Sunday Comment Box Episode 297 | Kya Ger Muslim Nabi ki Ummat mai hai ? | Nifty 50 kai Trading ? | Mard Tailor ka Aurat ke Kapdo ka Naap lena ? | A M Qasmi
Пікірлер: 213
@IrfanKhan-ld1zn18 сағат бұрын
बहुत ही achche तरीके समझ आता है ❤
@Altaf.pathan-t6b21 сағат бұрын
⚘️🌾Sab ne kaha wahan jao jahan tumhari Qadar Ho Chunacha Ham Allah ki taraf Lout gaye⚘️
@muhammadidris138819 сағат бұрын
Hi
@muhammadidris138819 сағат бұрын
Ilove you mera man tamanna hai
@Altaf.pathan-t6b18 сағат бұрын
@@muhammadidris1388 Aare Aap Nikah karo ghar walo ko bolo aacha Rista dekhar aapka Nikah kara de ok
Walekum assalam wa rahmatullahi barakatuh Mufti Sahab❤❤❤
@khadijaakhtar78620 сағат бұрын
Walaikum assalam Mufti Sahab
@mdabujarali314716 сағат бұрын
Walekum asalam mera nam mohammad Najamuddin hai mai Nepal se hu mufti shahab asalamoalekum my aap ka 5 sal se bayan sunrahahu aur aap se bahut kux sikha hu aur quran Sikh kar bahut khus huwa aap ko bahut disease sukriya aur aap ko sandy comment box 300 ke liye bahut mubarak ho jise hame bahut kux Sikh ne ko mila hai 5 sal me pahlibar comment kiya hu
Walaikum assalam ustaad ji jazakallah hu khaira assalamualaikum ustaad ji 🙋🏻♀️😊💐
@Altaf.pathan-t6b21 сағат бұрын
🍓⚘️Logon Ki Muhabbat Se Nikal Kar Dekhein ALLAH Ki Muhabbat Mein Bahut Sukoon Hai...!!🍓⚘️
@Najiya-js9de20 сағат бұрын
Beshak 💯💯
@Sabrin-P320 сағат бұрын
Beshak ❤❤❤💯
@Atifsheikh-00117 сағат бұрын
Mashallah❤
@BelalAzmi-cw5cc3 сағат бұрын
Mashallah
@AmeeraKhan-u6v18 сағат бұрын
Duniya bhar ke logo ke sawal le liye apne Lekin mene sawal kiya aur apni ammi ke liye dua karne ke liye kaha to na mera sawal liya na dua ke liye kisi se kaha koyi baat nahi allah apko khus rahke ab kabhi v apse koyi sawal nahi karugi bas apki videos dehkugi, 🙄😔
@GulnazAnsari-o9p8 сағат бұрын
Esa ni hai bhenn Sawal admin sahab lete hein mufti sahab nahi 😢
@GulnazAnsari-o9p8 сағат бұрын
Aapne apni ammi k liye jo bhi dua mangi hai Allah use qubool krein Ameen ❤🫂
@Ars-x7u2 сағат бұрын
Ameen
@Samreen_786_a18 сағат бұрын
Walikum assalam
@aliasgar86585 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab aap Jaysa koi nahi hai mashallah AAP din ke kamo me laga laga rahene chahiye duniya kuchh bhi bole
@murtaza42716 сағат бұрын
Mashallaha...
@nusratsayyed47894 сағат бұрын
Aaj ka sabse accha sawal us bacchi ka hai jisne maa baap ke dua aur dum ke liye sawal ki hai.
