Tablig jamaat ka kam bahut uncha hai. Tablig ke vajase muslman khud ko pahchan rahai.Allah tabliq ke kam me barkat De.Ameen
@farrukhabidi2764 Жыл бұрын
بیشک
@MohdSameer-xq2kc Жыл бұрын
Tableegh is very necessary for every Muslim... Tableeghi alhamdulillah ❤️
@100surehealthytips5 Жыл бұрын
Tableeg modern jamaat Old ahle sunnat wal jamaat haq jamaat Sufiya haq
@abdulwahid-bb7mw5 ай бұрын
@@100surehealthytips5 sufiya ne logoñ ku kuvve k mendak banane k siwa aur kuch nahi Kiya tha, Agar unhon ne 30% bhi kaam Kiya hota to aaj sub continent me musalman aksariyat me hote. Unki taarif karna band karein. Apne darbon̈ me baith kar zikr karne se kuch nahi hota, logon me ja kar nahi anil munkar karna padta hai, takleef uthani padhti hai. Maashire ki islaah se unka koi taalluk nahi tha, bus naat aur kawwali gaana aur jhoomna, yahi kaam tha. Poora maashira ghlat Dagar par tha, aur yeh log to wahdatul wujuh aur karamat ki baton me uljhe hue the.
@SHAHZADAHMED-zz7xc Жыл бұрын
is bayan ko sun kar mene niyyat kia insha ALLAH tableegh me jakar fuzool bathen nhi karni . GOOD JOB LOLANA SAHB
@sajidtheteacher5208 Жыл бұрын
Very good mashallah
@hujjamulla Жыл бұрын
Or jaroorat bhi nhi hai is kaam ke liye Ye mat samjo ki tum nhi Jaa rahe tableg jamat me Allah tumhe is mehnat ke liye qabool nhi kar rahe Allah ko kisiki jaroorat nhi hai is mehnat me allah gairo ko khada kar denge
@jhangirshaikh7732 Жыл бұрын
Tableeg se mujhe Mera wajood Mila hai ❤️🥺
@azam3404 Жыл бұрын
Acha phle kaafir the kya ?
@farrukhabidi2764 Жыл бұрын
@@azam3404 یہ تو آپ بتائیں کہ آپ کو اپنا وجود نہیں ملا تو آپ اس وقت کیا ہیں؟
@qariytgaming Жыл бұрын
اللّٰہ تعالٰی ھم سب مسلمانوں کی ایمان سلامت رکھے بہت نازک صورتحال ھے😭💔
@junaidmahboob Жыл бұрын
Allah Har ek musalman ko Tableeg ke raaste chalne ki taufeeq de.
@fatihsultanmehmet6490 Жыл бұрын
Bilkul de lekin gumrahi aur bina deen jane uski tabligh kaise hogi deen seekhe bagair tabligh kaise karoge
@farrukhabidi2764 Жыл бұрын
@@fatihsultanmehmet6490 اپنی رائے دینے سے پہلے اتنا علم آپ بھی حاصل کر لیں کہ تبلیغی جماعت کی محنت کا مقصد اور کیا ہے؟ دوسری بات، یہ تو بتائیں کہ جنہوں نے علم حاصل کر لیا ہے، کیا وہ اب تبلیغ کر رہے ہیں؟
@fatihsultanmehmet6490 Жыл бұрын
@@farrukhabidi2764 madarse tumhare hisab se kis ke liye hai madarso me talim dene wale kon hai . Tablighi jamat bhrast ho chuki hai jo sirf molvi saad ke niji fayde ke liye kaam kar rahi hai apne maqsad se bhatak kar
@yasir-ahmad Жыл бұрын
