میں کہاں اور غم حسین۶ کہاں یہ آنسو تیری دعا سے ہیں زھرا۶ 😢😢😢😢😢😢😢😢 سلام یا مولا حسین۶
@ranaasim57735 жыл бұрын
Beshak
@MuhammadAli07854 жыл бұрын
میں کہاں اور غم حسین علیہ سلام کہاں یہ آنسو تیری دعا سے ہیں یا ذھرا سلام اللہ علیہ۔۔۔
@ImranImran-zj7fe5 ай бұрын
I'm Sunni but mra dil karta hai main bhi Hussain ni ban jaon😢
@mrkashii37194 жыл бұрын
Is sakhawat pe bhi hum harey nhi jeet gye. Naam azanon mein tumhare nahi hum jeet gye. Kya yeh qudrat ke ishare nahi hum jeet gye❤️💔
@alimuhammadlaghari793 жыл бұрын
سلام ہو آن شہید پر جو حق پر تھے جو ایک نماز کو بچا کر سب کو کچھ شہید کر کے زندگی بھر زندہ رہے سلام ہو ہمارے پیارے اما حسین
@apkaazad20672 жыл бұрын
Yeh noha jab bhi sunta hun dil bhar aata hai..Aisa lagta hai jaise yeh manzar abhi samne ho raha hai..Isme doob jata hai sunne wala..Nadeem sarwar sahab aapki aawaz or is nohe ko padhne ka dhang lajawab hai..Aapke alava me bas farhan waris ko sunta hoon rula dete ho aap dono,
@no-fq6co3 жыл бұрын
Pta ni kitni dfa m n ye noha suna hai, after watching mukhtar nama 💔💔💔💔 mai sunni se shiya converted hui after all that. SLAMMMM Ya Ahl e baitttttt Allah Huma Sle Ala Muhammad wa Aal e Muhammad SAW
@syedjafri26932 жыл бұрын
bus ab hazrat zainab ko follow krte huey aap hijab bhi start krdein jitna islam me wajib hai scarf aur full loose clothing...burqa waghaira lazmi nhi....u can check irani chadar hijab model
@asnaabbas31342 жыл бұрын
Jio salamat raho Mola a s Kay sadqe may
@kazimraza94922 жыл бұрын
Mola salamat rakhay
@tayyabshah2905 Жыл бұрын
🎉
@mohdtalib5992 Жыл бұрын
❤❤
@gulamhusainsayyed34123 жыл бұрын
Mai bhi sunni tha but ab sunni shian-e-Ahlebait hu alhamdulillah
@wvykaine61585 ай бұрын
Mashallah
@MuhammadAli07854 жыл бұрын
میں کہاں اور غم حسین علیہ سلام کہاں یہ آنسو تیری دعا سے ہیں یا ذھرا سلام اللہ علیہ۔۔۔
@syedzafarabbasshah97497 жыл бұрын
ریحان اعظمی کا بہترین کلام ندیم سرور کی پرسوز آواز مولا دونوں کو سلامت رکھے
@akhlaquehussain92713 жыл бұрын
Mola Rehan Azmi Shab ki Magfirat Farmae Our nadeem sawar ko lambi zindagi ata kare
@malanggamer97173 жыл бұрын
@@akhlaquehussain9271 I'llahe Ameen😍❤️
@abdulmatloob11123 жыл бұрын
ameen
@abdulmatloob11123 жыл бұрын
Mola salmat ra khi
@manzarkhan36033 жыл бұрын
Ameen
@sarmadabdi3133 жыл бұрын
No one could imagine how our Imam Sajjadع was in pain when someone asked to Imamع Yabna Rasool, which was the difficult time you had faced? Even while Imam Zain-ul-Abideen Ali Ibn Al-Hussain Maula Sajjadع cried out for a long time and replied: “As-Shaam As-Shaam As-Shaam" 🥺🖤 My father is a victim who was killed by every weapon of that time. 😭💔 -Imam Sajjadع ♥️🥀 Sayeda Fatima Zahraس Safeer-e-Aza Sayed Nadeem Raza Sarwar sahab ko taa'hashar aabad rakhay."Ameen" 😩🙏🏻🤍♥️✨
@anonymousz78683 жыл бұрын
Imam a.s sahabi Minhal asked him that
@entertainment.95062 жыл бұрын
😥😥😥😥😥😥😥
@asifalikashafale1462 жыл бұрын
Ok
@rafianaz54192 жыл бұрын
😭😭
@sarmadabdi3134 жыл бұрын
Who else healing this stunning and heartfelt lament? 🥺💔 Haaye Maula Sajjad a.s aap ki lehja e Haideri ki jalaalat ki laraz se yazeed khabees mala'on ki gandi rooh bhi kaamp gai. Long live Sayed badshah Nadeem Raza Sarwar sahab qibla. 👑♥️✨
@ahsdurf11 жыл бұрын
ABSOUELETLY OUTSTANDING NOHA ALLAH HUSSAIN KE GUM KE ALVA KOI GUM NA DEKHAEIA
@enjoythelife14014 жыл бұрын
kiya yaad karoge bataoo kisliye aap ko 2 logon ne like kiya hai isliye maine tumhain dekha ke 2 logon ne like kiya hai isliye maine kaha ke main bhi is beechare ko like karooon
@sarahsarahh45087 жыл бұрын
best thing about nadeem sarwar's nohay is that he explains the complete scenario and it feels like its all happening right now , right in front of us...
