Hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare ram hare hare ram ram ram hare hare 🙏🙏🙏🙏 Ram Sita lakhan bojaranbali Sita Ram Sita
@SanataniVloggerpatel6 ай бұрын
Radhe radhe Jay shree krishnaa🙏
@AratiSahu-n5z18 күн бұрын
Mandir ka timing kya h ?? Kya mandir duphar mai chalu rehta hai??? And mujhe station se jaana ho toh kaise jaye and kitna time distance pr h station se yeh temple??
@SanataniVloggerpatel18 күн бұрын
Mandir Timing : subah 4:30am se 1:00pm uske bad 4:30 sham se 09:00pm baje tak Distance around 6 to 7 km App video puri dekho details already hai usme sara
@PinkyK0076 ай бұрын
Very nice video 😊 nice videography 😊
@SanataniVloggerpatel6 ай бұрын
Thank u so much👍🏻🙃
@gulabchandsingh64304 ай бұрын
Jay shree krishna Radhe Radhe
@SanataniVloggerpatel4 ай бұрын
radhe radhe
@ItsaddiVlog6 ай бұрын
Thanks bhaiya ❤❤
@SanataniVloggerpatel6 ай бұрын
🙏👍🏻🙃
@ankitsahu44406 ай бұрын
❤ थैंक्यू ❤
@SanataniVloggerpatel6 ай бұрын
🙏👍🏻
@AartiChakram2 ай бұрын
Bhaiya morning me kitne bajje open hotta hai mandir
@SanataniVloggerpatel2 ай бұрын
didi mandir to 4:30 baje subah se hi open ho jata hai
@AnjaliRani-v8w2 ай бұрын
Balkum se vapis thane k liyye kon c bus jayegi
@SanataniVloggerpatel2 ай бұрын
apko vaha se easily auto mil jayegi bus apko balkumb naka se mulund railway station ke liye kafi sari milegi thane ki bus thoda kam hai
@ujwalak42045 ай бұрын
Hare Krishna 🙏🪔🙏
@SanataniVloggerpatel5 ай бұрын
Hare krishna🙏
@preetigawade99412 ай бұрын
Arati ka timing kya hai sir?
@SanataniVloggerpatel2 ай бұрын
Arti Timing 4:30Am to 5:00 am Mangal Arti 7:30Am to 8:00 am Shringar Arti 12:30Pm to 1:00 pm Raj bhog Arti 4:30Pm to 6:30 pm Vaikalika Arti 7:00Pm to 8:00pm Gaur Arti
@sahilkanojiya4562 ай бұрын
Bus stop ka naam kya hai
@SanataniVloggerpatel2 ай бұрын
Balkum naka and Green runawal city ye dono jagah utar sakte ho app but green runawal city mandir ke just bagal me hi hai
@justablink49324 ай бұрын
Hello bhai, bus me jake stop ka kya naam bolna hai?
@SanataniVloggerpatel4 ай бұрын
wellaman Compny
@sibaprasadmohanty86956 ай бұрын
Bike parking hai kya
@SanataniVloggerpatel6 ай бұрын
bike parking to nhi h
@shreyashukla70435 ай бұрын
Next time please mention bus number as well thane east or west
@SanataniVloggerpatel5 ай бұрын
in video description already explain bus no from thane west
@Nidhiieee3 ай бұрын
Aye kese return
@SanataniVloggerpatel3 ай бұрын
station ke liye direct sharing auto milegi bus bhi h
@jyotipandey65756 ай бұрын
Last time kya h mandir ka ..4:00 se........?
@SanataniVloggerpatel6 ай бұрын
9pm
@sandeepyadav999966 ай бұрын
Bhaiya Bus no kya hai ? kitna no bus jati hai Thane se iskcon temple.
@SanataniVloggerpatel6 ай бұрын
83 aur 93 6/7 no bus stop se apko mil jayegi
@komalgupta41974 ай бұрын
Bhaiya thane se bus number kya hai or stop ka name kya bolna hai
@SanataniVloggerpatel4 ай бұрын
93 bus no
@veenasadavrati81565 ай бұрын
Prasad ki kya vyvstha hai.
@SanataniVloggerpatel5 ай бұрын
Bhagwan ko prasad chadhane wala abhi to nhi milta mandir parisar me But apko mandir ki taraf se khane ko prasad diya jayega
@DevyaniPatil-sh1tb5 ай бұрын
Thane se kons bas pakdna hai bhaiya
@suyashpatil4745 ай бұрын
Balkum
@DevyaniPatil-sh1tb5 ай бұрын
@@suyashpatil474 okk thank you
@SanataniVloggerpatel5 ай бұрын
93 no
@jyotipandey65756 ай бұрын
Thane se mandir kitna kilo meter h. ..aur mandir east mein h ya west mein ...
@SanataniVloggerpatel6 ай бұрын
west me 5km
@jyotipandey65756 ай бұрын
Mein matunga Mein raheti hu ..agar mein matunga station par 4 bajr pauchti hu toh mein mandir kitne baje tak pauch jaugi..
@SanataniVloggerpatel6 ай бұрын
Sirf 30 min me bus agar apko time par mila to Nhi to direct auto le lena 50 lenge vo sharing me
@viru19c5 ай бұрын
45 mins by Road from Matunga to Thane (which includes Toll naka). And By Railway train Take a ticket for Thane station (travel time approx:- 30 mins) from there take a Bus or an Auto (travel time approx 10 -15 mins). Radhe Radhe 🙏🏻🥭
@jyotipandey65755 ай бұрын
Mein Jaa kar aai...woha bus ka bhut problem hain ...jaane ke liye problem h bus ka par woha se station aane ke liye problem nahi h ...
@jyotipandey65755 ай бұрын
7kilo meter hain Thane station se ....
@jyotipandey65755 ай бұрын
Auto 50 leta h per person
@Mansi_rane095 ай бұрын
Bus ka time kya he
@SanataniVloggerpatel5 ай бұрын
Fix time nhi hai koi Har adhe ghante ya 15 min me mil jayega
@SanataniVloggerpatel5 ай бұрын
sharing auto bhi hai 50rs per person me
@Mansi_rane095 ай бұрын
Or aate time bus available he or rikshaw
@SanataniVloggerpatel5 ай бұрын
@@Mansi_rane09 haa milega easily nhi to app balkumbh naka chale jana vaha se mulund aur thane ki bus milti hai