Taweez Karwanay Walay Insaan Kay Saath Khud Kya Hota Hai? Explained Sarfraz Shah

  Рет қаралды 107,189

Alieftv

Alieftv

Күн бұрын

Пікірлер: 143
@funwithkids3825
@funwithkids3825 20 күн бұрын
Mashalla bohat achi video hai lakin dukh yeh hota hai ke hum 1400 salon say abi tak basic cheezon say waqif hi nahi howay
@AishaTayyaba
@AishaTayyaba 2 ай бұрын
الله أكبرﷻ سبحان الله مُحَمَّد ﷺﷺﷺﷺﷺﷺﷺماشاءاللہ جزاك اللهُ 🎉🎉🎉❤
@CookingwithZebunNisa
@CookingwithZebunNisa 3 ай бұрын
ماشاءاللہ بہت خوبصورت گفتگو اللّٰہ تعالیٰ ہمیں عمل کی توفیق عطا فرمائے آمین ثم آمین 🌺
@AmnaKhan-u9u
@AmnaKhan-u9u 2 ай бұрын
Beshak Iman Wala hi dor rahan gae
@shaheensarwar3406
@shaheensarwar3406 3 ай бұрын
رب تعالیٰ ہم سب کو ہدایت دے آمین
@ziashah-rb8wx
@ziashah-rb8wx 2 ай бұрын
Bilkul sahi kaha Shah sahab ap ny
@IsraGul-sm7mq
@IsraGul-sm7mq 2 ай бұрын
MashaAllah great video
@ibraheemyasir192
@ibraheemyasir192 Ай бұрын
Zabadest
@ghulamfatima-ot2xe
@ghulamfatima-ot2xe 2 ай бұрын
Excellent bohat aala byshak ❤
@haniakhan2644
@haniakhan2644 3 ай бұрын
My favourite personality,,shah sahb❤❤
@raheelahmad8978
@raheelahmad8978 3 ай бұрын
❤❤❤ Beyshuk ❤❤❤
@naziamalik22
@naziamalik22 2 ай бұрын
Bilkul sahi❤
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
Shah Sahib ka zindagi ka tajerba kafi mehdood, balkay bachgana hay.
@majzubmajzub2650
@majzubmajzub2650 2 ай бұрын
ماشاء اللہ
@faridafaheem1206
@faridafaheem1206 2 ай бұрын
Salamat Rahe sar
@lubnaghazanfarali706
@lubnaghazanfarali706 3 ай бұрын
SubhanAllah JazakAllah g
@tahirzaman9438
@tahirzaman9438 2 ай бұрын
Shah Saab the great.
@Fakhrakhan-hs4hd
@Fakhrakhan-hs4hd 2 ай бұрын
Bht zbrdest..
@naheedatique2617
@naheedatique2617 2 ай бұрын
MashaAllah Zabardast
@waheedsaeed3630
@waheedsaeed3630 3 ай бұрын
Great program thanks . We just need truth.
@CulturalCantersYT
@CulturalCantersYT 2 ай бұрын
Kroro ki bat ki ha ap ne bht khubsurat baten krte hen ap
@pirdola8483
@pirdola8483 2 ай бұрын
ما شاء الله
@NusratShehbaz
@NusratShehbaz 3 ай бұрын
Excellent way of teaching May Allah bless him
@IrfanSamdani5775
@IrfanSamdani5775 2 ай бұрын
Zabardast
@daddurrani5784
@daddurrani5784 2 ай бұрын
Dr.Alama I.I Qazi was the real scholar who use to deliver scientific knowledge.
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Kon si science? Taweez-gandon ki?
@Dmleo7
@Dmleo7 Ай бұрын
Baba jee practicing aap khud bhe ho jayain darhi rakh lain aur Quran Paak aur Ahadees main jo Allah aur Allah k Rasool nay jo Farmaya hai agar usko he explain kr diya jaye qoum ko to that would be real effort. Haq baat batai jaye logoin ko bjaye sheikh saadi sahab nay jo farmaya hai socha hai wo bataya jaye.
@omarnaeem572
@omarnaeem572 Ай бұрын
Assalam u Alaikum Warehmatullah
@December4833
@December4833 3 ай бұрын
اللہ پاک ہم سب کو ھدایت دے امین❤❤❤
@zahoorahmed1406
@zahoorahmed1406 20 күн бұрын
Amal saye Zindagi banti hay janat be jahanum be.
@riazaftabgill5347
@riazaftabgill5347 3 ай бұрын
Very very best your think Great take
@alieftvnetwork
@alieftvnetwork 3 ай бұрын
Many many thanks
@lalaatif2199
@lalaatif2199 2 ай бұрын
Slam Shah jee nazer e kram
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Abay, kia shirkia batain ker raha hay?
@omarnaeem572
@omarnaeem572 Ай бұрын
I want to meet Shah sahab. I can meet in rawalpindi and lahore both. Wherever is possible
@Truelight-p4e
@Truelight-p4e Ай бұрын
اینکر چینی ہونے کے باوجود اچھی اُردو بول رہا ہے
@izdha7767
@izdha7767 2 ай бұрын
Why does this host keep repeating whatever guest is saying. It honestly seems like he’s insecure and doesn’t want the guests to take control of the show.
@JavedIqbal-c6s
@JavedIqbal-c6s Ай бұрын
😂 True.. Or may be he is into some mental illness.. lol
@sirat-e-mustaqeem2496
@sirat-e-mustaqeem2496 Ай бұрын
Yes it is kind of irritating that why he is keep repeating his guest words. I don't know what he want to prove
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Khuda, Taqdeer, Karma: Yahan aisay log bhi hain, jin ka sab kuch chin chuka hay. Hamain unhain dekh ker afsos hota hay kay, un ki tamam qabliatain aur mehnatain Khuda nay chashm-e-zadan main zaya ker din. Aisa zulm! Un ki tamam duain aur azkar la-hasil rahay, jaisay sada-ba-sehra, yani sal-ha-sal per muheet tapassiayn Khuda kay han na-maqbool raheen. Ba-zahir jin logon nay un per zulm kia, wo dashkaray aj bhi usy terhan phel-phool rahay hain, unhain kuch naheen huwa. Akhir Khuda ko in zalimon ko isy dunya main saza denay main kia herj hay? Kia yea zalim log Khuda kay mehboob hain? Aisa legta hay, in logon ko shayed peda hi apnay kisi pichlay janam kay buray Karma ki saza katnay kay liay kia gaya tha. Akhir kitni dahayon tek koi Khuda ki rehmat ka muntazir reh sekta hay? Koi insani rooh kitni zillatain aur zayadtian bardasht ker sekti hay? Kabhi to wo keh uthay ga, kay Koi Khuda naheen hay.
