Jamun ke naye branch me phal aata h ya purane branch me aata h, please reply
@abhabhandoh71786 күн бұрын
Itni jaldi tamatar ugg gye 👌👌 Aap kahan rehte ho
@nurimoinaam11095 күн бұрын
Winter squash pumpkin seeding video upload Karo please I m from imphal
@ShivaShina-r7b7 күн бұрын
Very nice video
@TerraceGardening6 күн бұрын
Thank you!
@AkashKumar-v7h7r6 күн бұрын
आप मेरे कॉमेंट का जवाब नहीं देते
@bishnupriyasahoo43295 күн бұрын
Jhalri karela ka beej kab ayega?
@jitendranath40586 күн бұрын
18:23
@MayurBhilave6 күн бұрын
हमारे अमरावती महाराष्ट्र में एक गड्डी 30 रुपये मे मिल रही मेथी की
@abhabhandoh71786 күн бұрын
Sonfn n soya alag hai bhai
@AsharAloGardening15 күн бұрын
Very nice.l am Asharul Hoque from West Bengal, nadia district
@TerraceGardening5 күн бұрын
Thanks! I hope you find this video useful.
@AsharAloGardening14 күн бұрын
Ok ji
@MoiezYousaf7 күн бұрын
Nice sir
@TerraceGardening6 күн бұрын
Thanks
@JyotiSharma-wf5wm6 күн бұрын
Bhaiya main jhukane aur chukander Laga sakte ho kya aap
@shraddhasawant95345 күн бұрын
Sir please batai ki winter mein plants ko kitne din ke gap mein paani dena chahiye
@SumitGupta-ri2sh7 күн бұрын
Sir 18*6 grow bag me red round reddish laga sakte hai
@TerraceGardening6 күн бұрын
Yes
@AkashKumar-v7h7r6 күн бұрын
आप कितनी फीट की छत पे सब्जी उगाते हैं
@jitendranath40586 күн бұрын
Organic Bajar apka hai kya
@mdumarfarooque24665 күн бұрын
Dipak bhai Kya epsom salt yallow colour ka hota hai, mere paas 2021 december ka pake hai pile rang ka abhi khola hai,kya ise mitti or ped me daal sakte hain????
@pankajjaiswal24325 күн бұрын
Soya aur sauf alag alag hai soya english me dill aur sauf fennel hota hai
@anjujangir16756 күн бұрын
Hello, Link share krna kaha se purchase or skte h
@ShivamKumar-mf8ts3 күн бұрын
Bundelkhand se kon kon hai
@vinaykalra99206 күн бұрын
Mera Ek Question "Lauki" Ki bel pe fruit aata hain but wo gir jaata hain growth hone se pehle hi. Uske liye kya Solution hain ?
@jitendranath40586 күн бұрын
Organic bazar se order kiya hua Spinach ka kit aaj hi aya...lekin uske sath box me guide nahi mila jo box me hona chahiye tha. Websites par mentioned kiya tha description me. Aur delivery ek din late hui...but I am happy.
@JyotiSharma-wf5wm6 күн бұрын
Bhaiya main jhukane aur chukander Laga sakti hun kya aap
@TerraceGardening6 күн бұрын
Yes
@kamakshirengarajan6 күн бұрын
Nice harvest. Aap itni green sabji kaise bina waste hue use karte hain.. Kyunki woh jaldi kharab ho jate hain
@TerraceGardening6 күн бұрын
me fridge me store kar leta hu
@guptachandini70946 күн бұрын
Sir.. maine apke organic bazaar se Red Amarantha Saag ki seeds purchase ki thi. But wo small small plants aane ke baad wo apne aap soil mein dissolve kyun ho ja raha hai... Kindly guide me. What is the actual problem.
@dineshkumarnande13306 күн бұрын
Bhayiji dragon fruit me kon si khad dalna jyada jaruri hai.
@TerraceGardening6 күн бұрын
Mian khad ka mixtrure banakar dalta hu aap mera video dekhiye khad ke mixture ka
@dineshkumarnande13306 күн бұрын
@TerraceGardening ok link.share kijiye
@rakeshvashisth55873 күн бұрын
Thanks for 243 subscribers 🙏
@sumramumtaz44136 күн бұрын
Soya aur saunf main difference hota hai.
@TerraceGardening6 күн бұрын
kya diffrence hota hai?
@sumramumtaz44136 күн бұрын
@TerraceGardening dill has strong citrus like taste while fennel has mild anise like taste.
