Thanks for watching have a nice day and happy New year
@Jamila-q3b2 ай бұрын
Bahuth dhanyawad sir
@TodarmalKumawat2 ай бұрын
Nice ❤❤❤❤❤
@analoghardwaretops39762 ай бұрын
Nice explanation but very good demo❤.... .....only those are not comparators but voltage error amplifier and current error amplifier...😊❤
@totalcircuit2 ай бұрын
Thank you for your compliment! Have a nice day❤️❤️❤️❤️❤️
@mskhanx432 ай бұрын
sir ek h-bridge circuit bnao
@totalcircuit2 ай бұрын
Jaise hi samay milega main is h bridge ka bhi aapko circuit dikhaunga aur practical karke dikhaunga Thanks for watching have a nice day
@sukhboparai62662 ай бұрын
Sir ld7575 ic ki 1no. Pin pe 56k restance lagi hai eski frequency kiya hogi sir plzz help
@totalcircuitАй бұрын
Frequency 116khz lagbhag (65÷56 )100 = 116khz Switching Frequency
@sukhboparai62662 ай бұрын
Sir ld7575 ki jgah pe 377 ic same work kregi kuch change karny ki jroort to nhi frequency same hogi sir ji
@totalcircuitАй бұрын
Pe377 ic ke datasheet mere pas nahai aur net per bhi nahi hai me aapko iske bare mein kuchh nahin Bata Sakta Thanks Have a nice day
@sukhboparai6266Ай бұрын
@@totalcircuit to sir koi aur ic btado jo ld7575 ki jgah pe same work kre plzz
@zahoor_ahmed2 ай бұрын
Sr tl494 500w ya 1000w enveter me kasy kam karta h plz esky baryme 1 video banay
@totalcircuit2 ай бұрын
Okay thanks 🙏
@wamanpurushottam59902 ай бұрын
kya is ic se dc power supply bana sakte hai 0 to 30 volt aur 10 ampere lekin agar chahe 1 volt ka use kare ya 30 volt ka load dene par voltage stable aur ampre stable rahne chahiye
@totalcircuit2 ай бұрын
Yes
@gfashraful2 ай бұрын
Mere pass ek atx power supply hai uska 5 volt section kharab hai Baki sab sahi hai uska component use Karke kya main converter banaa sakta hun banakar dikhaiye
@totalcircuit2 ай бұрын
SMPS me inductor Koyal aap buck converter ya boost converter mein use nahin kar sakte kyunki SMPS mein filter inductor iron powder se banaa hua hota hai vah buck converter ya boost converter per Kam nahin Karega
@jaanbhanoojo19842 ай бұрын
Sir low side switch or high side switch buck converter me kya faraq hy jitne b commercial buck converter hn wo high side switch me hote hn kya ise efficiency me koi faraq ata hy kya hum low side buck converter se solar penal se efficiently battery charg kr skte hn
@totalcircuit2 ай бұрын
Sir please aap question Sahi likhe High side- low side switching buck converter aate vah bhi Sahi prakar se kam karta hai aap ise solar battery charging karne ke liye upyog mein le sakte hain Thanks for watching have a nice day
@jaanbhanoojo19842 ай бұрын
Thanks for replying sir
@ObaidUrRehman-x3nАй бұрын
Buck boost donon bnao March
@totalcircuitАй бұрын
Boost converter ka circuit alag hota hai buck converter ka circuit alag hota hai donon अलग-अलग circuit per hi Sahi working karte Hain
@sudhiragarwal47032 ай бұрын
Kya iska working Circuit provide kar sakte hai kya??
@totalcircuit2 ай бұрын
Circuit diagram description mein hai please download kar lijiye
@gfashraful2 ай бұрын
Hello sir hamare yahan per koi SMPS theek nahin karta main aapse poochh kar ek SMPS ko theek kar chuka hun aapka dhanyvad❤ aur ek hai ATX maine uska overcoming protection ko hata Diya 775dc motor chala raha tha achanak band ho Gaya main chalu Kiya FIR band ho ja raha hai load Nahin le raha hai aur dhire se awaaz ho raha hai sar kya aap bata sakte hain kaun sa section mein problem hai❤❤ Mera Hindi achcha Nahin hai main Bangladesh se hun😊
@totalcircuit2 ай бұрын
Atx power supply mein output 3.3v, 5v and 12 out nikalti hai kisi bhi line mein agar load adhik dete Ho udaharan ke liye Jaise 12 volt ki line mein aapane load Diya 5 volt aur 3.3 volt wali line High hoti hai is Karan SMPS band Ho jaati hai atx power supply 12 volt ke line mein maximum 1 empier ki supply hi out kar sakti hai iske liye aapko SMPS ko modify karna hoga iske liye Maine already ek video banaa Rakha hai aap channel mein jakar use video ko dekh sakte ho passport ke line aur 3.3 volt 5volt line mein pwm IC ko yah batana hoga ki 5 voltage aa rahe hain aur 3.3 voltage aa rahe hain Thanks for watching have a nice
@agitarrrАй бұрын
May I ask for the PCB layout design?
@totalcircuitАй бұрын
Yes
@RajuYadav-vy9zz2 ай бұрын
Sar please boost converter Banai
@totalcircuit2 ай бұрын
Okay
@Edmorbus2 ай бұрын
Can you make the circuit downloadable
@totalcircuit2 ай бұрын
I have put the link of the circuit diagram in the description, please download it. Thank you for watching this video. Have a nice day.