@MehwishKashif-z7u
@MehwishKashif-z7u 2 ай бұрын
I can understand pain in ur words, I also suffering same, zalim log phal phool Rahe mazeed zulm kerne ma Lage hoe, unhe anch b nai ati, mazloom ki mental, physical health kharab ,zindagi barbad or Khuda bus dekh Raha ha bus Kuch nai kerta aise logon ki na zuban band kerta ha, na un k hath rokta ha na unke dimagh ko Kuch HOTA hai, Jo hota ha vo zulm sehne wale k sath hota ha vohi zalil o khuar rehta hai, Mera b ye sawal ye Kahan ha Khuda Jo Apne bandon per meherban ha!!!
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
@@MehwishKashif-z7u Ap ko in alfaz main apnay dard ka aks nazar aya. Yea koi ba'is-e-itmainan bat to nahin hay, laikin chalain, koi tu hem-hal-o-hem-zuban mila. Gay din kay tenha tha main anjuman main... Hairet in ulma per hay, jo awam-un-nas ko tifel-tasallian detay rehtay hain, kay Khuda Rab hay, aur apni makhlooq ko palnay main laga huwa hay, bin mangay hi kaynat kay khazanay in maflook-ul-hal logon per luta raha hay. Jab un say is dunya main honay wali ziyadtion kay baray main poocha jay, to wo is ka ilzam khud insan per laga detay hain, goya Khuda yea kaynat bana kay kisi konay main beth gaya ho, aur wahan say halat ka mehaz jaeza lay raha ho. Jab-kay khud Khuda kay apnay bayan kay mutabiq Wo is kaynat ka sirf shahid nahin, balkay is per hakoomet ker raha hay. Maslan, "We built the universe with great might, and We are certainly expanding it." [Adh-Dhariyat 51:47] "There is no moving creature on earth whose provision is not guaranteed by Allah. And He knows where it lives and where it is laid to rest. All is written in a perfect Record." [Hud 11:6] "Say, Have you considered: if your water was to become sunken [into the earth], then who could bring you flowing water?" [Al-Mulk 67:30] Khuda kay Rehman honay kay daway kay ba-wajud jab insan zulm aur zillaton kay hisar say baher nahin nikal sekta, to yea sochna perta hay, kay kahin yea us ki Taqdeer, yani Khudai faisla, to nahin. Kisi alim say poocha jay, kay Taqdeer kia bala hay, to un ki sitti gum ho jati hay, aur wo mozu badalnay legtay hain. Badi-ul-nazar main yea kaha ja sekta hay, kay Hindu Dharm nay hi is maselay ko sahih samjha hay, kay insan kay an-ginet janam hotay hain aur insan kay sath kisi bhi janam main jo kuch pesh ata hay, wo us kay pichlay janmon ka Karma hota hay. Aisa hota rehta hay, hatta-kay us ko is Samsar say achay Karma yan Khuda ki rehmat ki waja say azadi (Moksh) mil jati hay. Sirf is hi tanazur main Taqdeer ka khair aur sher samjha ja sekta hay. Ba-sooret-e-deegar yea kehna paray ga, kay yan to Khuda unjust hay aur Wo jan boojh ker apnay kisi plan kay tehat kuch logon per zulm ker raha hay, aur kuch doosron kay samnay hath bandhay khara hay - un kay ishara-e-abroo ka muntazir - yan Us say kaynat chel hi nahin rahi, jo kay baed-az-qayas bat legti hay. Jab hem yea dekhtay hain, kay yea khabees log jitna chahay doosron per zulm ker lain, inhain kuch nahin hota, insan ki tamam duain/Azkar/Sadqat bay-asar rehtay hain, to aik waqt ata hay, kay insan yea sochnay per majboor ho jata hay, kay in logon nay hamaray sath koi zulm nahin kia, balkay inhon nay sirf-aur-sirf Khuda kay agent kay tor per hamain saza di hay (yani yea bay-qasoor hain), aur in zehreelay hlat ki sooret main hamara apna Karma hamaray samnay aya, tab hi in zalimon ko kuch nahin hota. Agar aisa hay, to Abrahamic religions nay, ba-shamool Islam, insan say yea haqeeqat kion chupai? Yan, in kay pas mukammal sacchai nahin hay? Asal amli sawal ba-her-hal yea hay, kay aisay pisay huway log kia karain? Khuda ka koi Zikar/Ibadat/Sadqat bhi agar asar na karay, to kia kia jay? Phir samajhna ho ga, kay mamlat in Azkar-o-ibadat say berh ker hain. Yea koi Karmic settlement, yani Taqdeer, ka issue hay. Kia aisay mazloom log zindagi ki dor say pichay het jain, kion-kay inhon nay to dhakkay hi khanay hain, yani mazeed zekhm aur zillatain sehnay hain? Yan, us biblical hidayet per amal karain, jo Gospels main Jesus kay hawalay say manqool hay: "But I say unto you, Love your enemies, bless them that curse you, do good to them that hate you, and pray for them which despitefully use you, and persecute you" [Matthew 5:44, KJV] Kia hem in ghaleez logon kay liay duain kerna shuroo ker dain, jinhon nay hamara sab kuch cheen lia? Kia phir yea pisay huway log zillaton ki daldal say nikal payn gay?
