Me Boht Hairat me hun k Truks Or Rickshaw k Peeche Likhi hui Poetry Se b Ghatiya Poetry Log kahan kahan Ponhch kr Suna rhe hn Or phir Sunne Waale b Ajeeb hn k Uss pr Daad b diye Ja rhe hn....🤔
@itx_nasir_tiktoker6 ай бұрын
I think Aap jealous feel kr rhe hn
@affablepersonality18686 ай бұрын
@@itx_nasir_tiktoker Mohtram,... Boht hi Adab O Ehtraam k Sath Arz he k Tehzeeb Sahab ki Poetry Or Aapki is Baat me Koi Farq Nhi he, q k Jealousy Qabil-e-Rashq baat pr To ho Skti he Lekin Qabil-e-Rikshaw pr hrgiz Nhi...🤔 Baqi Alfaaz Or Lehjah ki Sakhti k liye Muazrat khwah hun Lekin Me ne Wohi kaha k Jo Mehsus kiya Or Shaed is liye k Me Ghalib, iqbal, Faiz , Qateel Shifai, Munir niyazi, Jaon Aeliya, Parvin Shakir, Noshi Gilani, Fatima Hassan, Tajammul Kaleem, Waris Shah, Bulhe Shah, M Bakhash, Baba Fareed, Wasif Ali Wasif Jese Buland Paya ko Sun'nne Walon me Se hun, Mujhe Yaqeen he k Jawaab mil gya hoga...🤔
@affablepersonality18686 ай бұрын
@@itx_nasir_tiktoker Jealousy Qabil-e-Rashq baat pr To ho Skti he Lekin Qabil-e-Rikshaw pr hrgiz Nhi
@HaseemWaqas6 ай бұрын
❤❤❤
@ShayriOfficialpage20246 ай бұрын
🎉🎉
@parvshayri126 ай бұрын
बिनाई मतलब क्या होता है ??
@mohdsuleman5636 ай бұрын
Ankho ki rohsni
@mohdsuleman5636 ай бұрын
Ankho ki roshni
@sumitkumar-vz4xu6 ай бұрын
What a gender neutral mushaira! Even LGBTQ also easily correlate
@NizamKhan-dx5kj6 ай бұрын
Taonsa means?
@itx_nasir_tiktoker6 ай бұрын
City Ka name hn
@itx_nasir_tiktoker6 ай бұрын
City Ka name hn
@SSam20125 ай бұрын
Really its city name of this poet tahzeb hafi
@AliFaraz-r7t5 ай бұрын
City's name in southern Punjab "Tounsa Sharif"
@vinitkundu39626 ай бұрын
What do u mean by ig?
@trueman82126 ай бұрын
Inspector general
@trueman82126 ай бұрын
Inspector general
@sifer20236 ай бұрын
Inspector general
@justicesyedaliaslamjafri71736 ай бұрын
I guess
@hasanabis25596 ай бұрын
Inspector general...but bahut bewkoofi wala laga ye sher hame... IG ko standard banaya .lol
@Ladka_Bawaal6 ай бұрын
Logon ko sher o shayari sunne ke naam par kuchh bhi pasand aa jata h aaj kal...hame to samajh nhi aati ki log inhe itna pasand kaise krte h,, na to ye smjh aati ki ye sahab sher suna rahe ya kahani,,jab ki shyd bachche bhi isse achhi kahani suna de..haan inka ek do sher h jo waqai achha h magar baqi kaise logon ko itna pasand aa rha tajjub ki baat h..drasal logon ko sher o shayari ke naam par aaj kal yhi sb pasand aa rha jisme bolne ka na koi andaaz ho na hi koi khas chuninda words ho..drasal aaj kal k daur me logon ko gaali galauj karna itna pasand aa chuka h ki gaali ne de kar sher me kuchh bhi kah do to logon ko lagta h ki yahi sher o shayari h..