@rajputclothcollection19 сағат бұрын
❤❤❤❤ asalamu alaikum Bhai
@MohdAsif-oc7ir14 сағат бұрын
Walekum assalam Mashallah very helpful video assalamu alaikum
@Zamiruddin.shaikh16 сағат бұрын
Walaikum assalam wa rahmatullahi wa barkatuhu
@SamiraNisha-iy5zw19 сағат бұрын
Assalamaikum mufti sahab Main nepal se hu aapki vdo dekhkar mein bohot kuch sikhi hu mere liye ye sawal bohot important hai plz mera sawal lelijiyegaa mein aap se do sawal puchna chahati hu pehela sawal mein ne kuraan paak bohot baar padi hu lekin mujhe pata nahi tha ki sajda bhi karte hai aisi leya ab mein kaise sajda karu aur dusra sawal ki reels mein to farj Namaj K baad aayatal kursi padne se mout k baad aek pair jannat aur aek pair jameen main hota hai kahete hai aapki vdo mein to farj namaj k baad ki duwa mai ye to nahi Tha aur bhi bohot sawal hai agle episode mein puchungi allah hafiz
@sonukhan1233616 сағат бұрын
Assalam walekum Mufti sahab
@MohdWaseem-tq5hh20 сағат бұрын
Allah ❤️😊
@mahrinkhan663318 сағат бұрын
Assalamu alaikum Mufti sahab Allah aap ko bahot bahot qubool farmae hame din samjhane ke liye allah aap ko mukammal sehat aafiyat ata farmaye Mufti sahab hamare kuch sawaal hai 1] hamare rishte daar umrah gaye the unhone waha se ek phall lekar aaye aur kaha is phall ko khalo aulaad hogi ye phall khana ya nahi please batadijiye 2] gosht mixer jar me pees kar kofte bana ke kha sakte hai kya 3] naqhli daant lagana kaisa hai 4 chabane Wale daadh takleef ki wajah se nikaal diya hai 4] hamare rishtedar kahete hai ki/teen apple 🍎 pe dua padh ke teen din khane se aulad hoti hai iske baare me bataye please 5] hamare sawalo ke jawab milne par hame bahot Khushi hoti hai allah aap ko mukammal jazaye khair de aameen
@KingKhan-j7g6f18 сағат бұрын
Mufti Sahab main aapke Sunday episode se judna chahta hun
@NickyKhan-s1m18 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab mujhe Apne bete ko quran e Hafiz banana hai aap dua kariye vah bahut kamjor hai lekin unka dimag achcha hai to please aap dua kariye mere bete ke liye ke vah Quran e Hafiz ban sake
@salmazenub494619 сағат бұрын
Mufti sahb asslamualekum ummid h ki aap khairiyat se hoge please Mera sawal le lijie kya shabe baraat me pansoorah me jo namaz hoti h unko dekhkar padna gunaah to nahi hoga
@AshmabanuAbdulraufShaikh19 сағат бұрын
Assalam walekum
@Zamiruddin.shaikh16 сағат бұрын
❤❤❤
@ammy040219 сағат бұрын
Assalamualaikum plz dua kare humara exam clear ho jaye result pass ka ho last 3 years se six times de chuke h plz sab dua kare
@sumailaraza60806 сағат бұрын
Assalam alaikum. Mufti saheb, Onaifa naam ko urdu me kaise likhte hai ??
@sumailaraza60804 минут бұрын
Is Naam ko Urdu me kaise likhe. 'Ain' se ya 'Alif' se. Please Pura likh kar btaye. Aur ye Naam Kaisa hai??
@mdshahideqbal221619 сағат бұрын
Mufti shab Mera hath me gehra chot lagi hai dua kariye jaldi se thik ho jaye
@ImranAnsari-b8v3 сағат бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab kaise hai umeed hai khairiyat se honge mera ek sawal hai please le len 3 bar sawal kr chuke hai please is baar le en mera sawal hai Arhan naam ka kya mtlb hai kya Arhan naam rakh sakte hai please batayen
@sahinsaifi555513 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab please mere sawaal ka jawaab zaroor den agar kisi ne kabeerah gunah jaanboojh kar kiya kae baar phir use akhirat ka dar hua Allah ka khof hua to usne toba ki ro rokar tahajjud me ye duaa ki k Allah mere gunahon ki saza duniya me hi dedena akhirat ki dar ki wajah se mujhe baad me pata chala ki gunah kitne bhi bade hon sachchi toba karne se Allah maaf kar deta h to aap rehnumae farmaye jo usne saza ki duaa maagi thi duniya me me use milegi ya Allah maaf kardega please batayen beshak mera sawal bada h 😢