@shadabshaikh54795 жыл бұрын
This is only the reason .. i love to listen .. sarwar's noha
@enjoythelife14014 жыл бұрын
i like also yr
@mohammadtaqihussain62362 жыл бұрын
I agree. Whenever Nadeem Sarwar explains the complete scenario, it feels like it is happening right now in front of us.
@syedzafarabbasshah97497 жыл бұрын
گریٹ ندیم سرور کا ایک لازوال نوحہ ریحان اعظمی کی بہترین شاعری
@arshadarshadmalik79114 жыл бұрын
Ayan💪💪🍔🍔
@kanizfatema42402 жыл бұрын
The Khutbah of Imam Sajjad ع & Bibi Zainab س was a crucial point in the history of Karbala.Their powerful speech made the whole reign of Yazeed tremble. Even though,Imam Sajjad ع could not fight in the battlefield of Karbala but he got the honour to fight with words & spreading facts!! Salam Ya Maula Hussain ع,Salam Ya Maula Sajjadع!!!
@saqlainali25637 жыл бұрын
Qaid Khany mai Talatum, Musafiraan e Musibat and Ana Ibne Makk o MIna are one the classiest Nohas which may remain in the pure hearts for centuries.
@Abu_bakerr Жыл бұрын
No one can beat him may Allah bless him with more respect and Iman
@saailraza90383 жыл бұрын
آل نبیﷺ کا کام تھا آل نبیﷺ ھی کرگیۓ ۔ کوئی نہ لکھ سکا ادیب ایسی کتاب ریت پر محمد یوعان علی قادری
@naveedaslam86368 жыл бұрын
The address of Imam sajjad..a.s...the greatest example of boldness and bravery....which is inherent to him....
@huaweimobile77847 жыл бұрын
Tum ny kheme nhn Allah ka ghar khaak kiya, Kalma parh parh k Muhammad (SAWW) ka jigar Kat liya. Great lines.
@yasrab360 Жыл бұрын
ye Noha Sun kar men Mola ALI ka gulam huwa or men Shai hogay
@CartoonMovies1.8 ай бұрын
mashallaha Allaha ajray azeem day Elahi ameen
@hassanAli-ef7yw3 ай бұрын
Mashallah
@tatheerfatima38286 жыл бұрын
MashAlllaaah Kia kalaam hai.. I m out of words Salamat raheiye likhney waley pharney waley.. Maula ka kia khutba hai beautifully described and written.. ik ik lafz dil mein utarta hai
@wazidhusain81344 жыл бұрын
U R Very Right
@eshanaqvi32678 жыл бұрын
beshak laik e azmat hn ahlaibait kainat unki jutiyoon ka sadqa hy salam mola sajjad o bibi zainab o tmam aseer.
@johnabbas80387 жыл бұрын
subhanallah
@johnabbas80387 жыл бұрын
Salm ya Ghazi almdar
@hussainjutt64466 жыл бұрын
Esha Naqvi ap mola ko mana wala ha Mara liya duya Kara ka ma exam ma pas ho jiho mola ap ko zindiji da or made duya kabool kara ameen)
@irfanlove22654 жыл бұрын
Good luck
@salemhiiikhanhello7103 жыл бұрын
hiii
@mohammadtaqihussain62362 жыл бұрын
Lyrics: Ana Ibn-e-Makkao Mina Bayan kurta hoo Durbar-e-Sham ka munzur Jaha thay sat saw kursi nasheen fitnagur Yazeed jhoom raha tha sharub pi pi kur Aur aisi buz may ufsos Alay Paighumbur Tha un kay samanay aik budkalam mimbur pur Bayan karta tha Jhootay Yazeed kay jawhur Jub us nay khatum ki taqreer budkalami pur Khatibay jehel say bolay yay Abiday Muztar Kay too nay khush kiya mukhrook ko zaroor magar Kharida keher-e-Khuda too nay mukhtasur zur pun Aray jaha ho Zikar-e-Badudwar Wo mimburkub hay lukriyo ka hay wo umbar wo mimburkub hay Kaha Yazeed say kuch mey kahoo ijazut day Yazeed chup tha to dubari saray kehnay lagey Yazeed dayday jazut issay bhi kehnay day Yay kya kahayga larusta hay jo nakahut say Sumbhalay tauqo rasan Shan-e-Kirdigar aaee Imam aaey kay mimbur pay Zulfiqar aaee 1. Jis ka mimbur tha wohi bursar-e-mimbur aya Wo akayla tha magar soorut say lashkar aya Lub ko sha Soorat-e-Quran wo Haidar aya Jub wo khamosh zaba bursar-e-durbar chali x2 Karbala may na chali thi jo wo tulwar chali Ana Ibn-e-Makkao Mina, ana Ibn-e-Zum Zum Safa, ana Ibn-e-Aliyo Fatima 2. Lehja-e-noor may mawla nay kaha Bismillah Laikay humdo sana hay to