Tadabbur e Quran Surah 87 Al-Ala, Para 30

  Рет қаралды 6,579

Fan Mufti Akmal

Fan Mufti Akmal

Күн бұрын

Пікірлер: 21
@HerokaHero-d5x
@HerokaHero-d5x 2 күн бұрын
Allah ham sab ko deen ki samaj ata farmaa Ameen ❤
@studentpreparation6156
@studentpreparation6156 2 жыл бұрын
Jazak Allah...
@IqbalHussain-vq6jt
@IqbalHussain-vq6jt 11 ай бұрын
جَزَاكَ ٱللَّٰهُ خَيْرًا
@syedamahnoor8819
@syedamahnoor8819 2 жыл бұрын
Subhan Allah
@shahwaaraafreen
@shahwaaraafreen 2 жыл бұрын
Min(12-17) 7.. ..... Mgr Jo Alllah chahe, ~ Beshaq , wo Allah Tbaraq wa Taala janta hai hr jaheri cheej ko aur wo jo posheda hai .. 8. Aur hm aapke liye aasani ka saman kr denge. ( Tbleeg e Deen/ fatah/ logon ka musalman hona ) 9. To Aye Habib e kreem sallallahoalaihewasallam aap nsehat frmaeye , agr nasehat nafa de. 10. Anqreeb nsehat manega wo shaks Jo khauf rkhta hai. 11. Aur esse (Nsehat qabool krne se) bra badbkht dur rhega . ie ( kafir) 12. Jo sabse bre aag me jayega ( dojakh ke) 13. Fer na wo usme mrega na jinda rhega..
@studentpreparation6156
@studentpreparation6156 Жыл бұрын
*SURAH AALA..(Tarzuma)* 1. ( Aye Habib e Kreem sallallahoalaihewasallam) apne Rab ke naam ke paki byan kren jo sabse buland o bala hai 2. Wo jesne Paida kiya fer theeq kiya. 3. Aur wo jaat jesne Taqdeer muqar'rar frmae fer hedayat de.. ( Taqdeer ke mamlat pr bndon ko hedayat de..) 4. aur wo jaat ke Jesne nikala chare ko 5. Fer use khushq seyah kr diya. 6. Aye Habib e kreem sallallahoalaihewasallam, Anqreeb hm aapko es trh padhaenge ke aap bhulenge nhi.... 7. Mgr jo Allah chahe.. (agrche aisa wuqu pjeer nhi hua), Beshaq wo Allah Tbarq wa Ta'ala janta hai hr jaheri cheej ko aur jo posheda hai.. 8. Aur hm aapke liye asani ka saman kr denge. ie.(tbleeg/Islam lane/fatah me) 9. To Aye Habib e kreem sallallahoalaihewasallam, aap nasehat frmaiye, agr nasehat nafa de. 10. Anqreeb nsehat manega wo shks jo darta hai. ie.(aakhrt/gereft se) 11.Aur esse wo bra badbkht dur rhega. ie (Kuffar) 12. Jo sabse bre aag me jayega. ie (dojakh) 13. Fer na wo usme marega aur na jinda rhega. 14. Beshaq, murad ko phunch gya wo shks jo saaf suthra hua. ie (kufr/gunahon se..) 15. Aur apne Rab ka naam lekr Nemaz pdhe. 16. Blke tum es jeti zindagi ko tarjeeh dete ho. 17. Halanke, Aakhrt jyada bhtr aur baki rhne wali hai. 18. Beshaq ye (nsehat) agle sahifon me hai. ie (jo phle gujar chuke) 19.yani Ibrahim aur Musa alaihe-mas'slam ke sahife. ■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■
@noor-un-nihar3821
@noor-un-nihar3821 Жыл бұрын
JAZAK ALLAH O KHAIRA
@syedamahnoor8819
@syedamahnoor8819 2 жыл бұрын
Masha Allah
@studentpreparation6156
@studentpreparation6156 2 жыл бұрын
*14. Surah Al-Aala (87):-* *Topics, Min(1-10):-* "Paki byan kigye" , ie - Aise Sefat jense uska uyub, ....se pak hona jahir ho, * Mfoom Ayat- " Jesne paida kiya fer theeq kiya.." ie ye murad nhi ke phle tedhe medhe tor pr tkhleeq hue...blke ba'aj chejon ke mutal'leq eradae elahi he yhe tha ke wo ek waqt ke bad kamil o akmal ho, eg- Najuk bacha - Jawani, Allah Ta'ala ka buland o Bala hona Azmat ke aetebaar se hai na ke hesse tor pr, *Mfoom e Ayat- " jesne Taqdeer bnae fer raah dekhae ...",* ie Aqedae Taqdeer ka byan & logon ke glt fhmi, Hedayat - Gumraahi ke asbab ko paida kiya jana & Emtehaan, ■ *Min( 10-25):-* Aap Sallallahoalaihewasallam ka Quran e pak & degar Srae Ahkam ko hefz krana ye Allah ne apne Jemmae krm pr le liya hai, & a/c Aulama- Agli ayat me ejhare qudrat ka byan hai agrche