1st slide me stressing se start he pura sentence me ek past tense he or ek present .to plz sir kab past hotahe kab present hotahe plz ye samjhadijiye
@abhishek__3307 күн бұрын
Agr in dono sentence ko break krenge to stressing bhi past me jaayega.....ye dono sentence judne se phle Jo stressing h wo stressed tha .... present participle bna diya gya use..... synthesis topic se samjh me aayega
@NipisaPradhan-tv3cw7 күн бұрын
Sentence agar gerund se start hotahe to uske liye b ek verb ati he to yaha par agar attention ke liye verb aya he to stress ke liye verb kaha par he
@abhishek__3307 күн бұрын
Stressing yhn pr present participle h... present participle adjective hota h to uske liye verb nhi aati h
@abhishek__3307 күн бұрын
Gerung hota h to gerund subject bn skta h isliye gerund k liye Verb aati h
@NipisaPradhan-tv3cw7 күн бұрын
@@abhishek__330 hume kese pata hoga sir ki ye subject he ya adj ki taraha use kiya gaya he
@abhishek__3307 күн бұрын
@@NipisaPradhan-tv3cw sub hota h to verb leta h.... adjective ( present participle)verb nhi lega