@JyotiSharma-wf5wm6 күн бұрын
Bhaiya Maine aapki video Dekhkar Methi Palak chukander Muli Lal Muli aapki video Dekhkar Lagaye Arun Mein Aag floating Banni shuru ho gai
@TerraceGardening6 күн бұрын
Good aapko bhi meri tarah harvesting karne milegi
@ShakuntalaDevi-d8w6 күн бұрын
Hii sir kya phoolo ke sabhi podho me sarso ki khali dal sakte h iska use kase kare and ise store kase kare plzz bataye plzz
@ShakuntalaDevi-d8w6 күн бұрын
🙏🙏ghar per gobar ki khad kase banakar store kare
@ShakuntalaDevi-d8w5 күн бұрын
Plzz bataye sir
@chitrakala956 күн бұрын
Sir mirchi ka ped nahi hota hai paudha hota hai
@Radhi-hj9zd6 күн бұрын
Sar ji aapka cherry tamatar gol hai lekin jo humne mangaya Na cherry tamatar usmein chhote chhote aur thoda Lamba size ka tamatar a raha hai aur ek tamatar Pak bhi gaya pekit me cherry likha he
@MahipalJayaswal6 күн бұрын
Methi ko kitne bar harvesting kar sakte hai?
@AapKaUrduTvOfficial.6 күн бұрын
ak bar bus 😂
@TerraceGardening6 күн бұрын
aap methi ko 2-3 bar bhi harvest kar sakte hain
@gayathridhage7476 күн бұрын
30₹ for 1/4 kg methi
@TerraceGardening6 күн бұрын
Haan, methi ka bhaav bahut zyada hai abhi
@saimazahid20617 күн бұрын
Mashallah aapki harvesting ka to jawab hi Nahin mere baingan ke paudhon mein phool a rahe hain per fruit Nahin lag raha
@TerraceGardening6 күн бұрын
Aapka baigan ka ped kitne bade grow bag me laga hai?
@saimazahid20616 күн бұрын
@TerraceGardening 12 by 20 20 inch ki tokri mein Lage Hain
@CHARLIE-bw3bg6 күн бұрын
@@saimazahid2061to kya aap apny flowers ka polination krte ho ?
@saimazahid20615 күн бұрын
@@CHARLIE-bw3bg ji phar bhi nhi bna bengan
@CHARLIE-bw3bg5 күн бұрын
@@saimazahid2061 mitti me koi khadd mix kro agar podhe jyada bade h to unka thora cutting kro new branch aayegi to new flowers aayege khaad so achi si or podhe ko 5-6 ghante ki dhoop me rakho or overwatring matt krna jab miti sukhi ho tab hi pani dena mere paudhe b bahut ache ja rahe h 5-6 paudhe b bengan k prso kam se kam 1.5 ya 2 kg bengan tora h mene 👍
@abhabhandoh71786 күн бұрын
Monkeys nahi aate kya
@जयहिंद-भ8प6 күн бұрын
Sir, aap kaun se rajya se hain, mai chhattisgarh se hun, aapke State aur mere state ke tapman me kitna defrent hai, y
@TerraceGardening6 күн бұрын
Main MP se hu
@जयहिंद-भ8प6 күн бұрын
Aapka bahut bahut Dhanyawad, Mai soch raha tha ki aap hamare CG se hi hain but Aap hamare big brother nikle. MP CG yani same temperature Iska matlab ye ki jo aap lagate hain, vo sab yanha bhi hoga. Mai aapka sabhi video dekhta hun, bhale hi sabji mujhe nahi milti fir bhi khusi hoti hai. Ek jajba milta hai kuchh karne ka.. Barsat se Mai market se sirf tometo leta hun, baki sabjiyan apne khane k liye ghar par organic uga leta hun. Thanks and Goodnight
@KaifulVara-o7t7 күн бұрын
Bhai aapke sag ko kede nahi kaye hai que
@TerraceGardening6 күн бұрын
keede lage hain lekin kam hain palak me jyada lage the mene use harvest karke hata diya tha banki main neem oil ka spray karta hu
@Radhi-hj9zd7 күн бұрын
Sir ji hmne cheriy tometo ke beej mgaye the bhut chote he aapki cheri tometo to bda saaijka he
@TerraceGardening6 күн бұрын
aap sahi se care kijiye tab size bada hoga abhi sardiyon me size sahi aata hai abhi lagaiye
@MohdLaddu7225 күн бұрын
Tum To Jyada group back Ki Baat Karte Ho Kyunki aapke pass se Sel hota hai na isiliye Humko ped ki information do bhai
@mdaasim22206 күн бұрын
App work nahi kar raha hai Unable to connect to server bata raha hai 😢😢
@TerraceGardening6 күн бұрын
retry kijiye sath me support team ko whatsaap me screenshot bhej dijiye
@pagalpanti8316 күн бұрын
Methi or palak mene grow ki lekin apki trh etni mast ni hui
@TerraceGardening6 күн бұрын
Abhi lagaiye ab sahi se grow hogi Methi or palak
@Kknom-j6p2 күн бұрын
14:38 soya dusra hota hi aur saunf dusra itna v nhi pata apko
@TerraceGardeningКүн бұрын
Nahi pata hai aap bata dijiye soya kaisa hota hai
@Kknom-j6pКүн бұрын
@TerraceGardening soya dusra hota uske beej dusre hote , aur saunf dusra uski khusboo bhi alag hota hi . Koi baat nhi aap agli baar soya aur saunf dono laga ke khud difference dekh lena
@Kknom-j6pКүн бұрын
@@TerraceGardeningaur ek baat puchni thi ki aap ne jo winter vegetables wala pack diya hi usme konse variety ka pumpkin hi