This is very different than other podcast about rudrakshha. Some famous personality say anyone can wear rudrakshha ( even if they eat non vegetarian) . BUT FIRST time I really feel connected to the guest. HE is truthful and he is a spiritual businesses man . I love how you guys talks about the energy. ❤❤❤❤
@BSingh-bv6pw23 күн бұрын
It's true, Vairagya (Detachment) comes in our heart, mind & soul through 1 Mukhi Rudraksh. But it depends upon our own energies upto what extent we proceed towrds Vairagya (Detachment). It's not necessary that we'll definitely become Vairagi (Detached). There are so many things that matter. It also detaches us from evil thoughts. So there are so many kinds of detachment. Rudraksh never effects negatively. It's different from Gem Stones.
@kulkarniniwas126715 күн бұрын
This was very good. ❤ thank you Tarun ji and a very good host who lets his guest speak. Thank you!! Lovely episode.
@SanjayKumar-n8lАй бұрын
Rudraksha ko le kar bahut podcast hai KZbin par par Tarun sir ji knowledge kmaal hai bilkul alag hai...shandar gyaan hai sir ka rudraksha par bhi aur adhyatam par bhi...bahut ache tareeke se btate hai aur sir ke price bhi bahut kam hai market se aur quality shandar hai ...Maine aur bhi kaafi jagha se mangwaye but wo quality kisi ki nahi thi ...
@Nitinshinde1Ай бұрын
Best podcast ever all questions literally my question
@ainsleyainsley4622Ай бұрын
M already a client of tarun sir, he is really a gem
@meetpatel-gi7cyАй бұрын
Bahut hi jabarjast video banaya hai
@trushnapatel4756Ай бұрын
Har Har Mahadev Sir 🙏 It was actually very informative podcast. Sahi me Varun ji ne bahut hi achhe question kiye aur mera jo jo doubts tha wo Tarun sir ne bahut hi achhe se very clearly answers kiya. Thank you so much sir!!
@RichaSharma-yg2rdАй бұрын
Tarun sir indeed have lots of knowledge… I have placed my first order…
@rahulakhand3377Ай бұрын
superb podcast👌👌🚩🚩🙏🙏
@gitasingh938429 күн бұрын
Very nice ❤. I bought seventeen mukhi from Nepal and the urge to wear came from my dream about kumbh mela in 2016
@prasaddhamgunde606926 күн бұрын
Kitne mein mila
@manjubhusal5290Ай бұрын
thanku somuch sir for wonderful session thanku adorn talk❤
@mohinisandhumuaАй бұрын
Beautiful Podcast ❤🙏🏻
@ShreekantShindeKabirАй бұрын
Great 👌🎉 Mere sare doubts solve kar diye apane
@Mdutta-00027 күн бұрын
I agree Tarun ji telling all truth after wearing rudraksha I almost quit drink and non veg ... everyone should wear rudraksha as in container exports to outside India means NRI wear rudraksha not in india
@sandipmondal8178Ай бұрын
Love you brother.......Your channel is my favorite ❤
@dolllikedadusuvigyanegi369Ай бұрын
Ye baat bilkul sach hai Rudraksha pehne k baad mere husband ne non veg ko nhi khaya vo bhi apne dil s
Pancha mukhi Rudraksh & ganesh Rudraksh ak sathme parshakta ha 13 years boy pl tell me sir
@saritapathak329016 күн бұрын
Sar ji muje 14 mukhi rudraksha chahiye pp kya he
@ashanagar6882Ай бұрын
Diabetes m kon sa rudrksh dhran karna chahiy
@pabitramukherjee2187Ай бұрын
Varat sevasram Sangha selling rudraksha ai low price....is it good, original for us
@vinsssscollection9023Ай бұрын
Hi m vinaya from navi mumbai nd tarun ye video bahot acha tha nd aur 1 video banao nd sir ne kaha k bhut k videos dekhte dekhte negativity feel hoti he n ye sach he mere sath aisa hua he koi b avaj aaye to dar lagta he nd ye video me aapne married couples ne rudraksh kaise pehne or bahot sari bate he vo b jaldi video banaiye n ye b k like me nonveg nai khati bt ghar ke log to khate he unke liye banana padta he to rudraksh pehen sakte he? Mere pas 5mukhi rudraksh ki mala he n 7 mukhi rudraksh me ye dino mala jaap karne ke liye use karti hu to kya me ye mala pani me dal ke pani pi sakti hu n aur jo ghar ke log he unko pila sakti hu? Aur b bahot sare qust he
@LiniSenapati-qc6qiАй бұрын
Sir kya har time rudraksha pehen sakte hain
@Beenapaani8 сағат бұрын
14/01/1975 date of birth time 4.45pm. Which rudraksha benefits for me.
@anitharai6251Ай бұрын
Hi 👋 Varun Mera naam Anitha Rai aur mai 48 saal ki hu aur mujhe meri date of birth nahi pata hai aur mere ko kisi cheez me dhyan nahi lagta aur mai bahut jada vichlit rahti hu aur kisi bhi cheez me jaldi se nirnay nahi le pati hu aur koi baat ho yaa koi kaam ho bahut jaldi bhul jati hu aur mujhe nind nahi aati aur thoda bahut nind aati bhi hai to ajib ajib sapne aate hai jo subah hote hi bhool jaati hun kya karun samajh me nahi aata? thank you so much Aaj ki baat cheet ke liye 🙏❤
@dolllikedadusuvigyanegi369Ай бұрын
Bacho ko kis age m Rudraksha pehnana chahiye or kitna Mukhi
@joyoflearning2124Ай бұрын
bring acarya lavbushan. he gives logical remedies and easy ones.
