Great adjustment dear❤ but bhai baisar uper ki dono side dalni chahiye ishse Allin ment ek dum sahi ho jati h or under ke 6 mm lkey bolt nikal kr uski jagah 12 mm ke t goti bolt dal dene chahiye qki l key bolt bdi muskil se khulte h or slip hone ka bhi chance jyada rehta h❤
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Thank you so much Bhai aapki information share karne ke liye yah Baat Mere dimag mein bhi I Thi But main video mein Bata Nahin Paya isliye maine aapka is comment ko pin kar diya hai Taki Jab Bhi Koi Bhi Mera comment box khole to sabse pahle aapka yah wala comment Pade aur isase aur acchi tarike se apni gadi ko theek kara sake thank u so Mach
@yogeshshinde13585 ай бұрын
Sir apka video bahot helpful hai., Maine ye alignment vale se karva ke Liya usne bhi apki video dekhi. Mere Bridgestone tyres bahut ghis rahe thee. 10000km me hi naye tyre aadhe ghis gaye, ab alignment ke Baad 5000 km aur chalaya lekin tyre baadme vaise ka vaise hain. Dhanyavad aisehi video banate rahiye😊
@NanoTouring8 ай бұрын
Yahi video ki talash thi bhai.. aaj mila.. thanks..❤
@nautiyaljivlogs8 ай бұрын
Thankyou
@pravindubey81366 ай бұрын
Bhai meri bhi gadi sem aisi hai aur problem ko aapane bahut acche se samjhaya
@dancing-we6by2 жыл бұрын
Me bahut parisan hu is problem se per apka jugad best he thanx yaar
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Welcome 🙏
@rahulgogoi24362 жыл бұрын
Best solution for this confusing problem, mera bhi same problem hai,every year tyre change karna parta hain,abhi problem solve karna parega
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Thankyou ji
@tinkoovirdi3384 Жыл бұрын
Nice वीडियो I have नैनो I love नैनो
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Thankyou 😊
@pawan138072 жыл бұрын
Usefull jugad..... Thank you
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Thankyou ji
@challengingchannel31023 ай бұрын
Thank you bhai👑 ❤
@nautiyaljivlogs3 ай бұрын
Welcome 🙏
@chandu5892 жыл бұрын
Best solution brother.....maja aa gaya
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Thankyou sir
@liln18403 ай бұрын
Tayre khana band ho jayga magar ye karne ke bad riks badh jayegi qki darm pelt me jo caller bana he uska sapot nikal jata he or lod pura wo jo 4 lnky bold pe ajayga jo ki kabhi bhi tut sakte he isliya ye jugad sahi nahi gadi agar city me he to thik he lekin outside me agar bolt tut gaya to kafi pareshani hi jayegi
@AbdulAhad-ux1of Жыл бұрын
भईया तो क्या वसार वहां रख देना पड़ता है या वेल्डिंग भी करना पड़ता है
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Welding Nahin Karani padati sirf Vasa Uske Bolt Mein laga dena Hota Hai bus
@nirmaltinkoo47782 жыл бұрын
Nice vedio
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Thankyou
@anantthube887Ай бұрын
Bhai meri nano kafi bump karti hain slow speed pe jab bhi chalta hain.. vo bhi iska hi problem hhi sakta hain? Aur kya ye solution kam karega ye problem main?
@jaymeena70322 ай бұрын
Bhai kya aapki gadi ke tyre ab bhi sahi hai? Meri nano me bhi yahi problem aa rahi hai. Kya alliment vala kar dega?
@nautiyaljivlogs2 ай бұрын
Alignment wale se Karva sakte hain per Ab To Iske Aarambh saste ho gaye hain boodmo mein ek Army ka 131400 ka Mil Jata Hai usko aap dalva le vah Jyada behtar rahata hai
@AbdulAhad-ux1of Жыл бұрын
भैया अल्लाइमेंट सेंटर मै hi होगा या लोकल गरज मै भी करवा सकते है
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Local me bhi kr skte ho
@rishabhghabru35982 жыл бұрын
Thank you bhai ji 🙏🏻
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Welcome 🙏 bro
@saumitramahanta4133 Жыл бұрын
Same thing l am also doing.its working .....
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Thankyou sir
@letsgethandsdirty Жыл бұрын
Where u did it??
@ArjunSingh-ib2yw2 жыл бұрын
Thank u bhai Thank u so much,
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Welcome
@hemantpareekk Жыл бұрын
Bhai Noida Delhi me kaha karwa sakte hain ye? Koi reference?
