Taqleed k Bagair Deen Mukamal ha by Hassan Allahyari | Taqleedi Zaruat ? Allahyari

  Рет қаралды 8,430

Hassan Allahyari (Urdu)

Hassan Allahyari (Urdu)

Жыл бұрын

To Support Allahyari:
abtv.org/en/?page_id=639
paypal.me/ABTV
/ allahyari
bit.ly/3bX6VJs
For Further Information On How To Donate Email: paypal@abtv.org
Hassan Allahyari Direct Contact Information:
info@abtv.org
wa.me/+19177832536
To Schedule a Call During Live Show Please Contact:
Brother Jafar Ali Kazmi: Operators Available
wa.me/+17187101138
Short Clips Channel: / @allahyariclips

Пікірлер: 53
@syedmujtabazaidi8521
@syedmujtabazaidi8521 Жыл бұрын
Hamara deen ya shariat naqiz nahi hamari aql naqiz hai. Jis tarah se aap agar bemar hojain tou aap apni aql ki bina par dawai bana kar nahi khasakte balke doctor ke paas jana parta hai usi tarah fiqhi masail main aap apni aql se faisla nahi ke sakte na hi apke paas itni aql hai ke aap Quran aur Sunnah ko interpret kar sakein balke apko ulema deen ki taraf ruju karna parta hai jo is deen ki taleemat ko samajhne main apni zindagi sarf kar dete hain aur expert hote hain
@mrmeharban8184
@mrmeharban8184 5 ай бұрын
This is putting things in a completely different context. Knowledge of medicine is the study of chemicals and their reactions to the human body. It is a field of discovery. But for Shariah, it is the implementation of Islamic rules in different life situations. You don't need to get the advice of a Mujtahid for every situation. If the context is clear and the wording of Shariah is clear then go ahead. Allah says in the Quran "and We have revealed the Book to you explaining clearly everything (16:89)", at another time Allah described the Quran in these words "a guidance for mankind and clear evidence of guidance and discrimination (between wrong). (2:185)". The Quran is a clear guidance. Now when you say that the Quran is difficult to interpret and we don't have "Aqal" for it then first you are going against What Allah says about it and your wording concludes that Allah misjudged the human's mental capabilities (نَعُوْذُ بِاللهِ). Kindly think carefully before you give a verdict on Shariah's matters. I would have talked more about Ahadeeth but I think you get the point.
@iShujaat
@iShujaat 2 ай бұрын
Taqleed = kuffer.
@murtazakolachi7
@murtazakolachi7 Ай бұрын
@@iShujaat acha phr toh Masoomeen a.s k aqwal bhi kufr hen phr?
@iShujaat
@iShujaat 21 күн бұрын
@@murtazakolachi7 14 Masomeen A.S hi hujat hain.
@aounhaidery4320
@aounhaidery4320 Жыл бұрын
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وآلِ مُحَمَّدٍ وعَجِّلْ فَرجَهُمْ
@your_tubee
@your_tubee 3 ай бұрын
Sahi baat hai Aimma as ne kya Adhura Chodaa Jo Hum jese Ghir masoom insaan pura kar sakte hai
@kingtararofficial5488
@kingtararofficial5488 Жыл бұрын
Sura Al ahzab ayt number (36) Allah pak farmatay kisi momin mard ya kisi momina aorat ko ikhtyar nahe k woh Allah aor rasool saw Jo farma dain to woh is main radobadal kerain …..to srif Allah aor Mohammed o all e Mohammed saw ka ikhtyar…….
@syedmujtabazaidi8521
@syedmujtabazaidi8521 Жыл бұрын
Raddo badal koi nahi karta balke sunnat e nabawi aur sunnat e Ahlebayt aur Quran ki bana par mujtahideen fatwa dete hain
@shakilchy9084
@shakilchy9084 28 күн бұрын
12 emam may 10 emam kahasay aya?
