Tamasha | Poet: Jaun Elia | Vocal: Haider Iqbal | Tribute To Jaun Elia

  Рет қаралды 189,591

Haidar Iqbal

Haidar Iqbal

Күн бұрын

Jaun Elia (Urdu: جون ایلیا‎, 14 December 1931 - 8 November 2002) was a Pakistani Urdu poet, philosopher, biographer, and scholar.
One of the most prominent modern Pakistani poets, popular for his unconventional ways, his particular trademark is due to the fact that he "acquired knowledge of philosophy, logic, Islamic history, the Muslim Sufi tradition, Muslim religious sciences, Western literature, and Kabbala."
Title: Tamasha
Poet: Jaun Elia
Vocal: Haider Iqbal
Music Compose :
Complete Lyrics:
Apna Khaka Lagta Hun
Ek Tamasha Lagta Hun
Aainon Ko Zang Laga
Ab Main Kaisa Lagta Hun
Ab Main Koi Shakhs Nahin
Us Ka Saya Lagta Hun
Sare Rishte Tishna Hain
Kya Main Dariya Lagta Hun
Us Se Gale Mil Kar Khud Ko
Tanha Tanha Lagta Hun
Khud Ko Main Sab Aankhon Mein
Dhundla Dhundla Lagta Hun
Main Har Lamha Is Ghar Se
Jaane Wala Lagta Hun
Kya Hue Wo Sab Log Ki Main
Suna Suna Lagta Hun
Maslahat Is Mein Kya Hai Meri
Tuta Phuta Lagta Hun
Kya Tum Ko Is Haal Mein Bhi
Main Duniya Ka Lagta Hun
Kab Ka Rogi Hun Waise
Shahr-e-masiha Lagta Hun
Mera Talu Tar Kar Do
Sach-much Pyasa Lagta Hun
Mujh Se Kama Lo Kuchh Paise
Zinda Murda Lagta Hun
Main Ne Sahe Hain Makr Apne
Ab Bechaara Lagta Hun

Пікірлер: 194
когда не обедаешь в школе // EVA mash
00:57
EVA mash
Рет қаралды 3,6 МЛН
Please Help This Poor Boy 🙏
00:40
Alan Chikin Chow
Рет қаралды 22 МЛН
Nastya and balloon challenge
00:23
Nastya
Рет қаралды 69 МЛН
Us ki Yad
4:40
Haidar Iqbal
Рет қаралды 653
Roop | Vocal: Haidar Iqbal | Poet: Ali Zaryoun
5:51
Haidar Iqbal
Рет қаралды 184 М.
Regret | Jaun Elia | Muneeb Qureshi | Sharmindagi | New Song 2023
4:39
Yaadgaar | Vocal: Haider Iqbal | Poet : Jaun Elia
6:33
Haidar Iqbal
Рет қаралды 407 М.
Rishta | Vocal: Haidar Iqbal | Poet: Jaun Elia
4:59
Haidar Iqbal
Рет қаралды 91 М.
Woh Humsafar Tha - Lyrics and subtitles وہ ہمسفر تھا
11:16
Bala Sheeda
Рет қаралды 2,7 МЛН