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
@@MehwishKashif-z7u 1/3: Ap ko in alfaz main apnay dard ka aks nazar aya. Yea koi ba'is-e-itmainan bat to nahin hay, laikin chalain, koi tu hem-hal-o-hem-zuban mila. Gay din kay tenha tha main anjuman main... Hairet in ulma per hay, jo awam-un-nas ko tifel-tasallian detay rehtay hain, kay Khuda Rab hay, aur apni makhlooq ko palnay main laga huwa hay, bin mangay hi kaynat kay khazanay in maflook-ul-hal logon per luta raha hay. Jab un say is dunya main honay wali ziyadtion kay baray main poocha jay, to wo is ka ilzam khud insan per laga detay hain, goya Khuda yea kaynat bana kay kisi konay main beth gaya ho, aur wahan say halat ka mehaz jaeza lay raha ho. Jab-kay khud Khuda kay apnay bayan kay mutabiq Wo is kaynat ka sirf shahid nahin, balkay is per hakoomet ker raha hay. Maslan, "We built the universe with great might, and We are certainly expanding it." [Adh-Dhariyat 51:47] "There is no moving creature on earth whose provision is not guaranteed by Allah. And He knows where it lives and where it is laid to rest. All is written in a perfect Record." [Hud 11:6] "Say, Have you considered: if your water was to become sunken [into the earth], then who could bring you flowing water?" [Al-Mulk 67:30]
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
@@MehwishKashif-z7u 2/3: Khuda kay Rehman honay kay daway kay ba-wajud jab insan zulm aur zillaton kay hisar say baher nahin nikal sekta, to yea sochna perta hay, kay kahin yea us ki Taqdeer, yani Khudai faisla, to nahin. Kisi alim say poocha jay, kay Taqdeer kia bala hay, to un ki sitti gum ho jati hay, aur wo mozu badalnay legtay hain. Badi-ul-nazar main yea kaha ja sekta hay, kay Hindu Dharm nay hi is maselay ko sahih samjha hay, kay insan kay an-ginet janam hotay hain aur insan kay sath kisi bhi janam main jo kuch pesh ata hay, wo us kay pichlay janmon ka Karma hota hay. Aisa hota rehta hay, hatta-kay us ko is Samsar say achay Karma yan Khuda ki rehmat ki waja say azadi (Moksh) mil jati hay. Sirf is hi tanazur main Taqdeer ka khair aur sher samjha ja sekta hay. Ba-sooret-e-deegar yea kehna paray ga, kay yan to Khuda unjust hay aur Wo jan boojh ker apnay kisi plan kay tehat kuch logon per zulm ker raha hay, aur kuch doosron kay samnay hath bandhay khara hay - un kay ishara-e-abroo ka muntazir - yan Us say kaynat chel hi nahin rahi, jo kay baed-az-qayas bat legti hay. Jab hem yea dekhtay hain, kay yea khabees log jitna chahay doosron per zulm ker lain, inhain kuch nahin hota, insan ki tamam duain/Azkar/Sadqat bay-asar rehtay hain, to aik waqt ata hay, kay insan yea sochnay per majboor ho jata hay, kay in logon nay hamaray sath koi zulm nahin kia, balkay inhon nay sirf-aur-sirf Khuda kay agent kay tor per hamain saza di hay (yani yea bay-qasoor hain), aur in zehreelay hlat ki sooret main hamara apna Karma hamaray samnay aya, tab hi in zalimon ko kuch nahin hota. Agar aisa hay, to Abrahamic religions nay, ba-shamool Islam, insan say yea haqeeqat kion chupai? Yan, in kay pas mukammal sacchai nahin hay?
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
@@MehwishKashif-z7u 3/3: Asal amli sawal ba-her-hal yea hay, kay aisay pisay huway log kia karain? Khuda ka koi Zikar/Ibadat/Sadqat bhi agar asar na karay, to kia kia jay? Phir samajhna ho ga, kay mamlat in Azkar-o-ibadat say berh ker hain. Yea koi Karmic settlement, yani Taqdeer, ka issue hay. Kia aisay mazloom log zindagi ki dor say pichay het jain, kion-kay inhon nay to dhakkay hi khanay hain, yani mazeed zekhm aur zillatain sehnay hain? Yan, us biblical hidayet per amal karain, jo Gospels main Jesus kay hawalay say manqool hay: "But I say unto you, Love your enemies, bless them that curse you, do good to them that hate you, and pray for them which despitefully use you, and persecute you" [Matthew 5:44, KJV] Kia hem in ghaleez logon kay liay duain kerna shuroo ker dain, jinhon nay hamara sab kuch cheen lia? Kia phir yea pisay huway log zillaton ki daldal say nikal payn gay?
@Romeo-ju8gg
@Romeo-ju8gg 3 ай бұрын
Shah saab is an amazing personality
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Actually pretty dull.
@FarooqAzam-s4d
@FarooqAzam-s4d Ай бұрын
Acha. Ya. Logh. Kisi. Ghreeb. Ko. Milta b ni kuhod. Min na. Bhoot dakha ha
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Asal cheeze dunya ki zindagi hay. Jisay is dunya main kamyabi nahin mili, usay Akhret main kia milay ga? Agar yea koi ghair-aihem shay hoti, to Khuda insan ka Rizq danton main daba kay na betha hota. Koi to bat hay, kay log Azkar aur Tapassyaon kay pahar kharay ker detay hain, Duain mangtay un ki zindagani beet jati hay, laikin Khuda tes say mes nahin hota. Doosri janib wo razeelon ko zor-o-shor say pal aur un per fida ho raha hota hay, jaisay Us nay in razeelon ka koi qarza yan bhetta dena hay. Koi to chekkar hay yahan. Akhir Khuda kay pait main in razeelon kay liay itni dard ho hi kion rahi hay? Badi-ul-nazar main to Us nay kisi ka bhi koi qarza yan bhetta nahin dena, laikin choonkay Wo kuch makhsoos logon per bicha chala ja raha hay, chahay wo badkar hon yan normal say insan, is liay kaha ja sekta hay, kay yea Karmic retribution hay. Taqdeer ka khair aur sher! Taqdeer akhir kia bala hay, jis kay baray main aj tek koi nahin jan saka? Yea kon banata hay, aur kis bunyad per. Agar pichlay janmon kay Karma ki bunyad per nahin, to phir kis per? Khuda akhir is dunya main insan ki zindagi main mudakhlet ker hi kion raha hay? Is kay pas kernay kay liay koi aur kam nahin hay? Kia us nay Akhret main insan ka hisab nahin lena? Agar Wo insan kay faislay khud ker raha hay, to phir hisab-kitab kaisa? Agar mudakhlet kerni hi hay, to phir zalim kay khilaf kion nahin kerta? "Munsif ho, to ab hashr utha kion nahin detay?" Behter yea hi ho ga, kay Khuda insan ka picha chor day. Hamain Us say kuch nahin chahyea, wo sirf hamaray rastay say het jay, takay hem apni zindagi kay faislay khud ker sakain, aur apni salahyaton aur mehnaton kay mutabiq kuch hasil bhi ker sakain. Fil-hal to Khuda nay hamara seb kuch apnay danton main dabaya huwa hay. Yea insan ka kam nahin hay, kay wo mehnatain karay, aur phir Khuda say kamyabi ki bheek mangay. Yea us ki bay-izzeti hay.