@sajjadpyaloofaryadi4343
@sajjadpyaloofaryadi4343 Жыл бұрын
alah yari sahab
@mohammadmehdi1085
@mohammadmehdi1085 6 ай бұрын
جواب تو دے
@haidernaqvi2918
@haidernaqvi2918 2 ай бұрын
Marjiyat Zindabad🙌
@syedmujtabazaidi8521
@syedmujtabazaidi8521 Жыл бұрын
Aap konsa nasha karke bethe hain mere bhai. Jahaz tou kisi Imam ya Nabi ke dour main tha hi nahi tou kese kisi Imam ne kisi hadeeth main ye bata diya ke jahaz main qibla kese pata karen. Dusri baat ye ke Jahaz main movement hoti hai direction change horhi hoti hai tou qibla ki direction bhi change horhi hoti hai. Is masle ka kia jawab hai apni aql shareeef se bata dein. Aur phir is jahaz wale masle par hi koi hadith suna den hawale ke saath
@Aliraza-fb5jx
@Aliraza-fb5jx Ай бұрын
Wo ye nahi keh raha k Imam ne kaha hai k jahaz mei qibla kese malum karein. Wo ye keh raha hai k imam ne kaha hai k qibla kese malum karein. Aur agr kisi essi chz pr namaz parhna mushkil hai jo move kar rahi hoti hai aur qibla change hota rehta hai aur Imam ne hal nahi bataya jo hujjat hai Khuda ki trf se, jin ki imamat Allah ki trf se hai, jo k masoom hai tou kia lagta hai Khumaini aur Khaminayi batayenge? Agr Imam ne khud nahi bataya tou Mujtahid kaha se ijtehad karenge?
@imzy0173
@imzy0173 Жыл бұрын
Please can u do some videos in reply to Shahbaz Naqvi who has compiled videos to try to refute you.
@adrakhussain8765
@adrakhussain8765 Жыл бұрын
Devoid of logic
@syedmujtabazaidi8521
@syedmujtabazaidi8521 Жыл бұрын
Deen main izafa koi nahi karta. Har naya din yani naya masla. Is new masle ka hal karne wala chahiye. Imam tou ghaybat main hain ham kis se ruju Karen. Agar Imam Wilayat e Faqih se ikhtilaf rakhte tou kabhi apne 4 naibeen muqarrar na karte
@jawadahmedkhan4827
@jawadahmedkhan4827 6 ай бұрын
Absolutely right mola salamat rakha ma bi apke BAAT sa mutafiq hoo makool jawab dia hai ap na mola salamat rakha.
@subtainawan3656
@subtainawan3656 2 ай бұрын
Allah tou quran main kehta Hy k Deen mukamal ho Chuka... Phir Naya masala kese choot gya ❓ Ab ayat ka inkar kro.... Or agr Naya masala AA Raha Hy tou Matlab iska zikar quran o hadees Mai Nahin Tou phr mujtahid kis ayat ya hadees sy naye msaley ka fatwa deta Hy??????
@murtazakolachi7
@murtazakolachi7 Ай бұрын
​@@subtainawan3656ap bachon wali bt kr rhe ho mujtahideen koi masale ka hal apne pas se nikal kr nh dete jo Allah ne bola h aur jo hadeeson m milta h ussi se uska hal nikal kr dete
@Ahmed_Hussain_rush
@Ahmed_Hussain_rush 4 ай бұрын
احکام میں فقہا کی تقلید ثابت کرنے کے لیے یہ ایک ہی حدیث کافی ہے : تحریر: مشاہد حیات ـ حدیث امام حسن عسکری علیہ السلام: *ﻣﻦ ﻛﺎﻥ ﻣﻦ ﺍﻟﻔﻘﻬﺎﺀ ﺻﺎﺋﻨﺎً ﻟﻨﻔﺴﻪ، ﺣﺎﻓﻈﺎً ﻟﺪﻳﻨﻪ، ﻣﺨﺎﻟﻔﺎً ﻋﻠﻰ ﻫﻮﺍﻩ، ﻣﻄﻴﻌﺎً ﻷﻣﺮ ﻣﻮﻻﻩ، ﻓﻠﻠﻌﻮﺍﻡ ﺃﻥ ﻳﻘﻠﺪﻭا*،(۱) جو کوئی فقھاء میں سے 🔸 ۱ـ اپنی نفس کو محرمات سے بچاتا ہو 🔸۲- اپنے دین کا محافظ ہو 🔸۳- اپنی ھوا و حوس کے پیچھے نہ چلتا ہو یا اپنی خواہشات کی مخالفت کرتا ہو 🔸۴- اپنے مولا کے حکم کا مطیع ہو تو عوام کو چاھیے ایسے فقیه کی تقلید کریں تجزیہ و تحلیل :اس حدیث نورانی میں جو کہ سند کے اعتبار سے بہت ہی معتبر ہے مولا امام حسن العسکری علیہ پہلے حصے میں قابل تقلید و پیروی فقہا کی صفات ذکر کیے ہیں اور دوسرے حصے میں تاکید و حکم دیا ہے کہ فقہا کی تقلید کریں۔ اس حدیث میں ایک اھم لفظ "مولا " ہے جس سے مراد تین ذاتیں ہیں بالترتیب ذات حق تعالی ،رسول اکرم اور ائمہ علیہ ۔ یعنی ایسا فقیہہ جو قران ،سیرت و احادیث پیغمبر و ایمہ کے پابند ہو ۔ اس میں دینی احکام اخذ کرنے کے تین بنیادی منابع یعنی قران ،سیرت و احادیث پیغمبر اور سیرت و احادیث ائمہ بھی واضح فرمایا ۔ اور سب سے اھم لفظ "یقلدو "ہے ۔ یعنی تقلید کرو ۔اس کا کوئی دوسرا معنی یا ترجمہ نہیں ہوسکتا ۔ تقلید بنیادی طور پر" قلادہ" اور باب تفعیل سے ہے ،تقلید کا لغوی معنی اطاعت،اتباع ،پیروی وغیرہ ہے ،علما لغت کے مطابق تلقید کا معنی بغیر ادلہ طلب کیے کسی کا قول و فعل سچ مان کر اسے حقیقت تسلیم کرنا ہے ،اصطلاح میں تقلید سے مراد دینی احکام میں جامع الشرائط فقیہہ کے فتویٰ پر عمل کرنا ہے ۔ نوٹ: 01-یہ حدیث سند کے اعتبار سے معتبر ترین حدیث ہے ۔ 02-اس حدیث میں امام نے پہلے جامع الشرائط فقہا کی صفات ذکر کیے پھر ان کی تقلید کا حکم صادر کیا ہے ۔ 03-معصوم کے ہر حکم پر عمل کرنا شرعی اعتبار سے واجب ہے۔ 04-اس حدیث میں واضح طور پر لفظ "تقلید"واضح طور پر استعمال فرمایا گیا ہے ۔ 05-کلمہ "ایقلدو" کا معنی تقلید کرو ہی بنتا ہے کوئی دوسرا معنی نہیں بنتا ۔ حوالہ : 📚(۱) ‏ﺍﻟﻮﺳﺎﺋﻞ، ﺍﻟﺤﺮ ﺍﻟﻌﺎﻣﻠﻲ، ﺝ 27، ﺹ 131، ﺭﻗﻢ .33401
@syedmujtabazaidi8521
@syedmujtabazaidi8521 Жыл бұрын
Chalein mujtahideen par Jibrael nahi ata tou agar koi masla darpaish ho tou kiya aap par jibrael ata hai jo aap is masla se khud hi nipat lete hain Dusri baat ye ke aisi baat nahi ke hamari masoomeen ne masail ko complete nahi kiya laikin aise bohat se masail paish ate hain jo apke dour se munasibat rakhte hain jabke pehle adwar main is tarah ke masail dekhne ko nhi mile. Technology ki advancement ke saath saath har feild main fawaid bhi aur nuqsanat bhi nazar ate hain including religious field. Tou in masail ko aap apni aql se hal karen ge ya experts ke paas jayenge
@WtcWasTeroristCenter
@WtcWasTeroristCenter 2 ай бұрын
Labbaik ya rehbar 🖐️
@limfosacomatistin331
@limfosacomatistin331 Ай бұрын
@Sohail-de7go
@Sohail-de7go Жыл бұрын
Muawiyah (R.A) Jannati Jannati Unse Jal Ne Wale Duniya Mein Bhi Jalenge Aur Akhirat Mein Jahannum Mein Jalenge. Ameer Ul Momineen Khalifat Ul Muslimeen Khalifah E Rashid Khalul Momineen Katib Ul Wahi Ameer Ul Bahr Fateh E Arab-o-Ajam Syedina Muawiyah Bin Abi Sufiyan Razi Allahu Anhu.
@syedmujtabazaidi8521
@syedmujtabazaidi8521 Жыл бұрын
😂😂
@murtazakolachi7
@murtazakolachi7 Ай бұрын
Lol uska toh Nabi S.A.W.W ne hi bata diya tha k wo jahanumi h
@syedmujtabazaidi8521
@syedmujtabazaidi8521 Жыл бұрын
Beaql aur bewaqoofana batein ki hai apne Allahyari sahab kam se kam jo bol rhe hote hain usi par ghor karlia karen. Ahadith main apne jahaz mention karwa diya. Aur kiya saboot hai is baat ke aap ke batein sirf jihalat hain
@shabulhasan5095
@shabulhasan5095 Жыл бұрын
Wse jese apki.mushtahid krte h bekr ki batain bina sir pair k apas me larte bhirte rhte ha or itehad krne. Chale apsa to krlo bd me dusron se krna...