بھائیو، دوستو، بزرگو اسلام علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ ٭٭٭٭٭ تعلیم ٭٭٭٭٭ "شیخ ابو یعقوب سنوسی فرماتے ہیں کہ میرے پاس ایک مرید مکہ مکرمہ میں آیا اور کہنے لگا کہ اے استاد میں کل ظہر کے وقت مر جاؤں گا یہ اشرفی لے لیجئے نصف تو قبر کھودنے والے کی اجرت ہے اور نصف کفن وغیرہ کی قیمت ہے جب دوسرے دن ظہر کا وقت آیا وہ مسجد حرام میں آیا اور طواف کیا اور تھوڑی دور جا کرمر گیا میں نے اس کی تجہیز و تکفین کی جب اسکو قبر میں رکھا تو اسنے آنکھیں کھول دیں میں نے کہا کیا مرنے کے بعد بھی زندگی ہے کہنے لگا ہاں میں زندہ ہوں اور اللہ جل شانہ کا ہر عاشق زندہ ہوتا ہے۔" (فضائل حج صفحہ 213 مکتبہ نعمانیہ مؤلفہ حضرت مولانا الحافظ الحاج المحدث محمد زکریا صاحب) تبلیغی بھائیو! آپ کی کتابوں میں مردے قبر میں بھی آنکھیں کھول رہے ہیں لیکن آپ زندہ سلامت اپنی آنکھیں بند کئے ہوئے اس جھوٹ کو سچ مان کران کتابوں کی طرف لوگوں کو دعوت دے رہے ہو۔ کیا آپ نے ہمیشہ دنیا ہی میں چلے لگانے ہیں؟ جو بد عقیدگی اسلام کی تبلیغ کے نام پر پھیلا رہے ہو کیا اس کا ایک دن جواب نہیں دینا؟ کیا یہی وہ دین ہے جو اللہ تعالٰی نے نبی صلی اللہ علیہ وآلہ و سلم پر نازل کیا ہے؟ اگر نہیں یقیناً نہیں تو پھر آپ اپنی آنکھیں کب کھولو گے؟
@sohrabahmad414310 ай бұрын
Isiliye Aaj Muslim sabse jayada jaleel ho rhe hai .....taalim hasil kro
@asadqureshiqureshi7045 Жыл бұрын
आली जनाब Hazrat Allama Maulana आप हमारे सर के ताज है हम तो आपसे गुजारिश करते हैं कि आप तो ham sab ki सरपरस्ती फरमाएं
@MuhammadImran-dt5iu Жыл бұрын
Allah Pak tableeghi jamaat ki hefazat farmaye hr sharr se Ameen
@Aisha6l796 Жыл бұрын
Aameen summa ameen 🤲
@100surehealthytips5 Жыл бұрын
Bhai tableegh modern jamaat hai
@farrukhabidi2764 Жыл бұрын
@@100surehealthytips5 تو جناب آپ کونسی تبلیغ کرتے ہیں؟؟؟ کرتے بھی ہیں یا صرف اعترازات اور کیچڑ اچھالنے کو اپنی قابلیت سمجھتے ہیں؟
@sunnivoramoyunus Жыл бұрын
Bilkul sahi kaha Maulana sahab ne kyon ki aaj hamara sabka haal yahi he ki hamein apni islah k bajaye dusro ki islah ki zyada fikra rehti he......me bhi Allah ka mohtaj Banda hu,sabse pehle Allah meri islah karva de...Ameen
@ushaikh9098 Жыл бұрын
Bhai sureh raad me Allah farmate hai k hidayat sirf kafiro k liye nhi hai... Iman wale jo ruju kare talash kare Allah ko unke liye noor hai hidayat hai or ye deen k halqo me baithne se aayge....
@tasavvarkhan8822 Жыл бұрын
Ameen
@farrukhabidi2764 Жыл бұрын
مولانا نے بالکل غل کہا، یہ انکی غلط فہمی ہے کہ تبلیغ والے صرف دوسروں کی اصلاح کی فکر کرتے ہیں اور اپنی نہیں۔ صرف اپنی فکر کرنا اور خانقاہ میں بیٹھ کر ذکر و عبادت کرنا اور دوسرے انسانوں، کم از کم دوسرے مسلمانوں کی کوئی پرواہ نہ کرنا انتہائی سخت جرم ہے اور ایسا شخص متکبر ہے۔ حقیقت یہ ہے کہ جو دوسروں کی فکر نہیں کرتا وہ متکبر ہے اور دوسروں کے بارے میں یہ سمجھتا ہے کہ دوسرے لوگ بالکل گمراہ اور بہت برے ہیں کہ ان سے بات کرنا بالکل فضول ہے۔ جو شخص بھی ایسا سمجھتا ہوگا وہ لازمی طور پر اپنے آپکو اچھا سمجھتا ہوگا اور تکبر کرنے والوں کو اللہ سخت ناپسند کرتے ہیں۔ دوسری بات، جو دوسروں کی فکر نہیں کرتا وہ خود بھی دین پر نہیں چل سکتا کیوں کہ جب تک ہم ایک دوسرے کو اللہ و رسولﷺ کی طرف نہیں بلائینگے اس وقت تک معاشرے سے برائیاں نہیں ختم ہونگی۔
@sahilsaudagar303 Жыл бұрын
Tableegh ko allah ne qubool Kiya hai tableegh ki mehnat se logo ko hidayat mil Rahi hai ❤️
@100surehealthytips5 Жыл бұрын
Bhai tableegh modern jamaat hai
@israrkhan8284 Жыл бұрын
Achcha certificate aa gya hai uper se.
