Mujhe bar bar haiz ajara hai mera tawafe ziyarat nahi ho para hai
@ZaadeMuslim Жыл бұрын
jab tak haram mein hain, blood rukne ka wait karein,agar na ruke aur watan loutne ka time ajaye,flight bhi delay nahi ki jasakhti,to haiz hi ki halat mein tawaf karle ,iske sath sath ek qurbani camel,cow ya buffalo ki wajib hogi.aur ye qurbani HUDOOD E HARAM mein hodi. walla hu ahlam.
@inshagul9401 Жыл бұрын
Taif mai ehram bhandna ol wha sai akar umrah krna zorure hai
@inshagul9401 Жыл бұрын
Kya taif sai akar haji ko umer krna zorure hai
@zainabumar556 Жыл бұрын
Agr kisi unmarried se tafaf E zayarat miss ho to us ke liye biwi ke halal or Haram hony ka Kia hukam ha
@inshagul9401 Жыл бұрын
Agar koye haji bemaar hogaya means critical condition mai hoga jiski waja sai uska tawaf e ziyaarat chod jaye.... 13 zil haj kay baad kr sakhta hai
@ZaadeMuslim Жыл бұрын
13 zilhaj ke baad bhi tawafe ziyarat karsakhta hai,or karna hi hai kyunke tawaafe ziyarat farz hai without iske hajj complete hi nahi hota.magr 12 zilhaj se late karne ki wajah se ek bakra ya bade jaanwar ka ek hissa qurbani haram ke andhar dena wajib hoga. wallu ahlam.