Assalamualaikum Mufti sahab aapne وما خلق الذكر والانثىٰ Ka jo tarzuma kiya h m usme thoda confuse ho gya hu kyuki aapne kha qasam h uski jo Allah ne paida kiya yani nar aur mada m se Aur mariful quraaan jo k mufti shafi usmani ki tafseer h usme likha h k yha Allah ki qasam murad h yani paida krne wale ki aur ise trah Aasan tarjuma Quraan m bhi jo k mufti taqi usmani ki h Aur ise trah byanul quraan jo Maulana ahraf ali thanwi ki h usme bhi yhi likha h Lekin ha dr israr ki jo tafseer h byanul Quran usme whi h jo aapne byana ki Ab samjh nhi aarha k kiski manu . Aapse request h ki thodi rehnumayi farma dijiye ❤
@mohdmaaz991919 күн бұрын
Walikum assalam wrehmatullah Ye aapka reply completely open nhi ho rha h read more k aage open hi nhi ho rha h
@mohdmaaz991919 күн бұрын
@@Shamagul-g9y okay 👍
@Shamagul-g9y19 күн бұрын
@@mohdmaaz9919 Mene es ayat ko Arabic grammar ke according samjha to Jo Mufti Sahab ne bataya wahi samjh araha h. Aap ghaur kare. Baat same hi hai yani. (Us Zaat ki Qasam) Jisne paida kiya nar aur mada. To qasam Allah ki hi hai yaha par Jo apne kai hawale diye ap ghor kare wo bhi yahi bol rahe hai bolne ka andaz thoda different hai. Sence same hai. Ap Ustad Nauman ki Tafseer check kare please ek dafa اِنْ شَـاءَ الـلـه clear ho jayga. ALLAH asan kare apke aur hamare liye bhi آمین. جزاك الله خیرا
@mohdmaaz991919 күн бұрын
@@Shamagul-g9y ustad Noman kon h ?? Aap kha se mohtarm??