@Mpsir-t8q Жыл бұрын
Tumko Kaise Maloom ALLAAH Ne Qabool Kiye Hain ??????????? ALLAAH Se Daro, Aur Apni Baat Ko Delete Karo
@nayyarnayyar1560 Жыл бұрын
@@Mpsir-t8q Right .
@fatihsultanmehmet6490 Жыл бұрын
Tumhe kaise maloom ki Allah ne qubool kiya hai mene to Mumbai me dekha hai log tabligh wale shakeel bin hanif ke fitne me mulavvis ho chuke hain jab apne ulema se doori banaoge to Allah tumhe fitno me mubtala kar ke gark kar dega
@adilshaikh2874 ай бұрын
Doosro ka nahi pata par ab bhi jab me mere RAB se door hua... Touba, namaz aur har acche kaam ki tofeeq Dawat ke is raaste se hi hui aur isee dour me hui.... Alhamdulillah.
@mohariaz4988 Жыл бұрын
اللہ کریم ہمیں حق کو حق سمجھنے کی توفیق عطا فرمائے آمین
@xtherkhan81528 ай бұрын
Alhumdulilah jab sai jammat k sath laga hua hoon tab sai alhumdulilah 5 waqt ki namaz padhta hoon aur dusroon ko b dawat deta tha alhumdulilah allah paak nai hidayat de
@bestvalue2710 Жыл бұрын
Tabligh Jamaat have contributed a lot to Islam. Example - In my State Tamilnadu,india- there are 45 Lakhs Tamil speaking Muslims, who don't know Urdu. 35 Lakhs Urdu speaking Muslims. 10 years back some forces divided Tamil Muslims into Sunnath Jamaat ( Urdu speaking), Towhith Jamaat ( Tamil speaking).The Split, Hatred were raised between two groups. They started Building Masjid which others can't enter or pray. People who forget to take Skull cap were not allowed, beaten inside Masjid. Tabligh Jamaat have played best efforts in Uniting both groups. Now Alhamdulillah, both are united as Tamil Muslims society
@samimahmad71924 ай бұрын
Molana sahab aap bilkul sahi farma rahe hai
@mohdilyas3031 Жыл бұрын
Allah tbligi jmaat ki hifazat frmay
@munafshaikh5089 Жыл бұрын
मेने तो दावतो तबलीग जमात की मेहनत से बहुत लोगों को हीदायत मिलती देखी है
@ahfazhussain1403 Жыл бұрын
Hidayat mehnat se nhi milti allah ki toufeeq se milti he jo mehnat nhi karte allah unhe bhi hidayat deta he
@munafshaikh5089 Жыл бұрын
@@ahfazhussain1403 mehnat se dilome talab आतीहे दिलों में तलब आऐगी इनशाअल्लाह अल्लाह हीदायत देगा
@Siddiqu20 Жыл бұрын
Afzal .. mehnet se jb roti nhi milti mera Allah hidayat ghr bethe dega
@munafshaikh5089 Жыл бұрын
@@Siddiqu20 मेहनत से दिलों में तलब आऐगी इनशाअल्लाह तलब आऐगी तो इनशाअल्लाह अल्लाह हीदायत देगा हमारे हुजूर स अ व ने फरमाया ऐक साम या ऐक सुबह ऐक घरी दीन की फीकर करना किसी को हीदायत मिलजाऐ इसलिए सोचना गोरो फीकर करना अपने घरवालों मे रेहते हुऐ 70 साल नफल इबादत से बेहतर है
@ahfazhussain1403 Жыл бұрын
@@Siddiqu20 iska matlab Jo Ghar bethega use hidayat nhi milegi me aise bahut se logo ko janta hu balki zyada abadi aisi hi he jinhe ghar bethe hidayat mili he jamat me bager jaye
@Paigam-e-ilahi Жыл бұрын