@Umarkhanumarkhan2466 сағат бұрын
Mery Bhai jab ap ny sachy Dil sy apny gunah ki Allah Sy maafi Mang li Or sachy tobah kar li to ab ap k sary gunah maaf ho jay gy or ap ko us k lye na to akherat me koi saza mely gi or na hi dunya me us ki saza mely gi Allah Khud kehta k jab mera banda muj sy sachy Dil sy maafi mangta h to me bohat Kuch HOTA hn or jab mera banda Roo Roo kar muj sy maafi ka mutalba karta h to Allah kehta h k ye mery Shan k khelaf h k mera banda muj sy apny gunah ki maafi Mang rha h or me usy maaf ma kro
@NabaNabakhan2 сағат бұрын
Assalamoalaikum Mufti sahab Mai aapki vedio bahut dekhti hun mujhe bahot achcha lagta hai mera ek sawal hal haris name kaisa hai
@MohdZaki-s7l18 сағат бұрын
Molana sahab ek sawal puchata humne aap se assalamualaikum swal ye h ki yorekerfx me joing karna jayez h ya nahi please jawab dijiye hum saharanpur se h
@sufiyanraza-d2w20 сағат бұрын
Bhut paresan hai 9; month pura ho gaya par delivery nahi horaha hai pless alah se duaa kigiye ki alah hame acha se alah normal delivery de de
@Najiya-js9de19 сағат бұрын
Aap sure ikhlaas padh kar dum kr le inshallah jrur kre Roz sb thik hoga ❤❤❤ me bhi aapke liye special duwa krungi ❤❤
@ayubzi285719 сағат бұрын
Sister please doctor se dikhao time pura ho gya h to consult the doctor . Mai apke liy dua krugi meri v baby hua h 4 month ho rha mere baby ke sehat k liy dua kijiy
@Najiya-js9de19 сағат бұрын
@@sufiyanraza-d2w bilkul sahi kaha aap doctor 🏥 se mile
@Zeeshan-k3n19 сағат бұрын
Allah aap ki problem ko dur kre aur aap ke delivery me aasani paida kre aap doctor se rabta kre aur paresan na ho Allah behtar karega insaallah
@Rehanakhanislam12317 сағат бұрын
Addmeet ho jaiye.....
@jabidqurashi753619 сағат бұрын
Assalamalykum mufti sahab mera Ammi ke liye Dua kijiyega.
@ShayaraKhatoon-z4c14 сағат бұрын
Assalam walaikum mufti sahab....... Mai roz din me quraan mazeed se tilawat karti hu...kya mai raat ko sone se pahle surah mulk pansurah se padh kar so sakti hu.... Plzz btaiye
@Umarkhanumarkhan2466 сағат бұрын
Hadees me Aata h K Jo shaks Surah Mulk ki Raat ko Talawat krta h to usy surah Mulk ki barkt sy usy Kabar me Azaab nhi hota surah Mulk ki Raat ko Talawat karny chy . Chay ap din me bhe Quran padhty hen har Aaamal ko us k wakt par Karna chay Surah Mulk ki Raat ko padhny ki fazilat h is lye us ko Raat ko padhna chay
@IrfanQureshi-p4z5 сағат бұрын
Mufti sahab mera ak sawal hai kya ruhani takat hai hai to wazifa batade
@sadhika78619 сағат бұрын
Asslamu alaikum mufti sahab Time me barkat ki koi duwa hai to bta dijiye aajkal time ka pta hi nhi chal rha bas subah ho rahi hai or rat ho jati hai itna teji se nikal rha hai time
@Altaf.pathan-t6b18 сағат бұрын
@@sadhika786 ibadat zikar tilawat karo kayamat ke kareeb waqt bahut tezi se guzrega
@Sam_06102 сағат бұрын
Assalamualaikum Y btaiye Muslim Aurat sindhur bindi lga skti h ky
Kaya ham delivery ke liye sadaka de sakate hai ki acha se ho jaye
@ayubzi285719 сағат бұрын
Ji bilkul de skte h qki mai hmesa diya krti thi pure 9 month aur allah se dua krti thi aur allah ne sun li meri normal delivery hui alhamdulillah❤ mera beta av 4 month ka h alhamdulillah jbki meri dadi bhut bura bola krti thi jadu v kiya krti thi ek bar to boli bacha paida krne ka bhag n hoga 😢
