Not only india bud....he fills the whole globe with his hype
@Devraheja Жыл бұрын
Yes bro
@Caliphate489 Жыл бұрын
Which one?
@Salmon-bhai-k1c Жыл бұрын
Don't support Fuckistani artist.Why you funding terrorism. 🤬
@mohammadamaanullah4498 Жыл бұрын
"Main kitna khushkismat ghar aaou wapas Maa mille" A goosebumps-inducing line
@nikhiljoshi2542 Жыл бұрын
Bhai timestamp?
@mohammadamaanullah4498 Жыл бұрын
@@nikhiljoshi2542 5:07
@vinayak9373 Жыл бұрын
Yunus- "Adab Benaseeb yeh"
@homeboy1733 Жыл бұрын
@@vinayak9373 matlab ?
@vinayak9373 Жыл бұрын
@@homeboy1733 Anjum in his verse said he is Khushkismat that he has his mother when he reaches home.On the other hand Yunus called himself Benaseeb. May be referring that he has lost his mother.
@BGMI4Kingz1 Жыл бұрын
3:09 Na Raha Saaya Jiskey Liye Dekhey Khwaab Badey (Dedicating To His Mother) Mannnn 👏🏻❤️🩹🔐✨
@sandeepphy Жыл бұрын
2:09 I feel it, bro 🥀💔 Talha Yunus
@s.aexpertgamerzyt13809 ай бұрын
🥰
@Shleshasharma4512 Жыл бұрын
When Yunus started! GOOSEBUMPS
@lakshyaman_tripathi Жыл бұрын
"Tu hai ni, tabhi henne(Hennessey) on the rocks chale" JJ47 killed it 🔥
@SA-pm4zj Жыл бұрын
Har song ke niche tera comment bhai shant ho ja.
@hyderabadiguyvlogs7944 Жыл бұрын
@@SA-pm4zj or wo bhi same comment 😂😂
@notkhizer1158 Жыл бұрын
Har track k neeche same comment chill up dude pata chal gaya!🙌🏻🔥
@aniruddhazimare6178 Жыл бұрын
@@SA-pm4zj 😂😂😂😂😂 vo Pakistani hi hai khudko indian bata raha
@yash_calisthenics_ Жыл бұрын
@@hyderabadiguyvlogs7944 destroyed in sec 😂😂😂
@sohailsayyed2146 Жыл бұрын
1:57 when i started smiling like crazyy "Sarhad paar mere yar ko bhju pyar mera"🇮🇳🇵🇰
@Dollarsignonetime_2332 Жыл бұрын
🇮🇳🤝🇵🇰
@arix6097 Жыл бұрын
Its not the country it's the religion
@AshokPatel-mk9ed5 ай бұрын
Bhai ye konse song ki lines... Pls bata do ...."mere yar sarhad par se bheje pyar"
@MuhammadRamish-um9rz4 ай бұрын
@@AshokPatel-mk9edkarachi chal
@singeringstar5096 Жыл бұрын
I will re-arrange for myself this line Mai kitna badnaseeb Ghar aaon wapis *Maa* nah milay Jannat *Maa* ke pairon talay Murjaye hue phool hum Jo phir nah khilay
@sahilvanarse Жыл бұрын
Stay strong king ❤
@sufyankhan53539 ай бұрын
😞
@ICE_015 ай бұрын
Ab mein J aur T baithae dhundae dard kae remedy The bottles empty but it still hurt heavily 📌
@RichMind_7863 ай бұрын
esi lines arrange ki hai jani seedha dill pe lagi
@non4917Ай бұрын
Just relateable
@ishpreet1156 Жыл бұрын
3:58 "Zehen jail bro isse na rehai mili sara sheher mera gawah fir bhi na gawahi mili" ufffff the ✍️ is crazy TA is goated 🛐
@mohammadamaanullah4498 Жыл бұрын
"Main kitna khushkismat ghar aaou wapas Maa mille" I get goosebumps when I read this line
@affaqkhan-1322 Жыл бұрын
and i say main kitna badqismat ghr ao to maa na mile :')
@mohammadamaanullah4498 Жыл бұрын
@@affaqkhan-1322 Same:)
@a_y_a_a_n_27 Жыл бұрын
Bro Dissed TY💀
@ytanupam Жыл бұрын
@@a_y_a_a_n_27 Lmfao
@A-A70 Жыл бұрын
@@affaqkhan-1322 reality which everyone has to accept oneday.....
@farman12716 Жыл бұрын
JJ47 is so much underated 🔥 Give him love on his solo's
@BlackSpot123 Жыл бұрын
We gotta he toooo good
@woocs4410 Жыл бұрын
my fav is JJ
@AbdulRehman-ho5se Жыл бұрын
JJ47 voice❤🔥
@sambgmi1739 Жыл бұрын
Yah bro
@2faceofficial21 Жыл бұрын
Fact bro
@saifullah-wu2mz Жыл бұрын
That line huts different ‘Na raha saya jisky lia dekhy khwab barhy’ 😭😭😭 TY for his mom
@siddharthchauhan3519 Жыл бұрын
5:18 "I mix whiskey with sadness and pain , i take risk jo wo kabhi bhi na le" ❤🔥💥
@dilipkarki6022 Жыл бұрын
I mix whiskey with sadness and pain
@HRX_PARTIAL Жыл бұрын
He's not a rapper He's A“ Poet” Love from 🇮🇳
@rehmansarwar2383 Жыл бұрын
Talha Bhai Pakistan ka king hai bhai
@AsifMehdi Жыл бұрын
"Na raha saaya jiske liye dekhe khwab bade" - this line hits different.....