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
WAZAIF KI HAQEEQAT BA-MUQABLA MANTRAS AUR POSITIVE PSYCHOLOGY: Shah Sahib kay baqol, wazaif, yani kuch alfaz ki takrar, say kuch sound vibrations peda hoti hain, jo insani dimagh kay kuch hisson ko mutassir kerti hain, aur is terhan insan behtar andaz main sochnay legta hay (shayed stress and angst relief kay ba'is), yani Khuda ka zikar koi Dua, yani Ibadet, nahin hay. Hairet hay, aik Mus*lm*n zakir aisa secular view rekhta hay, kay Khuda kay kalam ki haisyet sirf itni hay, kay wo kuch khas sounds peda ker kay hamaray wajud ki acoustic/sonic therapy ker sakay. Yea more or less Hindu understanding of mantras hay. Hindu mantras to Mus*m 'mantras' say bohet ziada puranay, yani better tested hain, to kion na Mus*lm*n bhi Hindu mantras kerna shuroo ker dain, shayed un ki halet behtar ho jay, kion-kay Isl*mi azkar to bay-asr hain. Akhir Azkar kay asr ko samnay anay main kitna arsa darkar hota hay -- agar in alfaz main koi asr hay (bhi)? Modern psychology, khasoosan positive psychology, bhi aisay gur sikhati hay, kay agar mareez, yan wo bhi, jo apnay ap ko mareez na samajhta ho, apnay psychological well-being aur psyche up honay kay liay positive thoughts alfaz ki sooret main dohray, maslan "I'm happy", to is say positive khayalat ki aik stream peda hoti hay, aur human behavior aur overall well-being main musbet tabdilyan ati hain, jab-kay doosri janib insan jitna chahay kalam-e-Ilahi perh dalay aur Azkar-o-wazaif, yani 'mantras' kay pahar hi kion na kharay ker day, us ki zinagi main wo hi dhak kay teen paat wali sooret-e-hal rehti hay, yani insan ka kalam Kalam-e-Ilahi per ghalib a raha hay! Yea kia majra hay?
@zahidazeem8717
@zahidazeem8717 2 ай бұрын
ap ki her bat sai hai lakin khas kar pakistan ma both sari masjid ma jumma ki namaz pari ajj tak kise molvi ki zaban sa nahi suna namaz paro asy dunya ma raho nahi bolty kyun k un ki dukan band ho jay gi dusra ajj k time kise ko pasy chiya hun tu koi nahi deta tu apny pass raknay chiya na
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Is bat ko kaisay samjha jay kay kuch log apni tamam-ter zahanaton aur mehnaton kay bawajud sari umar masaib jheeltay rehtay hain: zillatain, aflas, nakamian,..., jab kay doosry janib na-maqool qism kay log pheltay-phooltay aur bazahir kamyabion kay jhanday garhtay nazar atay hain, yani ayyashian kertay aur peechay reh janay walon ka istehza kertay zindagi guzartay hain. Aisay log kamyabi ki talash main naheen, balkay kamyabi un kay peechay dor rahi hoti hay. Yea kaisa zulm hay? Kia yea pichlay janmon ka Karma hay? Agar nahin to phir kia hay? Kia Taqdeer hay? Khuda Taqdeer kaisay likhta hay? Kia Khuda per insaf lazim naheen hay? Khuda kaisay mehnat kernay walay say us ki mehnaton ka samer cheen sekta hay? Laikin aisa hota hay, aur yoon insan mayoosion kay andhairon main gumta chala jata hay, yani Khuda khud insan ko gumrah kerta hay, jis terhan kay Bible main bhi bayan kia gaya hay kay Khuda nay Pharaoh ka dil sekht ker dia: "And He hardened Pharaoh's heart, that he hearkened not unto them; as the Lord had said. And the Lord said unto Moses, Pharaoh's heart is hardened, he refuseth to let the people go." (Exodus 7:13-14)
@Tasleem-yy5wx
@Tasleem-yy5wx Ай бұрын
Allha ko jo pasand ajata hai masayieb main dal deta hai ek musibat se nikalta to dosri muskeel main dalta hai hum khush kismat hai jo musibat main hai kyu ke hum main wo chez hai jo kisi ke pas nahin ...ek khubsurat dil
@danishm.3417
@danishm.3417 Ай бұрын
@@Tasleem-yy5wx Aisi pasandeedgi say Khuda bachay, kay kisi ka mar-mar kay bhurkes nikal dia jay. In logon say zara si bhi khata ho jay, chahay khayalat ki hed tek hi, to Khudai kora instant karma ki sooret main harket main a jata hay, laikin in hi 'pasandeeda' logon kay sath log jitni chahay zulm-o-ziadetyan ker lain, Us ki ghairet par-e-kah barabar bhi josh main nahin ati, chahay wo Azkar kay pahar hi kion na kharay ker dain, yani yea sab Us ki mansha, yani Taqdeer, kay mutabiq hota hay - jo naqbl-e-taghayur hay -, yani yea sab log Randa-e-dargah hain. Na-janay is Khudai 'nigah-e-ulfet' say kaisay bacha ja sekta hay, kay zindagi kay kuch din sakoon say guzar sakain, hisab-kitab kay liay Akhret hay to sahi? Yea sawal qaem hay, kay Khuda akhir kion na-ehal logon ko catapult ker kay qabil logon kay saron per musallet kernay main masroof hay? Khuda kay pait main in nakara logon kay liay itni dard kion ho rahi hay? Khuda kay liay insani mamlat main Tang arana itna zaroori hay hi kion, kia gosha-nasheeni behtar nahin hay, takay insan apnay mamlat apes main khud hi tay ker lain, akhir is waqt bhi to Us say insaf nahin ho pa raha? Koi bhi insani rooh akhir kitni nafretain aur na-insafian bardasht ker sekti hay? Is kay ba-wajood agar Khuda mernay-marnay per tula huwa hay, to tasleem kerna paray ga, kay yea pichlay janmon kay gunahon kay hawalay say koi karmic settlement program chel raha hay, yani kaynati tet-heer ka amal, laikin Islam nay yea aihem-tareen bat kion chupai?