wohi aik Khuda Jis nay hum Alay Mohammad ko hay takhleek kiya Jis ko maloom hay maloom hay mayra shajara x2 Jo nahi janta wo sunlay ta aruf mayra Ana Ibn-e-Makkao Mina, ana Ibn-e-Zum Zum Safa, ana Ibn-e-Aliyo Fatima 3. Hum ko Allaha nay chay khoobiya bukshi bakhuda Ilm aur ilm diya aur dilay momin may rakha Hay samahut wafasahut washujaut virsa Kum na thi khoobiya chaydo ki yay izzut kay liyay x2 Sifwatay sat mili aur fazilut kay liyay Ana Ibn-e-Makkao Mina, ana Ibn-e-Zum Zum Safa, ana Ibn-e-Aliyo Fatima 4. Hum nay awwal jo thay wo Ehmad-e-Mukhtar huway Koee Humza to koee Jafar-e-Tayyar huway Hum hi Haidar huway Abbas-e-Alamdar huway Hum ko mayraj risalat bhi imamat bhi mili x2 Hum ko mehrab-e-ibadat may shahadat bhi mili Ana Ibn-e-Makkao Mina, ana Ibn-e-Zum Zum Safa, ana Ibn-e-Aliyo Fatima 5. Us ka furzund Hussain roz raha jo pyasa Durmiya zeeno zami jiska raha tha lasha Jiskay sajday kay sabub khak bani khak-e-shifa Khak aur khoon may dooba tha amama jis ka x2 Sumay uspa talay rola gaya lasha jis ka Ana Ibn-e-Makkao Mina, ana Ibn-e-Zum Zum Safa, ana Ibn-e-Aliyo Fatima 6. Ehlay insaf ub insaf say itna kehday Jiski chawkhut pay salami ko farishtay utray Nokay nayza say laee unki ridaey lootay Tum nay khaimay nahi Allaha ka ghar khab kiya x2 Kulma pur pur kay Mohammad ka jigar chak kiya Ana Ibn-e-Makkao Mina, ana Ibn-e-Zum Zum Safa, ana Ibn-e-Aliyo Fatima
Maine Nadeem Sarwar k Nohay bade Shok se sunta Hoon......Sadqa 5 tan pak ka Allah In ki zindgi AUR badha de.......Elahi Ameen❤❤❤❤❤❤
@altafchhachhar38934 жыл бұрын
Masha Allah salam Imam Sajjad a.s iam not a shia But servant of ahl-e-bait and fan of Nadeem Sarwar
@syedhayder97404 жыл бұрын
جس کا ہامی ہو خدا کون اسے زلت دے عزتیں اس کی ہیں اللل جسے عزت دے
@dreamy9294 жыл бұрын
"ALLAH" theek se likhein
@aliabbasrazamehdwi89113 жыл бұрын
😭 25 محرم الحرام شبِ شہادت حضرت امام زین العابدین علیہ السلام 😭
@sawairahussain71116 жыл бұрын
How beautifully Nadeem sarwar described the real story what muslims did to their God's loved People (Ah-le-bait ). Amazing work ALLAH has gifted Nadeem sarwar beautiful way of reciting noha.....best work
@nikkykaz18315 жыл бұрын
You are absolutely right..this is one of those rare Nohas that makes you ponder after listening it.. it is still played in my car and at home..even in 2019..and InshaAllah I will continue to do so.. Allah SWT protect you.
@nazarabbas84474 жыл бұрын
Mashahallah Allah hummal an Qatalata Imam e Hussain a.s Wa Aulad e He Wa Ashab e he. Ye shakal Dekh ker(Nadeem sarwar) Dil ko sukoon milta hay, aur aawaz sun Kar rooh ko chain. Jio Syed Mashahallah
@wolf_with_values7 жыл бұрын
Apne jad as ki sachi khidmat to ye he or ye hi hen sache sadaat e uzzam!! Hussainiat Zindabad!!
@AliAhmad-cd3ow4 жыл бұрын
میں اہل سنت ھوں لیکن حسین کے غم میں روتا ھے دل میرا ۔۔
@rozinasyeda43394 жыл бұрын
ماشاءاللّه
@rozinasyeda43394 жыл бұрын
جزاك اللّه خيرًا
@syedzeeshanhaidermps14724 жыл бұрын
Jazakallah
@gullzahra55634 жыл бұрын
مولا حسین آپ کو سلامت رکھے الہی آمین
@fizzaabidali56423 жыл бұрын
Hussain sb k chahay koi sunni ho ya ahletashi. jin ko Allah ne Islam bchanay k liye pasand kiya wo hm sb musalmano k Hai r honay bhi chaye🙌🙌🙌
@fattehalialiaghariya92136 жыл бұрын
jis ka hami ho khuda kaun useeh zillat de izzate uski hai allah jise izzat de jiyo nadeem bhai.....jiyo
@tabeebjan4 жыл бұрын
Nadeem Bhai ky Har nohay min tareekh btai gai hay great work nadeem bhai stay blessed. i am sunni aor min bani ummayah pay lanat bhaijta hoon jinhon nay Aal e Rasool s.aw.w zulm kye .. Ehlbait a.s ky har chotay bary darmyany dusgman par lanat..