@UsmanAli011227 ай бұрын
Dedicated his mother ty❤
@AsifMehdi7 ай бұрын
@@UsmanAli01122 Understood. I miss my dad when I was listening these line
@ansr8378 Жыл бұрын
“Sab se Chota, Sab se Ziyada Zimydariya” I felt 😔
@IceExploreMusicX20 күн бұрын
🔙 to listen it again
@prathameshjoshi603520 күн бұрын
bhai mai bhi presenty lagaya hu
@harshanandworld Жыл бұрын
This Album has every vibe..Sad..Healing..Flex..Gangsta Shit...and a big shoutout to UMAIR for producing such a variety of beats🤯🤯
@Greendevil10 Жыл бұрын
5:02 ❤ golden line
@nitinramchandani5550 Жыл бұрын
lyrics :- Bikhre huwe pata nehi kya kya roz chale Tu hai ni toh henny on the rock’s chale Tu gya toh maza hii ni mehfilon mai 9mm sirf gang talk chale Tujhe pata saath mere log bohut chale Chote log bhi dilon pe khot chale On the own zone doubt kuch pata hi ni Mujhe ghar pahuchati dua warna saath maut chale Dil dadan fir bhi jaam dhundhta hai Kyun ye suraj se mukhatib jya Ye shaam dudhta hai Wo toh roz kare mehnat Inaam dhudhta hai Bare kaam kiye bina bada naam dhudhta hai Lekin mazza hai hi thakaan mai Ye lafz bane dard jaisa rehta presaan mai Gulshan ke phool murjhane ko pahuche Mai aksar bhool jaata paani daalna guldaan mai Cheejein rehti ni dhyaan mai Smoking too much dhuaa bhara hau makaan mai Sidhi tarah bolu karta asaan mai Main badi baatein kar hi nehi paata apni saan mai Woah, Bhule apna na aap hum Aksh dekhene ko hame aaine zaroori hai Sab uljha jaise ddor koi Tabhi kehta hu mujhe jinay zarroori hai Likhne betha toh sirf gum nikla hai Rooh meri kabz jkya ye dum nikala hai Maine jab bhi mai likha wo hum nikala hai Bana ye mukkadar jab kalam nikla hai Ye karam nikala hai Hum batate firey Woh sunne ke sokeen hum gaate firey Gum itne hue hum chupaate firay Tum todte raho hum nibhaate firey Aaj likhenge kitaab fir Kalam naraaz kehta aa gayi na yaad fir Shaayar bane teri khatir Wahi khwaab wahi jurm wahi kaatil Duniya se aazis toh baadal banaate Ye taare chamakte hum lehre milate Kho chuke apne apno ke liye gaate Har mehfil sajaate, par andar se yaadein Aaj bhi lage aise jaise mere saath tu Kehte mujhe star magar mere liye star tu Bache na koi aarzoo Jab khwabon mai besumaar tu Yaaro ka yaar apne yaaron k liye jaan dun Sabse chota sabse zyada zimmedaariyan Zamana ro padega choro ye kahaniya Aansuon ko khud aankhon se chupa liya Samjhe mene khud ko pathar ka bana liya Kandhe bhaari itne rakhega koi haath kyu Hum doobe tere peeche care girte ko yun haath dun Iske kala pe hai fakar magar Duniya se naraaz hoon Naa samjhe meri baat toh Kyu lafzon ka mohtaaz hu Mai tanha is sehar mai zakham ye gehra Khud bharne dein Jab log hi munafik toh Chehre se padh lete Sidhi lagate or unko bhi chadne de Basti ujagar mere sirf gujarne se Rahon se wakif toh wapis bikhrane de Lafz ke taazir hain soda toh kar lete Hip-hop ki khatir hum ulfat main mar mite Adab benaseeb ye Ajab sa adeem mai Sayad khuda ke karib mai Alag dikhta is bheed mai Na raha saaya jiske liye dekhe khwab bade Lahu bahaya hai tabhi toh aaj bebaak khade Dilon ki jabaan bane Sochon ko aazaad kare Are wanna flow aaja zindagi ki baat kare Sabar bada kadar hoti sabko baad mai Siyahi se jala denge kalam mai itni aag hai Muntazir in taaro ke jawaab ke Jaagu saari raat mai I drink the pain way Pray for the better days Zindagi ki jail mai I hope that still same (mmm amout) Mere gam mere gusse pe ab haavi rahe Aankhein jaagi rahe soche baagi rahe Wo