@SHRISTIROY-j6vАй бұрын
Bhaiya please trishla maa k sath numerology podcast kijiye
@saugatkhadka54787 күн бұрын
♥️🇳🇵
@gauravpatel741523 күн бұрын
Intro ka details batao aapka problem ka kya hua
@AnnMarch-z5p3 күн бұрын
Please mujhe apne bacha ke liye. Larka hein 40 years uska vertigo 8 months se huwa hein. Makar rashi hein .
@AnnMarch-z5p3 күн бұрын
Mera bacha 16. January 1983
@Suvam-i1rАй бұрын
Sir ham 5 muhki or 7 mukhi ak sat phenen sakte hai kiya pls reply me
@ankursahariaАй бұрын
Matlab it will give characteristics is 12 mukhi.
@Om-ki3cl11 күн бұрын
Yes pehn skte ho kundli mai grh acche ho ya bure to bhi pehn skte h mtlab kundli mai grha achha h to or badiya hoga or grha bura h to usse bachayega jese mangal badiya h to or badiya kundli mai mangal bura hoto usse hamesha k liye accha krega
@dolllikedadusuvigyanegi369Ай бұрын
Please ye betaye k mere Rudraksha ka colour change ho gya h like dark color ho gya or size bhi shrink hua h
@oldnrare204Ай бұрын
You got kachha (unripe) rudraksha, although it may be original but quality is low.. Dark colour hona is common.😊
@joyoflearning2124Ай бұрын
nice podcast. health k liye kaunsa use kare. uterine fibroids and one trying to conceive
@oldnrare204Ай бұрын
Don't wear rudraksha. Aapke home temple me tantra se related chiz honge.. remove them. Apne ghar se guru aur purvajo ki pic nikal de especially jo Puja room me ho. Husband side se pitru dosh ho sakta hai, 60% or more.. Ya body me negativity hogi 40%.. Do more n more "Mantra Jaap" don't use "Diya" during chanting. Dhoop use kare
@joyoflearning2124Ай бұрын
@oldnrare204 ohh. Thanks for reply. yeah I also feel ki husband k side se pitru dosh hai tabhi ye problems. Tab se I am praying for sadgati for all ancestors. Body me negativity ka toh pata nahi. Aisa kuch nahi lagta. Guru ki pic hai I mean santo ki in temple, by my mother in law, woh kyu nikal de ??
@joyoflearning2124Ай бұрын
aur woh sab santo ki, guru ki, sai baba ki pic agar mandir me ho toh unko nikal k fir kaha rakhna hai ? kya unka apman nahi hoga ??
@oldnrare204Ай бұрын
@@joyoflearning2124 Aapne kabhi Khud se Ved/upnishad nahi padhi hai isiliye confusion hai. Aapke har festival/function me jhagde jarur hote honge. Bahot se jarurat ki chize pending hongi kharidne k liye jo aapne soch kar rakhe honge. Thirth ya temple visit karne ka soch rakha hoga lekin kar nahi paye.
@joyoflearning2124Ай бұрын
@oldnrare204 upanishad padha hai bachpan me. Recently nahi. function me jhagde nahi hote. pending nahi kuch. recently mom dad k sath pandharpur yatra ho gayi.
@manurashkaushal9325Ай бұрын
Why doesn't he heal his eyes using power of Rudraksha?
@JayantiGarudАй бұрын
Hello sir me 3 mukhi rudraksha. Pehnti hun meri dob ....1997.. November..30
@geetamishra2335Ай бұрын
Koi aisa rudraksha jo koi bhi pahan sakta hai.......pls advise
@kaminisaini5180Ай бұрын
5 Mukhi
@ShreekantShindeKabirАй бұрын
Sir Rahu ke liye konsa rudraksha pehan sakate hai
@BSingh-bv6pw23 күн бұрын
9 mukhi
@MrVipul0054 күн бұрын
8 mukhi hai rahu 9 is for ketu
@MrVipul0054 күн бұрын
@@BSingh-bv6pw9 is for ketu bro
@vikramjatt9484Ай бұрын
13 Mukhi rudraksha ke upar video bana please Hindi mein please
@shivanibhardwaj540Ай бұрын
Radhe radhe sir, I am confused ki kon sahi ज्ञान de rha h kon galat jo jis God ko mante vo unhi ko super bolte h.
@BabakaBhakat18 күн бұрын
Ye true hai. Jo jis God ko mante hai vo unhi ko super sochte hai ye to sach hi hai... Kyuki ek hi Paramatma different bhakat ke sochh ki anusar unko us rup me darshan dete hai... Jab ek hi Paramaatma alag rup me prakat hote hai to sabhi to super honga yehi to sachh hai... Har Har Mahadev... Joy Matarani... Joy SitaRam... Joy RadheKrishna... 🙏🙏🙏... Jaise ki Mahadev mera ishtadev hai... Lekin mai phir sabhi devi devta ko supreme manta hu & unko hriday se shraddha karte hai... 🙏🙏🙏...
@Beenapaani5 сағат бұрын
Ghara mai health problem hai money ka kharcha vi hota hai medical medical ghum rahai hai husband office ka kam nahi karpate hai mother ka health ka problem hai