@Hadeesnabvisaw-Official786Сағат бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab kya kuwari ladkiya youtube channal per apni awaz dalsakti h Aor youtube se jo payment ayega woh halaal hoga Aor allah nbi ka name drawing karna kaisa h youtube channal per
@HajraMemon-v5r20 сағат бұрын
Assalamualaikum bhaijaan
@Cutegirl1234-h1u5 сағат бұрын
Walaikum assalam ashlamu alaikum mufti sahab aap se yahi sawal h ke mai apni kheto me chali jati hu sag todne ke liye Keya yah jaij h
@MohammadFahad-ht5tf20 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sb. Plzz btayye naqab me aankh ka prda zruri h plzzere swaal lelijiye Mufti sb plzzzzzz plz
@rafikkacchi435019 сағат бұрын
اسلام علیکم سوالات ۱جب حضرت عیسیٰ کے ساتھ جہاد ہوگا تو کیا اس میں عورتیں اور بچے بھی شامل ہیں؟ ۲جہاد کب فرض ہوتا ہے؟
@AryanZubair-dm1jc17 сағат бұрын
Mufti sahb Aslam walekum Mera ek sawal hai ,mai siwan se hu nasbandi kar wana kaisa hai,mere 4 bache hai Dr ne ab mana kar diya hai bacha nahi karwana hai qu ki mere badan me khun ki kami ho jati hai ,Mufti sahb jawab dijiye
@Facts_ismaili2 сағат бұрын
Quran Majeed me Surah Yunus Ayat no 18 me jo Ayat likha hai mujhe aisa lagta hai ki waseele se dua maangna jaiyiz nahi hai Mufti Sahab Aapki kya rae reply me please
@sarfraj.khan-18 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab Mera sawal hai ki kya Mutual fund me paise Ko daal sakte hai Reply jarur dijiyega please
@rubyperween718317 сағат бұрын
1. Namaz m kbhi kch yaad aane se ankh m anshu aa jye .to kya namaz tut jyegi 2. Kya surah taravi m ek br hi sana padh skte .baki k rikat m direct alhmad se start kr skte h . 3. Main office m namaz padhti hun to kbhi 4 sunnat+ 4farj hi padhti hu. Or kbhi bs 4 farj hi kya meri namaz ho jyegi
@MohsinBloch-m3l15 сағат бұрын
Mashallah 🩷
@SaifRazakadri18 сағат бұрын
Asslamualikum Mufti sahab ummid karti hu aap khairo afiyat se honge mufti sahab aap ne mera sawaal nhi liya but abki baar jaroor le lijiyega please Mufti sahab meri appi ka rista nhi tai ho raha hai please kuch bataye na or sab logo se meri appi ke liye duaa karwa dijiyegaa please
@sarfraj.khan-18 сағат бұрын
Inshaallah hoga 😊
@YusufYusuf-mo7oy19 сағат бұрын
Mera name fuljaha khatoon hai Assalamualaikum Mufti sahab kaise hai aap ummid hai ki aap khairiyat se honge Mera ak sawal hai ki kitna me kitna sadka nikala jata hai kis kis chij ka sadka nikala jata hai
@MohsimAli-iv4tb18 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab me rajstan Makrana sa hu mera AK sawal hai ki ladkiyon ko silai mashin kapda Sina sahi hai ya nahi
@MdahadAli-k6s17 сағат бұрын
Assalamo aalaikum muftee saheb mera comment zarur lijyega kiya aadmi khatm hota hai to 40 din bad kuraan khani milad kerna zaruree hai aur usdin ek aur kam hota hai pata nhe log us khut bharena kehte hai rat bher log jag ker phal aur bhe bahut chiz bnate hai aur usko kaber pe lejaker fateeha karate hai hmko to ye sb jahaliyat lgta hai plez mere bat ka jawadijyega hm bihar nawada se hai nam nhe bta skte hai hm aap ka her video dekhte hai hm ko.aap ko aap se husla milta hai
@MdahadAli-k6s16 сағат бұрын
Assalamo aalaikum muftee bahut bahut khusi huea aap mera comment parehhe allah aap ko bahut bahut lambi umer kare aur aap esetareh din kee bat hm sbo sikhye per hm jo es sundy puche hai sawal uska jawadijyega kiya kaber per wo sb kerna sahee hai ya Galt hm ko to wo sb jahaliyat lgta hai
@sufiyanraza-d2w20 сағат бұрын
Hame paregensi hai to tahajud padhe te hai sajada me aage 2 takiya rakh kar sajada kar sakate hai
@Zeeshan-k3n19 сағат бұрын