rahein toh nahi rahi par hum toh Hum hi hain na Hum toh tere hum raahi hum tere hum raahi rahe I fu*k with this verse ki ye khud hi kuchh bol de I ye dil ki tizori band ki raaz kuchh khod de I zehan jain bro Isse na rihayi mili Saara sehar mera gawah fir bhi na gawahi mili Kagozon ko jo siyahi mili Kitne logo ko meri jaat se hosla afjaayi mili Thank god Khuda bada baadshah Wo khuda mujhe rag rag se bhi jaanta Meri sobat mai bathe hi na jealousy I hope my brothers gift be With I could never be Mai JJ47 or TY bethe dard ki rymdy The bottle emty it’s hurt I’ll be you let go, you let be Toh socho ab mai kya karun Glaass half full ab mai isme kya bharun Urdu rap mera dil or mai uski sehrag hun Nazar ye badalte hain yahan pe ladke ku baku Inkko kya khabar unke hakk mai kitna behatar hun Ek din mai legend dusre din mai unka dusman hun Dono suraton mai lena pade mera naam Mai dono suraton mai karun kabhi kalaam I’m on sh!t ye focus kabhi toota nahi Life on the edge I wanna go Par mai kuda nahi Mere junoon ko jahil samjhe shock kyu Sab kaan lagaya still nobody to talk too Sabse yaad gaar raatein sabse zyada bewerd Sabse bade gam hi dete sabse zyada himmat Sabse bada nahi hu ghar ka par hu bada sabak Sab batate meri maa ko mujhpe bada fakar Like already did not know Kitani dekhi presaani Ya karam or nawajisein banawati hum the hi nahi Toh chutiye bhi na bane Industry meri dost nahi wo chahe mujhse na mile Mere yaaro ka is sabar silah mile Mai kitna kush-kismat Khada hu wapis maa mile Ye ristey wapis na mile Jab megafeer mai jaa mile Ye bheed hamare liye or ab hum isme shamil hai Read more at: axomlyrics.com/glass-half-full-lyrics-talha-anjum/
@saadatkhan7419 Жыл бұрын
🤘
@gamingsnake3881 Жыл бұрын
Bsdk kuch words galat hai
@Khalid-xs7xb Жыл бұрын
Kalam naraz kehta aygyi phir na yad phir 🥹
@aryan_14j Жыл бұрын
Tu hai nahi toh Henny on the rocks chale * Little correction
@Slayerifykyk Жыл бұрын
Talhah yunus nay itni khoobsurati se flows change kiye man and the lyricism of this trio is on another level 🔥 Can't believe how talented they all are 👑💞
@aliyan._. Жыл бұрын
These three equally snapped on this one, such a beautiful track🤌
@coldfire6009 Жыл бұрын
Kon laya rap trend pe we know we know
@SagnikBakshi0325 Жыл бұрын
1 of the finest songs of DHH I've ever listened. Definitely in my top 5, anyday!
@hiphopdecoder Жыл бұрын
Every time jj47 blessed our ears with his voice and his mature writing skills and then TY said "aaj likhenge kitaab fir kalam naaraz kehta aagai na yaad fir" uff esa laga khanabadosh album wala ty wapas aagya. JJ & TY never disappoint one of my favourite and heart touching track from this legendary album Thanku 🐐Anjum for this.
@findmydevice6435 Жыл бұрын
Yahi to keh raha bhai mai, Dosto ko samjha samjha ke pagal ho chuka hu
@rishimali9884 Жыл бұрын
Divided by lands but united by music and hip hop PROUD 💯🔥
@nishant6527 Жыл бұрын
Hip hop*
@EkasWalia Жыл бұрын
Fr
@clashwithsagar894 Жыл бұрын
Bhai kon divide ye sath rahte hai jj
@hip-hopindia7420 Жыл бұрын
Bhai comment Krna easy hai but reality sabko pata hai extremist, terrorist and anti india propaganda ki wajah se divided hai naki politics ya or koi bhakchodi kese 22 se 1 krdiye unhone or humne inke 9 se 14 bhot farak hai humne sorry but this is reality
@AMA4NK Жыл бұрын
Art has no borders ❤️
@khushalsinha1808 Жыл бұрын
Shoutout to Umair for such beautiful beats♥️ This also shows his versatility.