aisa kbhi wuqu nhi hua..., Allah Ta'ala ka hr jahir aur posheda chejon ko jan'na ie un hzaron mkhluq ko jo hmare hawas se bhi posheda hain..., *Ayat- Aur hm aapke liye aasani ka Saman kr denge* ie Tbleeg e deen/ Ftuhaat ..., Jesko Nsehat nfa de aap usko jroor nsehat frmaeye aur jeske mutal'leq aap koshish kr chuke ya galeb guman ho kw wo nsehat qbool nhi krega to use chor digye, *Ayat- Anqreeb nsehat manega wo shks jo darta hai* ie jeske dil me khaufe khuda, Nseht se enkar kuffar ke sefaat, Mutaqbber logon ke sefat, *Ayat- Beshaq murad ko phunch gya wo shks jo saaf suthra hua* ie kufr se / be amali & gunahon se.., Dunyawe Mustqbel & Aakhrt se frmoshi, *Aakhrt ke Tayyari ka baqaida pre planTreqa* , Gunahon pr Tobah ke treqe, Pechle Shefon me bhi yhe Nsehatein the...
@jabiralijabirali1169
@jabiralijabirali1169 11 ай бұрын
Ya Allah hame hidayat ata frmay
@silentboy31372
@silentboy31372 8 ай бұрын
Best explanation Zazakallah
@manzoorahmed4953
@manzoorahmed4953 3 жыл бұрын
Mashallah
@studentpreparation6156
@studentpreparation6156 2 жыл бұрын
*14. Surah Al-Aala (87):-* *Topics, Min(1-10):-* "Paki byan kigye" , ie - Aise Sefat jense uska uyub, ....se pak hona jahir ho, * Mfoom Ayat- " Jesne paida kiya fer theeq kiya.." ie ye murad nhi ke phle tedhe medhe tor pr tkhleeq hue...blke ba'aj chejon ke mutal'leq eradae elahi he yhe tha ke wo ek waqt ke bad kamil o akmal ho, eg- Najuk bacha - Jawani, Allah Ta'ala ka buland o Bala hona Azmat ke aetebaar se hai na ke hesse tor pr, *Mfoom e Ayat- " jesne Taqdeer bnae fer raah dekhae ...",* ie Aqedae Taqdeer ka byan & logon ke glt fhmi, Hedayat - Gumraahi ke asbab ko paida kiya jana & Emtehaan, ■ *Min( 10-25):-* Aap Sallallahoalaihewasallam ka Quran e pak & degar Srae Ahkam ko hefz krana ye Allah ne apne Jemmae krm pr le liya hai, & a/c Aulama- Agli ayat me ejhare qudrat ka byan hai agrche aisa kbhi wuqu nhi hua..., Allah Ta'ala ka hr jahir aur posheda chejon ko jan'na ie un hzaron mkhluq ko jo hmare hawas se bhi posheda hain..., *Ayat- Aur hm aapke liye aasani ka Saman kr denge* ie Tbleeg e deen/ Ftuhaat ..., Jesko Nsehat nfa de aap usko jroor nsehat frmaeye aur jeske mutal'leq aap koshish kr chuke ya galeb guman ho kw wo nsehat qbool nhi krega to use chor digye, *Ayat- Anqreeb nsehat manega wo shks jo darta hai* ie jeske dil me khaufe khuda, Nseht se enkar kuffar ke sefaat, Mutaqbber logon ke sefat, *Ayat- Beshaq murad ko phunch gya wo shks jo saaf suthra hua* ie kufr se / be amali & gunahon se.., Dunyawe Mustqbel & Aakhrt se frmoshi, *Aakhrt ke Tayyari ka baqaida pre planTreqa* , Gunahon pr Tobah ke treqe, Pechle Shefon me bhi yhe Nsehatein the...
@Naseemkhan-xw1ld
@Naseemkhan-xw1ld Жыл бұрын
Masha allah❤
@studentpreparation6156
@studentpreparation6156 Жыл бұрын
*SURAH AALA..(Tarzuma)* 1. ( Aye Habib e Kreem sallallahoalaihewasallam) apne Rab ke naam ke paki byan kren jo sabse buland o bala hai 2. Wo jesne Paida kiya fer theeq kiya. 3. Aur wo jaat jesne Taqdeer muqar'rar frmae fer hedayat de.. ( Taqdeer ke mamlat pr bndon ko hedayat de..) 4. aur wo jaat ke Jesne nikala chare ko 5. Fer use khushq seyah kr diya. 6. Aye Habib e kreem sallallahoalaihewasallam, Anqreeb hm aapko es trh padhaenge ke aap bhulenge nhi.... 7. Mgr jo Allah chahe.. (agrche aisa wuqu pjeer nhi hua), Beshaq wo Allah Tbarq wa Ta'ala janta hai hr jaheri cheej ko aur jo posheda hai.. 8. Aur hm aapke liye asani ka saman kr denge. ie.