समझ नहीं आता आखिर अमली इख्तिलाफ हो सकता है लेकिन एक दूसरे को गलत साबित करने से कोम का क्या भला होगा तबलीग से इस्लाम जो फायदा हुआ है उसको कैसे नजर अंदाज करा जा सकता है हो सकता है किसी एक तबलीगी ग्रुप से कोई गलती हो गई हो लेकिन उसको सोशल मीडिया पर डिस्कस करने की क्या जरूरत है
@asifyasinchauhan9319 Жыл бұрын
Maulana kaam ki burai nahi karre,balki hamari islah ke baare meh hai,kyoonki mere jaise bhot se saath waqt lagane ke baad bi sifat nahi, akhlaq nahi,bhot zaroori hai ki tabdeeli aave,tableegh ka matalab tabdeeli,kahi saath aise hai gutkha khane waale,waqt kahi baar jammat meh laga lekin gutkha nahi chodte,shraab pine waala kahi waqt lagaa lekin saraab nahi chodta,isse kya hai,hidayat ki chabi ke bajaaye gumrahi ki chaabi banjaata hai
@asifyasinchauhan9319 Жыл бұрын
Meh bi tableeg ke kaam se juda hua hoon,lekin maulana ne andar ki fikro ke saath kahan hai mohabbat ke saath kahan hai,oonki niyato meh dard hai ki saath sifat haasil kare taake aur ummat allah paak se joode
@naeempathan86955 ай бұрын
सही बात है।
@abdulkasim5930 Жыл бұрын
جزاکماللہخیرا۔
@ImteyazAhmad-u1i7 ай бұрын
Hr amal ko Quran aur Mohammad saw ke tareeqa pr parkhna zarooree hai. Haq aur batil ki pehchan tb hi mumkin hai
@thebeardedrider Жыл бұрын
Plz poora bayan daale... Adhuri baat khatarnak hoti hai...
@abdurrahman-lu4fv Жыл бұрын
اللہ تعالی ہم سب کو اپنی فکر کرنے کی توفیق عطا فرمائے آمین ثم آمین
@farrukhabidi2764 Жыл бұрын
صرف اپنی فکر اور نبیﷺ کے دوسرے امتیوں کی نہیں؟؟
@faisalnaseem7269 Жыл бұрын
حضرت مولانا سے پہلے جانے کتنے لوگ انا للہ پڑھ چکے ہیں۔ ہر دہائی میں
@jhangirshaikh7732 Жыл бұрын
Pata nahi me kis haal me thaa wo to tableegh waalo ki meherbaani hai allah ki taufiq se kaise thaa kaisa bana Diya allah ne 🥺
@MrPatriot Жыл бұрын
اللہ تبارک و تعالیٰ ہم مسلمانوں کو علماء سو کے گمراہ کن عقائد ،ان کے شیطانی شر اور فتنوں سے محفوظ رکھے. اللہ تبارک و تعالیٰ ہمیں علماء حق کے ساتھ جوڑے. آمین ثم آمین
@AhsanUllah-qi9mu Жыл бұрын
Is Haqiqat par buhut afsoos hota Hy. Aazmaish Hy, Allah Kareem Aafiyat Wala Mamla Farmaye Aameen Summa Aameen
@MKS39204 Жыл бұрын
ASSALAMUALAIKUM JI JANAB MA SHA ALLAH 🤲👍 ALLAH HUM SAB KO EK SAT MILKAR KAM KARNE KI TAUFIK ATA FARMA AMEEN SUMMA AMEEN 🤲 AMEEN 🤲
@k.mohammadrafeeq4762 Жыл бұрын
حضرت والا نے جو فرمایا وہ حقیقت ھے۔ گو کسی کو کڑوی لگے۔ اللہ ﷻ ھمیں صحیح سمجھ عطا فرماۓ۔
@MohdBilal-ey7wn Жыл бұрын
Gumrah hi Ki Baat Hai Dawat se apni islah pahle hoti hai
@alltuber5400 Жыл бұрын
Tu to bada almamar waqt h jaise beta
@farrukhabidi2764 Жыл бұрын
میری سمجھ میں نہیں آتا کہ جب مولانا سجاد صاحب کا تعلق تبلیغی جماعت سے نہیں ہے تو انہیں صرف تبلیغی ساتھیوں کی اصلاح ہی کی اتنی فکر کیوں رہتی ہے؟ ان کا تعلق مدرسے اور خانقا سے ہے تو انہیں ان دونوں جگہوں سے تعلق رکھنے والوں کی اصلاح کی فکر کیوں نہیں ہوتی؟ کیا انہیں یہ معلوم نہیں کہ خانقاہوں میں آج بے انتہا شرک و خرافات پھیل رہی ہے اور مدرسوں میں پڑھنے والوں میں بھی بہت دنیا داری پھیل رہی ہے اور وہاں سے فارغ ہونے والے بہت سے لوگ مدرسے سے حاصل کی ہوئی تعلیم سے صرف دنیا کما رہے ہیں؟