@MaLiK-od5pb Жыл бұрын
na raha saya jis ke liye dekhe khawab barey 😭😭😭 - Talha Yunus verse for his mom
@Ali_k46 Жыл бұрын
Literally got goosebumps when TY starts singing in his verse ✈️❤️🔥
@ataullah8048 Жыл бұрын
Masterpiece isn't it ?❤️🔥
@savageff5847 Жыл бұрын
Abe sun tou lou gana
@ataullah8048 Жыл бұрын
@@savageff5847 I'm
@nishant6527 Жыл бұрын
@@savageff5847 🤣
@ovaishafi Жыл бұрын
@@savageff5847tuje, thodi hi isne bolaa 😂
@savageff5847 Жыл бұрын
@@ovaishafi kiun is ne kisi ka naam liya he. Wese mazak tha he tou masterpiece 🤩
Every single words has fire 🔥🔥 love from India 🇵🇰🇮🇳
@Ali_k46 Жыл бұрын
"Bache na koi aarzo jb khwaobo mn shumar tu" TY 👑
@unknownstrangers Жыл бұрын
LYRICAL & VOCAL × VOICE = TALHAH YUNUS 🔥😥💌♪
@cristiano07147 Жыл бұрын
3:35 Talha
@bilalgohar4737 Жыл бұрын
Sab se chota sab se zeyada zimedariyaan 😢 Relatable 2:22
@Mr.Handsome-ZeroАй бұрын
Zamana roo parhega choro ye kahaniyan🥺
@safeeruddin9104 Жыл бұрын
JJ is underrated poet ✍🏼
@ahmed-ayub Жыл бұрын
Literally he is so under rated
@mirismailali5111 Жыл бұрын
Bro talha youns line aansuon ko aankho se chupa liya samjha maine khud ko pathar ka bana liya this line give me goosebumps
@SahilKhan-mu1rw Жыл бұрын
No one can match the deadly combination of yunus and anjum ❤️
@abhi01808 Жыл бұрын
Legendary Artist with Legendary Voice ❤🔥❤🔥❤🔥❤🔥❤🔥❤🔥❤🔥 And now Anjum took Urdu Rap to the next level 🚀🚀🚀🚀 Love from India 🇮🇳🇮🇳
@bodhfather2979 Жыл бұрын
Urdu kaha hai chutiyo
@challenge2104 Жыл бұрын
With a legendary producer
@abhi01808 Жыл бұрын
@@challenge2104 Yes Sir 🌟🚀
@Rajkashyap980757 ай бұрын
Love from Nepal 🇳🇵Bro
@abdulsaboorkhan4117 Жыл бұрын
These guys are geniunely shayars (poets), what a rhyme and flow of TY, JJ has much appreciative efforts
@Mobile-trader8811 ай бұрын
I relate this line - Jamana ro padega chodo ye kahaniya. Maine khudko patthar ka bana liya 🥵 you too?
@clasherworld9821 Жыл бұрын
Talha Yunus chill flow was unexpected
@IbrahimAmbrose Жыл бұрын
Another masterpiece with the OGs of the scene! 🔥🥀🔥
@viqarkhan7235 Жыл бұрын
✌🏻
@IbrahimAmbrose Жыл бұрын
@@viqarkhan7235 🤞🏻
@sdsanjaydhakad4307 Жыл бұрын
Lyrics ❤ Bikhre hue pata nahi kia-kia roz chale Tu hai nahi to phir henny on the rocks chale Tu gaya to phir maza hi nahi mehfilon mein 9mm sirf gang talk chale Tujhe pata sath mere log bahot chale Jhoote log inke dilon mein khot chale On my own zone, doubt kuch pata hi nahi Mujhe ghar pohanchati dua warna sath maut chale Dil nadan phir bhi jaam dhoondta hai Kiu ye sooraj se mukhatib, kia ye sham dhoondta hai Woh to roz kare mehnat, inaam dhoondta hai Bara kaam kiye bina, bara naam dhoondta hai Lekin maza hai hi thakan mein Ye lafz bane dard, jaise rehta pareshan mein Gulshan ke phool murjhane ko pohnche Mai aqsar bhool jata pani dalna guldan mein Chezein rehti nahi deehan mein Smoking to much, dhuhan bhara hai makaan mein Seedhi tarha bolun, karta asaan mein Main bari baatein kar hi nahi pata apni shaan mein Waoh! Bhoole apna aap hum Aqs dekhne ko humein aaine zaroori hai Sab uljha jaisa door koi Tabhi kehta hoon mujhe liney zaroori Likhne betha to sirf ghum nikla hai Rooh meri qabz, kia yeh dam nikla hai Meine jab bhi "Mein" likha wo "Hum" nikla hai Bana ye muqdar jab ye qalam nikla hai Ye karam nikla hai hum batate phire Woh sunne ke shaukeen hum gaate phire Gum itne hue hum chupaate phire Tum todte raho hum nibhaate phire (Hum nibhaate phire, hum nibhaate phire..) [Talhah Yunus:] Aaj likhenge kitaab phir Kalam naraaz kehta aa gayi na yaad phir Shaayar bane teri khatir Wahi khwaab wahi jurm wahi kaatil Duniya se aajiz toh badal banate Ye taare chamakte hum lehre milate Kho chuke apne apno ke liye gaate Har mehfil sajaate, par andar se yaadein Aaj bhi lage aise jaise mere saath tu Kehte mujhe star magar mere liye star tu Bache na koi aarzoo, jab khwabon mai shumaar tu Yaaro ka yaar apne yaaron ke liye jaan dun Sabse chhota sabse zyada zimmedaariyan Zamana ro padega chhoro ye kahaniya Aansuon ko khud hi aankhon se chupa liya Samjhe meine khud ko pathar ka bana liya Kandhe bhaari itne rakhega koi haath kiu Hum doobe tere peeche kia girte ko yun haath dun Is kala pe hai fakar magar, duniya se naraaz hun Naa samjhe meri baat tou, kiu lafzon ka mohtaaj hu Mai tanha is sehra mai zakham ye gehra khud bharne