Welcome vikash kumar, aap suruat se serial wise step by step tally seekhna chahte he to is video link par click kare video dekhe. aapko tally seekhne me bahut madad milegi. kzbin.info/www/bejne/lXLRYp2VbrOSZqc
@YogeshSharma-wr1ve4 жыл бұрын
Gjab h sir thanks
@aashumtram3 жыл бұрын
Sir page up option समझाइए।काफी कोशिश की but not display previous voucher
@TAGTallyAccountGST3 жыл бұрын
is link par click kare video dekhe kzbin.info/www/bejne/fHK8kJtspt2XqtE
@gagangagan82134 жыл бұрын
Purchase voucher me udhapri ki entry kaise kare (or sales me udhari sales ki entry kaise kare)
@TAGTallyAccountGST4 жыл бұрын
very simple he. agar aapko purchase or sales voucher me UDHAR purchase or sale ki entry karni he to jis bhi party se udhar purchase kar rahe he uske name se ledger banaan he SUNDRY CREDITOR group ke under or purchase voucher me entry karte samay PARTY'S ACCOUNT NAME me is ledger ko lagana he . to ye udhar purchase ki entry ho jayegi. is hi tarah se jis bhi party ko udhar sale kar rahe he uske name se ledger banana he SUNDRY DEBTOR group ke under or sale ki entry karte samay PARTY'S ACCOUNT NAME me is ledger ko lagana he to ye udhar sale ki entry ho jayegi. or cash purchase or sale karte samay PARTY'S ACCOUNT NAME me CASH ledger lagana he (cash ledger pehle se hi bana hota he tally me aapko cash ledger banana nahi he ) to ye aapki cash purchase or cash sale ki entry ho jayegi. or ye sab karne me koi problem aaye to aap mere channel par jakar video dekhkar seekh sakte he
@devendrashakya71044 жыл бұрын
Thanks Sir Ji, outstanding video
@dipakjha55465 жыл бұрын
Nice video
@dadabhaikhairnar37755 жыл бұрын
Nice
@lakshamankumar82164 жыл бұрын
Sir sap part by part kiyu nhi video bate hi
@TAGTallyAccountGST4 жыл бұрын
Lakshaman, aap yadi suruat se step by step serial se tally seekhne chahte he to is link par click kare video dekhe aapko bahut madad milegi tally seekhne me kzbin.info/www/bejne/lXLRYp2VbrOSZqc
@prabhavatidabholkar95593 жыл бұрын
Sir ledger creation me party name aur kiske under show hota hai but usme opening balance ka amt assignment me Diya ho vahi dalna hoga please guide.
@subasish61145 жыл бұрын
Sir, aap bahut achha se explain karte hain, samajh mei aa jata hain.
@rajeshpatle35206 жыл бұрын
Nice video sir...