@danishm.3417
@danishm.3417 Ай бұрын
@@Tasleem-yy5wx Aisi pasandeedgi say Khuda bachay, kay kisi ka mar-mar kay bhurkes nikal dia jay. In logon say zara si bhi khata ho jay, chahay khayalat ki hed tek hi, to Khudai kora instant karma ki sooret main harket main a jata hay, laikin in hi 'pasandeeda' logon kay sath log jitni chahay zulm-o-ziadetyan ker lain, Us ki ghairet par-e-kah barabar bhi josh main nahin ati, chahay wo Azkar kay pahar hi kion na kharay ker dain, yani yea sab Us ki mansha, yani Taqdeer, kay mutabiq hota hay - jo naqbl-e-taghayur hay -, yani yea sab log Randa-e-dargah hain. Na-janay is Khudai 'nigah-e-ulfet' say kaisay bacha ja sekta hay, kay zindagi kay kuch din sakoon say guzar sakain, hisab-kitab kay liay Akhret hay to sahi?
@danishm.3417
@danishm.3417 Ай бұрын
Aisi pasandeedgi say Khuda bachay, kay kisi ka mar-mar kay bhurkes nikal dia jay. In logon say zara si bhi khata ho jay, chahay khayalat ki hed tek hi, to Khudai kora instant karma ki sooret main harket main a jata hay, laikin in hi 'pasandeeda' logon kay sath log jitni chahay zulm-o-ziadetyan ker lain, Us ki ghairet par-e-kah barabar bhi josh main nahin ati, chahay wo Azkar kay pahar hi kion na kharay ker dain, yani yea sab Us ki mansha, yani Taqdeer, kay mutabiq hota hay - jo naqbl-e-taghayur hay -, yani yea sab log Randa-e-dargah hain. Na-janay is Khudai 'nigah-e-ulfet' say kaisay bacha ja sekta hay, kay zindagi kay kuch din sakoon say guzar sakain, hisab-kitab kay liay Akhret hay to sahi? Yea sawal qaem hay, kay Khuda akhir kion na-ehal logon ko catapult ker kay qabil logon kay saron per musallet kernay main masroof hay? Khuda kay liay insani mamlat main mudakhlet zaroori hay hi kion, kia gosha-nasheeni behtar nahin hay, takay insan apnay mamlat apes main khud hi tay ker lain, akhir is waqt bhi to Us say insaf nahin ho pa raha? Koi bhi insani rooh akhir kitni nafretain aur na-insafian bardasht ker sekti hay? Is kay ba-wajood agar Khuda mernay-marnay per tula huwa hay, to tasleem kerna paray ga, kay yea pichlay janmon kay gunahon kay hawalay say koi karmic settlement program chel raha hay, yani kaynati tet-heer ka amal, laikin Islam nay yea aihem-tareen bat kion chupai?
@Fazilat-m7j
@Fazilat-m7j 2 ай бұрын
Irfan bhai, thanks for this awesome show. However, please stop repeating after the host. Let them complete the sentence. It gets annoying after sometime.
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
Yea khush-amdi logon ka typical andaz hay.
@najamnisar6895
@najamnisar6895 2 ай бұрын
Programme aor baaton ki hadd tak theek laikin ' ground realities ' aor haen. Ulamaa aor parthy likhy logon se mayoos loge wazaif / taweez ki taraf jaty haen.
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
Aisa hi hay, Khuda is Kaynat ka nizam kisi merit kay flasafay kay tehat to nahin chala raha, kam-az-kam aisa merit jisay insan bhi merit samjhain. Yahan qismet kay and pel rahay hain. Shah Sahib ka dawa bachgana hay.
@farihanaz9808
@farihanaz9808 2 ай бұрын
Yahan tou sab apny aap ko hi bht ala smjhy hai
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
To kia ghatya samjhain?
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
DUA KI QABOOLIYET KA KHWAB/ILLUSION: Hem nay aj tek koi shakhs naheen dekha, jis ki koi dua qabool huwi ho. Khuda akhir duain qabool kion naheen kerta? Ya wo aisa ker naheen sekta? Agar us ki qudret la-matanahi hay, jaisa kay dawa kia jata hay, to is amar, yani dua ki qabooliat, main kia shay maney hay? Jis shakhs ko dekhain, wo mayoos nazar ata hay, kion kay us ki kabhi koi dua qabool naheen huwi, chahay us nay ibadat-o-azkar kay anbar laga diay hon. Achay khasay abideen aur aihl-e-zikar ab yea takleef-deh bat kehtay nazar atay hain kay duaon main kuch naheen rekha, bas dunyawi mamlat-o-masael ko dunya kay asbab ikhtayar ker kay hel kernay ki koshish kerni chahyea, duaon kay jhamailay main naheen perna chahyea, yani agar taqdeer main kuch likha hay, to wo ho ker rahay ga, chahay koi dua karay yan na karay, aur agar naheen likha, to wo jitni chahay airian ragar lay, nateeja mafqood rahay ga. Is taklif-day soch ka kia jawab dia jay?
@sanafaisal3964
@sanafaisal3964 2 ай бұрын
Shah Sahab mujy b btaien Meri nando ny Meri Zindagi zehar bna di hai unk Chalo ny makariyon ny sath Mera jaith
@keelh5363
@keelh5363 2 ай бұрын
Please shah sahib meray liay dua kijiay meri family jadu k buhat ziada victim hain Allah pak iblees ko follow karny walon k sharr sy mehfooz rakhy ameen Please mery liay sab dua kijiay ga jazakallah khair
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
Unhon nay bataya to hay, kay Duain karain, Wo sab ki sunta hay. Yea alaihida bat hay, kay hem nay aj tek koi nahin dekha, jis ki Dua qabool huwi ho.
