Insaniat, shama, bemisaal, daman aur chingari, saheli, shabana, susral, shama e mohabbat, badaltey mausam, aawaz, ye zamana aur hai, ik din bahu ka, nasheman, naukar, bobby, kabhi alvida na kehna, nadia, ruby, mera naam hai mohabbat, khushbu, kya hi kmaal films thien ye sab shabab production ki. Aamzing.
@STZPRODUCTION102 ай бұрын
Sir ye sub Meri b favourite my vies thi
@dataguild2 ай бұрын
Very Good Tribute of Big Film Director Shabab Kiranvi Sahib
@STZPRODUCTION102 ай бұрын
Thanx
@arbortrue-u5o2 ай бұрын
Best Tribute of Legend Shabab Kiranvi Sahib
@STZPRODUCTION102 ай бұрын
Thanx
@majidrafiq98482 ай бұрын
I started like shabnam after watching her shabab kiranvi directorials saheli, aaina aur soorat, badaltey mausam, bemisaal, shama e mohabbat, aawaz, etc. Kia film maker thay kiranwi sahab or kia hi bemisal actress thi shabnam sahiba
@STZPRODUCTION102 ай бұрын
Thanx
@ZubiGg2 ай бұрын
Beautiful Tribute
@STZPRODUCTION102 ай бұрын
Thanx
@STZPRODUCTION102 ай бұрын
Thank you very much!
@majidrafiq98482 ай бұрын
Kiranvi sahab ki films ki aik aur khaas baat ye thi k un ki har film mein comedy ka aik bohat hi strong track bhi lazmi hota tha. Or unki har film mein nanha sahab or tamanna sah8ba bhi lazmi hotey thay
@STZPRODUCTION102 ай бұрын
Yes comedy, tragedy aur musical film Hoti thi
@MuhammadRaziSyed2 ай бұрын
1974 may Shabab sahib ki kamyab film Aina aur Soorat ka zikar bhool gaye. Iss film may Muahammad Ali sahib nay Nigar Award hasil kia tha.
@STZPRODUCTION102 ай бұрын
Thanx Bhoola nahi bhai mainay aina aur soorat buhat bar dakhi 39 movies thi shabab sahib ki sari batata tu long video ho jati aur is film main muhammad ali sahib nay buhat achi acting ki zuban b dosari boli comedy b thi
@MuhammadRaziSyed2 ай бұрын
@@STZPRODUCTION10 yes Rohtki zaban boli thee.
@MuhammadRaziSyed2 ай бұрын
Muahabat aik kahani Golden Jubilee film thee.
@STZPRODUCTION102 ай бұрын
mohabbat aik kahani meri favorite film hai bar bar dakhi songs b sub achay aur acting b
@khalidmalik29042 ай бұрын
He was a greatest film maker of his time.golden days of pak industry.