nice sir v informative video sir v.nice love you sir
@UsmanGhaniyousaf25 күн бұрын
Good 👍
@DahuaTechnicalEngineer25 күн бұрын
Thank you! Cheers!
@sairakhan58424 күн бұрын
👍
@OVERSEASEINKSA25 күн бұрын
which is the best IR night vision camera that can see 90 meter plus with face detection,suggest models specialy for night vision
@DahuaTechnicalEngineer17 күн бұрын
@@OVERSEASEINKSA it should be ptz with 150 meter IR IT WILL detect face on 90 meter Insallah
@speaktruth75325 күн бұрын
Kia ye camera ka ap hotspot other brand meim b hy?if yes,how to find option and Activate
@DahuaTechnicalEngineer17 күн бұрын
@@speaktruth753 other brands me like imou?? Ezviz -- imou me hota hy confirm
@madnansiddiqui760917 күн бұрын
Asslam-O-Alaikum Junaid Bhai Me Aap ki Har Video Dekhta hon Mera aik Sawalon hai Wo ye hai k.... Hum 2 Xvr Ko Apas me Share Karte hain to 1 Xvr Pe Dusre Xvr k Camere Blur Q Nazar ate hain Jab Us Share Wale Camere Ki Screen full Karein to Phir us ka Result thk ata hai Aur Aur Jab Sab Camere aik Sath Dekhna Chahein to Result Phata huwa Nazar ata hai To is Masle ka Solution kia ho Sakta hai
@DahuaTechnicalEngineer17 күн бұрын
@@madnansiddiqui7609 if i understand ur question right to nvr me to jab xada cameras ka split hota to cameras switch to substream takay maximum cameras nazar ayen but jesy hi full screen krtay to main stream pe camera ajata -- smart decoding function
@madnansiddiqui760917 күн бұрын
@DahuaTechnicalEngineer Junaid Bhai to Is Ka Hal Kia Hai Q k Analoge Cameras Lage hote hain wo choti Screen Pe thk Chal Rahe hote hain aur Us k Sath Sharing Wale CA are Phate huwe hote hain is ko Kese thk Kareinge q k Ese Setup me bht Jaga Kar Chuka hon aur Muje Ye Problem aa Rahi hai Umar Farooq Bhai aur Umar KHAYA bhai se Mene Ye Question Bht bar kiya Mgr Wo reply he nai Karte