dein Jab loug hi munafik tou, chehre se padh lete Sidhi lagate aur unko bhi chadne de Basti ujagar mere sirf guzarne se Rahon se waqif tou wapis bikhrane de Lafzo ke taajir hain sauda tou kar lete Hip-hop ki khatir hum ulfat main mar mite Adab be-naseeb ye Ajab sa adeer mai Shayad Khuda ke karib mai Alag dikhta iss bheed mai Na raha saaya jiske liye dekhe khwab bade Lahu bahaya hai tabhi tou aaj bebaak khade Dilon ki zabaan bane Sochon ko aazad kare Are you wanna flow, aaja zindagi ki baat kare Sabar bada kadar hoti sabko baad mai Siyahi se jala denge kalam mai itni aag hai Muntazir inn taaro ke jawaab ke Jaagu saari raat mai I drink the pain away Pray for the better days Zindagi ki jail mai I hope that still same, I'm out [Talha Anjum:] Mere gam mere gusse pe ab haavi rahe Aankhein jaagi rahe soche baagi rahe Wo rahein tou nahi rahi par hum tou hum hi hain na Hum tou tere humrahi hum tere humraahi rahe I fuck with this verse ki ye khud hi kuch bol de Ye dil ki tijori ke band raaz kuch khol de Zehan jail bro, Isse na rihayi mili Saara sehar mera gawah phir bhi na gawahi mili Kagozon ko jo siyahi mili Kitne logo ko meri zaat se hausla-afzai mili Thank God Khuda bada baadshah Wo Khuda mujhe rag-rag se bhi jaanta Meri sohbat mai baithe hi nahi jealousy (Nai) I hope my brothers gifted be with I could never be Mai JJ47 or TY baithe dard ki rymdy The bottle emty it’s hurt I’ll be you let go, you let be Toh socho ab mai kya karun (Han) Glaass half full ab mai isme kya bharun Urdu rap mera dil aur mai uski shahrag hun Nazar ye badalte hain yahan pe ladke ku-baku Inko kya khabar unke hakk mai main kitna behatar hun Ek din mai legend dusre din mai unka dushman hun Dono suraton mai lena pade mera naam Mai dono suraton mai na karun kabhi kalaam I’m on my own shit ye focus kabhi toota nai Life on the edge I wanna go, par mai kuda nai Mere junoon ko jahil samjhe shock kiu Sab kaan lagaye still nobody to talk too Sabse yaadgar raatein sabse zyada vivid (Yeah) Sabse bade gam hi dete sabse zyada himmat (Facts) Sabse bada nahi hu ghar ka par hai bada sabak (Yeah) Sab batate meri maa ko mujhpe hai bada fakar Like already did not know (Know) Kitani dekhi pareshani, ya karm aur nawazishein Banawati hum the hi nai, tou chutiye bhi na bane Industry meri dost nai wo chahe mujhse na mile Mere yaaro ka iss sabar silah mile Mai kitna kush-kismat, ghar aao wapas maa mile Ye rishtey wapas na mile, jamegafeer mai jaa mile Ye bheed hamare liye thi aur ab hum iss mai shamil hai Somedays (Somedays) I shed tears from my fears, somedays I miss wisky with sadness and pain (Yeah) I take risk jo wo kabhi bhi na len, and that's why I'm here (That's facts)
@JayaJaya-o2j Жыл бұрын
Yeh tu kise bol rha song me??
@khilji14311 ай бұрын
0:51 Mujhe Ghar Pohanchati Hai Teri Dua ✍🖤Warna Sath Maut Chale......✍🖤
@KanjiBheel-tn4ey5 ай бұрын
you are from iran right
@khilji1435 ай бұрын
@@KanjiBheel-tn4ey 🎈🎈❤❤
@Whashwat Жыл бұрын
People will definitely realize, that this is a freakin masterpeace. All 3 verses have different stories, emotions & vibe. I'm in love with this song. This song will never be forgotten every thing about this makes it perfect💯
@dishantpaliwal9368 Жыл бұрын
TY 🔥
@atiqueahmed7885 Жыл бұрын
Best and most trended trio EVER of Urdu HH TY- KING TA- LYRICAL GOAT JJ- POET
@THISISSANJU88483 ай бұрын
Damn🇳🇵🇵🇰
@Immrlonelyy7 ай бұрын
Who's listening in 2050
@SparkMoktan6 ай бұрын
Me
@abdullakhalid70166 ай бұрын
Pata nhi Bhai shayad tmhara glass abhi bhi full hai
@HASHIRPLAYS8546 ай бұрын
@@abdullakhalid7016😂
@maskislove6 ай бұрын
😂😂@@abdullakhalid7016
@Fit_ADAMS6 ай бұрын
From 3001
@waqardahani.5575 Жыл бұрын
Yunus is brand whenever he started singing always getting goosebumps
@BilalKhan-rd3lt Жыл бұрын
So happy that JJ47 is finally getting his well deserved attention♥️♥️
Rap means rhythm and poetry and they do that best 👌 👍
@be-khabar2426 Жыл бұрын
Ur comment shows that Tumhe phir kuch pata nahi hai Rap k baare mai.....
@mirkulsum2605 Жыл бұрын
Who else agree Anjum's songs never disappoint us in any condition 🤎
@ain519 Жыл бұрын
Never Ever!!!But the same thing scared me a little what will happen when he did that? Hopefully we don't have to see that day.Still can't deny that we are humans & humans made mistakes.
