Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
@shaminakhan3944 жыл бұрын
Mera swal h aurat ghr pr ietkaf me beth skti h kya
@mdsamseralimdsamserali31634 жыл бұрын
उसने कहा है मना है गूनाह नही बोला तुम्हारे महफील मे नजर आरहा है कितने सुन्नत के पाबन्द बैठे हैं,दोगले लोग तुम लोगों को टोपी से ईतनी चीड़ है ,मतलब नबी की सुन्नत से चीड़ है जाहिलों कुत्तों
@mdsamseralimdsamserali31634 жыл бұрын
तुम लोगों के नसीब मे लाल रुमाल है आमामाह नही बेवकुंफो
@munnarider61104 жыл бұрын
Hajj umre me sar nhi dhakte faiz bhai
@mdfaizan68584 жыл бұрын
Assalamualaikum,muje janna tha ki sawal ka masla bus call pe puch sakte ya msg me bi malum mat kar sakte???
@ahmedhusenmemon577 жыл бұрын
your bayans are very informative..keep it up...we really need true islamic scholars like you..faiz syed
@mdafzalaliadan6 жыл бұрын
Ahmedhusen Memon Must listen to Tausif-Ur Rahman, Tayyab Ur Rehman, Qari Sohaib meer Mohammedi
@allahknowsallahsees89463 жыл бұрын
It's a true
@saniakhan57217 жыл бұрын
Faiz bhai ALLAH PAK Apko Achi sehat k 7 Lambi Zindagi dy.. Ameen..
@arizansheikh71677 жыл бұрын
aameen
@sajadahmed43976 жыл бұрын
please cover ur hair.. my sister
@vijayupadhaya80296 жыл бұрын
not compulsory in islam
@ImranKhan-ye8jj6 жыл бұрын
tu sania khan nahi saitaniyaa jaan hai yaani saitano ki chaachi hai jahil kahiki
@ImranKhan-ye8jj6 жыл бұрын
+sajad Ahmed tu ladki ki boli sunkar cover bolts hai kaminey
@mohdazharkhan21648 жыл бұрын
This guy has a very great mentality in terms of explaining the disputed topics.
@marblestudios20177 жыл бұрын
Mohd Azhar Khan mashallah
@actualrider27616 жыл бұрын
+ Mohd Azhar Khan Islam muslim religion Quran Allah and messengers are good but problem is non vegetarian food as kurbani which is also allow in Hinduism as bali for tantra kriya. If every islam muslim should be vegetarian the problem and fight is solved.
@onlineteacher91716 жыл бұрын
hey PRANAT KUMAR, bro..when you are eating Vegetables ,then also you are KILLING bcoz u r killing plants and tey have also LIFE....so eating veg and non veg both are equal
@actualrider27616 жыл бұрын
online teacher Yes I agree with you that vegetarian or Non vegetarian food are living things but I prefer fresh pure vegetarian food salads fruits and pure made milk products and pure fresh drinking water.....are allow in Shrimad Bhagwad gita for eating as Sattovogunna satvik food.... Non vegetarian food is allowed in islam Quran book.... You follow your book I follow my book..... Thank you....god bless you..take care...
@mdshahabuddin37026 жыл бұрын
+PRANAT KUMAR kjskaowb
@1982allyboy6 жыл бұрын
beautifully explained.... Islam is great people have complicated it...
@shahidbare11795 жыл бұрын
I wish i could hear u by sitting infront of u!!! U r an amazing speaker most importantly how beautifully & simply u describe everything!!! Mashaallah....... may ALLAH bless u!!! ❤
@khanmujibrehman64063 жыл бұрын
Haa
@MdSeraj-gl3nr7 жыл бұрын
aap kitna achha se samjhate hain ham aap ki har video dekhti hu nazni
@aftabhusain07305 жыл бұрын
Topi k bahair namaz ho jati lekin ye sunnat h.. Topi k bagair namaz ke lye mashwara na diya kro.... Kahi galat result na dekhne ko mile Hume
@mohsinbutt65007 жыл бұрын
Allah aap ko khush rakhe faiz bhai,., luv from Pakistan
@allahisgreat58536 жыл бұрын
Faiz bhai Hume sahi rasta dkhane ka shukriya
@lastoutlaw38825 жыл бұрын
@@amangupta7303 tu bhaag is video se. Tera kya kaam yaha
@ufunnymeme5 жыл бұрын
Bhai tamatar kya bhaw hain
@shaikhraees48625 жыл бұрын
Pakistan mein kahan se ho aap
@lastoutlaw38825 жыл бұрын
@@ufunnymeme 120 rs kilo in Lahore, sahib
@1turk3623 жыл бұрын
माशा अल्लाह आप बहुत अच्छी तरह लोगों की इसलाह करते हैं अल्लाह आपकी उम्र में बरकत करे ओर इसी तरह दीन इस्लाम की दावत देने की तोफिक दे ।
@TheMsd20096 жыл бұрын
Really appreciate your lectures on disputed topics, inspired, totally logical.