@aftabalam91536 жыл бұрын
Dear sir please tell me, Jab hum kisi suppliers ki payment bills wise adjust kar dete hai.to uska bills wise details nill ho jata hai, ab payment voucher me adjust kiye gaye Bill Ka, hum billwise details kaise nikale, please help Sir
@omprakashsahu33954 жыл бұрын
Sir mai ek company me Abhi Abhi kam me lga hu mujhe only payment ki entry pass kraye hai to bill by bill me kis options ka use kru please jaldi bnaiye
@nehachavan34263 жыл бұрын
Sir commen ladger ko kese macth kare . Matlab sale or purchase ek hi party ka hai samne vali party ke lager mai sale ka lager ho to unki lager me purchase ki entry junral me hai to mujhe received amt ko purchase amt ka ref lagana hai vo kese kare
@ritikasaxena18054 жыл бұрын
Ye ledger aur group kya hota hai aur kya use h iska
@mangleshmokhale23685 жыл бұрын
Thank you very much creditors & debtors bill by bill video bahut achhcha laga. Mujhe ab ek perfect, Profit & Loss Account & Excel me Company ki Final Balance Sheet kaise calculate karke banau Eas per bhi apna ek video bhejiye sir
@lalitashivare54575 жыл бұрын
Agar bill banane se amt received hua hai to use on ac lenge ya new ref. Party ka opening balance hai
@TAGTallyAccountGST5 жыл бұрын
me aapko 1 video link bhej raha hu aap is video ko jarur dekhe jis se aapko tally seekhne me bahut madad milegi kzbin.info/www/bejne/lXLRYp2VbrOSZqc party ka yadi opening balance he to party ka ledger (jo aapne banaya he tally me ) usko alter kare or usme hi opening balance aapko dalna he kese karenge to is link par clcick kare video dekhe kzbin.info/www/bejne/gWG7i3-kqqd4qLs
@dadabhaikhairnar37756 жыл бұрын
Sir, आपके vidioes outstanding रहतें है.thanku 👌👌
@veena37303 жыл бұрын
Company ke debit note kaise chafaye
@arunkumarsinghark30246 жыл бұрын
nice sir
@amarrajbhar.72634 жыл бұрын
Sir bhut sari entry hai bill ki ek bhi bill maintain nhi ki hai purane account ne maintain nhi ki hai ab uska kse tek kre kam time me sale aur pur ki
@neeraj97574 жыл бұрын
Bill wise bill Nahi Hoti Raha hai isko detail me bataye KAL jaldi
@neeraj97574 жыл бұрын
Bhot bar Kar liya for BHI Nahi Ho raha
@TAGTallyAccountGST4 жыл бұрын
kya problem aa rahi he detail me bataye to me aapki madad kar sakta hu
@iftekharhussain59105 жыл бұрын
Very nice video thanks sir, sir Bhagwan aap ko khus rakhe aap ke waja se garib ladka mobile se pad kar job liya
@pranavkurdukar38734 жыл бұрын
Sir mere sundery debtors me 2000+ log he aur mere client ko account ne on a/c entry ki aur muje muje party name on A/c ke amount report banni he me kese karu
@TAGTallyAccountGST4 жыл бұрын
matlab aapko sundry debtor ke name or unpar jo amount balance ho uski list banani he to iske liye aap GATEWAY OF TALLY screen se DISPLAY me jaye phir ACCOUNT BOOKS me jaye or phir GROUP SUMMERY me jaye or LIST OF GROUPS me se SUNDRY DEBTORS ko select kare enter press kare to aapke samne sabhi sundry debtor ke name or unpar aapka kitna balance he ye show hone lagega iske alaba aapko sundry debtors ke bare me or bhi kuch riport me lana he to yahi se F12 press kare to aapke samne CONFIGURATION aa jayega isem aap jis bhi option ko YES karenge to us se sambandhit jankari bhi aa jayegi or isko ALT P press karke aap iska print out nikal sakte he
@pranavkurdukar38734 жыл бұрын
Sir muje usme sirf party ka name aur on a/c entry ke gross Total for month bas itna show karna he
@TAGTallyAccountGST4 жыл бұрын
aap is jagah par monthly wise chahte he to F6 press kare to month aapko show hone lagege to aap monhly wise bhi reports dekhe payenge
@pranavkurdukar38734 жыл бұрын
Yes month wise is possible but par har debtors ke ander ja Kar on a/c niklna padega muje sirf debtors ke name aur on a/c balance dekhna ek sath sare debtors ka
@TAGTallyAccountGST4 жыл бұрын
pranav , kya yar month ko select karke enter press karke to dekhte, aap jesa chah rahe he besa ho jata. chaliye phir se batate he dhyan se samajhna . GATEWAY OF TALLY se DAG press kare LIST OF GROUPS me se SUNDRY DEBTORS group ko select kare, aapke samne group summary aa jayegi ab yahi se F6 press kare to aapke samne sabhi MONTH show honge. jis bhi month ki list aapko chahiye us month ko select karke enter press kare to ab aapke smane us maonth ke sabhi debtors ke name show honge(jinko bhi aapne us month me sale ki he) or name ke samne hi unka balance bhi show hoga SEPARATE iske alaba aapko kuch or detail chahiye to aap yahi se F12 press kare to aapke samne CONFIGURATION hoga jisme aapko kuch option dikhenge unme aap yes ya no karke detail ko badha ya ghata sakte he isko karke dekhe ki kis se kya effect padta he or usko samjhe or uske bad jis se bhi aapka kam bane uski setting kare yaha se
@nehakumari-nh4zi5 жыл бұрын
Sir kisi ko payment karni h taki against reference ko adj. Kar sake to iske liye sabse pahle customer ko select karna hai phir usko amount payment karni leki sir customer ko select karne ke baad amount payment karne ke liye highlight nahi ho raha hai aur entre karne par billwise detail open ho raha h to sir amount kaise payment karu sir please batao
@junaidsiddiqui78144 жыл бұрын
What to do if the window of against ref dose not show while doing the entry off payment after starting the option off maintenance bill wise yes options in party ledger.