Asslam alaikum mufti sahab please mere sawal ka jawab dijiyega Maine aap se 8,,10 dfa sawal kiya hai aap ne mere sawal ka jawab nahi diya please is bar agle sunday comment box me mere sawal ka jawab jrur dijiyega mera sawal hai ki kya aurat ke gusl me nak kan ke ched me pani pahuchana jaruri hai agar ha to tarika btaiye aur mera dusra sawal hai ki mujhe bar bar hwa kharij hota hai har 2 , 3 mintue bad mera wuzu tut jata hai to kya mai ek wuzu se isha ke namaz ke turant bad taraweeh padh sakti hu aur phir ek wuzu se tahajjud ke namaz ke turant bad fazr ki namaz padh sakti hu please please mere sawal ka jawab jarur dijiyega mai bhut paresan hu pichle ramzan se mai ye sawal puch rhi hu please mere sawal ka jawab dijiyega
@NjKhan-z4r20 сағат бұрын
سنا خان مفتی صاحب السلام وعلیکم ہماری سوال ہے کی نماز میں تسحود میں اگر ہاتھ کی انگلی اٹھانے اگر کوئ بھول جائیں تو کیا سجدہ سحب کرنی ضروری ہے
@ArmanAnsari-cr4vs17 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab Mera sawal hai ki agar koi nabalig bachha 10 pare ka Hafiz ho to kya wo aurton ko jamat se taraveeh padha sakta hai please jawab jarur dejiyega jazakallah
@Umarkhanumarkhan2465 сағат бұрын
Bhai Nabalig Bacha apny Ghar taraweh padha skta h Lekin is k lye shrt ye h usy itna Elam Ata ho k Paaki Or napaki pta hona chay
@rashidshaikh201520 сағат бұрын
😘😘😘😘😘😘😘😘
@RaoAkib6 сағат бұрын
Assalamualaikum Kya apka school ban gya h or kha se suru kha tak h m apne bacho ko admition karane ki dua karty hu allah kubool kare ameen summa ameen
@shaynabano4192 сағат бұрын
Bhai aap hamare up Manjhanpur kaushambi me kabhi aiye yaha fisne fasad bahot h
@faheemansari396120 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab muje aapse ak bohot important sawal sawal puchna hai plz jawab jaroor dijiyega. Beti ka zaydaad me kitna hissa hai or ye farz hai kya. Beti ka hissa kise dena chahiye baap ko ya bhai ko agar hissa na dia jaye to gunah kis par hoga plz Mufti sahab bta do.
@Prof.UsmanUlhaqAttari4 сағат бұрын
السلام علیکم مفتی صاحب ۔۔۔ 15 شعبان سے متعلق کوئی حسن درجے کی حدیث ہے تو پلیز میری رہنمائی فرمائے گا ۔۔۔ میں پاکستان سے ہوں اور آپ کے بیانات بھی سنتا ہوں اور میں بیالوجی کا پروفیسر ہوں ۔۔۔ پلیز رہنمائی فرمائیے گا
@Maryam72ali18 сағат бұрын
السلامُ علیکم مفتی صاحب، اس سوال کو ضرور پڑ لجیےگا رمضاں کے پہلے plz مفتی صاحب پچھلے رمضاں کا روزہ کزا ہو گیا تھا ابھی اسے نہیں پورا کیا ، کیا؟ اس رمضاں کے روزے رکھ لو تو مانا جائیگا یہ پہلے اسے پورا کرنا ہوگا ؟؟؟؟؟؟😕
@shakilasikilkar968012 минут бұрын
Assalamualikum wa rahmatullahi wa Barakatuh,muze PSI ka call aaya tha, lekin hum nahi gaye.buree Kam se Allah ne bacha ya.
@ShamaParveen-cw6bp17 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab,mere sawal ka jawab dijiye gaa mera sawal yeh h ki" Safar m quran sharif le jana kaisa h "
@ShakeelShakeelKhan-t8q20 сағат бұрын
Assalam walekum Mufti Sahab Allah tala ko Allah Miyan kahana kaisa
@noblemonarch643119 сағат бұрын
Assalam alaikum Mufti saahab, Sajda sahv karne ke ddo tarikhey hai Sunaa hai, ke ek Attahiyyat ke baad do sajda aur doosra , poora maasura dua takkk padhkar , ddo sajda phir salaam pherna. Mujhe doosra tariqa aasaan dikhtaa hai, Zara wazzahat farmaain. Jazakumullahu ahsan AL jaza
@naziaali85719 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab Allah apko slamat rkhe plz Mera swal lelo mene pehle bhi msg Kiya tha hmare do bhai h wo dono ham dono behno se naraz h aur ammi se bhi bat nh krte ham sbka number block kar rhka h plz aap btao me kya krun
@Altaf.pathan-t6b18 сағат бұрын
@@naziaali857 baat kyun nahi karte iski wajah hogi na??
