Sir Aap Ne Bahot Badhiya Mitti Banaee Hai Thanks For Sharing This Clip. ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@TerraceGardeningАй бұрын
Thanks
@AsharAloGardening1Ай бұрын
Very nice video.l am Asharul Hoque from West Bengal, nadia district ❤
@Bpji-f3m27 күн бұрын
Mast ❤❤👍👍🌻🌻🌹🌹💙💙
@sheelutheindian26 күн бұрын
Aapki link se seeds to manga liye, ab mitti kaise taiyar kren wo to btaiye
@ManjuMinigardeningАй бұрын
Mitti banane ka bahut achcha Tarika bataya tha aapane
@TerraceGardeningАй бұрын
Thanks
@chetanpatel108621 күн бұрын
Good video i am growing vgetables on ground. Just give me idea what size of pit should i make for chilles, okra & egg plant? If i want to use raady garden soil then what should i add with this so? Can i add 50% soil with ready garden soil? Or guide me with details.
@RishabhRajpurohit-ux9mp28 күн бұрын
Bhiya calcium ke liye badte yani slate pencil ka powder use kr skte h kyy😢😢😢😢. Please reply
@saifivlogsambala34Күн бұрын
Bhai mai Saifi mujhe ye btao aaj maine mitti me thoda thoda ek ek mutthi sab grow bags me Trichoderma powder milaya hai or aaj aapki web side se mere pass epsom salt , potash , or baki khaad received hue hai to unko abhi daal lu gamlo me ya kch din ka wait karke dalna hai Trichoderma powder dalne ka baas please btao bhai ji ???
@koraputia-Baboo29 күн бұрын
Kya Organic Bazaar se Seed lena sahi h ?
@ashravirathee505Ай бұрын
First comment ❤❤
@TerraceGardeningАй бұрын
Thank you for the love ❤
@leelameghwal2078Ай бұрын
Very healthy soil mixture ready 👍🏻💯 aapke channel ko join Kiya hua hai like it 😊
@TerraceGardeningАй бұрын
Thanks
@DEEPAKKUMAR-ge4qbАй бұрын
Kande ki rakh mila sakte hai kya
@TerraceGardeningАй бұрын
Yes
@mohdkashif629Ай бұрын
Sir Mere pass masterd cake tukdo m h muse powder form m kese bnau Please btaye
@Bhola-y2xАй бұрын
Inka 2 saal purana vidio dekho abhi dekhi hu mai jo aapka sawal hai sab hai anser inke chanel pe😊😊😊😊❤
@mohdkashif629Ай бұрын
@Bhola-y2x Mujhe us video k a link bhejo please
@TerraceGardeningАй бұрын
Usko powder kar lijiye
@deepakpatel9058Ай бұрын
Ret ki jagah lakdi ka chura upyog kr skte h kya?
@TerraceGardeningАй бұрын
nahi usme deemak lagta hai aur vah mitti ko kharab bhi karta hu sab ladkdi ka burada sadta hai tab
@OfficialhONАй бұрын
Itna na Mila kr Epsom salt aur NPK direct nahi Mila skta hai kya
@wamiqkhan1127Ай бұрын
असली वर्मी कंपोस्ट की पहचान बताइए क्या मार्केट में नकली वर्मी कंपोस्ट भी मिलती है
@DineshYadav-uh8brАй бұрын
मार्केट मे नकली ही मिलती है।
@gameset3Ай бұрын
Real vermi compost me gol gol anda jaisa hota hai....
@TerraceGardeningАй бұрын
Yes log gobar khad ko vermicompost ke name se bhi benchte karte hain
@ShivangiBansal-i9bАй бұрын
Sir mene gobar ki khaad bnayi h jo apne previous video m btaya h usi tareeke se but usme fungi aa rhi h m kya kru please help me
@julie-do6oqАй бұрын
Pls detail video for sunlight how much need for each seedling and growing
@TerraceGardeningАй бұрын
Har plant ke liye sunlight ki jarurat alag hoti hai
@sangeetavlogss3385Ай бұрын
Sir mene aapke yahan se organic bajar se beej magvaye dekhte he result kaise milta hai FIR main bhi ek alag se video banaungi organic bajar ke liye sir
@TerraceGardeningАй бұрын
Okay sabhi seedsa ko sahi tareeke se aur sahi temprature par lagaiyega
@julie-do6oqАй бұрын
❤❤ pls temperature and dhoop ki jaroorath hay ki nahi iska jankari pls humlog yahan winter may direct sunlight milta hi nahi 10 mt keliye bhi pls
@naveentyagi1230Ай бұрын
Bhai gardening kare hea ho ya.....jung ke tyre. 😂
@Foodie_77823Ай бұрын
Nice
@TerraceGardeningАй бұрын
Glad you liked it!
@dilbagsinghsarwara205Ай бұрын
Sir 12x12 grow bag me 4 drain hole hai lekin mitti ander se gilli rahti hai pani time se dete hai mitti healthy hai puri
@TerraceGardeningАй бұрын
Fir aapka plant Pani kam le raha hai jaise hi bada hoga Pani jyada lagega
@lucybahuguna2774Ай бұрын
Kya mitti mein bhoosa (chaff) mila sakte hain?