@Hasanjaunpuri836
@Hasanjaunpuri836 3 ай бұрын
Is ke baat maat mano gumrah ho jao ge
@user-de2ui9ks3z
@user-de2ui9ks3z 4 ай бұрын
تقلید ضروری ہے۔ ان پڑھ کیا کرے گا۔
@Aliraza-fb5jx
@Aliraza-fb5jx Ай бұрын
Wo wese b nahi parh sakta, taqleed kese karega?
@TAHIRIMAM892
@TAHIRIMAM892 Ай бұрын
Ilm hasil karega
@Shuff386
@Shuff386 Ай бұрын
@@Aliraza-fb5jx 🤣🤣🤣🤣
@DelightReza0
@DelightReza0 Ай бұрын
Iski baat manoge to iski taqleed hui na🤣😂😂😂 Aalim ki taqleed krne me harj he inko🤣😂 pr khud ki krwane me kuchh harj ni
@zbadouraly71
@zbadouraly71 3 ай бұрын
Taqleed vajib hai !!!
@iShujaat
@iShujaat 2 ай бұрын
Quran aur hadis se sabit karain. Kiya RasulAllah aur 12 Imam ne aise hadis bayan kiye hain k logo ko samj na aye?? Taqleed=Kuffer.
@murtazakolachi7
@murtazakolachi7 Ай бұрын
​@@iShujaatImam Hassan Askari a.s ki hadees h taqleed pr
@iShujaat
@iShujaat Ай бұрын
@@murtazakolachi7 suna do
@murtazakolachi7
@murtazakolachi7 Ай бұрын
@@iShujaat حوالہ : الوسائل، الحر العاملي، ج27، ص 131، رقم 33401
@murtazakolachi7
@murtazakolachi7 Ай бұрын
@@iShujaat wasail e shia baab 10 kitab alqaza
@sarrdarlog2225
@sarrdarlog2225 Жыл бұрын
♨️ *تقلید* ♨️ 🧔👈 شیخ طوسی کہتے ہیں کہ *تقلید گندے ذھن کی پیداوار ہے جو امام معصومؐ کے غیر کے قول کو قبول کرتی ہے* 🟥يقول التقليد أن أريد به قبول قول الغير من غير حجة وهو حقيقة التقليد فذلك قبيح في العقول! 📗الاقتصاد، للشيخ الطوسي، صفحہ 40
@syedmujtabazaidi8521
@syedmujtabazaidi8521 Жыл бұрын
Sirf ye hawala dena kafi nahi hai. Pura hawala dete na. Isse pehle kiya likha hai wo nhi parha. Kis cheez ki taqleed ke bare main baat horhi hai. Ulama aur mujhtahideen ki ya phir ancestors ki. Logon ko aise hi gumrah karte rehna ke puri baat main se aik hissa nikal kar dikha do aur baki context jo asal meaning rakhta hai kha jao
@syedmujtabazaidi8521
@syedmujtabazaidi8521 Жыл бұрын
Inhi sheikh tusi ki kitab al mabsut bhi parh lein
@ZAINSHAH.14
@ZAINSHAH.14 4 ай бұрын
​@@syedmujtabazaidi8521 Marjah q nahi hadees pe kaam nahi karty ye to btay phely
Double Stacked Pizza @Lionfield @ChefRush
00:33
albert_cancook
Рет қаралды 77 МЛН
Каха и суп
00:39
К-Media
Рет қаралды 6 МЛН
Who has won ?? 😀 #shortvideo #lizzyisaeva
00:24
Lizzy Isaeva
Рет қаралды 64 МЛН
Hassan Allahyari vs Youtuber on Taqleed | Hassan Allahyari expose Taqleed #islam
27:17
Kya Surah Al-Layl Me Hazrat Abubakr Ki Tareef Hai ? | Hassan Allahyari Urdu
14:26
Hassan Allahyari (Urdu)
Рет қаралды 5 М.
Nabowat Ya Imamat Konsa Uhda Bara Hai ? | Ilmi Mubahisa | Hassan Allahyari Urdu
24:49