Waah mufti saahab pehli baar kisi mufti ya molvi sahab kay moo se ye sachi seedhi batein sune ko mili hain, dil ki batein ched di aap ne dil khush hogya wallahi, allah har mufti ko isi tarah original aur do tok batein kehne ki taufeeq day.. Aameen
@SAIYYIDHUSAINPASHA4 ай бұрын
اللہ تعالیٰ آپ کی عمر میں برکت عطا فرمائے آمین علم میں برکت عطا فرمائے
@asmirakhatun10052 ай бұрын
Me ek ladki hun but me agree krti hu mufti sahab ki baton se...ki aaj k jamane mein jo kuch v galat ho rha hai us mein ladkiyon ki galti zada hai
@shahidaansarkhan2 ай бұрын
Bilkul sahi ,,females ko darr ko nahin Allah ka
@MujeebRehman-os2nqАй бұрын
❤
@dopebars3585Ай бұрын
Mardon ko bhi control krna chahiye khud par ghalat mardon ki wajah se gherat mand mardon ko bhi sharminda hona parta hai aur phir society ghalat ko ghalat nahi bolti seedha mard ya aurat ko ghalat samjha jata hai.
@rahimihsaspashtoshaeryport26327 ай бұрын
Apne to Pora Pakistan Ka hi Wat Laga Deya Bahot Acha Laga Apka yee Bayaan Son Ke Allah Apko Lambi Zandgi De 👍🤲
@Uzmabanu20004 ай бұрын
Beshaq❤
@mohdzuber1219 ай бұрын
بہترین بیان جزاک اللہ مفتی صاحب اللہ کرے ہم سب کی سمجھ آجائے بات
@mdshuaibofficial9 ай бұрын
Solidd speech Zabardastt mufti sahab🫶🫶🫶 Jo byan kiya yhi realty h Allah hamari har shar se hifazat kare aameen😢😢
@umarkhokhar72718 ай бұрын
بےشک یہ بات صحیح کہی اپنے
@farhana49669 ай бұрын
اللہ تعالی ا ہم سبھی کی حفاظت امین ثم امین
@Keemham9 ай бұрын
Ameen
@faizur.rahman_9 ай бұрын
Aameen
@mdkhurshidkhan12759 ай бұрын
Allah aap ki Umar e daraj kare. Lots of love from india ❤❤❤❤❤❤
ماشااللہ بہت ہی خوبصورت بیان کیا مفتی صاحب نے ہاں یہ صحیح ہے
@farooquerasheedfarooquee58172 ай бұрын
اللہ تعالیٰ آپ کو جزائے خیر دے محترم مفتی طارق مسعود صاحب!❤
@abdulmajidahmed16097 ай бұрын
Allah sb ko amal krny aur hidayat deny ki tofeeq ata farmai Ameen Sumameen 🤲
@syed2529 ай бұрын
میں آپ کا ایک بہت بڑا فین ہوں اور آپ کے بیانات بہت شوق سے سنتا ہوں. آج پہلی دفعہ آپ کو بیان کے حوالے سے تصحیح کرنے کی جسارت کی جس پر معزرت چاہتا ہوں کیونکہ میں کسی بھی بیان میں آپ کو غلطی کرتے ہوئے نہیں دیکھ سکتا.
@wolfbay99563 ай бұрын
Choti c alfaz ki ghalti thi mere bhai insan hain wo
@mohammedshahid75283 ай бұрын
Bhai sach to batarahe hain lekin unki Baat sidhi dil taak paunch rahi hai isi liye galti lagrahi hai
@muhammadfarazmuhammad90922 ай бұрын
@renaissance79172 ай бұрын
Apki tasheeh ka andaz mujai pasand aaya❤
@YasirKhan-56819 күн бұрын
.