@Samxxxxxr Жыл бұрын
' Mujhe Ghar pohchati dua warna saat maut chale ' Feel this line ♥️
@Eternity_YT244 Жыл бұрын
"Kitne logon ko meri zaat se hosla afzai mili" That was the most purest truth i ever heard ❤🎧!!
@vivekshrivastava3438 Жыл бұрын
It all started with "Balli aur Mein " for me and since then I have not stopped listening to Anjum ....He doesn't know how much people love him in India. Also Rappers like Talha yunus, Nabeel Akhbar, Rapdemon and JJ47 are loved so much in India
@ItzMeShashu Жыл бұрын
brother me too maine phale song sunna tha asli hai then balli aur mein
@vivekshrivastava3438 Жыл бұрын
@@ItzMeShashu I wish he gets to preform in India once , itne fans hai na anjum ke ki stadium bhi kaafi chota padh jayega
@ItzMeShashu Жыл бұрын
@@vivekshrivastava3438 nahi yaar jyada log nhi jane anjum ko mera yaha but mai uske ganne 2019 se sunn rha hu like mai bhot chota baccha tha tbase
@mmaaz3344 Жыл бұрын
We are listening to anjum since those burger Karachi days❤
@Ax_banna Жыл бұрын
jokhay is legend
@RumanAlii Жыл бұрын
Aaj likhenge kitaab fir Kalam naraaz kehta aa gayi na yaad fir Shaayar bane teri khatir Wahi khwaab wahi jurm wahi kaatil Duniya se aazis toh baadal banaate Ye taare chamakte hum lehre milate Kho chuke apne apno ke liye gaate Har mehfil sajaate, par andar se yaadein Aaj bhi lage aise jaise mere saath tu Kehte mujhe star magar mere liye star tu Bache na koi aarzoo Jab khwabon mai besumaar tu Yaaro ka yaar apne yaaron k liye jaan dun Sabse chota sabse zyada zimmedaariyan Zamana ro padega choro ye kahaniya Aansuon ko khud aankhon se chupa liya Samjhe mene khud ko pathar ka bana liya Kandhe bhaari itne rakhega koi haath kyu Hum doobe tere peeche care girte ko yun haath dun Iske kala pe hai fakar magar Duniya se naraaz hoon Naa samjhe meri baat toh Kyu lafzon ka mohtaaz hu Mai tanha is sehar mai zakham ye gehra Khud bharne dein Jab log hi munafik toh Chehre se padh lete Sidhi lagate or unko bhi chadne de Basti ujagar mere sirf gujarne se Rahon se wakif toh wapis bikhrane de Lafz ke taazir hain soda toh kar lete Hip-hop ki khatir hum ulfat main mar mite Adab benaseeb ye Ajab sa adeem mai Sayad khuda ke karib mai Alag dikhta is bheed mai Na raha saaya jiske liye dekhe khwab bade Lahu bahaya hai tabhi toh aaj bebaak khade Dilon ki jabaan bane Sochon ko aazaad kare Are wanna flow aaja zindagi ki baat kare Sabar bada kadar hoti sabko baad mai Siyahi se jala denge kalam mai itni aag hai Muntazir in taaro ke jawaab ke Jaagu saari raat mai I drink the pain way Pray for the better days Zindagi ki jail mai I hope that still same (mmm amout)
@azammughal916615 күн бұрын
Sab sy chota sab sy zada zimmedariyan zamana ro pary ga choro ye kahaniya ansooon ko khudh hi ankon sy chupa Lia samjhay main ny khudhko pathar Ka Bana lia🤌🏻
@thundervai2932 Жыл бұрын
Haters: Talent KHATAAM Ho Gaya Hain kya?? Talha: Kalaa Hain, MAZAAK Nahi..... ❤❤❤❤❤ from Bangladesh..