@rafiyakhan38025 сағат бұрын
Asalamualaikum mufti Sahab mera sawal ye h ki... Ki napaki ki halat me bacho ke upar surah fatiha.ayetal kursi 4qul pad sakte h qki meri adat h humesha padne ki
@Rehana-k8j9h18 сағат бұрын
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh Mufti Sahab mere sawal ka jawab dijiye please main Delhi mein rahti hun vahan separate room Hai usi mein bathroom aur nahane ka gusalkhana sab ek Hi mein hi hai donon to usmein baju ho sakta hai gusal ho sakta hai aap please jawab den
@munirulislam791419 сағат бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤👍👍👍👍👍🤲🤲🤲
@trannumkhatoon121716 сағат бұрын
🤲 asslam alaikum mufti shahab mera sawal le lijiye plz 1. Kya period me fatiha wala khana bana sakte hai 2. Kya period time zumma ko zumma baad bahana chahiye zumma se pahle nhi naha sakte h 3. 🤲🤲🤲
@SayyedGulnaaz19 сағат бұрын
Assalam Walekum main aapko 4 Sal se follow kar rahi hun main yah puchna chahti Hun Ki Ramzan Mein auraten Taraweeh Kaise padhe Iske Upar detail Mein video banaen please❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@Rehanakhanislam12317 сағат бұрын
Jaise namaz padhte hai waise hi, sirf niyat taraweeh ki hogi, 2 2 rikat karke 20 rikat pura kare, bas..,
@ShadabAlam-ex8tq20 сағат бұрын
السلام وعلیکم مفتی صاحب میرا سوال یہ ہیکہ کیا کعبہ کا طواف ہر وقت ہوتا رہتا ہے یا نماز کے وقت رک جاتا ہے میرا ایک دوست بتا رہا تھا کی کعبہ کا طواف کبھی نہی رکے گا نماز کے وقت بھی نہی رکتا ہے
@KaisharJahan-v1p6 сағат бұрын
Assalamualaikum mufti shahab mera naam kaishar jahan mai jaunpur machchalishahr se hu mai apka 3 saal se vdo dekhti ho meri liye dua kariye mai bahut bimar rahti ho mujhe pishab ho jata hai jisse mai namaj nhi pati mai bahut paresan ho mufti shahab bataiye mai kya karu
@KingKhan-j7g6f18 сағат бұрын
Assalam walekum ❤
@arzychaudhary249717 сағат бұрын
Mufti sahab aaj ke mahol me to hr ek muslim ghr me ek advocate ka hona jaruri hai.
@Ali_Hamza.99219 сағат бұрын
Mufti Sahab mai bolne me haklata hu isliye mujhe 4 sunnat e mokayda padhne me 12-15 minutes lag jate hai toh kya mai sunnat e mokayda chodne ki aadat banane ki mere liye kuch gunjaish hogi ?
@sufiyanraza-d2w19 сағат бұрын
Kaya ham log har roj surah Yasin padh sakate hai
@GulnazAnsari-o9p19 сағат бұрын
Hanji subah subah tahajjud ya fazar k baad padhiye zayada fayeda hoga
@RaisudinKhan-c9v19 сағат бұрын
Mufti Sahab assalam walekum Mufti Sahab mere leydua karna hai mere upar se karja h vo utar jaaye.