@farrukhabidi2764 Жыл бұрын
@@MohdBilal-ey7wn آپ کی بات انتہائی گمراہ کن ہے، کیا یہ ممکن ہے کہ جس کی اصلاح ہوچکی ہو وہ اپنے آپ کو ہدایت یافتہ سمجھے؟ بیشمار جلیل القدر صحابہ رضی اللہ عنہم کو تو ساری زندگی اس خیال میں گذری کہ کہیں وہ منافق تو نہیں؟ ایسی باتیں کرنے سے توبہ کریں اور جتنا جلدی ہوسکے 4 مہینے کیلیئے جماعت میں نکل جائیں تو آپ کو اسلام کی کچھ سمجھ آئیگی۔
@yunusvaram3814 Жыл бұрын
अंदर की बात सोसल मीडया पर आ चुकी।। अल्लाह हमे ओर उम्मत को सही समज आता फरमाए
@atidullahansari8485 Жыл бұрын
Tableeg is great .iss kaam koi jawab nhi isse badha koi kaam hi nhi is 🌎 me
@Abubakar-qn7sv Жыл бұрын
yehi galat fehmi mat raho.. bas ye kaam bahuth aham kaam hi duniya mee aur doosre kaam bhi duniya me.. Madaris ka hi, Khidmate khalq hi, Khankha ka hi aur bahuth saare
@SHEEPANDGOATACADEMY Жыл бұрын
Tableequi Jamaat is best Jamaath in the World. In fact ,this is not Tableequi Jamaath but in my opinion it is ISLAAHI Jamaath. Because , they are coverting BE NAMAAZI TO NAMAAZI and UNFAITHFUL TO FAITHFUL. This Jamaath's work is best work in the World. May Allah protect Jamaath Aameen
@NahmadIsm Жыл бұрын
Very true and naked reality I have seen daily such types of incidents, I have no word to explain same , Allah hidayat Dey
@morrazzo4432 Жыл бұрын
What incidents?
@mikhailtal5513 Жыл бұрын
Give me one authenticated hadith which could justify Tablighi jamaats Dawah?
@thereality9272 Жыл бұрын
Sahi kaha molana ne Pahle agar tableeg walon ko ulma kisi galti par tambeeh karte the to to wo apni galti accept karke islah kar lete the Lekin ab tambeeh karne par galti manne ke bajay apne aap ko sahi sabit karne ke liye bahas karte hain Tableeg bila shubah haq kaam hain Ise allah ne qubool kiya hai Lekin maujooda waqt me tableeg karne walo men bahut si kharabiyan aa gayi hai jinki islah ki jarurat hai Agar inki islah na ki gayi to yahi tableeg ki mehnat fitna ban jayegi
@alsiddiqnasharyaat4380 Жыл бұрын
سچ فرمایا آپ نے حضرت سچ فرمایا اللّٰہ آپ کو جزائے خیر عطاء فرمائے آمین
@malikjaved8012 Жыл бұрын
Allah pak aap ko apnay iradon main nakam aur zaleel karain,
@faisalmunirbhatti34 Жыл бұрын
ALLAH Pak mujhe or tamam musalmano ko apne ki mehnat k lie un sifat or us satah pr qabool frmai Jo sifat or satah ALLAH Pak ko matloob hai. Aameen Ya Rabbal Aalameen 🤲
@MohammadNadeem-lh4ud Жыл бұрын
Allah hum sabko baseerat de
@deshmukh94466 ай бұрын
Shaksiyat parasti aur jammat parsati se behter Allah aur Allah ki rassi pakde hum ummate muslim ko Allah hidayat de aur hume din ki sahi samajh de
@Irshadali-yx7ob5 ай бұрын
मैने सुना है जहन्नुम में ओलेमा की तादाद सबसे ज्यादा होगी क्या ? अल्लाह बेहतर फैसला करने वाला है आमिन
@qutub-o-abdaal9954 Жыл бұрын
Bhai apna thumbnail badal.. kaha alag ja raha hai... Aur aap me kya galat thumbnail laga rakha hai.
