Fabulous outstanding unique famous recipes.really no words for appreciation ❤
@yasmeenmairaj66222 жыл бұрын
Tahir Bhai thank you so much maine aap se chapli kabab ki request ki thi aap ne puri kr di thank you again
@muhammadazeem7742 жыл бұрын
طاہر محمود ہزاروی صاحب.... اصلی ریسپی پیش کی ہے... ♥
@Mumtazkhanvlog5402 жыл бұрын
Mashaallah Beautiful sharing Sir
@khokharskitchen97912 жыл бұрын
Masha'Allah bhai zabardast recipe Allah paak aap sab ko hamesha khosh rakhe aameen summa aameen
@poeticbeings2 жыл бұрын
tahir bhai jazakallah… Bahut achhi videos hoti hain aapki
@saminazafar54852 жыл бұрын
Mashallah zabardast 👍😍😋
@nisar_ibrahim2 жыл бұрын
Beautiful explanation Zindabaad Love u from India
@humerameraj61172 жыл бұрын
Bohat yummy recipe ha tahir bhai jazak Allah. Please shami kabab. Achar gosht. Ki recipe bhi sikhaye. Akram fish ky grill prawns. Fry prawns. Lahori grill fish bhi sikhaye. Pakwan center ki nihari. Kofta. Paya recipe bhi sikhaye. Daal sabzi ki bhi daily meal roz marah ki recipe bhi sikhaye.
@nationalfurnitureandinteri4763 Жыл бұрын
Very nice video brother ❤❤
@tahirmehmoodfoodsecrets9344 Жыл бұрын
Thanks ✌️
@KhanG-lc2vs6 ай бұрын
Na ye shrink huay hn,na he kaly or na he tooty hn zbrdast
@tahirmehmoodfoodsecrets93446 ай бұрын
Thanks g🌹
@faizaumar2625 Жыл бұрын
Wao Tahir bhai u did well❤❤❤.
@alihafhaaf16212 жыл бұрын
Kindly shami kabab ki recipe share lazmi kary
@shazadshab49052 жыл бұрын
Salam Tahir sahb mashallha zabrdast aj Tofeq sahb achy lg rahy thy unko salam lazmi dyna wo mujhe ache se janty hin (chef shahzad uae) ya restaurant sha faisal ki jan aur ronk hy allha pk karachi aur sare pakistan ko ap ko ap ki time ki hifazt frmaye
@truth46022 жыл бұрын
Zabrdast 👍
@humerameraj61172 жыл бұрын
Tahir bhai shahbaz biryani pakwan center ki special kheer ki recipe bhi sikhaye. Thank you
@iftikharahmed9954 Жыл бұрын
Geo Mansehra
@mohammedsiddeeque39468 ай бұрын
Right recipi
@tahirmehmoodfoodsecrets93448 ай бұрын
Thanks🌹
@shaziarajabalishahshaziara16322 жыл бұрын
Behtreen
@shafiqkhan3630 Жыл бұрын
❤jio hazara
@iftikharhussainhussain-tj5ib2 ай бұрын
3
@rajafaisal5192 Жыл бұрын
Gee ha ya qala momlail
@shaheenshaikh20322 жыл бұрын
Wow mashallah bhot yummy banae 😋👍 mast
@shahzadawan75322 жыл бұрын
That's good bro
@khadijaghouri98402 жыл бұрын
Only home made is best
@ahmershuja10152 жыл бұрын
Please share sum pukh recipe from Barohi Hotel Latifabad Hyderabad
@aminurrasheed4440 Жыл бұрын
ma sha Allah aap ki recipes bohat achi hoti han please yeh bata dein k chappal kabab aur tawa kabab jub banatey hain tou bohat chotey ho jaatey hain mera matlab ha k sukar jaatey hain apney asal size se.
@mubarikshah42082 жыл бұрын
ماشااللہ جی کراچی منی پاکستان ھے ہمارا بچپن وہاں گزا ھے ماضی یاد آگیا کراچی توسلامت رھے امن کے ساتھ فی امان اللہ ظاہر بھائی
@hassaanhassnain7864 Жыл бұрын
Zabrdstttttttttttt
@tahirmehmoodfoodsecrets9344 Жыл бұрын
Thanks 🤗
@shahzadawan75322 жыл бұрын
Jazak ALLAH bhai
@sumairadurrani66602 жыл бұрын
Yummy
@misbhamazhar88772 жыл бұрын
👍👍👍
@foodmania-7862 жыл бұрын
Wow spicy recipe
@shahzadawan75322 жыл бұрын
Or Bhai Dumba karahe btain pls hamay starday banni ha pls share kren
@safoods2447 Жыл бұрын
Zabardast very nice recipe
@tahirmehmoodfoodsecrets9344 Жыл бұрын
Thanks 👍
@shahzadawan75322 жыл бұрын
Tahir Bhai saji ka btain k se banty hen
@wadduhakhan7525 Жыл бұрын
Kon sa oil hai ye?