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Aisa to Koi reference nahin hai mere pass per aap jisse bhi alignment Karate Ho usko yah chij bata sakte ho ki Aisa karna hai to ho sakta hai ki vah Kuchh extra paise Lekar kar de
@gauravsifat1459 Жыл бұрын
Bhai meri gadi mai bhi same dikat hai btao kahaa ana hai panipat se hu mai aap vala same model hai mera
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Bhai Maine video mein Bata rakha hai ki kya karna hai aur kaise karna hai Main Khud yah Kam Nahin karta hun maine bhi kisi se karvaya tha aur jisse karvaya Tha vah Ab Yahan Se Ja chuke hain matlab Apne Gaon ki side to main Unse bhi aapka contact Nahin kara Sakta to Jis tarike Se Maine video mein bataya aap Usi tarike se kam kara Lijiye
@gauravsifat1459 Жыл бұрын
To bhai btao fir ky Karu ab mai bohot. Problem hori hai meri gadi mai to do baar to tyer change ho chuke hai or ek baar accident ho chuka hai kuch help Karo Bhai koi jankar ho or tyer saste mile or kaam ho Jaye gadi ka aligment k sath
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
@@gauravsifat1459 aap apni Gadi ke real ke Aaram change kara dijiye yah problem real Aaram band hone ki vajah se Aati Hai real band hone se element out Ho Jaati Hai Piche ki Jiski vajah se taiyar khati hai jo hai 3500 tk ke hoge rupay ke Aate Hain
@tinkoovirdi33845 ай бұрын
भाई रहते कहा हो
@AshishRana12 жыл бұрын
Nano ke shocker kese check kre ? Ki sahi kaam krre hai ya nahi. Ispr bhi video bna do
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Okay jaldi Banaunga
@vishwasbukane56672 жыл бұрын
Acha jugad hai.... Mujhe ye puchana hai ki... power staring gadi nahi hai to... Koyi zada problem nahi hoti hai kya.. muze bhi nano Leni hai... XT model leneka bajet nahi hai.... To staring ka problem mahsus hota hai kya.....
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Gadi ko chalane mein koi problem nahin aati le lo car ko
@manzoorbhat18192 жыл бұрын
Thank you brother
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Welcome 🙏
@shyamparmar741 Жыл бұрын
कहा से हो
@nautiyaljivlogs11 ай бұрын
Uttrakhand se rahata Noida mein hun
@SAGARPATIL-ze8gz2 жыл бұрын
Super technical support
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Thankyou
@kpmanish12111 ай бұрын
Mera nano twist me bhi ye problem hai ...kayi jagah par dikhaya hu sb bol rahe hai ki rear arm badlna padega
@nautiyaljivlogs11 ай бұрын
Ha ji badlna hi pdta h nhi to ye Jo mene jo video dikhya vo krna pdta.
@kpmanish12111 ай бұрын
@@nautiyaljivlogs dhanywad
@jaishreeradhe3122 жыл бұрын
Bhai Tata nano 2013 model 45000 Lx model hai 50000 km Chali hai Lu Ya naa lu kiuki Pata lage lene ke bad tyres change krate rhu 🤔🤔🤔
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Kal aap mujhe contact krna 8178012831kya kya check krna h bta dunga mere pass bhi 2013 lx hi h
@stocker43212 жыл бұрын
Cost kitna hai?
@navedthakur3637 Жыл бұрын
Bushing ka problem to nahi ho sakta na?
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Ha bush ka bhi ho skta h
@sopn40052 жыл бұрын
👍👍👍
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Thankyou
@chandu5892 жыл бұрын
Thanks a lot
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Welcome sir
@sampadathakur194 Жыл бұрын
Thanks
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Welcome 🙏 ji
@kumarviveck00772 жыл бұрын
Engine jin bhi tyers se connect hoga vo jada katam hoge na ki dusre .....