@salmaazeez7997
@salmaazeez7997 3 ай бұрын
What kind of spiritual scholar without the sunnah
@UmarFarooq-ni2tl
@UmarFarooq-ni2tl 3 ай бұрын
Faradi 2 no insan hay
@UmarFarooq-ni2tl
@UmarFarooq-ni2tl 3 ай бұрын
Faraud hay ❤❤❤
@badihzhaseeb
@badihzhaseeb 2 ай бұрын
Shah sahab intehai qabil e ehtaram hain. In ko sirf yeh batana chaiye k in jaisa kesay ban sakta hai insaan. Inkesari se kaam chalatay rehtay hain.
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Aik bay-kar sa bhashan day dia. Jin ki mehnatain zaya ki ja rahi hain, un kay bary main to kuch bataya nahin.
@adeelashraf1749
@adeelashraf1749 2 ай бұрын
Aslam o alicom st ma b asi guftgo suna chahta laiv q k agr koi sowal zahn mea a jta ha to shah sahab se poch skta hn
@fatimamalik1471
@fatimamalik1471 3 ай бұрын
👌👌👌👌👌
@begum801
@begum801 2 ай бұрын
Ajj he myry zahan man yay swal aya tha
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Kon sa sawal?
@saifabbas2510
@saifabbas2510 3 ай бұрын
Please lrfran don't interrupt Sarfraz Shah while he is taking
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
Yea khush-amdi logon ka typical andaz hay.
@syedrashadali8652
@syedrashadali8652 3 ай бұрын
zyada ilm b bndy ko gumrah kr dyta ha
@muzaferiqbal9698
@muzaferiqbal9698 2 ай бұрын
Mean knowledge hona ya zeyada parhai krna
@bilqueeskhalil9900
@bilqueeskhalil9900 2 ай бұрын
Aslam o elekum Aap baat sey mutifiq hoon lekin Allah etiqaad mujey Quran Ayat jo Quran 4 Alnisa Ayat 148 islekh kar apney pas rakhlien phir mojza dekhien Bilquis Khalil
@farzanajabeen1584
@farzanajabeen1584 2 ай бұрын
Kesa mojza
@AsgharZakaria
@AsgharZakaria 2 ай бұрын
O bhai Ashfaq Ahmad se bhi kahin active Hakeem Mohammad Saeed thei unki tou koi misal he nahi hai iss Pakistan me. Jinko Shaheed kardia namaaloom afrad ne. Jinhon ne akhlaqyat ke dars bhi diay aur maali mawnat bhi ki iss Pakistan ki. Meri nazar me wo Abdul Sattar Eidhi se bhi kahin oonchey maqam per hain QK Eidhi ne tou logon ke chandey se insanyat ki khidmat ki magar Hakeem Mohammad Saeed ne apni mehnat ki kamai se wohi sab kuchh kia. Magar ye qom intehai ehsan faramosh hai.....
@saleemuddka
@saleemuddka 3 ай бұрын
Good; but there is a big difference between real stories and fabricated stories; There are several stories in those collections against Islamic Aqaed; it should be filtered out; as these influenced by culture.
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Taqdeer, Karma, Free Will: Asal sawal yea hay, kay insan apnay faislon main azad hay yan naheen, yan us kay faislay Khuda khud ker raha hay? Agar aisa hay, to Usay yea ijazet kis nay di, aur phir Akhret kay hisab-kitab ka kia jawaz? Agar naheen, to phir Khuda say Dua kernay ka kia maqsad, kion kay dua ki qabooliat ka matlab insani zindagi aur dunyawi mamlat main Khudai mudakhlet ho gi, jo kay asoolan naheen honi chahyea? Hasil-e-Kalam yea hay, kay yan to Khuda insaf karay, yan insan ka peecha chor ker usay apnay faislay kernay day, takay Akhret main hisab-kitab ho sakay. Is waqt Kaynat main toofan-e-bad-tameezi micha huwa hay. Legta hay, Khuda auto-pilot per is Kaynat ko chor ker kaheen chala gaya hay. Kuch log Khuda kay chaheetay kay tor per dandanatay phir rahay hain, jab kay doosray jabr-e-musalsal ka shikar hain. Zaleel hans aur Shareef ro raha hay. Un ki sari qabliatain aur mehnatain barg-o-bar say mehroom rehti hain. Aisa legta hay, kay yea sab insan kay pichlay janmon ka Karma, yani predetermined and unchangeable hay? Agar aisa hay, to phir Ibadaat aur duaon ka kia maqsad?
@DarryShokeen
@DarryShokeen Ай бұрын
I don't think he is also excited in conversation
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Adal to hona chahyea, laikin Khuda ko is dunya ki zindagi main hi adal kernay say kis nay rok rekha hay? Khuda kay hath kis nay bandh rekhay hain, aur Akhret kay din Khuda main itni ghairet aur taqet kahan say a jay gi? Is dunya main kion zulm ka bazar garm hay, yan Khuda nay khud garm kia huwa hay?
@omarnaeem572
@omarnaeem572 Ай бұрын
Please I want to meet him
@Azharhashmi-os6cl
@Azharhashmi-os6cl 4 күн бұрын
Me too
@saminajunaid7378
@saminajunaid7378 3 ай бұрын
@arzaanshaikh2243
@arzaanshaikh2243 Ай бұрын
He repeat to mak d hostess feel that he is attending him hearing very attentivly plz ts not annoying he is not abusing r criticising
@zahidaparveen1372
@zahidaparveen1372 3 ай бұрын
اسلام علیکم ایک بات بتا دیں اگر میں گھر کے لیے اکٹھا سودا سلف لے کر آتی ھوں کیا وہ بھی زخیرہ اندوزی میں شامل ھوگا یا نھی
@FatihaChugtai
@FatihaChugtai 3 ай бұрын
lol
@tahseenn5649
@tahseenn5649 3 ай бұрын
مہنگا بیچنے کے لیے چیزیں جمع کرنا ذخیرہ اندوزی ہوتی ہے۔ اور آنے والے برے وقت سے بچاؤ کے لیے کچھ زیادہ خرید کر رکھ لینا عقل مندی ہے۔
@alishbaalishba7175
@alishbaalishba7175 2 ай бұрын
Nhi
@hunzatube596
@hunzatube596 Ай бұрын
Kon saey Syed Hain yeh
@saimanasar6480
@saimanasar6480 2 ай бұрын
Sarfraz uncle ko kesy visit Kia jasakta ha
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Kia masela hay? Taweez-ganda kerwana hay? Laikin is say to inhon nay mana kia hay. Jo ap ki Taqdeer main likha hay (acha yan bura), wo ho kay rahay ga, kisi bay-chaini yan pareshani ki zarooret nahin hay.