Mashallah Salaam Ya Moula imam Sajjad a.s ibne imam Hussain a.s ibne imam Ali a.s ibne Abu Talab a.s. Geo Bhai Nadeem Raza Sarwar
@hussainbrothersnyofficial84032 жыл бұрын
Lyrics: Bayan karta hoo Darbar-e-Sham ka manzar bayaan karta hun darbaare shaam ka manzar jahaan the saath sau kursi nasheen fitna gar yazeed jhoom raha tha sharaab pi pi kar aur aisi bazm me afsos aale paighambar tha un ke samne ek bad kalaam mimbar par bayaan karta tha jhuthe yazeed ke johar jab us ne khatm ki taqreer bad kalami par khateebe jahal se bole ye aabide muztar ke tu ne khush kiya makhluq ko zarur magar khareeda qehre khuda tu ne mukhtasar zar par are jahaan ho zikre bad atwaar wo mimbar kab hai lakriyon ka hai wo ambaar wo mimbar kab hai kahaa yazeed se kuch main kahun ijaazat de yazeed chup tha to darbari saare kehne lage yazeed de de ijaazat ise bhi kehne de ye kya kahega larazta hai jo naqaahat se sambhaale tauq o rasan shaane kirdegaar aayi imaam aaye ke mimbar pe zulfiqar aayi 1. jis ka mimbar tha wo hi bar sare mimbar aaya wo akela tha magar surate lashkar aaya lab kusha surate quraan wo haidar aaya jab wo khamosh zabaan bar sare darbaar chali karbala me na chali thi jo wo talwaar chali ana ibne makka o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 2. lehja e noor me mola ne kahaa bismillah laayeqe hamd o sanaa hai to wo hi ek khuda jis ne ham aale muhammad ko hai takhleeq kiya jis ko malum hai malum hai mera shajraa jo nahin jaanta wo sun le ta’arruf mera ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 3. hum ko allah ne tchhe khubiyaan bakhshi bakhuda ilm aur hilm diya aur dile momin me rakhaa hai samaa'at wa fasaahat wa shujaa'at wirsa kam na thi khubiyaan tchhe jo ke ye izzat ke liye sifatain saath mili aur fazeelat ke liye ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 4. hum me awwal jo the wo ahmade mukhtaar huwe koyi hamza to koyi jaafar e tayyar huwe ham hi haidar huwe abbase alamdaar huwe ham ko mairaje risaalat bhi imaamat bhi mili ham ko mehrabe ibadat main shahadat bhi mili ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 5. us ka farzand hun seh ruz raha jo pyaasa darmiyaan zeen o zameen jis ka raha tha laasha jis ke sajde ke sabab khaak bani khaake shifaa khaak aur khoon me duba tha amaama jis ka sume asb’ha tale ronda gaya laasha jis ka ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 6. ahle insaaf ab insaaf se itna keh de jis ki chaukhat pe salaami ko farishte utre nauke neza se laeen un ki ridaayen lute tum ne khaime nahin allah ka ghar khaak kiya kalma parh parh ke muhammad ka jigar chaak kiya ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 7. jis ke parde ke liye aayate tathear aayi sang barsaate huwe un pe yahaan tak laayi haif hai ruhe muhammad se na tum sharmaaye ham ne paabande rasan ho ke tujhe maara hai ibne marjaana tu jeeta to nahin haara hai ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 8. baat jab khul gayi saadaate muhammad hain yahaan ro diye ehle jafaa ubhra baghaawat ka samaan aur isi shor me haakim ne diya hukme azaan saat afraad jo yek mosht azaan dene lage haq me sajjaad ke darbaari bayaan dene lage ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 9. jab mo'azzin ne kiya kalma e takbeer adaa bole sajjaad buzurgi hai usi ko ziba jaise hi naam muhammad ka mo'azzin ne liya mur ke haakim se kaha tere iraade bad hain ye muhammad hain tumhare ke hamaare jad hain ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 10. aib kyun apne chupata hai azaanen de kar the agar tere muhammad to sitam kyun ham par daal is tauq pe zanjeer pe ek baar nazar zakhm jo tu ne diye sab dile bimaar me hain betiyaan hain ye muhammad ki jo darbaar me hain ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 11. tu to kehta hai ke hai dhong na'uzobillah na payambar na wahi aayi na qur’aan utraa phir azaanen bhi tu darbaar me hai dilwaata le munaafiq tere chehre se utarti hai naqaab jis ka munkir hai wo qur’aan tera lega hisaab ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema 12. is shaqaawat pe bhi ham