(tbleeg/Islam lane/fatah me) 9. To Aye Habib e kreem sallallahoalaihewasallam, aap nasehat frmaiye, agr nasehat nafa de. 10. Anqreeb nsehat manega wo shks jo darta hai. ie.(aakhrt/gereft se) 11.Aur esse wo bra badbkht dur rhega. ie (Kuffar) 12. Jo sabse bre aag me jayega. ie (dojakh) 13. Fer na wo usme marega aur na jinda rhega. 14. Beshaq, murad ko phunch gya wo shks jo saaf suthra hua. ie (kufr/gunahon se..) 15. Aur apne Rab ka naam lekr Nemaz pdhe. 16. Blke tum es jeti zindagi ko tarjeeh dete ho. 17. Halanke, Aakhrt jyada bhtr aur baki rhne wali hai. 18. Beshaq ye (nsehat) agle sahifon me hai. ie (jo phle gujar chuke) 19.yani Ibrahim aur Musa alaihe-mas'slam ke sahife. ■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■■
@amanhospital5707
@amanhospital5707 4 жыл бұрын
😊
@studentpreparation6156
@studentpreparation6156 2 жыл бұрын
*14. Surah Al-Aala (87):-* *Topics, Min(1-10):-* "Paki byan kigye" , ie - Aise Sefat jense uska uyub, ....se pak hona jahir ho, * Mfoom Ayat- " Jesne paida kiya fer theeq kiya.." ie ye murad nhi ke phle tedhe medhe tor pr tkhleeq hue...blke ba'aj chejon ke mutal'leq eradae elahi he yhe tha ke wo ek waqt ke bad kamil o akmal ho, eg- Najuk bacha - Jawani, Allah Ta'ala ka buland o Bala hona Azmat ke aetebaar se hai na ke hesse tor pr, *Mfoom e Ayat- " jesne Taqdeer bnae fer raah dekhae ...",* ie Aqedae Taqdeer ka byan & logon ke glt fhmi, Hedayat - Gumraahi ke asbab ko paida kiya jana & Emtehaan, ■ *Min( 10-25):-* Aap Sallallahoalaihewasallam ka Quran e pak & degar Srae Ahkam ko hefz krana ye Allah ne apne Jemmae krm pr le liya hai, & a/c Aulama- Agli ayat me ejhare qudrat ka byan hai agrche aisa kbhi wuqu nhi hua..., Allah Ta'ala ka hr jahir aur posheda chejon ko jan'na ie un hzaron mkhluq ko jo hmare hawas se bhi posheda hain..., *Ayat- Aur hm aapke liye aasani ka Saman kr denge* ie Tbleeg e deen/ Ftuhaat ..., Jesko Nsehat nfa de aap usko jroor nsehat frmaeye aur jeske mutal'leq aap koshish kr chuke ya galeb guman ho kw wo nsehat qbool nhi krega to use chor digye, *Ayat- Anqreeb nsehat manega wo shks jo darta hai* ie jeske dil me khaufe khuda, Nseht se enkar kuffar ke sefaat, Mutaqbber logon ke sefat, *Ayat- Beshaq murad ko phunch gya wo shks jo saaf suthra hua* ie kufr se / be amali & gunahon se.., Dunyawe Mustqbel & Aakhrt se frmoshi, *Aakhrt ke Tayyari ka baqaida pre planTreqa* , Gunahon pr Tobah ke treqe, Pechle Shefon me bhi yhe Nsehatein the...
@silentboy31372
@silentboy31372 8 ай бұрын
Jina ki mafj h ya nhi Tarika bataye
@amanhospital5707
@amanhospital5707 4 жыл бұрын
Why audio too low
Tadabbur e Quran Surah 88 Al-Ghashiyah, Para 30
15:52
Fan Mufti Akmal
Рет қаралды 4,9 М.
Enceinte et en Bazard: Les Chroniques du Nettoyage ! 🚽✨
00:21
Two More French
Рет қаралды 42 МЛН
Сестра обхитрила!
00:17
Victoria Portfolio
Рет қаралды 958 М.
Tadabbur e Quran Surah 111 Al-Masadd, Para 30
14:38
Fan Mufti Akmal
Рет қаралды 5 М.
Naik Aurat Ki Pehchan By Dr. Israr Ahmed Bayan
21:14
Dr Israr Ahmed Bayan
Рет қаралды 200 М.
Jab Koi Tanhayee me Gunah Kare Part -2
5:07
knowledge education
Рет қаралды 1 М.
Tadabbur e Quran Surah 36 Ya-Seen, Para 22 & Para 23
1:36:46
Fan Mufti Akmal
Рет қаралды 59 М.
87-Surah Aa'la Tafseer
27:23
Tafheem Ul Quran Full
Рет қаралды 33 М.
Huzoor Ghaus ul Aazam ki Sub sy Bari Shan kon? || Fahm e Deen || Dr Muhammad Tahir-ul-Qadri
18:38
Shaykh-ul-Islam Dr Muhammad Tahir-ul-Qadri
Рет қаралды 174 М.
Tadabbur e Quran Surah 90 Al-Balad, Para 30
12:23
Fan Mufti Akmal
Рет қаралды 4,4 М.