Sanyukt baithak se Jude pravdhan bhag 5 mein hai anuchchhed 108 mein yah humne Australia ke sanvidhan se liye hain sanyukt baithak ko Rashtrapati bulata hai aur iske adhyakshata lok sabha adhyaksh karta hai
@shrieducators24 күн бұрын
👍
@SoniyaDhiman-w4b25 күн бұрын
Loksabha aur rajyasabha aur sanyukt baithak Bhartiya sanvidhan ke bhag 5 mein hai Artical 80 main rajya sabha Artical 81 main lok sabha Artical108 mein sanyukt baithak
@shrieducators24 күн бұрын
गुड 👍
@SoniyaDhiman-w4b25 күн бұрын
Question number 3 ka right answer option (c )h
@shrieducators24 күн бұрын
👍
@SoniyaDhiman-w4b25 күн бұрын
Anuchchhed 112 mein Bharat Sarkar ko har vittiya varsh ke liye sansad ke dono sadnon Ke samne vittiya varshik vivaran pesh karna hota hai
@shrieducators24 күн бұрын
वार्षिक वित्तीय विवरण कॉलेज भारतीय संविधान के अंदर अनुच्छेद 112और भाग 5 में रखा गया है जबकि बजट शब्द का संविधान के अंदर कहीं भी उल्लेख नहीं किया गया
@SoniyaDhiman-w4b25 күн бұрын
Bhartiya sanvidhan ke bhag XII me lok Lekha Nidhi sanchit Nidhi aur Aakashmikta Nidhi hai Artical 266(1) sanchit Nidhi Artical 266 (2) lok Lekha Nidhi Artical 267 Aakashmikta Nidhi