Moral of the story: Don't buy curved display phone.
@anmolupadhyay1Ай бұрын
Exactly 😁
@TridiumTorАй бұрын
Bhai lkn milta nhi hai na kya kare me abi dek rha tha 30k budget me sala yha pe jo muje mere necessaity ko pura kare vo sare curved hai toh me t3 pro (12 256) lene ka soch rha hu kya karu reply plz 😂🎉
@05331Ай бұрын
Bhai yah log sab Dara rahe hain kuchh nahin hota agar aap speaker grill aur charging poard per acche se cover kar loge uske bad UV tempered lagaoge to kuch nahi hota aur jo tempered glass ke sath light aata hai vah use karoge to...@@anmolupadhyay1
@masudmandal6164Ай бұрын
@@TridiumTor💯
@GamingMDTAJАй бұрын
@@TridiumTor good choice im using this phone
@akshaysharma159827 күн бұрын
buy non uv tempered glass or any fiber screen protector because one silly mistake will either cause display damaged or motherboard damage
@firozshaikh48Ай бұрын
How about IP68 rated devices, there should not be any issues that fluid goes inside the gaps
@anmolupadhyay1Ай бұрын
@@firozshaikh48 bro, I think you should watch my brand scam video, cuz many people understand the IP Rating incorrectly. Actually, IP68 can only work with freshwater not with this corrosive, hard glue.
@anmolupadhyay1Ай бұрын
@@firozshaikh48 bro, I think you should watch my brand scam video, cuz many people understand the IP Rating incorrectly. Actually, IP68 can only work with freshwater not with this corrosive, hard glue.
@ramzirmz7863 күн бұрын
Bhai main toh khud hi lagata hoon aur aajtak galat nhi laga, bas glue jitna hota hai use poora istemal na karke 70-80% use karo phone hamesha flat surface par rakho taaki level mein aa jaye, glue daalne se pehle ekk water droplet daal ke check karlo ki phone level mein aaya hai ya nhi uske baad stickers ko snugly chipka do dust particles ache se remove kardo phir uske baad easily apply kardo aur light se UV glue ko dry kardo, bina kisi dikkat chadh jaata hai.
@SD_1212-k1d19 күн бұрын
Here i would like add one point normally most of the display irrespective of which protection they capture finger print which is the main cause of eye strain so antirepelling dust and water feature are expected
sir buss ek hi doubt tha ... maine 450 ka uv glass lagaya..use ek saal baad change karna padega kya? dokan dar ne bola jab tak na tutte tab taak change karne ki jarurat nahi?
@anmolupadhyay1Ай бұрын
Agar acchi quality hai to koi issue nhi. Jab tute tab change kra sakte ho
@ABMARDIOFFICIALchannelАй бұрын
@@souravpradhan5941 accha quality se koi metar nahi karta apko 4-5 mahine baad change karna hi hoga.
@souravpradhan5941Ай бұрын
@@anmolupadhyay1thik he sukriya
@souravpradhan5941Ай бұрын
@@ABMARDIOFFICIALchannel ohh achaa then gaya mera 450 🥲
@Dhruv122328 күн бұрын
Mein apne paas ki mobile shop pe gaya tha, bahut saal se jaa rah hun uske paas, usnein mereko bola ki uske paas uv glass hai lekin woh lagayega nahin kyunki phone kharab hone ke chance hote hai. Usnein mereko bola ki simple membrane waal hi laga do, pura edge to edge ho jayega aur koi dikkat bhi nahin ayegi. Woh apne saare uv glass waapis kar raha hai, aur uska nuksaan bhi hua, kyunki jinka phone kharaab hua tha unka usnein repairing bhi karwayi. Moral of the story, zyada complicated fashion mein mat ghuso, Jo chal raha hai chelne do usko
@anmolupadhyay127 күн бұрын
Well Said 🤌
@Fatcs4You4 күн бұрын
Accha laga bhai..
@DarshanVlog-x4iАй бұрын
Agar isko saal bar change nahi kar na hai to kya kare
@Anirban_MahatoАй бұрын
Don't worry bro agar acchi quality ka tampered glass diya hai toh 6 months bad bhi aram se utar jayega but agar low quality ka lagaya hai phir bhi sanitizer use karke glass nikal jayega
@salmanfarsisabamobileservi2393Ай бұрын
Right bro
@ABMARDIOFFICIALchannelАй бұрын
Sir main to khud se hi lagata hun.. kyunki store Wale ko bas tempered glass lagane se matalab hai wo log utne sawdhani nhi dekhte hai..agar aap store me kavi glass lagwate hain to 100%sure hai ki kuch dino bad apka hardware part me dammage aa sakta hai.
@anmolupadhyay1Ай бұрын
Main cheez hai device safety. Agar tum khud se acche se lga paa rhe ho then no issues but make sure ki opening ko jroor cover kro pehle
@ABMARDIOFFICIALchannelАй бұрын
Device safety me Opening ko to mai itna acche se cover karta hoon ki water me v device dal de tab par v ek bund v Pani na ja paye..aur main 5 month ke baad glass change kar leta hoon..bs asani se nikal jata hai..