@divyanshdixit098 Жыл бұрын
Talah yunus is fire in this song ❤️🔥💣💥
@krsna.466 Жыл бұрын
Yunus bhay is PURE GEM💎
@natiqraza4518 Жыл бұрын
[Verse 1: JJ47] Bikhrey hue pata nahi Kya kya roz chaley Tu hai nahi to phir Henny on the rocks chaley Tu gaya tou phir maza hi nahi mehfilo main 9mm, Sirf gang talk chaley Tujhe pata saath mere log buht chaley Jhootay log inkey dil'on main sirf khot chaley On my own, Zoned out Kuch pata he nahi Mujhe ghar puhnchati dua warna saath maut chaley Dil nadaan phir bhi jaam dhundta hai Kyun yeh Sooraj sey mukhatib kya yeh shaam dhundta hai Wo roz karey mehnat inaam dhundta hai Bade kaam kiye bina bada naam dhundta hai Lekin Maza hai he thakaan main Yeh lafz baney dard jesay Rehta pareshan mein Gulshan ke phool Murjhaney ko puhanchey Mein aksar bhool jaata paani daalna guldaan main Cheezien rehti nahi dehaan main Smoking too much, Dhuon bhara hai makan main Seedhi tarah bolun karta asaan mein Mein badi baatien kar he nahi pata apni shaan main Bhooley Apna aap hum Aqs dekhney ko Hamien Aainay zaruri hain Sab uljha jesi door koi Tabhi kehta hun mujhe Line'en zaruri hain Likhney betha tou sirf ghum nikla hai Rooh meri qabz kya yeh dum nikla hai Meine jab bhi mein likha, woh hum nikla hai Bana Yeh muqaddar jab qalam nikla hai Yeh karam nikla hai, Hum batatey phiren Wo sun'ney ke shoqeen, Hum gaatey phiren Ghum itney hue hum chupatey phiren Tum tortey raho, Hum nibhatey phiren [Verse 2: Talhah Yunus] Aaj likhenge kitaab phir Qalam naraaz kehta aa gayi na yaad phir Shaayar bane teri khatir Wohi khwaab, wahi jurm, wahi kaatil Duniya se aajiz toh baadal banatay Ye taare chamakte hum lehre phelaatay Kho chuke apne, apnon ke liye gaatay Har mehfil sajaatay, par andar se aadhay Aaj bhi lagay aise jaise mere saath tu Kehte mujhe star magar mere liye tou star tu Bache na koi aarzu jab khwabon mein shumaar tu Yaaro ka yaar apne yaaron ke liye jaan dun Sabse chota sabse zyada zimmedaariyan Zamana rou padega choro ye kahaniyan Aansuon ko khud hi aankhon se chupa liya Samjhein meine khud ko pathar ka bana liya Kandhe bhaari itne rakhega koi haath kiyu Hum doobay tere peeche kia har girte ko yun haath dun Is kalaa pe hai fakhar magar duniya se naraaz hun Naa samjhe meri baat tou, kiyu lafzon ka mohtaaj hu Mein tanha is sehra mein zakham ye gehra khud bharne dein Jab loug hi munafik tou chehre se padh lete Seerhi lagate aur unko bhi chadhne dein Basti ujaagar mere sirf guzarne se Rahon se waqif tou wapis bikhrane dein Lafzo ke taajir hain sauda tou kar lete Hip Hop ki khatir hum ulfat mein mar mitay Adab be-naseeb ye Ajab sa adeeb mein Shayad Khuda ke kareeb mein Alag dikhta iss bheed mein Na raha saaya jiske liye dekhe khwab bade Lahu bahaya hai tabhi tou aaj bebaak khade Dilon ki zabaan bane Sochon ko aazad kare I don't wanna flow, aaja zindagi ki baat karein Sabar bara qadar hoti sabko baad mein Siyahi se jala denge qalam mein itni aag hai Muntazir inn taaro ke jawaab ke Jaagu saari raat mein I drink the pain away Pray for the better days Zindagi ki jail mein I hope that I stay the same, I'm out You might also like Melancholy Talha Anjum Two Tone Talha Anjum False Prophets Talha Anjum [Verse 3: Talha Anjum] Mere gham mere ghusse pe ab haavi rahein Aankhein jaagi rahein soche baaghi rahein Wo rahein tou nahi rahin par hum tou hum hi hain na Hum tou tere humrahi hum tere humrah hi rahe I fuck with these words ke ye khud hi kuch bol dein Ye dill ki tijori ke band raaz khuch khol dein Zehan jail bro, Isse na rihayi mili Saara shehar mera gawah, phir bhi na gawahi mili Kaghazon ko jo siyahi mili Kitne logo ko meri zaat se hausla-afzai mili Thank God Khuda bada baadshah Wo Khuda mujhe rag-rag se bhi jaanta Meri sohbaton mein baithe hi nahi jealousy (Nai) I hope my brothers live to be everything I could never be Ab mein, J or T baithay dhundein dard ki remedy The bottle's empty and still it hurts heavily You let it go, you let it be Tou socho ab mein kya karun? (Han) Glass half full ab mein isme kya bharun? Urdu rap mera dill aur mein uski shehrag hoon Nazariye badalte hain yahan pe ladke ku baku Inko kya khabar mein unke haq mein me kitna behatar hun Ek din mein legend dusre din mein unka dushman hun Dono soorton mein lena pade mera naam Mein dono soorton mein na karun kabhi kalaam I’m on my own shit ye focus kabhi toota nai Life on the edge, I wanna go, par mein kooda nai Mere junoon ko jahil samjhe shouk kiyu Sab kaan lagayein still nobody to talk too Sabse yaadgaar raatein sabse zyada vivid (Yeah) Sabse bade ghum hi dete sabse zyada himmat (Facts) Sabse bada nahi hu ghar ka par hai bada sabar (Yeah) Sab batate meri maa ko mujhpe bada fakhar Like I already did not know (no) Kitni dekhi pareshaniyan phir karam aur nawazishein Banawati hum the hi nai, tou chutiye bhi na bane Industry meri dost nai wo chahay mujhse na mile Mere yaaro ka iss sabar silaah mile Mein kitna khush kismat Ghar aaon wapas maa mile Ye rishtey wapas na mile Jam-e-ghafeer mein jaa mile Ye bheed hamare liye thi aur ab hum iss mein shamil hain Somedays, (Somedays) I shed tears from my peers, somedays I mix whisky with sadness and pain (Yeah) I take risk jo wo kabhi bhi na lein And that's why I'm here (That's facts)
@sushildhakal4218 Жыл бұрын
Thanks for lyrics
@extrem5086 Жыл бұрын
🌙👍
@atiqueahmed7885 Жыл бұрын
Awesome...... Yunus flow and rhymes. Killed. Switch flow perfectly.