@malikhasnain88599 ай бұрын
100% thek kaha janab achy sy samjhaya kuch log hen jo abhe bhe nahe samajh rahy bat ko
@AbdulQayyumAzad4 ай бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب
@Youtubeu28699 ай бұрын
Molna is doing good work MashaAllah
@Janiii3118 ай бұрын
noT molana dear MUFTI
@wardahsajid99067 ай бұрын
He only defend mens.
@FarhanFarooq-xt5ct4 ай бұрын
یہ بات بلکل صحیح فرمایا اپ نے
@chiropractorkarachi9 ай бұрын
حق گوئی کی آپ نے ، اللّٰہ جزاۓ خیر دے
@arzmu3 ай бұрын
Great sir /Moulana / Mufti / … you have raised the genuine issue
@longlivepakistan11836 ай бұрын
mufti sahab buuuuhhht Zabardast bayan kiya aap ny sun kar aanso aa gye yaar Sari haqeqat biyan kar dii ap ny aaj ky waqt ki❤❤😢
@saquib72029 ай бұрын
ALLAH mujhe zina se bachaye jo bhi ye video dekh rhe h ya dekhenge mere liye dua kre
@6xgodSWAT9 ай бұрын
Luv o Baiie❤
@Mohsinkhan5701-q9q8 ай бұрын
tumhe bhi aur tamaam mard -O- Aurat ki allah zina se hifazat farmaye aur tamaam gunaho se
@Alyan_Ahmad7 ай бұрын
Ameen
@SaifaliKhan-zk6sh7 ай бұрын
Ameen
@saquib72027 ай бұрын
@@SaifaliKhan-zk6sh summa ameen
@Qureen8819 ай бұрын
Log Shadi karne se nhi darte, log ghalat shahks ke sath rishta jur jane se darte hayn, ghalat shahks ke sath se darte hayn. Isliay hamesha apne naseeb ki Dua karni chahye. Ke Allah us shahks ko rehmat bana ke dey, zehmat ya azmaish bana ke na dey. Allah ham sab ke naseeb achy kare, Ameen.❤
@Syed_madihaa9 ай бұрын
SHi bola ❤😢
@Ahmediss9 ай бұрын
I think you live in Pakistan but I live abroad and what he is talking about it is very prevalent in Muslim societies living abroad. Ye abhi jis sahib ki baat Kar rahe hain wo inhe Australia ke tour par Milay thay jinho ne inko apni personal marital family situation se tang hokar bataya tha. Hota ye he ke jab financially stable aadmi Pakistani Larki ko shaadi karke America USA Canada UK lekar aata hai tou kuch time baad wo apne Asli rang dekhati hain aur court bhi unhai support karti hai. Larkiya yaha akar PR hasil karne ke baad "gold diggers" ban jaati hai. Sab nahi kuch ka emaan mazboot hota hai aur husband se wafa karti hain leken buhut si ye harkatein karti hain. Jis ki waja se log Pakistani aurton se shaadi nahi kartay balkay jo pehlay se abroad Mai hoti hain unko prefer kartay hain leken guarantee kisi ki bhi nahi😅 Leken aap ki baat bhi theek hai ke itnay sakht alfaaz istemaal nahi karne chaiye thay aur mard aurat dono ka criticism Banta hai sirf female ka nahi.