@IRCTV6 жыл бұрын
Brother You Can Also Watch These Lectures kzbin.info/www/bejne/fWqmeZesjNyth5I kzbin.info/www/bejne/eIvJqIyjdriMmJo kzbin.info/www/bejne/i4TbaqNuZ7x6j5Y Agar koi sawal ya masla hai to hamare niche diye gaye land line nos. par contact kare Tel Nos. +912402336984, +912402330655, +91240 2359040 jo log india se call karna chahte hai who +91 ke badle 0 lagai. (Friday Closed)
@twitjunkie60072 жыл бұрын
Are you a revert brother?
@tahaalikhan35542 жыл бұрын
@@IRCTV kia qabristan roz Jana bid'at hai?
@HumaTuber2 жыл бұрын
Qabristan sirf akhirat ki yad dahani ke liye jana chayiye lekin ja kr waha Quran wagera padhna biddat hai agar ap roz is niyat se jate hai ke akhirat ki yad taza ho jaye toh mere khyal se tikh hai lekin waha Quran na padhe 👍😇
@Engineermubee5 жыл бұрын
Thank you so much for explaing the reality of Islam
@moinuddinkhan9288 жыл бұрын
u r one of the modern mujadid of this era in my opinion .....jazak Allah fr your work
@marblestudios20177 жыл бұрын
moinuddin khan mashallah
@azmatkhan22896 жыл бұрын
moinuddin khan how you said mujaddid to him ,do you know he is not aalim he is only a advocate he cannot translates arabic to his own language Like your people start to doing manhood work Keep in mind take knowledge with sahi aalim.
@rehanyattu43576 жыл бұрын
moinuddin khan A.a sir ka is ka no. milayga
@Skittles_08h5 жыл бұрын
@@azmatkhan2289 alim koun hai jiskan certificate hai Lkn deen ke mamle me aisa nahi hai ap agr kisi ku deen batate hai tu apku haq maloom hona chaheye Aj bhi aisa kai alim hai jiskan certificate rehne ke bawajood deen ki sahi se knowledge nahi hai
@azmatkhan22895 жыл бұрын
@@Skittles_08h :iska matlab kisise bhi deen sikhoge ? doctor,engineer, sardard hoga to doctor ke paas kyun jate ho advocate ke paas kuyn nahi jate?
@Hasan... Жыл бұрын
I normally always agree with Faiz sahab, (because he always provide references and/or logical answers) but here I must disagree... Topi is definitely cultural-sunnah, meaning, wearing it does not guarantee a sawab (reward) from Allah (swt) because for something to be as part of Islam, it would have been a Sunnah related to an islamic ritual.. for example, if Nabi (saw) wore Topi specifically for Namaz/etc then we would classify that as an ibadat. But since he always wore it, then he always rode camels to cover large distances, he always wore garments that are different from what we wear, etc. ALSO.. the fact that we cannot wear Topi during Hajj/Umrah is a proof it is not a part of Islam. Any extra garments were disallowed for ibadat of Hajj and Umrah, if topi was so fundamental for ibadat or respect, that surely in Hajj it would have been made compulsory.
@DroidAly9 ай бұрын
Great info ....man ....i also think so ....its a part of culture there of Saudi in past as it is a heat place ...but people think that without topi namaz nhi hogi it's mandatory
@ayaanansari11929 ай бұрын
First disagreement which I agreed upon
@khinxaw64156 ай бұрын
Agreed bro
@muhammadtalha97825 ай бұрын
Hajj main to clothes bhi Nahin phehntay sirf 2 chadars Hoti Hain, is Ka matlab yah thori hai k clothes bhi islam Ka part Nahin Hain. Hajj main to or bhi bohat pabandian Hain jab k Woh pabandian hajj k bad sunnat Hain like Khushbu lagana.
@Hasan...5 ай бұрын
@@muhammadtalha9782 Yes. Valid logic, which is why it is only a cultural Sunnah. It's not related to ibadah or righteous deeds. Any Muslim can choose to wear it or not wear it, for example anyone can choose to ride a camel at least once in his life time, or may not ride at all, not linked to Islam.