@rahulrahul-ok8jx4 жыл бұрын
Sir tally me job work karte samay bill ki intery karane par maiterail out (rm) me hum koi bhi mal ko dyeing ya pleating me liye mal bejane pr hum stock sammary me ja Kar hum dekhate hai to inwards outwards closing balance stock me menten nahi hota hai inwards dabal ho jata hai aur outwards dabal ho jata hai aur closing balance jitana hum purchase karate hai sem rah jata hai kya isaka upay hai sir
@shrinivasvasu80456 жыл бұрын
you are a genious sir
@ravisangal68555 жыл бұрын
Sir manitain bill wise detail yes option karne par payment m methad of adj m puchase bill no nahi ata
@TAGTallyAccountGST5 жыл бұрын
method of adj. me TYPE OF REF. me new reference set karna he or payment karte samay METHOD OF ADJ. me TYPE OF REF. me AGST REF. select karke ENTER press kare tab pending bills me NAME me bill no show honge or un bill ka amount bhi show hoga
@ravisangal68555 жыл бұрын
@@TAGTallyAccountGST nahi ata sir pending bill
@TAGTallyAccountGST5 жыл бұрын
ravi aap ek kam kare is video ko ek bar or dekhe dhyan se or jese jese mene bataya he bese hi ek naya ledger create kare kisi nayi party ke name se or usko jese mene video me bataya he bese hi banaye or us party se purchase kare or phir us party ko payment kare jese mene bataya he phir dekhiye ki sahi ho raha ya nahi yadi phir bhi na ho sahi to detail me mujhe batana aapki problem ko solve karne ki puri koshish karunga o.k.
@ravisangal68555 жыл бұрын
@@TAGTallyAccountGST thank you sir
@rajkumarsherkhane5 жыл бұрын
Sir at the year end hum billwise karna chate hai.vo time pe alt b karke dekhe adjust kaise karte hai
@radheyshyamsteelworkshop1504 жыл бұрын
Sir mantance bill wali satting bhi kr lii phr bhi wo new ref , agst ref ki puchh nii rha..plz reply
@sanjaykataria86126 жыл бұрын
sir thanku very much
@KashmirSingh-fq5ms5 жыл бұрын
Thank you sir
@ravisangal68555 жыл бұрын
Sir sare kam karke dekh liye
@PawanSingh-wj6ik5 жыл бұрын
balence sheet closing dal ne ka tarika kaun sa dr@cr hoga
@mehjabeenshaikh35686 жыл бұрын
Tally ke andar salary sheet or payroll aadi kaise kare bataiye
@krishnakantmisra22316 жыл бұрын
Manual stock ki entri item wise kase kare
@saleemmohammad40266 жыл бұрын
Sir Isme GSTN no. Kiska fill Karna h creditor ka ya apne company ka jiske antergat hum kaam Kar rahe h
@deepalipalve83425 жыл бұрын
Dusre company ka jiska create kiya hai
@SANDEEPYADAV-uf7rs6 жыл бұрын
Sir tally me tranjection karna profit loss aur cr and dr ke bare batadeejiye sir please
@mehulhadiyal66086 жыл бұрын
Salary ni pay ni entry kai rite kari sakay se
@nitinpal62926 жыл бұрын
Excel me balance sheet banana ka treka
@RajSharma-zd2bq6 жыл бұрын