@Sadiktalat7 ай бұрын
It's true nowadays marige is to much scary😢 special for girls
@49aliyt957 ай бұрын
Queen assalamualaikum
@fouziyabanu53477 ай бұрын
Ameen
@ShekhTafazzul9 ай бұрын
Molana sahab aapke bayane mujhe bhut inspire karte h .. Aallah aapko lambi Umar aata farmaye❤❤❤
@tarmizisharief52982 ай бұрын
بلکل حقیقت مفتی صاحب اپ نے تو ھمیں رلا دیا 😅
@adilsaim11388 ай бұрын
Ma sha Allah Molana sbb bhht alla speech krty hn impressive ❤
@shoaibansari352524 күн бұрын
Bahut acha bayaan gazaab topic
@deenrathour26577 ай бұрын
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته مفتی صاحب آپ نے جتنا بھی بیان کیا ھے بلکل ٹیھک ھے آج کل ایسا ہی ہوتا ھے صرف ایک قانون ہونا چاھے عورت جاۓ خولہ لے لیکن ایک ہونا چاھے جج کو چاھے جب بھی بچوں کا خرچہ ڈالے تو بچوں کا ڈی۔ این ۔اے ھونا چاھے ۔اگر ایک بندے کو بیس سال بعد پتہ چلے یہ بچے میرے نہیں ھے تو پھر آپ کے اوپر کیا گزے گی
@Tech604Foryou8 ай бұрын
Aik baar mujhe b aik Auraat ne Zina ki dawat di thi lakin Mai bari mushkil se Zina se bach ke waha se Bagh gaya. Or apne ap ko Zina ki lanat se bacha liya
@MR_ZABEER_7 ай бұрын
🎉
@mohammedmudassirsoudagar94027 ай бұрын
Aapne Allah ke liye zina se bacha ab iska sila BHI Allah hi dega aapko insha allah
@YMNCA7 ай бұрын
ALLAH Bless you
@hasimali827 ай бұрын
Allah aap jaise ko jindagi bhar Salaamat rahe
@gousiasultana12442 ай бұрын
Assalamualaikum doing good work Mufti saheb
@AwaisAli-n2o9w9 ай бұрын
Mufti Sahab. Masha Allah kya pyara bayan kia hai aapne. Society ka asal chehra dikhaya hai. bohat hi zabardast bayan dia hai. Allah aapki mehnat qubool farmaey. Aaj kal larkiyoon ka koi aitbaar nhi raha. ye log deen ka mazak uratay hain. Lanat hai Libral logoon pe.
@sunnysamm13878 ай бұрын
Haqeqat bta rae ha sb JazakAllah Allah burai sa mehfoz rkhy amen
@mohdsaddam38749 ай бұрын
Allah Pak ham sab ki ghunaho se hifazat farmaye Mufti sahab app great ho Allah Pak hmesha apko sehatmand rakhe Ameen
ALLAH hamen hidayat ata farmaye, I don’t agree with moulana sb with many issues but about this I 💯% agree with him
@SarfrazAlam-z1h9 ай бұрын
मौलाना सहाब को लाईक और फॉलो करें बहुत खूबसूरत बयान करता है माशाअल्लाह
@MuradAli-vs5hf6 ай бұрын
So proud muftee sahib ma Sha Allah Allah salamt rky
@MuhammadAqeel-z2f4 ай бұрын
اسلام علیکم مولانا صاحب میں بہت پریشاں ہوں اپنے شوہر کے کاروبار کی وجہ سے تنگ دستی کی وجہ سے آپ مہربانی فرما کر دعا کریں ہمارے لیے
@nature14264 ай бұрын
نماز تہجد کا اہتمام کریں جو اچھائی مانگو مل جاتی ھے ان شاءاللہ
@anwarsheikh58794 ай бұрын
Hii ji
@anwarsheikh58794 ай бұрын
Bolo ji
@Amna-kk7ke3 ай бұрын
Khud apny liey dua kro ,,,dua kesi say Karwa kr qabool ni hoti ,,khud Allah say dua kro
@zunaidkhan51733 ай бұрын
Allah se khud aap dua karo Allah aapki dua jaldi sunega inshallah tahajjud padho dua karo
@DoctorsFitnessJunction7869 ай бұрын
Mufti sahab aisi baate sunke to koi kaisey shaadi ka decision le paayga mann hi ni karega yhi dekh dekh k shaadi ka mnn hi ni h
@Homiestales3 ай бұрын
Buht achii bat ki h ❤
@mdhasnainalam-yr7cw9 ай бұрын
Mufti sab ki baat bilkul sahi hai
@QahirAli-u9y13 күн бұрын
Absolutely right 💯💯💯 mufti sab❤
@basharathussain853523 күн бұрын
بات تو صحیح ہے کیونکہ یہ حالات پاکستانی ہو چکا ہے یہ بدولت ہے لیکن مرد کو بھی دھیان رکھنا ہوگا عورت کو بھی دھیان رکھنا اور دونوں کو دھیان رکھنا ہوگا۔
@junaidsheikh75759 ай бұрын
Actually I am a lawyer of high court and lemme correct you Mufti sab if the lady have wicked character then the custody of the children will be shifted to husband it's written in our Muslim personal law. Anyone who wants legal Islamic consultancy you are more than welcome thank you everyone jazakAllah Khair.