@MrAnas-gk7cw5 жыл бұрын
Mash Allah, your lecture is very informative and helpful as well as easy to understand
@itsme-fb7np2 жыл бұрын
I listen to him because his answers are always practical and logical. ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@emmemm6034 жыл бұрын
Masha Allah...every episode let's us know a depth of about what islam teaches to us and tells us about what that's important and necessary or may be mandatory in some situations or conditions...we appreciate and salute you for giving the correctness to our culture of islam...strengthen the roots which are exactly right and said to be done....very impressive speeches and teaching of islam what you taught to plus in the light of islam, for e.g quran, sunnah, hadees or other references ...thanks bro I love you channel and you...Allah bless you for everything...Aameen
@khaledmohommad53055 жыл бұрын
Great explanation.. Straight in mind.... Mashahallah...
@aftabansari7770 Жыл бұрын
This much-awaited video is perhaps the most importeint Islamic teachings delivered by Hazrat Faiz Syed in my life I have ever liked whole-heartedly. 09/10/23
@zahidnasir21157 жыл бұрын
I love you faiz bhai from Pakistan
@Saif_Zone6 Жыл бұрын
Wahabi ko love bolra
@shaziaazam45428 жыл бұрын
thank u for ur lectures
@AmaankhanGoldy5 жыл бұрын
Mashallah Good for knowledge Love from delhi
@LearnQuranWithHafizAtif3 жыл бұрын
Ma sha ALLAH | my cute brother Love from Pakistan 🇵🇰
@zaheerahmed726 жыл бұрын
MashAllah good explanation jazakallah faiz Bhai Zsheer Hyderabad say
@abomohammad1784 жыл бұрын
اللهم إن الأمر أمرك، والخلق خلقك والقضاء قضاؤك ولا حول ولاقوَّة لنا إلّا بك اللهم أكشف الغُمَّة وأرفع البلاء والوباء عنّا وعن بلادنا و عن المسلمين اللهم أقرَّ أعيُننا وأسعد قلوبنا وأرواحنا بزوال هذا الداء ونحن وكل من نحب بخير وصحة وعافية يارب العالمين يا ارحم الراحمين .
@miftahurrahman26296 жыл бұрын
I have been following your lectures for quite sometime... Jazakallahu khairan for your effort... - from Bangladesh
@10Luqman8 жыл бұрын
Thanks for clarify 👍
@ahsanmulla52587 жыл бұрын
samaraijack
@mohammedtanveer46295 жыл бұрын
Y u don't know that also 😂😂😂
@ismailshaikh46637 жыл бұрын
Masha Allah good explanation...
@faizanyousuf65307 жыл бұрын
nice faiz bhai from, Pakistan. Karachi_111
@rajibpathan27395 жыл бұрын
As Salamu Walaikum .. from Bharat
@FaizanFaizan-lf4ib5 жыл бұрын
@@amangupta7303 tu hindo hai tu teri koi galti nhi agar tu musalaman hai tu lanat tere pe
@syedshoaib81253 жыл бұрын
@@FaizanFaizan-lf4ib kyun kya huwa bhai
@Dawahsection4 жыл бұрын
I also don't wear Turban. But now I understand why we should have to wear it. Thanks
@yaseenali77916 жыл бұрын
Topi pahenna beshak farz ya wajib nahi,lekin ye kya choti baat hai k ye sunnate mubaraka hai, bhai yahan hamari marzi nahi chalti,sirf Allah Ta'ala ki marzi chalegi,aur Allah k Rasool(saw)ka tariqa chalega.Allah k liye topi ko aam karo. Mas'ala:- (topi k baghair namaz hoti hai )is ka ye matlab tou nahi k hum hamesha topi na pehne.
@AbbasAli-pf8ep4 жыл бұрын
اللہ تعالیٰ فیض صاحب کو لمبی عمر دے آمین 🤲
@alhikmahds70013 жыл бұрын
ماشاء اللہ
@aatifahmedshaikh98106 жыл бұрын
Assalamu alaikum One and all, May Allah make enough strong to clarify or remove all the misconceptions. Ameen
@niyazmohammedzartargar42873 жыл бұрын
Masha-Allaha.(ماشاءاللہ)جزاک اللہ ھو خیر۔
@AbdulHafeez-zl9vy5 жыл бұрын
So logical and positive lecture
@maliktechbrothersmalik68012 жыл бұрын
Faiz sahab bahut acchi baat batai aapne majburan agar topi nahi hai to namaz padh sakte hain lekin farz ko sunnat ke liye tark kar dena galat hai hatta ki sar dhaakna chaiye hamesha ye sunnat e rasool hai
@rasheedashaik36607 жыл бұрын
masha allah nice lecture
@jamalahmad11803 жыл бұрын
Aap itna acha samjhay ki sab bina topi k aap ki majlis me nazar aane lage,
@mohammadtanveer1446 жыл бұрын
Very nice faiz bhai
@SAH.1586 жыл бұрын
Agar ek sacha musalman deene islam ko sahi follow karna chahta hai tou apne pyare nabi sallallahu alehewasallam ki sunnat ko follow kare...lekin agar faaiz bhai ya koi masjid topi lazim karega to jo kisi majboori mn topi na pehn saka ya bhool gaya tou namaz se bhi jayega har dafa ki ghalti to topi na pehnne ki zid hosakti hai jis se Allah mehfooz rakhe....jab hamarey nabi(pbuh) sir dhakna pasand farmatey they to hamen bhi koshish kar k aise hi karna chahye faiz bhai ka topi pehnna is bat ka suboot hai k wo sunnat ko apnaney ki tarbiat de rahey hain
@tehseemaslam16967 жыл бұрын
Masha Allah God bless you.