@dilkhurshidkhan88042 жыл бұрын
❤️🥰❤️😍❤️🥰❤️😍😍❤️❤️
@liontv17882 жыл бұрын
Engine oil ki trah kala siah zehrila oil
@sabishahid215 Жыл бұрын
Tahir bhai bohat shukria tarkeeb k liye .me jub bhi ye kabab banati hoon wo shrink ho k chote ho jate matlab pakne k bad half reh jata he kabab aisa kiyon hota he plzzzz koi jawab de mujhe
@tahirmehmoodfoodsecrets9344 Жыл бұрын
App high flame pe crispy fry krty hain medium flame pe cook kren
@lalchandchainani94232 жыл бұрын
Ye ghee hai ya deijal oil
@shaziapatel4537 Жыл бұрын
Mashaalah bhaiee, Allah aap ko khush rakkey ake ake chize puchtey hey shayed kuch chizey batana nahee chahtey hey mager aap koshish kertey hey key un key mun sey nikalwayey hahaha Zaberdast
@tahirmehmoodfoodsecrets9344 Жыл бұрын
G bilkul aesa he hai mujay elm hota hai lekan mwe Chahta ho yeh batain
@syedkazmi85102 жыл бұрын
Achi Recipe hai Bhai ...Sirf Aik baat poochni Thee .....Qeemay main Gosht Aur Charbi Ka Kiya Ratio Tha .....JazakAllah Khaira
@prashantbhosale4590 Жыл бұрын
Bike engine oil use
@Khan-zv2lk Жыл бұрын
Bhai mazrat k sath agar kisi ko kabz ki bimari ho to wo is se parhaiz karein or agar ye wala kabab kha liya to bhawaseer pak'ki hai wo bhi khooni👍
@syedsaeed3526 Жыл бұрын
Janab, me 40 sal se chplee kabab kha Rahe hhun a one k, in k kabab me khany ka soda bhee hota he Jo k recepi me soda naee he?
@muhammadazeem7742 жыл бұрын
♥♥~♥~♥
@masoodchanna3302 жыл бұрын
There was no use of egg ?
@drjawaid42652 жыл бұрын
Yarr ye Chaplin kab walon ka oil black kyun hota ha
@Fashionalltype2 жыл бұрын
Oil Kitna Ganda hai inka
@fahimzain4542 жыл бұрын
22 .like number
@tahirmehmoodfoodsecrets93442 жыл бұрын
Thanks g 🌹🌹🌹
@E-E.ADVENTUREGEARS13 күн бұрын
Should pay attention to hygiene. Not wearing any gloves.
@tahirmehmoodfoodsecrets934413 күн бұрын
🌹🌹🌹🌹🌹
@NaseemAArab Жыл бұрын
وہ تو بات صیح ھے قیمے کا رنگ بھی بہت لاجواب ہے مگر کس کا گوشت ھے 600 روپے کٹہ کا یا 1100 سو روپے ایک نمبر بچیہ کا
@amnazehra1500 Жыл бұрын
Bahar ke khane me oil itna ganda hota hai
@daniyalawan65072 жыл бұрын
MashaAllah oil to bhot saf ha poyo oil me paka rhay kabab to q nh acha hoga😂🤣
@nfa17386 ай бұрын
HOW MANY EGGS ARE YOU GOING TO ADD AND SPOIL THE RECIPE ?😣😣😣
@tahirmehmoodfoodsecrets93446 ай бұрын
🌹🌹🌹🌹🌹
@ansarmasood82 жыл бұрын
Recipie is good but oil is very very unhygienic and old
@khadijaghouri98402 жыл бұрын
Gloves tu lelo plz
@Mira-uu8qd2 жыл бұрын
Oil is so dirty
@darkman1083 Жыл бұрын
هذا الزيت سبب سرطان القولون
@farzanarasheed66832 жыл бұрын
Oil boht he khraab or key mertba ka estmaal shuda hy jo ky sehat ky leya nuksandah hy
@ghulamdastgeer8633 Жыл бұрын
اصل چپلی کباب میں کسی قسم کا آٹا نہیں ڈلتا۔ یہ کباب کراچی یا لاہور میں بناتے وقت وہ لوگ آٹا ڈالتے ہیں پشاور میں نہیں ڈالتے
@kashifali-fw1rs Жыл бұрын
Makai ka ata dalte hain pesh mein bhi
@kashifali-fw1rs Жыл бұрын
Oil ganda hai
@ajstyle8849 Жыл бұрын
Bhai Pakistan me Beef kya price hai
@tahirmehmoodfoodsecrets9344 Жыл бұрын
Boneless 800 rupee per kg With bone 1000 per kg
@shahzadshah1462 жыл бұрын
Allah hoakbar Bhai Allah k wasty jaha video banay jatay ho unko pakwan k asool bhi bta diya Karo. Iska oil pot main Dekh Kar lag rha hy isnay kaiye sadiyo say Nahi badla zeher he khela rha hy ye to or ap phela rahy ho