@ayeshasameensameen8209 ай бұрын
Unfortunately, our justice system is not just. These days the judicial system is pro women and not just.
@mariyamkhaan8919 ай бұрын
Assalaamualaikum wa'rehmatullahi wa'barakatuhu.. Brother junaid.. May i know.. From wher u belong or where do u live.. Its been almost 14 years.. Nd my ammi and abbu are in shadeed aazmaaishh..."and the mattr is about case and court and all that.. We badly need a lawyer to whom v can trust..and aaj kal jis tarha se mahol ho rakha hai.. Be'emaan ho gai hai duniya.. Anyways much more to say.. Please could u mention your city name.. So that we can proceed to tok.. JazakALLAHU khairan
@junaidsheikh75758 ай бұрын
@@ayeshasameensameen820 but it's all about the facts and truth dear ....how you can blame the whole judiciary there is still some good people who,s running this country.
@chrissolanki8178 ай бұрын
Shariat lawyer hain aap k Constitution made by men? Asking from India
@BlogwithDk1238 ай бұрын
As he told you Mr lawyer of high court please listen carefully ky law likha hwa hai lkn is per Amal nae kiya jaw rha
@mohommadnaved5957 ай бұрын
Assalamo alaikum Mufti sahb aap 100% bilkul sahi keh rahe ho pata nahi mera allah kab sunega hamari 🤲 ♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
@zulfiqarhusain7873Ай бұрын
Allah ham sab k maa baap ko Lambi zindagi ata fermaa iy👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
@MuntazirAhmad-gm1mn3 ай бұрын
काश मुफ्ती साहब हमारे इंडिया में आए और हम जैसों को इनसे मिलने का मौका मिले अल्लाह करे ऐसा हो मेरी मेरे अल्लाह से ये दुआ है
@yasirgiri28789 ай бұрын
Mashaallah allah aapko salamet rakhe.❤❤❤
@NasirKhan-x4x9u9 ай бұрын
Assalamu alaikum 🥀🥀 subhanallah Allah aapki Hifazat karen🥀🥀🥀💯💯💯,
@WeatherPK-b3d9 ай бұрын
ALLAH ham sab k maa baap lambi zindagi ata fermaaiy
@adilmitha49719 ай бұрын
Allahumma'Ameen
@Syedarafeeq8 ай бұрын
maine jitne BHi aurte dekhi hai devorce wali un sab KO apne shohar ki wajah se hi tallakh mila hai ladkiya bht soft dil ki hoti hai aur un ki thodi adat tedi khism ki hoti hai ladko kaam hai ki apni biwi KO achi tarha samjhe naki unhe tallakh dede unhe jitna pyar se samjhaye so utni achi hoti jati hai❤
@mrblack87418 ай бұрын
Sir phaly shadi karln..umeed ha kay ap mature ho jou gay...
@kunalsamotra20727 ай бұрын
@@mrblack8741westin culture ko mat copy karo Pakistan ke logo ko Bolta hu ma kyu ke india ma hum na westin culture ko copy kar liya ab hum ro raha h 😢
@Amnakhan-5977 ай бұрын
U r right humary mulk Ki divoce wali or zani ha molana sab keya kahna cha rahy hain
@mohammedafsar23957 ай бұрын
@@Amnakhan-597 ap kehna kya chahte ho pehle yeh samjhao.. kya likhliye kya nai kuch samjh me nai aara matlab
@uniqueofficialchainal57137 ай бұрын
Ha larke jayse bhout izat wale ho
@sajidsyedrizvi67339 ай бұрын
Masha'Allah Mufti s.b. app ko Allah swt sabit qadam rakhe, or madad farmaye, aisse muaashrati masail pe kaheen se awaaz buland nahe ho rahi..
