Sir ggg is chapter ka be mcqs bnai na homeostasis wala chapter ka mcqs ki traha
@GhulamYaseenGaju3 ай бұрын
Sir 4th line men, *Agonistic Muscle* likha hua hai, Antagonist aor Agonist men kya Farq hai
@GhulamYaseenGaju3 ай бұрын
@@SyedAliAcademyNew Sir Mistake nahi hai , Term *Agonistic* Humen Padhaya hai Academy pe, Jo muscle Relax hotii hen unhen *Antagonistic* aor jo us time contraction kar rahi hotii hen unhen *Agonistic* muscle kaha jata hai. When Tricep muscle are relaxed and *Biceps muscles contraction kar rahi hoti,to Biceps muscles ko hum *Agonistic* kah sakty hen