@yasir-ahmad Жыл бұрын
ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ روایت کرتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ و سلم نے فرمایا تین مسجدوں کے علاوہ کسی مسجد کے لئے کجاوے نہ باندھے جائیں (یعنی سفر نہ کیا جائے)۔ وہ تین مسجدیں مسجد الحرام مسجد النبوی اور مسجد الاقصٰی ہیں۔ (صحیح بخاری ،فضل الصلوٰۃ:۱۱۸۹) اللهم صلي علي محمد و علي آل محمد كما صليت علي إبراهيم و علي آل إبراهيم انك حميد مجيد . اللهم بارك علي محمد و علي آل محمد كما باركت علي إبراهيم و علي آل إبراهيم انك حميد مجيد-
@funfankar2021 Жыл бұрын
liked it very much
@zahidirani2833 Жыл бұрын
کی محمد سے وفا تو نے تو ھم ترے ھیں یہ جہاں چیز ہے لوح قلم ترے ھیں مولانا صاحب یہ نہیں تو کچھ بھی نہیں ہے چیلے 4 ماھ 3 روزہ یا پوری زندگی ھئ لگا دیں تبلیغ تو کچھ نہیں
@ahmaddinansari2994 Жыл бұрын
Mere pados me tableeg Wale rahte Hain...har taraf gandagi felate hain..or din bhar behuda gane sunte hain..padosiyo ko preshan kar rakha he....6 mhine me 1 chakkar laga aate hain..or samajhte hain bas ab to ho gayi jannat humari..ye haal he Inka..
@shortsjunction007 Жыл бұрын
Allah Haq Deen Par Zame Rehna Wala Banaye...
@78study13 Жыл бұрын
Bhai aap ki niyat b thk nhe thumb nail kya lagaya ha or asal theme kya ha baat ki
@tanzeel_recitation Жыл бұрын
سچ کہا حضرت نے۔ میں نے خود یہ صورت حال دیکھی کہ جب سارا زور پروڈکٹیوٹی پر ہونے لگا کتنے لوگ آئے کتنی جماعتیں نکلیں۔ مجھے دلی طور پر دکھ ہوا مگر کہنے کو میرے پاس الفاظ نہیں تھے کہ یہ کام ٹھیک نہی ہے۔ مگر چینل والے سے عرض ہے کہ منہ سنبھال کر ٹائٹل لکھے۔
@zakirhussain616611 ай бұрын
Jiska ilim nahin hotey wah amir bante hai.
@arbaskhan9752 Жыл бұрын
Maulana ye kam har musalman ka hai kise bap ka nahi warna Quran me phado usme pata chale ga kya sahi hai or Kiya galat hai Allah ham sab Musalmano ko ye Kam karne ki tofik de aameen
@hijazyousuf8591 Жыл бұрын
Allaha paak sabk hefazth krey jaldi sey jaldi inko koie jod ho ya phir nhii tou tableeki mein he mery khayaal mein 73 firka poori mat hogi kyunki kaam kam aur futwa zayada deeney lagey hai eik 2rey par 2nu jamat waley khuda humko sahi rasta dekha dey
@iqbalmadni471 Жыл бұрын
Allah aap ki baat tablig ke jo shakhsiyat parst andh bhakto ko aala samjade.aamin
@mdequebalalam7287 Жыл бұрын
نبیﷺ دین کو پھیلاتے تھے تو ان پر بھی انگلی اٹھتی رہی۔ اللہ ایسے انگلی اٹھانے والے کو ہدایت دے۔ آمین۔
@khannasirali95795 ай бұрын
Lage raho Allah k hukam ko pura karnai main kamyabi ise main hai Allah jaza dai❤
@hajibaba41025 ай бұрын
मौलवी साहब, तबलिग की मेहनत से मदारीस आबाद है मस्जिद आबाद है कुछ कमी नजर आए तो दुआ करे तंकीद ना करे
@digitalbim Жыл бұрын
Hazrat har insan ki soch or samajh ek jesi nahi hoti. Tableeg main bhi aisa hi hai. Kuch sahi soch wale hai kuch ki samajh kacchi hai. Jo insan ikhlas se is kaam me laga rahega or Allah se madad mangta rahega wo zaroor kamyab ho jayega. Or uska ajar aakhirat main bahut bada hoga
@mrab4668 Жыл бұрын
bilkul sahi baat kahi hay . 100% correct observation.