@humerakazmi9245
@humerakazmi9245 Ай бұрын
Aap innki website visit kerain,kahyfaqeer... Every Monday ko yeh Islamabad main bhrathty hain.log innko visit kerty hain.
@Cheeku7777
@Cheeku7777 2 ай бұрын
Bhai aun k apne Walid hain, aun ka apna Mazhab hai woh wohi basics le k chal rahy hain .
@kiranshahzadi5671
@kiranshahzadi5671 2 ай бұрын
Good #crochetelevenstarstudio
@Rubaveloogs
@Rubaveloogs 3 ай бұрын
Waziaf or taweez main bra frq hy .....ayat kareema k wird ki waja sy Allah ny hazrat younus ko nijat di thi....
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
Doosron ko to nahin mili.
@Tulip1659
@Tulip1659 3 ай бұрын
😢
@muhammadcheema5509
@muhammadcheema5509 2 ай бұрын
Eman k sath amale Salah ke b hukam hay musalman dunya ke sub say bud dyant umat hay Japan No 1 honest qoum hay atom bomb b burdasht ker gay Muslim ke Silat ke reason dishonesty hay
@FZuhraKhanee
@FZuhraKhanee 2 ай бұрын
Pakistani dramo mein to mostly mazaraat aur darbaron pe baitthay majzub , babay aur malangnian dikhtay hain
@aslamshahbaz9713
@aslamshahbaz9713 3 ай бұрын
Absolutely right..v r by name Muslims not actually Muslims
@ghulamfatima-ot2xe
@ghulamfatima-ot2xe 2 ай бұрын
Ser mojy bi wzifo my dall kar kisi ny brbad kar diya tha
@muzaferiqbal9698
@muzaferiqbal9698 2 ай бұрын
Ab Kia howa or pehle Kia tha
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Kuch to batain, kay kia huwa? Kis nay kia jadu-tona ker dia, aur is nahooset say chutkara kaisay paya?
@DRHINASHAFEEQskt
@DRHINASHAFEEQskt 2 ай бұрын
Wo kai bat krti han auratein husband ko qabo krna ???hahhaha
@RafiaKhokhar-m8h
@RafiaKhokhar-m8h 3 ай бұрын
Agr hum pr ksi ny krwaye hon or iski kaat b isi sorat me ho to Kya krna chiye phir
@AliRaza-od5vo
@AliRaza-od5vo 3 ай бұрын
تعویذ کے گندے اثرات اپنے اوپر سے ختم کرنے کے لیے تو کچھ کرنا پڑے گا اس سے کسی کو کیا نقصان ہے ؟
@amberkalim5708
@amberkalim5708 3 ай бұрын
Nothing happened until Allah wants. Gone through everything. In the end its the test. اگر تم اللہ کی بات مان لو تو اللہ وہ دے گا جو تم چاہتے ہواور اس کے بعد اور بھی۔ مگر اگر تم اپنی راہ پر چلو گے تو نہ وہ ملے گا جو تم چاہتے ہو اور اللہ آپ کو تھکا دےگا اور وہ کبھی کامیاب نہیں ھو گا۔ صبر اور یقین سے اللہ مل جاتا ہے۔ حضرت یعقوب کی 40 سال کےبعد قبول ہوئ تھی۔ ہماری کیا اوقات ہے۔
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
​@@amberkalim5708 Abay, yea kia sasta bhashan suna dia? Khuda ki kon si bat kis terhan mani jay, kay Wo hamara picha chor day aur hamain apni zindagi kay faislay kernay day? Ab hem masellay per beth ker zindagi guzarnay to nahin ay, kam-kaj bhi kerna hay.
@AmbreenMalik-d8v
@AmbreenMalik-d8v 2 ай бұрын
The host is repeating after the guest and it’s quite annoying.
@muneebasaleem3442
@muneebasaleem3442 2 ай бұрын
So true
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
Yea khush-amdi logon ka typical andaz hay. Is host nay koi challenging sawal nahin kia. Shayed Shah Sahib bhi aisay hi dimaghi taur per maflooj aqeedet-mandon ko pasand kertay hain.
@arifnoor100
@arifnoor100 Ай бұрын
Yeh Cha cha kai Baatein ghalat batata hai
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Shah Sahib ka zindagi ka tajerba bohet mehdood legta hay. Inhon nay yea kaisay tasawur ker lia hay, kay Khuda is kaynat ka nizam mehnat kay falsafay kay tehat chala raha hay, yani, jo jitni mehnat karay ga, aur jitna efficient ho ga, Khuda utna hi us per kamyabion kay darwazay khol day ga, goya Wo koi gatekeeper ho? Kash aisa hota. Hem to chahar-soo dekhtay hain, kay Khuda ka faisla logon ki tamam mehnatain khes-o-khashak ki terhan baha lay jata hay. Khuda ko koi sharm bhi nahin ati, kay Wo kisi bhalay-manes insan ki mehnat zaya ker raha hay. Aur kis waja say? Doosri janib kuttaon kay rewar Khuda ka chaheeton ki hasiyet main dunya main dandanatay phir rahay hain. Taqdeer ka khair-o-sher kia bala hay? Khuda kaisay kisi ki taqdeer main dhakkay aur zillatain likhta hay, chahay wo kitna hi mehneti aur efficient ho, aur kisi doosray ki zindagi ko izzaton aur asayshon say muzayyen ker deta hay, chahay wo kitna hi mentally retarded shakhs ho. Is sani-ul-zikar aur razeel tabqay ko awal-ul-zikar aur merit kay lehaz say arfa giroh per musallet bhi ker deta hay, taky inhain zaleel kia ja sakay. Yea kia toofan-e-bad-tamezi micha huwa hay is kaynat main? Agar Khuda say yea Kaynat sanbhali nahin ja rahi, to bazid kion hay isay her qeemat per apnay qazay main rekhnay per, side per nahin ho jata, takay insan yea mamlat khud suljha lay.