Suroo se telly batao sir ji stock menten kase karte h
@TAGTallyAccountGST6 жыл бұрын
raj sharme ji "tag tally account gst'' type karke you tube par search karenge to mere channel ka eagle logo dikhai dega uspar click karke aap mere channel par jakar video option par jakar sari video dekh sakte he or aasani se tally seekh sakte he
@mohitchauhan222226 жыл бұрын
thanku sir
@mukeshgarg73796 жыл бұрын
सर अगर मैं गंगा ट्रेडर्स को ₹10000 का माल बेच देता हूँ तो बिल वाईज समरी में आटोएडजस्ट कैसे होगा। उसके एकाउंट मे तो बैलेंस एडजेस्ट हो जाता है परन्तु बिल समरी मे नहीं
@toshiluhadiya70236 жыл бұрын
Due date m changes kse krte h
@Akhelsa475 жыл бұрын
Sir jab Aap down-payment kr re hai tho tally ko kaise pata Chalata hai ki 5000 aur dena hai
@mohdtariq96715 жыл бұрын
Sir tds file krne ki video aap ki dekni h pls link actually AAP hi ki video pasand krta hu
@nitinpal62926 жыл бұрын
Sir. Tally se excel me balance banana batao please Sir.
@akashkumarsinha85335 жыл бұрын
Due date Wala nhi aa rha sir..
@Akhelsa475 жыл бұрын
AKKASH SANDIL Aap ko features me ja Kar on karna hoga outstanding wala
@sanjusweetspg41455 жыл бұрын
hm very good hal hi quickly topic clear kr dia sir but apne ye topic 1 part me pura bataya he ye 4th toptic pura he sir kya? 18 minutes ya iske age he or plz tell me
@vasanthpatel95716 жыл бұрын
sir i tried to alter sundry creditors ledger to bill wise but i could not because @ maintain balance bill by bill is no by default so please help me
@RajSharma-zd2bq6 жыл бұрын
Sir ji Mujhe telly me stock menten karna h to laser kase banau or purchase company ka nam kase banate h pilz sir mujhe suroo se batado
@TAGTallyAccountGST6 жыл бұрын
raj sharma ji aap mere channel se bahut hi aasani se tally seekh sakte he "t.a.g.tally account gst'ko type karke youtube par search kare egale type logo par click kare video option me jakar aap meri video dekhe 74 video upload he aap unko dekhkar aasani se tally ke bare me sab kuch seekh sakte he
@RajSharma-zd2bq6 жыл бұрын
T.A.G. [Tally,Account,GST]
@SuperMan-tk1bo6 жыл бұрын
Pic clear nahi hai
@PANKAJKUMAR-pd5cg6 жыл бұрын
Tally ki software send kijiye
@Mr.vardan_mini_vlog5 жыл бұрын
Sir date change hni ho rhi h 1-4-2019 or 2-4-2019 tak ho rha h3-4-2019 nhi ho rhi h
@TAGTallyAccountGST5 жыл бұрын
ye tally ka educational version(free) he isme aap every month ki 1st or 2nd date me hi entry kar payengi or jis month me 31st date hoti he un month me aap 31st date me bhi entry kar payengi
@amarrajbhar.72634 жыл бұрын
Sir bhut sari entry hai bill ki ek bhi bill maintain nhi ki hai purane account ne maintain nhi ki hai ab uska kse tek kre kam time me sale aur pur ki