@hashnkhan808420 сағат бұрын
Asslamu alaikum
@mohammadbashar53963 сағат бұрын
Assalamu alaikum kya ham log online quran order kar sakte hai
@Come_4_study5 сағат бұрын
Mufti sahab kya boys police inspector ban sakte hai
@sofiya1960718 сағат бұрын
Please Mufti sahab mere sawal ka bhi jawal de dijiye mene pichle Sunday bhi coment Kiya tha par Mera sawal add nahi hua Mufti sahab Mera sawal he ke meri ammi ko khwab me 7-8 sanp dikhe jinme 3 chote or 4 bade sanp the or un sanpo ko meri marhoom bahan or mere papa ne diwar ke dusri side fek diya fir khwab 1 buzurg dikhe Jo bohot tandrust or khubsurat the or ghunrale baal the unhe meri ammi ne saari problem batayi or unhe kaha ke aap mere nabi ho or un buzurg ne meri ammi ke upar 3 baar fuka Mufti sahab iska kya matlab he
@sufiyanraza-d2w20 сағат бұрын
Asalamualaikum ham aap ka ak bhi video miss nahi karate haibsabhi ko batate hai to kisi ne kaha ki aap ohabi hai kaya sahi ham is bat ko nahi man rahe hai
@jishukhan652518 сағат бұрын
Aslamulekum mufti shab bhot Sunday comments box me questions likha hai 😔 aap pad nhi rahe sab ka javab dete hai Mera kab denge Mera sawal ye tha mere abhi shadi nahi hui hai jinse mera rishta Laga hai kya me unke liye dua krsakti shaadi ke bad unki mere Zindagi sokoon se guzre uske liye kya dua kar sakte hai please btaiye
@naziyashaikh29335 сағат бұрын
Assalamu alikum please due kijiye k mera qarza adaa hojaye
@MohdAsif-oc7ir13 сағат бұрын
Mufti sahab aap sabko address dete h achchi baat hai lekin baaz log jo aapse bugz rakke aye kuch nuksan kare Allah pak aapko hifz Aman me rakhe
@Muftiamqasmi3 сағат бұрын
Aamen
@arzychaudhary249717 сағат бұрын
Molana sahab mera ek sawal hai ki kiya us jagah namaz ho skti hai jahan murti lgi ho.murti pr prda dal kr
@anaabjahan257417 сағат бұрын
Assalamualaikum Mufti shab mere sabal ka jabab dijiye me bahut Amal kr chuki hun lekin kio Aram nhi milta hai aisa kio batayenge
@mohdnadeem314115 сағат бұрын
assalamu alaikum mufti sahab please mere bhai aur bahan ke liye dua kijiye mere bhai ke mbbs fainal ke exam chal raha hai aur meri bahan neet ki tayari kar rahi hai
@Umarkhanumarkhan2466 сағат бұрын
Allah Pak ap k Bhai or Behan ko kamyabi Ata Farmay Bhai Ameeen. Wesy ye neet kia hota h brother
@shahnazbano896419 сағат бұрын
Mufti sahab apne mera sal nahi liya 297 episode me 3 sunday se puch rhi hun Apne aulad ke liye jo btaya thaa maine bo padha tha meri dua qubool hogye ab main 3 mahene se pregnant hun to surah kosar btaye thy apne 101 bar ab nahin padhe to to koi problem to nahi hogi Mufti sahab assalamualaikum
@ShakeelKhan-i9j4 сағат бұрын
Main bhi aapko bahut dln9o sa
@TaukirAli-p7j19 сағат бұрын
Assalamualaikum sar aap mere sawal to lete hi nhi ho😢 sorry ab nhi karungi bahot jaruri tha sawal
@User_saify_khan_2320 сағат бұрын
Mufti Saheb Assalamualaikum ❤️ mufti Saheb Mera name Zoya Hai ummeed Hai aap khairiyat se Hoge Mufti Saheb Mai kaafi time se aapse sawal kr rhi hu aap please is Baar Mera sawal le lijiyega please . . Mufti Saheb Mera sawal Hai Meri Tabiyat avi kuch time phle bht kharab ho gyi thi but dwa krwayi parents ne aur avi Aram Hai but dwa Chal rhi h lekin mufti Saheb jis tarah Mai bimar hone se phle thi ab waisi Nahi hu mtlb Mere andar gussa bht jyada aa gya h Jo over control hota Hai aur Mai Raat me achanak se dar jati hu gussa hone par ammi Abbu se zabandrazi krti hu Jisse baad me bht pachtawa v hota Hai lekin mufti Saheb mai bht Pareshan hu Mai Raat me azeeb-o-gareeb baatein krti hu jisse ab ammi kisi baba ke paas le Jana chahti aur Mai Nahi jana chahti hu Mujhe lgta h Allah aur uske Kalam se badh kr kuch Nahi h please Mufti Saheb kuch wazeefa aap bta de jissse Mai wha na jao please 🥺