haare nahin jeet gaye naam azaanon me tumhaare nahin ham jeet gaye kya ye qudrat ke ishaare nahin ham jeet gaye yek ba yek fathe mobeen sab ko nazar aane lagi marhaba sayyade sajjaad sadaa chhaane lagi 13. bole phir aabide bimaar ye izzat dekhi dekhi ye takhte sitamgaar ye izzat dekhi phir gayaa tujh se ye darbaar ye izzat dekhi jis ka haami ho khuda kaun use zillat de izzaten us ki hai allah jise izzat de 14. utre mimbar se to baba ke kate sar ne kahaa marhaba ay mere sajjaad ghareebe zehra mo'jiza sarwar o rehan falak ne dekha khutba e zainab o sajjaad ne wo kaam kiya hashr tak zikre hussain ibne ali aam kiya
@afnanali132 жыл бұрын
Mola Salamat rkhien 🙏🏼
@yasminmirza58012 жыл бұрын
💔💔💔💔💔😭
@danishabbasdanish23452 жыл бұрын
حق مولا سیدِ سجادؑ😭😭 بر یزید لعنت بے شُماررر
@rida98094 жыл бұрын
... Mola hm sbko xiarat ka shrf ata frmyn... illahilameen 💕🤲😢...n hm'en gham-e-Hussain AS k siwaye koi ghm na d'en ...proud to be Hussainiii 💕... alhmdulillah... jazakAllah 💕... Ya Ali AS madad 💕💕...05💕...12💕..14💕
@khadijanaqvi95066 жыл бұрын
One of the most beautiful n painful ,full of grieve but an exact answer to yazeediyat(Lanat) ! Noha 💖 love it
@mozamjee12613 жыл бұрын
میں نہ سنی نہ میں شیعہ میں نوکر مولا حسین ع دا میں حسینی ❤🙏❤🙏 میں حسینی لبیک یا حسین ع 🙏🙏🙏🙏 سلام مولا غازی ع
@meesamnaqvi6534 Жыл бұрын
😭😭😭😭Agr mujhy meri Zindagi kisi ko dyny ki ijazat hoti tu Apko dy deta Syed Jiyen Salamat rahen ❤❤❤❤
@myshiningstars93444 жыл бұрын
I am ahl e sunnat. But I love Ahle bait more than anything in this world ❤️🙏 Allah humen Sacha ashiq e Ahle bait banae. ❤️
@muhammadtaqi48414 жыл бұрын
To aap shia hojao
@muhammadtaqi48414 жыл бұрын
Allah aap ko kush rakhe
@syedmazharabbas29072 жыл бұрын
U r true Muslim
@YousufKhan-pw8dq Жыл бұрын
@Muhammad Taqi zaroori hai Shia Hona Us k Bina Ahl e Bait Se Muhabbat Nahi kar sakty Jo Inka Munkir hai wo Munafiq hai Hum B Sunni hai Alhamdulillah of Fakhar Karta Hun k Hussaini Muhabbat hai Dil Main🥰
@arifkhan3640 Жыл бұрын
Tujhe allah jaldi apne pass bula le muslim ko firko me batne wala sale
@samadraza93943 жыл бұрын
میں اھلسنت ھوں اور اگر اھلبیت سے محبت کا نام شیعہ ھے تو میں شیعہ ھوں
@AgaBhai-dw2pz7 ай бұрын
Bashak
@aliking20655 ай бұрын
Ap k nam se to ap musalman Maloom Hty hyn ??
@AliRaza-bp6rb4 жыл бұрын
In ky bht sy nohy esy hn jo ma hzar bar bhi sun lu tb b dill ni bhrta or mjhy in k bht sy nohy yad ho gay...
@afnanrafiq5944 жыл бұрын
Plz
@AliRaza-bp6rb4 жыл бұрын
Kia plz
@mnsayeed9994 жыл бұрын
Allah aapko aur tamaam husainiyo ko salamat rakhe aur Rauz-e- Imam Husain ki ziyarat naseeb farmaaye...
@FidaaliGhavisi Жыл бұрын
مولا تا قیامت غم حسین علیہ کی علاوہ کوئی غم نہ دے
@RafikKhan-vw4ulАй бұрын
Every Muslim who loves MOHAMMED s.a. should weep when we listen the kissa e karbala I.e. misery of Imam hussain the grand son of Prophet Mohummed and His last Sajda performed in karbala. And the hardships suffered by His remaining family members after Imam Husain shahadat. May Allah bestow His Great Favour to Mohammed s.a. and to Aal e Mohammed. At the time of Haz. Mohammed s.a. there was one and only one firqaa and that was "MUSLIM". so we should be only Muslim. Allah loves those who obey Him and his Rasool Prophet Mohummed. That's all.
@SameerKhan-dy6my3 жыл бұрын
Allah salamat rakkhe nadeem bhai aapko aise hi mazlume Karbala ke nauhe padhte rahe
@YousufKhan-pw8dq Жыл бұрын
Lakho Salaam Aal e Rasool Par bohat Ziada Dukhta hai Dil Mera Ahle bait par Jo Zulm huay Kiya sunni Kiya Shia Ye To Fesla mehshar main hoga Jo Inka Sahaba ko Munkir uska anjaam khofnaak hoga😭
@shianehaidarekarrar4870 Жыл бұрын
Salam bro
@shianehaidarekarrar4870 Жыл бұрын
Bro hm sahaba ke khilaf nahi un Khalifa ke khilaf hai Jo mola Ali se pehle khilafet pe aaye the
@YousufKhan-pw8dq Жыл бұрын
@@shianehaidarekarrar4870 Hum sirf itna Jantay Hain k Jo Ahl e Bait Or Aal e Rasool Se bughz rakhta hai wo Jannat main jaa nahi sakta Munafiq hai baki Kiska kiya Maqaam wo Allah Jantay Hain
@YousufKhan-pw8dq Жыл бұрын
@@shianehaidarekarrar4870 unko khilafat kisny di thi bataingay aap?