Same situation hai india mai bhi. Or afsoos ki baat yeh hai k arab jo allah ka pasandida mulk hai waha bhi yahi halat. Mashallah allah ka kya sabr hai 12:44 12:45 12:46 12:47 12:48 12:50
@YousafJan-ue2lr4 ай бұрын
Alla app ka hifazat kry mufti sab
@abdullahop73259 ай бұрын
Allah pak apko jazaykhaier dy. Ameeen
@rshak86577 ай бұрын
Salaam mufti saab ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@mohdhumzah61527 ай бұрын
Great speech by Mufti ❤
@ZakriaKhan-vf2ge9 ай бұрын
ماشااللہ مولانا صاحب
@Skhan-pkswat5 ай бұрын
Zabardast bayan Hy Masha Allah
@natwarlalkhan9 ай бұрын
Mualana is a gem for Pakistan ❤
@kaeshurkalaam77809 ай бұрын
❤
@demdox9 ай бұрын
bech de
@AftabAhmed-cs6gw2 ай бұрын
Sawal ka jaawab to dejea beya bohat acha ha. Mashallah
@KhanFxOfficial20249 ай бұрын
Beshak bahoot zabardast bat ki hai molana apne
@ShazH-rr4ip3 ай бұрын
Totally agree with, community is denying it especially when the women shows she is the innocent one. I don’t think this is only happening in modern society, this issue is occurring all over the world.
@MuhammadAhmadShafqatOkara7 ай бұрын
He is right,good work by molana sahib
@KgFgamingYt-h4s2 ай бұрын
Allah pak apni panah me rakhy sab insano ko
@sharearferdush89799 ай бұрын
dil ke bat bola apne mufti sabbbbb
@mohammadumaraliali34925 ай бұрын
True said dear Qari sab....❤❤️🩹❤️🔥💯🤝🏻
@amirbaba92037 ай бұрын
Tariq jameel demonstrates for ideal life while mufti masood throws light on practical life
@JunaidKhan-qf1ud7 ай бұрын
Great job molana sahab there is need to change our vision and raise our voice against this system being a muslim
@SameerKhanha8 ай бұрын
Inshallah one day i will meet ❤ you
@AsifShaikh-00779 ай бұрын
MashaAllah Nice ...
@shoukatiqbalgoraya16717 ай бұрын
Mufti Sahab aapki baat 100% theek hai
@RanaAdeel-c2uАй бұрын
Mashallah mufti sab
@user-ot3xj9rj8x9 ай бұрын
Hum India se h gajiyabad se apke byan kafi ache
@user-ot3xj9rj8x9 ай бұрын
As Salam alykum molana shaeb im from India uttar pardesh aap deobaand kb a rhe ho
@hulkman1299 ай бұрын
@@user-ot3xj9rj8xdeo ko band kerna chor do
@mir_tabu8 ай бұрын
Aslaam alaikum mashallah buhat acha bayan diya apne mulana shahab .mera aik sawaal hai aap bas aurat ko point kr rhe ho ab agr yahi cheezai marad dohraye toh aurat ka koi haqq nhi hai ki wou uss se talakh de ya kuch aur ?