@craftvillage9445 Жыл бұрын
Inna lillah e wa inna ilaihi rajiuoon, Ab yeh duwa hi behtar h,
@AmanKhan-eb3hf Жыл бұрын
Masshahallh
@shakilusman8563 Жыл бұрын
دونوں طرف کے بڑے آپس میں صلح کرنے کو تیار نہیں ورنہ کام میں دراڑ نہیں آتی اب دلوں میں محبت کے بجائے نفرت ہے مسجد میں جماعت کے آنے پر پہلے پوچھا جاتا ہے کہ کس جانب کے ہو
@fkhan9495 ай бұрын
Tableegh jamaat ke sau saal poore hogaye, ab is ke andar ki ruhaniyat khatam hogayee. Allah hamari hifazat farmaye. aameen.
@aworldofinformationandtechnics Жыл бұрын
حضرت ویڈیو کا ٹائٹل صحیح نہیں رکھا ہے آپ نے. اصلاح نفس ٹائٹل رکھیں. آپ نے جو ٹائٹل رکھا ہے اس سے تبلیغ کی حقارت ظاہر ہوتی ہے
@walletchannel4354 Жыл бұрын
Hum darghha me bakre kat te the per aab ye sub band kardiyq jamat me jaker aaya hu tabse
@FAIZALGM Жыл бұрын
Bhai title Soch samajh kar lagaya Karo, but apke jahan me kuch aur hai to aap nahi badal sakte
@faridakhan1516Ай бұрын
😢😢😢😢
@faizanidrees4890 Жыл бұрын
Bohat hi achay points raise kiya
@mbmalik5029 Жыл бұрын
Hazrat aapki baat bilkul sahi hai Bs Aap sb dua kren Or islah ki fikr kren Or Shura amarat k jhagre ko khatm kr k 1 jagah milkr sari dunya me kaam krne ki toufiq ata farmaye
@ahmedmiyan1695 Жыл бұрын
HUZOOR SAW NE EK MARTABA KAHA THA SAHAABAE IKRAAM SE KE EK WAQT WO AAEGA US WAQT KE ULAMAA HI QAUM KE ANDER FITNE PAIDA KARENGE YE WAHI DAUR HAI ALLAH UMMATE MUSLIMAA KI AISE ULAMAAON SE HIFAAZAT FARMAAE AAMEEN
@hashimshaikh7463 ай бұрын
😭😭😭🤲🏻🤲🏻🤲🏻
@toufiqahmed1219 Жыл бұрын
To molana aap jaise log aage aake kyun is masle ko hal nahi kar rahe..? Plzz aap log aage aaiye aur nizamuddin me mojood aur nikle huwe afrad k beech me sulah karwaiye... Ummat par aapka bohot bada ahsan rahega. 🙏
@ateeqahmad2606 Жыл бұрын
Tabligh ka Anjam achcha hi ho ga
@fizasid56025 ай бұрын
Dunia dar Advance molana Nomani Tum logo ko shohrat chahiye only
@abdultawabdeputy1516 ай бұрын
Assalamualaikum Allah ke Aqhri paigambar ke bataye huye Sahi Raste ku choadker yane ke Touheed ki Dawat ku nazar andaaz karke, Manghadat baatoun ku, bayaan karne se shaitan gumrahi me daal Diya hai, isliye Quran Aour sahi hadees per Amal karne se Inshaallah fitne se Bach sakte hain Allah hamsab ku hidayat ata farmaye Aameen
@haqbatey71268 ай бұрын
Itni treef or bdai allah ki bolo ke dil me utr jay
@knowledgeworld4591 Жыл бұрын
Good message but wrong thumbnail.