@shianehaidarekarrar4870 Жыл бұрын
@@YousufKhan-pw8dq vo 3no voting se hi Bane the na ke rasul ne un ko khilafet di thi jese mere moula ali ko ghadeer me rasul as ne Sawa lakh hajjio ke sath wilayet ka aaylan kiya tha
@UsherSyed3 жыл бұрын
Anyone else listening even though Muharram was a few a month ago? This noha is amazing
@farahshah77994 жыл бұрын
Nadeem server is the one person who defines karbal very well. Moula Salamt rakhy apko
@ahmadthestudent5 жыл бұрын
ماشاءاللہ ۔سبحان اللہ ۔جزاک اللہ بہت خوب
@zaminhussain2722 Жыл бұрын
❤
@sardaarbahadur20427 жыл бұрын
✋Labaik Ya Hussain A.S 😭😭😭😭😭😭😭😭😭 Lanat Bar Yazeed Be shumarrrrŕrrrrrr
@maliktariqmaliktariq94385 жыл бұрын
Salm ya Hussain a.s Lant beshomar lant
@zafarmdwri39064 жыл бұрын
Asfand Yar Asad zAF
@zaingaming62394 жыл бұрын
Beshumar
@elementryschoolgaziabad55414 жыл бұрын
Lant br dusman e ali a.s o zahra s.a ( beshumarrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr)
@amnaadam43084 жыл бұрын
Beeeeeeeeshumaar
@waseemqadri13134 жыл бұрын
لاکھوں سلام آپ یا امام زین العابدین ۔۔۔۔۔۔ محمد یوعان علی قادری
@mrjilani86555 жыл бұрын
"Jisko Maloom Maloom Hy Mera Shajra Jo Nhi Janta Woh Sun Le Taaruf Mera"... ❤️❤️❤️
@kulsoomfatmafatma83576 жыл бұрын
Ya mola humko karbobala ki zyart farmaye jo ise like kree usko bhi ali madad
@mohdnaushad13286 жыл бұрын
Ya Hussain
@Deenkamusafir6 жыл бұрын
Ya Allah humko Makkah Madina ki zeyarat naseeb farma
@SHAHIDHUSSAIN786.6 жыл бұрын
AMEEN AMEEN YA HUSSAIN HAM SUB KO YA HUSSAIN YA HUSSAIN AMEEN
@safearazasyeadnadeemraza47515 жыл бұрын
Tamks
@safearazasyeadnadeemraza47515 жыл бұрын
Tanks
@SaqlainhaiderChandio Жыл бұрын
MAshallah Nadeem Bhai Mola Hussain a0 khabhi kadam gah Mola Ali ameen
@shakeelahmed-nf7rq4 жыл бұрын
Koi Shea ya Suni nahe yaha bas yaha Hussain Pak ky ghulam Hain
@arslanakbar1011 ай бұрын
جس دم نہ روئے میری چشم برائے نام حسین اے خدا چھین لے اس لمحہ بصیرت میری
@Vaice_of_islam_ Жыл бұрын
I am Sunni but I salute hussain r.a 🥺 ya rasoolallah 😭🫡
@hussainzaidi81535 жыл бұрын
mola humy b ziyarat naseeb farmaye apni salam ya hussan
@HaiderAli-iw3im11 ай бұрын
ماشااللہ جیو سید ندیم رضا سرور صاحب
@musasaiyed1892 жыл бұрын
Powerful line 😭moula salamat rakhe syed nadeem sarvar 💕
@zahraasgar42317 жыл бұрын
سلام علی الحسین علیہ سلام ❤ وعلی علی ابن الحسین علیہ سلام ❤ وعلی اولاد الحسین علیہ سلام❤ وعلی اصحاب الحسین علیہ سلام ❤ و لعن اللہ علی عداھم
@asimalishah63562 жыл бұрын
ہم حُسینی ہیں دنیا میں پھلے ھوے
@rozinasyeda43394 жыл бұрын
کلمہ پڑھ کے محمد کا جگر چاک کیا یہ جو dislike کرنے والے ہیں یہ سب انہی سب میں شامل ہیں
@YousufKhan-kw1bp4 жыл бұрын
Main Alhamdulillah Sunni Hanafi Musalman hun or Ahl e bait se bepanah muhabbat karta hun Salaam Ya Hussain Ibn e Ali A S
@hadihasssan47494 жыл бұрын
Anyone listening in 2020❤️ I hope all your prayers get accepted & your wishes come true💕 Ameen❤️
@aliasad73464 жыл бұрын
Mai ye sada bahar nuha hai
@azra-07333 жыл бұрын
In 2021 too
@Freefirebot7492 жыл бұрын
In 2022 too ❤️🎧💓
@naimachuhan6262 жыл бұрын
Dil phat jata ha sun k 😭😭
@its_skkhan2 жыл бұрын
😭😭😭😭
@tasneemabidi7 жыл бұрын
beshak mola sajjad a.s the name of bravest person in the universe
@azharabbas50003 жыл бұрын
Indeed!
