Mumbai air is so clean. Can see clearly for miles into the horizon in your video. When you estimate this connector will completed ?
@rahulpatil-fr8tz20 сағат бұрын
Wow. .. Amazing.... Your hadwork
@SwapyBond20 сағат бұрын
@@rahulpatil-fr8tz Thankyou!
@ShamerFleet3 сағат бұрын
Really nice video my friend. Possible ho to drone shots bhi add karna
@sanjeevkaushal5969Күн бұрын
Good work, keep it up
@SwapyBond20 сағат бұрын
Thanks!
@avinash4m41212 сағат бұрын
5th,6th line kurla csmt kese implement hoga
@RoshanGupta-s7kКүн бұрын
Great video
@SwapyBond20 сағат бұрын
Thanks
@soheb105 сағат бұрын
Most interesting thing is Bike is not allowed on both Costal road and Atal setu..
@sidss870723 минут бұрын
Nice
@AnwarAli-pk8js12 сағат бұрын
Bhai November me mumbai visit kiya tha socha tha mumbai bilkul europe jaisa dikhta hoga lekin gaya to same varanasi jaisa laga 😂
@therandomaffair9 сағат бұрын
Koi Europe nhi hai..Upar se hi achha lagta hai bs. Niche se wahi sab non sense.
@deeptobhattacharyya32499 сағат бұрын
Varanasi to Sundar hi dikhta hai waise aapka naam padhke samajhme aya Varanasi kyu bekar lagta hai, waise Varanasi me slums dikhana zara
@NikhilSawant-r4s9 сағат бұрын
@@therandomaffairbhai kya lagta h government ispe dhyan degi kya 😅
@mohitdhankar73438 сағат бұрын
@@NikhilSawant-r4ssb hoga..but it takes 20 years to have world class infrastructure...yhi to democracy ka nuksaan h...time lgta h
@adityam2803Сағат бұрын
Bhai Varanasi wale mumbai mein aa gaye hai isliye aab Mumbai kaam varanasi lagta hai
@rajagounder74513 сағат бұрын
Nice video
@SwapyBond12 сағат бұрын
@@rajagounder745 thanks!
@shivsankalp2 сағат бұрын
night riding bhi dikhana
@piyushtekade391520 сағат бұрын
Uski deadline kya hai?
@SwapyBond20 сағат бұрын
@@piyushtekade3915 Dec 2025
@AnwarAli-pk8js12 сағат бұрын
Mumbai ke road ke side me shops itni old kyu hain buildings bhi bahut old hain
@AnwarAli-pk8js12 сағат бұрын
Mumbai ke roads pe lane marking aur footpath kyu nahi hote?
@Sar-dard3 сағат бұрын
Mumbai india ka sab se old city hai or sab se jyda dhyan mumbai per diya gya azadi se le ker abb tak her chej pahle mumbai main aye but etna salo se lage hue peisa but result abhi tak nhi dekha..bhai old style building,shops, markets ,road , sab kush bekar hai bus hype bht jyda hai mumbai mumbai, es se saff to mera village hai. Lgta nhi next 50 sal tak bhi kush hoga. China humra dushman hai but dushman ager kush acha ker rha hai to us se bhi sikh lena chye ki kyse infrastructure bnaya jata hai .kyse development ki jati hai..kyse old city ko fir se develop kiya ja skta hai morden city main.. muje to kabi kabi lgta hai humre jha ke engineer ko bhi kush nhi ata bnana sahi se. Ager koi bulding bante hai to bhi bahi old style ki kush alag demag ki creativity nhi krte kush uniqe style nhi bante bulding ka jyse china or dubai main bante hai. Such main bhg peche hai hum other world se abhi , na amm public ka sahi se development hua na country ka..pta nhi kab hum baki duniya ki trah devlop honge. Ab to ummed bhi nhi rahi . Bht dhuk hota hai apne desh ka yah hall dekh ker.