@Thukai-Operater Жыл бұрын
I support tablig jamat i am sunni
@Maulana.muqeemmuddin.nomani Жыл бұрын
اللہ تعالیٰ مولوی سعد صاحب کو ہدایت عطا فرمائے جماعت کے ٹکڑے ہوگئے مولوی سعد صاحب کی وجہ سے اور دین کی تشریح علمائے دیوبند سے ہٹ کر کررہے ہیں اپنی دو اینٹ کی مسجد کی بنیاد رکھ دی مرکز نظام الدین کو ایک اچھے رہبر کی ضرورت ہے اللہ تعالیٰ تعصب پرستی سے ہماری حفاظت فرمائے آمین
@muneerlone3772 Жыл бұрын
بےشک حضرت
@harmony112 Жыл бұрын
آپ کی وڈیو کا ٹائٹل بلکل غیر مناسب ہے
@haqbatey71268 ай бұрын
Jab dusro ko dawat di jaygi khud amal krne lag jata hai insan
@Nadeemakhtar-e8j4 ай бұрын
molana sajjad nomani sb, Dawat aur Tablig ka kam aaj sari duniya mai ho raha hai Allah k fazal se,jiski barkat se sari duniya mai Deen jinda ho raha hai, Yah Duniya ki wahid tehriq hai jo na maal chati hai, Na mulk chahti hai, bus yah apna jaan aur maal, waqt ki Quebani k badle sare insaano ki hidayat chati hai, Aap apne is bayan ko wapas lekr Allah se maafi mange,aur aagw is tarhan k fuzul bayan na karen,
@AliRaza-ui8jz11 ай бұрын
شروع دِن سے ہی دیوبندئوں کا مسلک پورے کا پورا ہی صراطِ مستقیم سے ہٹا ہوا ہی ہے۔
@fawwazahmad7696 Жыл бұрын
الله رحم فرماے
@afsarkhan2354 Жыл бұрын
اکابرین کو یہ بات جلد سمجھنی چاہیےکہ عوام کو پہلی والی تبلیغی لہج پر کیسے لایا جائے
@junaiddar599 Жыл бұрын
جی Hazrat
@Blackforest_12 Жыл бұрын
Maolana shab ye kaam ulmao ka tha ki Deen ki mahenat ko leke Ghar Ghar jate ,Maulana Ilyas shab ki tarteeb ulmao se hi thi par wo bahot Kam tadad me nikle fir unho ne mewatiyo se is kam ki shuruwat ki aur Allah ne is kaam ko sare dunya me faila diya .mai ne kisi ulmao ki jamat ko nahi dekha ki logo ke gharo tak Jake Deen ki dawat de .Jo ulma Gaye hai logo ke gharo tak wo bhi Tablighi jamat ke zarye Allah ke raste me nikal kar.hum na nabi hai na farishte hai humse is kam me galti hogi hum sikhne niklne hai is kaam ko hume zarurt hai apke ulmao ki wo humare sath Tabligh me nikle aur humari aur baki tamam ummat ki islah kere.
@mohdilyas4903 Жыл бұрын
Boora anjam kabhi nahi hoga merey bhai title badldo plz
@yaseer2591 Жыл бұрын
🚫🚫 Ye bayan bilkul Hazrat Maulana sajjad naumani sahab ki hai par Hazrat bilkul mana karate hain ki koi unaka bayan cut kar ke nashr kare 🚫🚫🚫🚫 kyunki koi baat kisi aur context me boli hoti hai aur log use kuch aur hi samzate hain
@indian_gaming.85 ай бұрын
Tital. Galat hai.
@mukhtarhajam8363 Жыл бұрын
Mashallah bht khoob Allah aap ko hifazat kiray
@haqbatey71268 ай бұрын
Bina dawat diye ykeen bnna mushkil hai
@abdulqayyummohammed4920 Жыл бұрын
ایسی کوئی بات نہیں ہیکہ اسے براانجام قراردیاجاۓ .
@umar.alwaystruth7688 Жыл бұрын
Bhai jamaat Ka Bura hall kaise thoda Soch samajh kar title dalo
@maazking4897 Жыл бұрын
Saari dunya ab jaan chuki h k, Tabligi jamat deen k naam par bedeeni phaelati h, Tabligi jamat k aqaaed Quran hadees k khilaf h
@jawadahmad2250 Жыл бұрын
AP ny such farmya
@snakeheaddunya Жыл бұрын
Allah kaam ka muhafiz hai. Kaam karne wale hi galti karte hain naki kone pakadne wale. TABLEEGH SE ALLAH NE KITNO KI ZINDAGI BADLI HAI. KITNA FAYEDA HUA. ISKO BHOOL GAYE. HAN IKHATALAF HAI ,WO SIRF PURIFICATION HORARAHI HAI.
@akramullah4084 Жыл бұрын
grop ka nem badlo
@zeeshanakhtar5525 Жыл бұрын
Sahi farmaya Maulana ne
@erumsidd8102 Жыл бұрын
Kuch b post kedety hn ap pehly news confirm kijaye phir post karen 😢😊
@fariuddinkhan7482 Жыл бұрын
Government should should take necessary action against Deobandi Markez near Hazrat Nizamuddin dargah.Kejriwal and Modi government should take necessary action against Deobandi Markez.
@akhtargul66005 ай бұрын
بڑے افسوس کی بات ھے۔آپ دین کے کام کو غلط اور دین میں شرک اور بدعات کو درست اور اس کی حمایت کر رھے ھیں
@nurulhoda9929 Жыл бұрын
Do not upload with this type of title. Kyu awam ko confuse kr rhey ho.
@salimuddinkazi7279 Жыл бұрын
Yes. What's the necessity for misleading with title