@physicsxpro505018 күн бұрын
Bhai service centre pe rahta hai guard realme me
@krunalbaria567Ай бұрын
And membrane safety dega...?
@anmolupadhyay1Ай бұрын
Scratch bgera se safety rhegi but kahi se girta hai to vhaa se nhi
@krunalbaria567Ай бұрын
Safety ke liye
@SajjadAli-r8l14 күн бұрын
Bhai abhi to market me full glue wale a rahe he me ne use kia he kesa he
@muazsaqib728128 күн бұрын
UV lgwanay k bd dekhraha hu video =( bhai ne speaker mein glue dal dia,,, awaz km hogya
@anmolupadhyay127 күн бұрын
Oops 😬
@sunnyavi720 күн бұрын
My Moto phone screen got damaged while removing the cracked tempered glass...
@DarshanVlog-x4iАй бұрын
Uv glass laga diya abhi 2day
@anmolupadhyay1Ай бұрын
Ab lga diya to koi ni bss acche se lagaya ho to
@harshittripathi544410 күн бұрын
Bhai pahle membrain lga k fir uper se uv lagwa le to
@anmolupadhyay110 күн бұрын
Bro, membrane open parts ko cover nhi karegi na 🙂
@DarshanVlog-x4iАй бұрын
Please reply karna
@NishaGoutam-e7oАй бұрын
Ager membrane ke upar UV tempered laga le to
@anmolupadhyay1Ай бұрын
Usse ye benefit hoga ki nikalte time dikkat nhi aayegi easily nikal jaayega lekin openings me jane ka tabh bhi Darr rhega
@NishaGoutam-e7oАй бұрын
@@anmolupadhyay1 openings me jane mtlb ?
@comedymasterindia8175Ай бұрын
@@NishaGoutam-e7o🤔
@Bahu_41414Ай бұрын
@@NishaGoutam-e7o ports
@Anirban_MahatoАй бұрын
@@NishaGoutam-e7o matlab charging port, speaker grill and volume button space
@krunalbaria567Ай бұрын
Mobile ke saath screen guard aayatha to vo hi sirf chalega...?
@rajanand7991Ай бұрын
Bilkul chalega.
@jagadishbhatta956221 күн бұрын
That is actually better buy a good silicon case for drop protection
@marcosgaming6197Ай бұрын
I lost my oneplus 7 pro😢 just becose uv temperd glass, glu damage my mobile volume key, power key and speakers
@anmolupadhyay1Ай бұрын
It's sad to hear that 😢
@KaranKumar-ni9ueАй бұрын
Repair nhi hua kya
@marcosgaming6197Ай бұрын
@@KaranKumar-ni9ue नही भाई, 6 साल use किया फिर भी बेचने का दिलं नाही किया, but speaker काम से गया इस्लीये बेचणा पडा
@KaranKumar-ni9ueАй бұрын
@@marcosgaming6197 glass lagwane ke kitne din bad speaker damage ka pta chala।
@marcosgaming6197Ай бұрын
@@KaranKumar-ni9ue तुरंत 2 3 दिन
@05331Ай бұрын
Bhai yah log sab Dara rahe hain kuchh nahin hota agar aap speaker grill aur charging poard per acche se cover kar loge uske bad UV tempered lagaoge to kuch nahi hota aur jo tempered glass ke sath light aata hai vah use karoge to...
@anmolupadhyay1Ай бұрын
Yes, main issue sirf itna hai ki phone ki opening me vo glue nhi jana chahiye. Agar usko properly cover karke use karte ho then, issue in using it.
@TridiumTorАй бұрын
Bro uv vlaa ache se lgata hua kitne time sak rakte hai 1 saal tak ese xod sakte hai kya ya usse compulsory replace karna hoga plz reply anyone😢
@anmolupadhyay1Ай бұрын
@@TridiumTor bhai vo uski quality par bhi depend krta hai, kuch logo ka kehna hai ki 7-8 months me change krdo and kuch log users bolte hai ki 1 saal baad bhi koi dikkat nhi aai Ek baar shopkeeper se bhi pooch Lena ye
@TridiumTorАй бұрын
@@anmolupadhyay1 vo shopkeper saala bol rha hai ki ek 600 ka uv glass ayga usko lagao lo pretect mileage lekin vo bol rha usko har 3 mahine change karna padega bol rha hai muje kuch samaj me nhi arha dimag kharab ho gya islye me flat display le rha abb vivo t3 5g
@AnoopYadav1140Ай бұрын
@@TridiumTorभाई तुम यही फोन ले लो एकदम बेस्ट फोन है भाई मैं पहले यही लेने को सोंच रहा था लेकिन पैसों की व्यवस्था नहीं थी मेरे पास इसलिए दूसरा फोन ले लिया ब्रो तुम आंख बंद करके ले लो फोन मैंने इस फोन को लेने से पहले काफी रिसर्च कि थी फोन ऑलराउंडर है ज्यादा सोंचना नहीं फोन एकदम फाड़ू है