Omr sheet ki colour ki photocopy ka use kar sakte hai, exam me nipun test me please tell me
@technicalmassabАй бұрын
omr sheet to milenge
@PoojaSingh-wb1ymАй бұрын
Han kar skte h use
@a.k3671Ай бұрын
Kar sakte Hain
@Officialdurgesh789Ай бұрын
Very informative video again...But sir kya last year ki tarah 0 and 1 mark karna hai...
@technicalmassabАй бұрын
nahi karna sir...is bar jo omr ke response hain wahi show honge jo blank hain wo blank show honge...video me yahi btaya hai
@Officialdurgesh789Ай бұрын
Thank u sir...ur way of explanation is 👍
@AMITKUMAR-uj6ej21 күн бұрын
सर माना एक कक्षा में 21 या 22 बच्चे हैं तो 20 बच्चे तो 2 omr sheet पर आ जायेंगे बाकी 1 या 2 बच्चों को अगली omr sheet me लेंगे या इसके लिए omr sheet me बच्चो को रखने की कोई लिमिट है
@technicalmassab21 күн бұрын
limit koi nhi hai...agli omr sheet me hi Lena padega
@bohemiansoul584Ай бұрын
class 1 me kuch bachcho ka naam do baar aa raha, wo delete bhi nahi ho raha aur portal sankhya, actual sankhya se jyada ho gayi hai.......un dono duplicate naam me present dikhana hai ya ek me absent lagana hai ??
@technicalmassabАй бұрын
@@bohemiansoul584 absent laga dena...unique id same hai ya alag alag??
@technicalmassabАй бұрын
@@bohemiansoul584 prerna portal par bhi check kariye waha bhi double to nahi hain
@bohemiansoul584Ай бұрын
@@technicalmassab waha bhi double hain, delete nahi ho rahe....unique id alag hai
@technicalmassabАй бұрын
tc generate option se delete kariye
@bohemiansoul584Ай бұрын
@@technicalmassab "TC generate/Student delete" option band hai....uski jagah par "छात्र/छात्रा dbt बैच बनने की प्रक्रिया में लगा हुआ है" likh kar aa raha hai
@Jitendrakumar-sg2ezАй бұрын
Data Sync nahi ho raha hai
@technicalmassabАй бұрын
arp ko msg kariye...app uninstall mat karna
@hareeshkumar8014Ай бұрын
Login nahi ho raha hai
@technicalmassabАй бұрын
kya error aa rahi h??
@hareeshkumar8014Ай бұрын
@technicalmassab user not registered jabki ak month pahale isko log in kia tha tab to log ho gya tha
@technicalmassabАй бұрын
mobile number mdm me register hai??
@hareeshkumar8014Ай бұрын
@technicalmassab haa
@SunilKumar-zd4dvАй бұрын
Same problem
@Manu-w7cАй бұрын
Jo students Parakh app pr show nhi ho rhe, unko add kaise kre ??
@technicalmassabАй бұрын
app ko uninstall kar ke install kariye...phir bhi nahi hote to vidhya samiksha kendra me baat kariye
@priyadarshiusha6781Ай бұрын
Same question but mere yahan ek dusri problem hai... Mere skl ka ek student jo ki class 5th mein hai wo kuch din se prerna portal par bhi nahi show ho raha hai aur na hi parakh apo par jabki wo udise mein show ho raha hai aur usko dbt ka paise bhi receive hue hain... Vidya samiksha kendra mein lagatar contact karne par bi contact nahi ho pa raha hai... Aise case mein kya kare??