@SaadShahid-z2y9 ай бұрын
mufti sahab great wordings
@nizamnizam74782 ай бұрын
Allah raham farma aamin summa aamin Allah aesi ourton ko hidayat de aamin summa aamin
@minalkhan68696 ай бұрын
Bilkul sahi farmay rahy hain MN bhi ek oaat hun
@Itx_Mr_Vicky9 ай бұрын
5:06 is the best time❤
@Mdjibonjibon-b1w7 ай бұрын
Im Bangladesh 😊but i love Pakistan ❤and love you Pakistani vai oi 😊😊
@MajidAli-ql5em6 ай бұрын
Bilkul thiek kkaha molana sahab u are right 💯
@NaseerItoo-dy4ub7 ай бұрын
Such kaha aap ne molana tariq masood sb❤
@Zeroflex-fk3xc5 ай бұрын
Wah Marshall bhoot sikha is bayan say.
@mhammad63966 ай бұрын
Molvi saab lake of information
@imzashafeeq86649 ай бұрын
Handoffs to your work you are doing really good 🇮🇳🇮🇳🇮🇳....
@ShaikhNaved-fd4ze7 ай бұрын
Allah ham sab muslmano ki kabhira sagirah gunaho ko maf kare ameen 🥺🥺❤️🩹😭🕋🇮🇳🤲
@attiyaafzal27928 ай бұрын
I am 29 years old....Meri Ami g to abi b hmn mar dyti hn....and bht strict ri hn mri mother baba mere out of country re h. Meri mother ne hmre uppr hr lhz se nzr rkhi.....means esa environment bnyia hua Jo k abi tk hai k bhr Jo b kch ho sai ho glt ho har bat a kr hm sb bhen Bhai dscs krte hn aj b.....and phones hm b use krte hn.....but Alhamdollillah Allah ka krm hai kabi b kch glt use Ni kiya....and Meri mother to gusse aye to abi mar par jati hai UN se mgr hm UN k smne blte ni JB wo gusse mn h .....sari bat ka khulasa ye hai k ger ka environment or Islamic education bht matter krti hua...ensan burai se bacha rhta hai...... Alhamdollillah 6 Saal se job kr ri hn kabi kch glt ni kiya daily a ri hn daily ja ri hn Apne kam se kam rkhti....to family environment mattr krta bht......
@Sadiktalat7 ай бұрын
Ji mashaAllah Aap ki ammi ne bhot Apaki Tabiyat ka dhyan rakha kyuki single mother hote hue bhi bhot Tawajjo di.
@mdfcajmain7 ай бұрын
Good,
@mdfcajmain7 ай бұрын
Apki mom bht achi environment di apne, and as u knw very well what is right & what is wrong now u understand.😊
@zakirullah94017 ай бұрын
Shadi Karni hai??
@chaudaryarslan49677 ай бұрын
❤
@shaikhzaday61176 ай бұрын
100 taka sahi supported🎉
@MahzalaWazir19 күн бұрын
Great ❤❤
@neyazahmad32889 ай бұрын
Bhut hiii khubsurat video haii real haii ye baate ...
@itshash62168 ай бұрын
Mushkil hay es bt ko digest karna aurat zat ky khilaf sab sunna lkn ya sach hay we have to digest it .
@uvesansari79929 ай бұрын
Allah aapko jazae khai ata farmaye
@faisalkhan99859 ай бұрын
Jezakomullaho haira
@fariakhan70446 ай бұрын
You are 100% right
@kkstitchingandfashiondesigning9 ай бұрын
Mufti sahab ap k bayanaat bht shoq say sunti ho Mashaa Allah AJ ap bht sakht Alfaz use kar rae ha asi aurtain isi qabil hoti hain par AJ ap k moh say asi sakti achi nai lagi Main ap ka 4 shadio wala byan khud b sunti ho apnay shohar ko b sunati ho mjhay lagta tha k main apnay shohar ki dosri shaadi p b lagta tha dil say razi honaogi Par ak din maray shohar nay such m dosri shaadi ki baat ki mjhay dost smjh kay baat btai k fala jagah main dosri shaadi ka paygham lay jaoga mjhay itna gussa aya k wo b hairan rah gae or main khud b haran reh gae k mjhay ho kia gaya tha mjhay tau koi athraz nai tha ab kia hogya