@kakashah16793 жыл бұрын
Call me
@mumtazawan8947 Жыл бұрын
After my Mola Ali a.s❤️
@shianehaidarekarrar4870 Жыл бұрын
@@mumtazawan8947 bro don't compare Pehla bhi ali as hai akhri bhi ali as hai ale abu Talib as me sab Ali as hai
@sheezanawaz476 Жыл бұрын
@talibkhan49215 жыл бұрын
mashallah Labaik ya imam Hussain 😭😭😭😭
@muhammadhasbanzafar180810 жыл бұрын
Ali walo ko salam-e-hussan zanda bad
@asadrehman69416 жыл бұрын
nice
@ibraribrar65635 жыл бұрын
W. Asslam
@musawiralee51675 жыл бұрын
Mashallah nadeem bhaii❤️❤️
@asfakkhan44583 жыл бұрын
Alee
@rafianaz54194 жыл бұрын
Most of us are even Sunni but we have true belief & love to do what shias do I don't think there's d/f b/w us it's some coward peoples who tried to create fight b/w Shia & Suni every one has his/her own belief.we love to listen all nohas. We are true believers & we proud to say that we are Sunni
@anjumev4 жыл бұрын
me to also
@azadarhussain3393 жыл бұрын
Mashallah mam aap ko y mohabbat aap ke ma sai mili ha aap shukriya aada karai apni ammi ka .......
@jhalcricket23763 жыл бұрын
Crying for imam Hussain is greatest deed the only thing I dislike of Shia is zanjeer and asking help from other than Allah
@rubaaslam34742 жыл бұрын
Or hum sbko mutahid ho kr hussaini dushman ko pehchanna chahahe
@mohaddisamolu47882 жыл бұрын
@@jhalcricket2376 Allah himself has chosen certain people through whom we can get closer to him. First and best example is holy prophet Muhammad saww. In the Quran, Allah tells holy prophet to tell his people to come to him and ask him to pray to allah for them.
@nrfrance111 жыл бұрын
i love this voice big respect greetings from France
@wazidhusain81344 жыл бұрын
Hello
@MohammadSajid-vt3xe2 жыл бұрын
I wish you understand this 😭😭
@zaminhussain2722 Жыл бұрын
geo ❤
@AsifRaza-hj1ne4 жыл бұрын
یا علی (ع) یا علی (ع) کی سدا آئے گی❤️💕
@aayankhan68318 жыл бұрын
wooooow AwEsoMe kAlam Nadeem bRo Allah aapko salamt Rakhe
@kamrankami3775 жыл бұрын
Salam ya sajjad mola ya combat Jo Jo daik Raha hai us ko mola sajjad ka wasta marai liye Dua Krai takai ma tk uh jao please shukriya
@hashirsarfraz84257 жыл бұрын
Slaam ya Imam Zain--ul-abiden (a s)
@AliBaba-jj1we3 жыл бұрын
Nadeem sarwar The living legend❤ Safeer e aza Azadar e mola Hussain(a.s) Zakir e bibi(s.a)
@Sbadar87133 жыл бұрын
یا حسین علیہ السلام یا سجاد
@jafferhussain4296 жыл бұрын
I am sunni Muslim and I like nadeem sarwar's noha.
@nasrinnamdar_Budhwani3 жыл бұрын
nadeem sarwar - 2012 bayaan karta hun darbaare shaam ka manzar jahaan the saath sau kursi nasheen fitna gar yazeed jham raha tha sharaab pi pi kar aur aisi bazm me afsos aale paighambar tha un ke samne ek bad kalaam mimbar par bayaan karta tha jhuthe yazeed ke johar jab us ne khatm ki taqreer bad kalami par khateebe jahal se bole ye aabide muztar ke tu ne khush kiya makhluq ko zarur magar khareeda qehre khuda tu ne mukhtasar zar par are jahaan ho zikre bad atwaar wo mimbar kab hai lakriyon ka hai wo ambaar wo mimbar kab hai kahaa yazeed se kuch main kahun ijaazat de yazeed chup tha to darbari saare kehne lage yazeed de de ijaazat ise bhi kehne de ye kya kahega larazta hai jo naqaahat se sambhaale tauq o rasan shaane kirdegaar aayi imaam aaye ke mimbar pe zulfiqar aayi ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain jis ka mimbar tha wo hi bar sare mimbar aaya wo akela tha magar surate lashkar aaya lab kusha surate quraan wo haidar aaya jab wo khamosh zabaan bar sare darbaar chali karbala me na chali thi jo wo talwaar chali ana ibne makka o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema lehja e noor me mola ne kahaa bismillah laayeqe hamd o sanaa hai to wo hi ek khuda jis ne ham aale muhammad ko hai takhleeq kiya jis ko malum hai malum hai mera shajraa jo nahin jaanta wo sun le ta’arruf mera ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema ham ko allah ne tchhe khubiyaan bakhshi bakhuda ilm aur hilm diya aur dile momin me rakhaa hai samaa'at wa fasaahat wa shujaa'at wirsa kam na thi khubiyaan tchhe jo ke ye izzat ke liye sifatain saath mili aur fazeelat ke liye ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema ham me awwal jo the wo ahmade mukhtaar huwe koyi hamza to koyi jaafar e tayyar huwe ham hi haidar huwe abbase alamdaar huwe ham ko mairaje risaalat bhi imaamat bhi mili ham ko mehrabe ibadat main shahadat bhi mili ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema us ka farzand hun seh ruz raha jo