Sir on rahe time galti se hath lag gaya ya pher galti se bartan ko hath se pakat liya to short lagne ka chance hai kya
@sinhascienceteachingАй бұрын
@@mohammedasifdmc2180 sayad aap current lagne ki baat kar rahe hai to bilkul nischint rahe jab tak koi liquid induction k andar nahi jayega tab tak current nahi lagega chahe kaise bhi use kare
@sufiyansayed23572 жыл бұрын
Sir mp-13 ka price??
@nitujitumeena96122 жыл бұрын
Sir esk uper adhiktm kitna wait rakh skte h
@sinhascienceteaching2 жыл бұрын
Bhai mere weight rakh k to kabhi dekha nahi but 10 kg tak to ok hai
@@DharmveerRawat-h8t kadhai steel ya iron ka hona chahie
@MdMustafa-im4fp10 ай бұрын
Sir, kisi bhi ka sab se pahle uska all parts Copper materials ka hona chahiye tabhi ja kar ke woh induction thik ho sakta hain .agar material alluminium ka hoga toh woh induction bekar se bhi buri hain mere iss baat ko brien rakhte huye aap vidio comment karen.
@sinhascienceteaching10 ай бұрын
Please specify the parts which you want to mention
@UTTAMJHA-l4e12 күн бұрын
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@kajoljain7689 Жыл бұрын
Sir surya k indection pr tea bnate samay mene 1300 rkha to kuch second me he E6 q likha aara,,
@sinhascienceteaching Жыл бұрын
Ho sakta hai Tea ka amount kam hoga
@kajoljain7689 Жыл бұрын
@@sinhascienceteaching amount to acha khasa tha milk ka 5 cups around
@chandershekharsi21512 жыл бұрын
Sir is ke piche kya diya hai battery lagane ke liya hai kya
@sinhascienceteaching2 жыл бұрын
Fan hai cool rakhne k liye
@RinkuKumar-sd4hc2 жыл бұрын
Thanks
@chandershekharsi21512 жыл бұрын
Sir mere meter se ghar me 1.5 sq mm ka wire hai Koi problam to nahi na hoga plz reply me sir
@sinhascienceteaching2 жыл бұрын
Koi problem nahi hona chahie ! Earth wire v strong hona chahie. Wait 2 days prestige ka induction ka review post karunga.
@ramchandrayadav8952 Жыл бұрын
Agar induction chulha par chai gir jaaye to kharab nahin hoga
@sinhascienceteaching Жыл бұрын
Bilkul nahi, saf kapde se pochh de
@chandershekharsi21512 жыл бұрын
Sir ise kitne ampier ke Saket switch aur MCB se use Kare jis se aag na lage
@sinhascienceteaching2 жыл бұрын
16 ampere
@suraj__yaduvanshi10 ай бұрын
G❤
@avib7031Ай бұрын
Sir inlogo ka customer care number dijiye
@sanuryt8599 Жыл бұрын
Iska price kitna hain
@sinhascienceteaching Жыл бұрын
Jab maine liya tha tab 2300 tha
@sachinmaurya73262 жыл бұрын
Price kya hai
@sinhascienceteaching2 жыл бұрын
2300
@chandershekharsi21512 жыл бұрын
Sir is ka price kit na hai
@sinhascienceteaching2 жыл бұрын
2300
@DharmveerSingh-su3tb Жыл бұрын
Customer care ka number
@tapasghosh34422 жыл бұрын
Hum Surya Induction cook top 15 oct kharida . 2(two) din mey crack hogia . Pura Paisa barbad ho gia.
@tapasghosh34422 жыл бұрын
Barabazar A1 Enterprice
@sinhascienceteaching2 жыл бұрын
Very sad. You should contact to distributor if it happens by manufacturing defect.