Pahle bharti complete ho jane do uske baad clear karke bata denge
@yadavup21wala1111 күн бұрын
Clerk ke bare mei abi tk kisi youtuber ne kuch nahi bataya h kya kya le rhe hain kya process hai Esliye batana nahi chahate view nahi milenge es liye kisi ne jankari na di h
@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-का11 күн бұрын
Bhai maine video me bataya hua h , bhai physical ka sabka same process h , baki exam or typing or computer knowledge alag se hogi cleark me
@learningforkids281810 күн бұрын
❤❤❤❤❤
@ajayajaykumar759611 күн бұрын
Ram ram bhaiya ji
@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-का11 күн бұрын
Ram ram bhai ji
@akshaygujjar271911 күн бұрын
Up yala kha jaya
@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-का11 күн бұрын
Agar daudne me sahi ho Or kafi lambe time se taiyari h to pithoragarh jao wha batch kam ka ban raha h or bacche bhi kam jayenge Or agar abhi age hui h or bharti dekhne hi lage ho to sagar ya danapur me se kahi bhi ja sakte ho
@rwaShivamRajputUP7611 күн бұрын
Clerk ke baare me koi kuchh nhi bta rha hai
@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-का11 күн бұрын
Bhai cleark ke bhi physical process to same hi h
@AvinashSingh-sp4qv10 күн бұрын
Clerk ka merit kitni jati hai sir bihar ka sirf 6 vaccancy hai apke hisab se kitna jayega@@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-का
@AvinashSingh-sp4qv10 күн бұрын
Sir mai bihar se hu meri height 179cm hai aur mera weight 60kg hai kya mai TA bharti me weight category me pass ho jaunga kya plz reply sir 🙏🏾
@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-का10 күн бұрын
Ha bhai aap paas ho jaoge, bas running nikal lo aap to
@ajimullahansari982011 күн бұрын
sir mera 8th aur 10th marksheet me 1 year ka difference hai kya dono marksheet dikhane par problem hogi, birth certificate ke liye 10th dikhana padega ye problem hai
@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-का11 күн бұрын
To bhai aap 10 se hi dekh salte ho na bharti chahe GD ya tradesmen kisi bhi dekho 10th ki hi marksheet se , fie apko 8th ki dikhane ki jarua hi nahi padegi
@ajimullahansari982011 күн бұрын
@@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-का sir 10th me grace hai
@ajimullahansari982010 күн бұрын
@@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-काsir 10th me grace hai
@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-का10 күн бұрын
Ha bhai to koi dikkat nahi h 8th se tradesman ki dekh sakte ho
@ajimullahansari982010 күн бұрын
@@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-काsir lekin birth certificate ke liye 10th dikhana padega. 8th aur 10th me date of birth 1 year ka difference hai