pyaasa darmiyaan zeen o zameen jis ka raha tha laasha jis ke sajde ke sabab khaak bani khaake shifaa khaak aur khoon me duba tha amaama jis ka sume asb’ha tale ronda gaya laasha jis ka ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema ahle insaaf ab insaaf se itna keh de jis ki chaukhat pe salaami ko farishte utre nauke neza se laeen un ki ridaayen lute tum ne khaime nahin allah ka ghar khaak kiya kalma parh parh ke muhammad ka jigar chaak kiya ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema jis ke parde ke liye aayate tathear aayi sang barsaate huwe un pe yahaan tak laayi haif hai ruhe muhammad se na tum sharmaaye ham ne paabande rasan ho ke tujhe maara hai ibne marjaana tu jeeta to nahin haara hai ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema baat jab khul gayi saadaate muhammad hain yahaan ro diye ehle jafaa ubhra baghaawat ka samaan aur isi shor me haakim ne diya hukme azaan saat afraad jo yek mosht azaan dene lage haq me sajjaad ke darbaari bayaan dene lage ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema jab mo'azzin ne kiya kalma e takbeer adaa bole sajjaad buzurgi hai usi ko ziba jaise hi naam muhammad ka mo'azzin ne liya mur ke haakim se kaha tere iraade bad hain ye muhammad hain tumhare ke hamaare jad hain ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema aib kyun apne chupata hai azaanen de kar the agar tere muhammad to sitam kyun ham par daal is tauq pe zanjeer pe ek baar nazar zakhm jo tu ne diye sab dile bimaar me hain betiyaan hain ye muhammad ki jo darbaar me hain ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema tu to kehta hai ke hai dhong na'uzobillah na payambar na wahi aayi na qur’aan utraa phir azaanen bhi tu darbaar me hai dilwaata le munaafiq tere chehre se utarti hai naqaab jis ka munkir hai wo qur’aan tera lega hisaab ana ibne makkah o mina ana ibne zamzam o safa ana ibne ali o fatema is shaqaawat pe bhi ham haare nahin jeet gaye naam azaanon me tumhaare nahin ham jeet gaye kya ye qudrat ke ishaare nahin ham jeet gaye yek ba yek fathe mobeen sab ko nazar aane lagi marhaba sayyade sajjaad sadaa chhaane lagi bole phir aabide bimaar ye izzat dekhi dekhi ye takhte sitamgaar ye izzat dekhi phir gayaa tujh se ye darbaar ye izzat dekhi jis ka haami ho khuda kaun use zillat de izzaten us ki hai allah jise izzat de haaye hussaina haaye hussaina utre mimbar se to baba ke kate sar ne kahaa marhaba ay mere sajjaad ghareebe zehra mo'jiza sarwar o rehan falak ne dekha khutba e zainab o sajjaad ne wo kaam kiya hashr tak zikre hussain ibne ali aam kiya
@ghaziasultana993 Жыл бұрын
May Allah bless him ....his nohas are so meaningful and reach our hearts...
Jab Wo Khamosh Zabaan Bar Sare Darbaar Chali... Karbala Mein jo Naa Chali Wo Talvaar Chali
@roshankhan73784 жыл бұрын
I am suni but Ye noha me jb bhi sunta ho meri ankho me ansoo Atte 😣😣😣😣😣
@saqlainwarsi27565 жыл бұрын
I'm Sunni my best noha
@ArbazKhan-lf4ot5 жыл бұрын
Saqlain Warsi
@bibinajma74454 жыл бұрын
Sunni hna burai nhe burai munafiq hna h ALLAh ap ko is ka ajr dy
@DanishAnsari-gv6ku4 жыл бұрын
Haye sajjad 😭😭😭😭😭
@bilalabbas31734 жыл бұрын
jazakallah bhai sunni hone se kya hota hai imam husain a.s ki azadari to hindu bhi kerte hai,qki haq baat ka bolna aur uska sath dene ne sunni shia matter ni kerta Allah aapko nek taufeqaat de
@mohammadimranalam25214 жыл бұрын
Same here
@mohddanish10855 жыл бұрын
Zhakem jo tune diye sab dile bimar me hai betiyan hai jo Muhammad ki jo darbar me hai beshaq isme koi shaq nhi anso aajata ye line sunkar mere ko
@naureenzaidi12634 жыл бұрын
Bahut zabardast maula aapko or aapke farzando ko salamat rakhe 🤲
@zaminhussain2722 Жыл бұрын
❤
@jafarhusain41575 жыл бұрын
Pakistan ka khoinor h nadeem bhai. Allah sb mulk ko aise khinor ata kare ..India
@nasirvlogs52783 жыл бұрын
Kyu karte hoon dislike aise Mashallah Behtreen Kalam ko
@SyedIrshadalishahluckyariZawar Жыл бұрын
As Salam o alakum w w aameen v success in Sha Allah Hafiz Aman salwat Allah bless you mola salamat raka
@ZafarGilani3 жыл бұрын
Ana ibn e ALI O FATIMA ع gave me goosebumps ..
@HassanAli-xg6lx8 ай бұрын
Mara gum bohat hai jab me mola حسین کو yad کر ta ho. Mara دل rota hi pher me آپ نے gum bool jata ho)
@haiderinetworkpk4 ай бұрын
Who still listen it after 12 years
@syedanwerabbasabidi9812 ай бұрын
چودہ صدیاں گزر گئے مگر کربلا ژندہ ہے
@HassanAli-d5v6v3 ай бұрын
Haye Ahlebait a s Aur haye Hazrat Ali zain ul Aabideen a s