@ali_360 Жыл бұрын
3:44 🤝❣️
@hasanxaman485210 ай бұрын
0:22 huh . . . heart touching outclass want to see u on top best wishes for you YS
@abhishek3043 Жыл бұрын
When Talhah Yunus starts his verse 😫🤩
@aryan_14j Жыл бұрын
JJ Isn't a rapper, he is modern day poet! A shayar ✍️🖤
@haseebmalik2570 Жыл бұрын
Agree💯
@challenge2104 Жыл бұрын
He is a poet🤙
@grim_rreaperr Жыл бұрын
JJ sir bol bhai 🙏🙏🙏
@aryan_14j Жыл бұрын
@@grim_rreaperr 😐🙂
@gigles Жыл бұрын
😍
@prashhhant Жыл бұрын
Only Anjum and kr$na can never be comparable to anyone, really they are 💎 ⚔️🥺
@babashowkat23 Жыл бұрын
Yunus 🥺❤️
@Pious_akhi Жыл бұрын
Gems YS and $ 👑
@prashhhant Жыл бұрын
@@babashowkat23 Yunus to hai hi apna banda😁🙌
@pranjalkumar8721 Жыл бұрын
SM entered the chat
@Syednshal Жыл бұрын
@@pranjalkumar8721 tumara gharr
@chinmaymankani8099 Жыл бұрын
mere yaaron ko iss sabar ka sila mile mai kitna khushkismat ghar aau wapas maa mile!
@snfs5537 Жыл бұрын
3:20 fax
@Arunamyth Жыл бұрын
JJ started like king yunus carried like conquer talha ended like war ender
@Riimshaa Жыл бұрын
"Mein ghar aaoun wapas ma milay, ye rishte wapas na milay" 💔🐐
@Imrankhan-pk6so7 ай бұрын
Wo wo wo wo!!! Man those varses man …finally after ‘afsaaney’mthis one is going to play on loop….lyrics on the fire,feelings so deep in heart…memories in mind pictures the untold feelings’’m salute to each one who made this ..
@SW4BHIM4N Жыл бұрын
4:38 my favourite part TA 👑
@Harry-mc5nl Жыл бұрын
The maturity in JJ's writing is next level. ❣
@shahanahsan05 Жыл бұрын
Shayar hai
@top10factzzz Жыл бұрын
God level lyrics
@hussainchanna9165 Жыл бұрын
Yunus bro only if I could put into words how much you have moved me in life. #LeaveSomeRoomForOthersToShine
@paone9851Ай бұрын
I dont think kisi ne appreciate kra hoga.. par ye end me jo music daala hai na bhai... Khoobsurat..!
@arbaazbokadaАй бұрын
Don't worry... You're not alone, Mene bhi kiya notice.... BOHOT HI ZYDA PYARA HAI last segment...
@towfeeqmanzoor Жыл бұрын
Finally, The wait is over...and the King is Here ❤🔥💟
@Ali_k46 Жыл бұрын
He literally starts singing in his verse was the best part in this track 👑
@sananahmad63 Жыл бұрын
We were here when this history was being written.🖤🙏🏽
@SULTAN-vf2fn Жыл бұрын
JJ47, TY And TA ! This trio is fire ! 🔥
@sulemanzafar786 Жыл бұрын
Main kitna khushkismat ghar aaou wapas Maa mille"
@zetsuplayz4199 Жыл бұрын
Divided by borders United by hiphop 🇮🇳💗🇵🇰
@ownwritings2854 Жыл бұрын
Top song in album and this trio is always legit🌏
@snfs5537 Жыл бұрын
1:48 JJ man u killed me here
@916_atharvanishan65 ай бұрын
😂
@GoodBoy-q6x Жыл бұрын
Jab log he munfiq to chere se pad lete tab siddi lagate aur unko bhi Chad ne de heart touching word t Younis bro
@NOMAD143 Жыл бұрын
This rap tells us that Rap is Actually RHYTHM AND POETRY 🥺🔥
@its_alber Жыл бұрын
TA officially killed it 💞❤️ and TY and JJ47 were ❤️💞💞❤️🔥
@Hasnainahmedjan07 Жыл бұрын
After a worth of wait the biggest dhh album is here Masterpieces
@huzaifa4227 Жыл бұрын
00:40 Damn.......
@anaschauhan8216 Жыл бұрын
2:50 I felt like floating
@Progaming-ko4tz9 ай бұрын
Frrrrrrrrrrrrrrrr 😭😭😭😭😭😭😭😭
@hiraqadeer10 Жыл бұрын
"Hr mehfil sajatay pr andar se adhay" This line hits differently 💘
Talha Yunus say_Hip-hop ki khatir hum ulfat main mar mite!❤
@mustafaghouri43666 ай бұрын
Talha yunus: Na Raha Saaya Jiskey Liye Dekhey Khwaab Badey Talha anjum: Me Kitna Khush Kismat Ghar Aun Wapis Maa Mily Same name but different story.. iykyk