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Ji ha
@brkpets200310 ай бұрын
Nano car rear wheel wearing problem solutions
@nautiyaljivlogs10 ай бұрын
Bhai uske liye pure haf ko kholna padta hai to Jab Meri gadi Mein Kabhi problem Aaegi to uske liye tab Banaunga video Aise Mein Kuchh dikha Nahin sakta hun aapko
@SRafi-zp2ur Жыл бұрын
Bhai agar frent tyre ho to
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Front tyre Mein To alignment Ho Jaati Hai Aur suspension mein agar koi problem hoti hai to bhi alignment out Hoti Hai sath mein iska camer bhi karna Hota Hai front Mein To Har Koi kar deta hai alignment wala
@katu_shyam Жыл бұрын
Koi..nano..bakay..hi
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Nhi ji
@nazimakhtar41122 жыл бұрын
sir hamare bhi tata nano me waser laga hua h problem solve hogai thi kuch mahine baad phir ghisna chalu hogaya kya problem ho sakti h
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Yadi 1 Bar washer lagakar theek ho gaya tha to aapko fir se alignment check Karani Hogi yadi vah Dobara hota hai to aapko arm hi change Karana hoga arm change karne se pahle fir se alignment check karaen tyre ki
@sunilsaini11142 жыл бұрын
Har 6 month me alignment Kara lo
@ansariosama69602 жыл бұрын
Kitne ka hai plzzz batao
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Kya chiz kitne ka h
@ansariosama69602 жыл бұрын
@@nautiyaljivlogs rear arm
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
@@ansariosama6960 boodmo me 2569 ka bhi h orr 1617 bhi h Google me dekhna
@mohammadjamal55172 жыл бұрын
Tata nano hamko up kushinagar no hay to chahiy
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Jarur btaung agr hogi koi to
@aabidbeig43372 жыл бұрын
Bhai meri company fitid cng hai nano .usme problem AA rhi hai chalte chalte gadi cng se petrol pr convert ho rhi hai apne aap.aur uska cng convert switch bhi parking se mis ho gya hai but cng pr ye problem pahle bhi aa rhi thi jub iska switch tha
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Bhai aapko apni gadi Mein sabse pahle cng check Karani padegi CNG ki Kahin Se gadi CNG leakage to nahin kar rahi hai dusra chij iska Jo regulator hota hai aage usko bhi Ek bhai check kara lena ine donon chijon se bhi Aisi problem Aati Hai yadi isase Ho Jaaye to theek Nahin to Fir Uske bad Puri Gadi Ki Jo CNG kit hai use check karna padega ki Kis chij Mein problem hai usmein thoda time lagta hai to pahle aap yah chij check karaea FIR batana ki hui ki nahin FIR main aapko Aage ka process bataunga
@explorer4850 Жыл бұрын
Bhai Scanning Karwalo usme Fault aa jyega
@chandu5892 жыл бұрын
Main bhi yahi problem face kr raha tha
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Fir aapne kya kiya Isa problem ke liye
@krishanvatsvats28092 жыл бұрын
Sir ye paroblam meri nano bhi hai
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Ab thikk ho gai
@vikeshnautiyal16912 жыл бұрын
✨💯
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Thankyou
@happyclub7199 Жыл бұрын
same problem
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
I hop aapko Jankari Mili Ho is video se
@ranarana-jo8gh2 жыл бұрын
MM ke hisab se washal dalti hai
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Washal ke Hisab se hota h
@Dr.Woodcraft2 жыл бұрын
Kitna average milta hai tata nano me
@nautiyaljivlogs2 жыл бұрын
Car chalane ke upar Hota Hai ki aap kis tarike Se car ko chala rahe hain vaise Mujhe Jo Highway per Deti Hai yah 27 se 30 plus hi rahata hai aur jo city mein rahata hai vah 18 se 20 Hota Hai average
@Dr.Woodcraft2 жыл бұрын
@@nautiyaljivlogs meri nano to highway pe 16 se upar ka average kabhi deti hi nahi air city me 13 14 ka hi milta hai kya problem ho sakti hai
@stocker43212 жыл бұрын
@@Dr.Woodcraft Mera Highway me 20 deta hai
@khangjim9879 Жыл бұрын
@@Dr.Woodcraftspark plugs change karwalo. Throttle saf karwalo.
@nazimakhtar5492 Жыл бұрын
bhai mere tata nano me ak do log baithte h gaari ak dam baith jati h sokar spring sab badal diya
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Bhai is Gadi ke Jo aapane shocker dalvaya hai vah mujhe Jo lagta hai sokar soft ho gaye hain Jiski vajah se vah niche Baith Ja Rahi Hai gadi Kyunki naye shocker karo kabhi kabhi yah problem a Jaati Hai
@jkkhan8956 Жыл бұрын
Kitni badi 12 minats video banye bhai 2 mint kam 😅
@nautiyaljivlogs Жыл бұрын
Bhai detail bhi to Batani thi achh smjh aaya ya nahi aaya