@naveentyagi1230Ай бұрын
Yes
@TerraceGardeningАй бұрын
thodi matra me jyada milane par mitti khrab ho sakti hai
@GiankalundFireАй бұрын
Harvest vala video nhi aaya
@TerraceGardeningАй бұрын
Abhi Harvesting nahi huyi hai kal hogi
@mahkarsinghbhatiАй бұрын
Mere began kadwe kyo ho rahe he
@TerraceGardeningАй бұрын
Iska mujhe idea nahi hai
@seemashetye1837Ай бұрын
नमस्कार, मेरे गमले छोटे छोटे शंख जैसा है , वो छोटे छोटे पौदे खा देते है तो वो कैसे खतम हो ,
@ShivamKhanna-mh3hdАй бұрын
Keep top soil dry and use diatomaceous earth powder
@seemashetye1837Ай бұрын
@ShivamKhanna-mh3hd Tku
@rajkumaripurswani9455Ай бұрын
Sar hamare Shahar mein cocopeat nahin milta hai to ham kahan se mangae
@TerraceGardeningАй бұрын
organicbazar.net/products/cocopeat-brick-5-kg
@mohanlalpawar4681Ай бұрын
Pesticide ki shop se mil jati hai
@SatyamRaj-m1mАй бұрын
Sir mene aapki web site se seed mgay the par unka germination achcha nahin hai please answer me sir
@TerraceGardeningАй бұрын
aap sahi tareeke se lagaiye aur sahi temprature me lagaiye
@HashimrafiАй бұрын
Mere gohbi ki growth ache se nahi ho rahi hai please help me😢😢
@TerraceGardeningАй бұрын
dhoop me rakhiye aur khad dijiye sath me mitti sahi se banaiye
@ReyanKhan000Ай бұрын
Sar mere papite ke phool ki rahe hain bataiye main kya Karun please Maine use group Bank mein chhat per lagaye
@shaan_ioАй бұрын
Sir Maine Neem khali Soil ke saath mix kiya tha, but kuch dino ke baad soil pe fungus lag gaya. Ab kya kare any solution?
@TerraceGardeningАй бұрын
Ye normal hai aap mitti ki gudaai kar dijiye aur mix kar dijiye sahi se
@ChhayDabgarАй бұрын
Gamle ke liye kya karna chahiye
@TerraceGardeningАй бұрын
same tareeke se aap gamle ke liye bhi mitti bana sakte hian
@SatyamRaj-m1mАй бұрын
Sir sardiyon mein kaun kaun se flower lagane chahie is per ek video banana chahie aapko
@TerraceGardeningАй бұрын
Will upload soon
@greenworld5587Ай бұрын
30% cow dung + 60% garden soil + 10% murgi ki khaad ( poultry mannure ) add kijiye jisme nitrogen , phosphorus , calsium , magnesium or potassium hota hain mere paas 164 gamle hain and result kaafi accha rahta h baaki dalne ki zarurat nahi padegi 100% organic bhi .
@TerraceGardeningАй бұрын
Yahi mene video me bhi bataya tha ki mitti banane ke kai tareeke hote hian aap apna khud ka treeka bhi use kar sakte hain gamle ki mitti bante samay
@wamiqkhan1127Ай бұрын
लोग कहते हैं कि कोकोपीट गर्मी को शौक लेती है जिस कारण पौधे सूख जाते हैं क्या यह सही है
@TerraceGardeningАй бұрын
Nahi
@wamiqkhan1127Ай бұрын
@TerraceGardening thanks
@hemlatabhovad4673Ай бұрын
Coriander बीज लगाने के बाद उसे कितने घंटे की धूप लगती हैं
@TerraceGardeningАй бұрын
6 ghante ki dhoop ki need hoti hai
@abhishekchotia-s9dАй бұрын
मिट्टी नहीं हो तो सब्जी के लिए क्या करें
@Mryadav-je5qvАй бұрын
Me bhej dunga mere yaha hai
@ReyanKhan000Ай бұрын
Sar hamen bhi thoda support Karega
@Rakesh08088Ай бұрын
Bakri ke gobar se bhi khad bna skate hai
@ReyanKhan000Ай бұрын
Please reply
@TerraceGardeningАй бұрын
Video me sab kuch bataya gaya hai
@ReyanKhan000Ай бұрын
@TerraceGardening pulition krna jaruri hai
@naveentyagi1230Ай бұрын
Lone kare do gardening ka Liya .....😂
@akrajput1849Ай бұрын
Itna sab milane se Acha hai me Bahar se hi sabjiya kharidlu😂
@TerraceGardeningАй бұрын
aap aisa bhi kar sakte hain ye sab un logo ke liye hain jo gardening karna chahte hain barna sabjiyan to market me bhi sabhi ko mil jati hain
@reshmakhan4231Ай бұрын
Isse achha hai aap gardening hi na karen.😁
@akrajput1849Ай бұрын
@@TerraceGardening sahi bola apne
@ayazusmani3496Ай бұрын
Sir Main Saharanpur-U-P-Se Hoon Aap Mujhe Batayen Yeh Saman Humko Saharanpur Main Kese Milengi Aap Apna Contact Number Di Jiye
@SatyamRaj-m1mАй бұрын
Sir sardiyon mein kaun kaun se flower lagane chahie is per ek video banana chahie aapko