غامدیصاحب اللہ تعالٰی آپ کو دنیا اور آخرت کی خوشیاں عطاء فرمائے 🤲🤲 جس طرح اپ نے دین اور دنیا کا علم ہم تک پہنچائیا ہے... وه اپنی مثال اپ ہے. هم اپ کے شکر گزار ہیں... کہ اپ نے دین کو اور قران و سنت کو اس کی صحیح اور اسان شکل میں هم تک پهنچانے کی کوشش کی... الله پاک اپ کی کوششوں کو قبول فرمائے...اور همیں سیدھے راستے پر چلنے اور رھنے کی توفیق دے. امین
@YaRabbi-j9r2 ай бұрын
May Allah give him long life.ameen
@sharjeeljawaid Жыл бұрын
Eye opener Jazakallah
@mohdabduljaleel01 Жыл бұрын
thanx
@iqbalahmedkhan3338 Жыл бұрын
Mohtaram aali janab Ghamdi saheb Assalamo alaikum Aap to sahebe ilm hain aisa sawal nahi karna chahiye ke sunnat kiya hai. Allah keehkamat sunnat hain aur mudhaf uska majmooa hai. Nabi ya paghambar ka mazhab mein koi dakhal nahi hota hai chunke mazhab Allah ka hota hai aur paighamber ya Nabi ka koi dakhal nahi hota hai. Unhi sunnaton ko samjhane kr liye Allah Nabi ko maboos karta hai. Mohammad saw Nabi the aur nabiyon ki tarah. Lahaza inki koi sunnat oslam mein nahi hai. Yeh shot machana ke Quran khofa ka hai aur Nabi ke wafat 300 saal baad likhi hui hadees Nabi ki sunnat hai. Jo aisa bolte hain unhe nejat nahi milegi. Mohammad saw ki mazhab mein koi dakhal nahi tha aur na unki sunnat thi. Urj murtifon ki shor hai aur sate bedern aalim bolte rahte hain ke hadees mein aaya hai. Yeh fareb dene wali baat hai. Hadees nazil nahi hui hai to bolna chahiye ke hadees mein likha hua hai.