@azkashif
@azkashif 28 күн бұрын
O bhai kya keh rhy ho itni akkarrr wo b khuda k samny😢
@danishm.3417
@danishm.3417 28 күн бұрын
@@azkashif Yea Akar nahin hay. Aik choti si makhlooq ki kia kaisyet, kay Khuda kay samnay Akar karay. Yea is Kaynati nizam-e-zulm per ehtajaj aur jhallahet ka izhar hay. Aik janib Khuda kay insaf aur morality per diay gay bhashan hain aur doosri janib Khuda ki janib say aik makhsoos tolay per izzaton ki barish aur doosron per zillaton ki bochar hay. Log hairet aur dukh ka shikar hain, kay yea kia 'aqraba-parwari' chel rahi hay, kay kuch logon say sab kuch cheen lia gaya hay aur doosri janib qismet kay sand palay-posay ja rahay hain. Kia Khuda per insaf kerna lazim nahin hay? Aik khayal yea hay, kay Khuda unjust nahin hay, balkay Us ka yea insaf insan kay pichlay janmon kay Karma ki bunyad per hay, ani yea dunya Tat-heer ki jaga hay. Agar aisa hay, to Islam nay kion yea aihem bat hem say chupai aur hamain aik na-maqool qism ka single and linear life model day dia, jo divine actions ko samajhnay say qasir hay (nikammay log kamyab-o-shadman aur dilshad, aur qabil nakam-o-na-murad aur azurda). Khuda insani mamlat main Tang ara kay events ko shape day raha hay, yani yea aik 'controlled experiment', yan 'sting operation' hay. To phir Akhret main hisab-kitab kaisa? Log poochtay hain kis zikr say Khuda say kuch hasil kia ja sakay. Hem yea jan-na chahtay hain, kay kis terhan Khuda say chutkara paya ja sekta hay.
@Faisal-bn4vi
@Faisal-bn4vi 2 ай бұрын
Anchor ka hr jumly ko repeat krna zrori nhe HOTA . Es sy irritation Hoti Hy . Khamoshi sy BAAT suna kryn please.
@Mohammed-w8t4o
@Mohammed-w8t4o Ай бұрын
Ghada Katha ki intarvare na Karo
@naimarehman9005
@naimarehman9005 2 ай бұрын
Muslim are dispersed on religion to shia to qadyni baraylv
@yestuberr
@yestuberr 3 ай бұрын
Anchor ye program khalistan keliye kraha h ya Pakistan keliye ????
@danishm.3417
@danishm.3417 2 ай бұрын
Wo kaisay? Kia is ka hulya Sikhon jaisa hay? Daeen kalai per Hindus kay naqsh-e-qadam per chaltay huway syah dhaga bhi bandha huwa hay, yea shakhs badi-ul-nazar main khud jadu-tona kerta hay.
@moreblessingsa8898
@moreblessingsa8898 3 ай бұрын
to increase views, thum nail trap, what about this act of decive honorables!!!!!!, you waist time of public
@syedafirdous9635
@syedafirdous9635 2 ай бұрын
سر ہم کم تعلیم یافتہ کم ترقی یافتہ پسماندہ ترین لوگ پھر بھی یہود ونصاریٰ ہم سے خایف کیوں ایسی کون سی روشنی ہے جیسے ہم سے ان کو چیھنا ہے آ پ کو لگتا نہیں یہ ہماری ایمان کی دولت سے پریشان ہیں ہمیں سکون قرآن پاک سے ملتا ہے ہمارے وظائف سے ان لوگوں کو کیا تکلیف ہے شر کیسی صورت میں کیسی کے لیے بھی نہیں بونا چاہئے وہ تعویذ گنڈے کی صورت میں ہو
@TheQuantist
@TheQuantist Ай бұрын
Ap kay wazaif say unhain kia der lagay ga? In wazaif say ap ko khud kia mila hay?
@Yuureeŕrfff
@Yuureeŕrfff 3 ай бұрын
Dajaal Hypocrites
@advocateinn8155
@advocateinn8155 2 ай бұрын
First of correct urself Jews and Christian never read ur book to get the message they had already books before the Islam --
@Maalik8160
@Maalik8160 2 ай бұрын
Jo thumbnail ap ne banaya es me aesi to koi 1 baat bhi ni ki ap ne sab logon ko bewaqof bana k youtube ki kamai karny pay lagy huy ho ap log thek sy deen ko sale kar k kamai kar rahy ho
Perfect Pitch Challenge? Easy! 🎤😎| Free Fire Official
00:13
Garena Free Fire Global
Рет қаралды 97 МЛН
бабл ти гель для душа // Eva mash
01:00
EVA mash
Рет қаралды 10 МЛН
Noodles Eating Challenge, So Magical! So Much Fun#Funnyfamily #Partygames #Funny
00:33
Мама у нас строгая
00:20
VAVAN
Рет қаралды 9 МЛН
Morning Meditation for Positive Energy - Healthy Lifestyle By Dr. Khalid Jamil
6:43
Dr.Khalid Jamil Akhtar
Рет қаралды 2 МЛН
Kya Dua Se Taqdeer Badal Sakti Hai? - Qasim Ali Shah with Syed Sarfraz Shah
33:08
Firdous Jamal Got Emotional | Wasi Shah Shocked | Wasi Shah  Zabardast | Neo News
10:21
Sarfraz Ahmed Shah | Islamic Scholar | Aik Din Geo Kay Sath | Sohail Warraich
33:52
Perfect Pitch Challenge? Easy! 🎤😎| Free Fire Official
00:13
Garena Free Fire Global
Рет қаралды 97 МЛН