ mufti Saheb ummeed h aap khairiyat se hoge 😊😊 Mufti saheb Mera sawal h 1) Mera dimag par bukhar chadhne Ki wajah se Har 10 min. Me baat n Bhul jate h Please koi Dua bta de please Mufti saheb Please 🥺🥺meri ammi bht Pareshan h
@user-cs2om3no5u2 ай бұрын
Asssalamo alay kum w.w. Hamara naam Mohammed kamal Akhter hi iska kaya mane hin. Hum Lucknow se hin aur aapka Sunday coment 3 saal se dekh rahe hin. Humne aap se bahut se deeni talimat hasil ki hi. Humko aap ki baten bahut acchi lagti hin. Allah aapko hamesha salamat rakhe. Aap hamary is sawl ko agley Sunday me zaroor shamil kareyaga.
@GuestOk-qp6yn2 ай бұрын
Mufti Sahab mera 2 sawal hai No 1 Wazu or gusal main gargary nahi karin tu gusal or wazu hojata hai? No 2 napak Pani ke kitnay chitte se kaprda napak ho jata hai?
@sweetdreams47362 ай бұрын
Assalamualaikum Mere liye dua kare meri shadi hojay izzat se sb log aameen bolde 😢😢
Mufti sahab mera 1 sawal tha ki...Jo surah baqrah ki aakhri 2 aayat hai.... uus aayat ko kisi kaagaz par likh kar ke ghar ke room ya darwaje par laga sakte hain?
@mdfiroz33662 ай бұрын
Asllmualykom ❤❤❤
@nasimnadiadwala22972 ай бұрын
Aallahumma Sally alla mohmmad wala mommad
@KingKhan-vn1lj2 ай бұрын
Asslamu alekum mufti sahab me teen char episode se sawal kr.rhi mera sawal.le.lijiye mera sawal h ki ek wife qpne sohar ko quraan pdhaa skti h ya nhi
@nasimnadiadwala22972 ай бұрын
Muhmmad sallalallahu alayhi wasllam
@user-rp2gs7uz1r2 ай бұрын
Mufti sahab kya nakhoon pr moon satar mehndi lga skte h or khwateen razer se zer e naaf ke baal saaf kr skti h plzzzz kitni baar pucha h aap jawab nhi deteeee😢
@chandahmad24822 ай бұрын
وعلیکم السلام ورحمۃاللہ وبرکاتہ🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕🌴🥀🥀🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@JavedKhan-wg7el2 ай бұрын
Mufti sahab assalamualaikum me tabassum khan rudrapur se hun Mera saval ye ki mare ghr me bhot pareshani he mare shohar bhi bhot bimar rehte he me bhi bhot bimar rehti hu me namaze bhi padti hu Allah se dua bhi karti hu fir bhi mari pareshani gribi dur nhi ho rhi mujhe uski vajah baten
@ansariqueen_4442 ай бұрын
Assalamualaikum everyone duaon yaad rakhna 🤲🤲🤲🤲
@ujmasheikh58772 ай бұрын
Mufti shab mera beta hoga to inshallah aap ka naam hi rakhkhu gi
@QamroonNisha-iz4mv2 ай бұрын
Assalamoalakum mufti sahab may qamroon Nisa Qasmi Aap marry liya dua zaroor karay mari sari parayshaniya door ho Jay
@maqazhar2 ай бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab.. Isse pehle bhi mene sawal kiye the lekin jabab nahi mila please is baar jabab jarur dijiyega.. mere 3 sawal hai.. 1. Aurat ke hath or pair ka kitna parda hai or kinse hai. 2. Kisi zinda insan ko isal e sabab me kya kya kar sakte hai 3. kya kisi zinda Insan ko istigfar bhi isal e sabab kar sakte hai.
@naginasafi14472 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab mujhe pata nahi kiyu raat ko nidh nahi aati hai aap koi dua bataen
@KhushiKhushi-7862 ай бұрын
Kya 5 wakht ki alag alag tasbeeh hoti h please reply dijiyega. Namaz me aurat ki hath ki ungaliya or pair ki ungaliya chhup jaye to kya namaz hogi
@nadimsiddiqui92092 ай бұрын
Ji namaz ho jayegi
@nadimsiddiqui92092 ай бұрын
Tasbeeh konsi tasbihe fatami ❓
@moinkamal00722 ай бұрын
Assalamualekum Mufti sahab Abeer kamaal name K mayne kya h
@zeenatkadiri68322 ай бұрын
Hazrat mai kisi maksad se istekhare ku namaz padti hu magar muge neend hi nahi aati hai Esha ki namaz k baad aspk bataye tareeke se padti hu Magar neend k masle se koi aasaar nazar nahi aa rahe. Badi mushkil ho gayi hai. Aap plz koi rasta bataye
@naimbhai57062 ай бұрын
Mufti sahab Asallamaielekum mera naam Naim from ( Agra) mera sawal hai ki Agar koi badhaa Salam kare to Hame usaki salam le leni chahiye ya ussse salam kar deni chahiye.
@rumiparveen83392 ай бұрын
Mere susral ke log hamesha mere me aur mere gharwalon me har cheez ki kami nikalte rehte hain mujhse bardasht nahi hota main bas rone ke alawa aur kar bhi kya sakti hun 😢😢😢😢😢😢😢😢😢
@user-fu4of1no7q2 ай бұрын
Namaz padhte time rakat bhul jaaye to kya Karen please Mufti Sahab jawab dena bahut din se intezar hai aapka😮
@RazdaSiddiqui2 ай бұрын
Koi duwa batao barkat ke liye
@AyeshaKhan-qv9xr2 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab me Aysha jhasi se me apke sare program dekhti hu lekin sawal pheli baar kar rahi ho pliz samil karne jkaja namj ke baad duaa karne y nahi