@iftekharulhaque26975 ай бұрын
thank you brother for the beautiful explanation, the number of people who are obsessed with head covering is insane and what you said is true unless you wear a head covering people will ignore you
@mmmm-vs1tl4 жыл бұрын
Sar par topi pehenna adab hai aur ham namaz Allah ke saamne padhte hai aur Allah ka adab karna zaroori hai
@mohammedfazilfazil4214 жыл бұрын
Beshak sahi hai
@galaxymovies15324 жыл бұрын
Namaz k wajibaat may se nhi hai..
@mmmm-vs1tl4 жыл бұрын
@@galaxymovies1532likin sunnat hai khali sar namaz padhna be adabi hai
@mohdfahad15624 жыл бұрын
@@mmmm-vs1tl sunnat... Bhht c.. Cheeezzein hain Sabb adaaa krte ho???
@mohdfahad15624 жыл бұрын
@@mmmm-vs1tl beshak kroo.. Jabb topi..paas Mae ho.. To bilkul pehnoo Kuch log topi hotte huyye be nii lagaate Lekin.. Koii Bina topi..ke padhhh rahaa h to kuch logg unko burraa smjhte hain or bolte be hain Ye...topi naa lagaane se.. Zada be-addbi harr
@shamimaakhter34886 жыл бұрын
We need scholar like U . Keep it up.
@bravebilla35845 жыл бұрын
Scholar kya hota hai Hume acche Aalimo ki zayada zarurat hai
@syedanas3556 жыл бұрын
Bhai aap bahut acche se explain karte ho thank you for clarify I am from India❣️
@Striker_2426 жыл бұрын
Masha Allah bhai bahot detail se samjhaaye aap..
@sawoodukaye58286 жыл бұрын
Thank you Faiz bhai..👍
@indianmotors14325 жыл бұрын
Aap ne bahut achchi baat kahi hai is baat ka tajurba maine bhi kya hai Jajakallah
@Darsounds7866 жыл бұрын
nice superb i love u faiz bhai from khalid mahmood dar Ghakhar city pakistan
@allahkebandehades58926 жыл бұрын
Masha Allah fiaz bhai apke har vedio kuran sunat par he hote hai me apki bahut se takrir sunta hu deen a Islam ke bari me jankar acha lagta hai kota r.j
@sayedshadaab38087 жыл бұрын
How to attent ur lectures?? Kindly plz explain
@DevilEngineerIndia6 жыл бұрын
Rohila galli Aurangabad Sunday
@rehanshaikh51696 жыл бұрын
Rohilla gali aurangabad Maharashtra time 10:30 every sunday
@sabanaaz86015 жыл бұрын
SUBHANALLAH bahut bahut khob bayan dil cho gaya
@man088394 жыл бұрын
Start n praying 5times namaz for success in life or aftr death
@MFlove-ve9vr6 жыл бұрын
Jazak allah hu khairan faiz bhai u are great
@akuraboyz98266 жыл бұрын
May Almighty bless u
@navazsaiyed9754 жыл бұрын
Faiz bhai mera ghar masjid k bulkul pass hai lekin me 2:30 sal se depression me hu aur koi mujhe support ni krta.... Pehle mujhe sab log izzat dete the lekin ab meri 2% ki bi izzat ni hai... me ek Engineering student hu... Mujhe bahar jane me ghabrahat hoti hai Depression ki vajah se... To kya meri namaz ghar me kubul hogi
@wajahatsir19317 жыл бұрын
1 chicha aise hi topi pe bahes kar rahe they masjid me maine unse kaha aap jo dadi nahi rakhte unko bhi roka k bahes kijiye...unki bolti band hogayi......
@alwaysavaliable86596 жыл бұрын
Wajahat Graphics chicha 😂😂😂😂😂
@faizshaikh48626 жыл бұрын
mast
@3bigbignig-abandoned6 жыл бұрын
Haha Māshā'Allāh
@rajasabtawagera9096 жыл бұрын
Bhai hamsab ko is fikar karnachahiye lekin. Tum sai ham sai ke chakkarme Deen me bigaad naho awaam ko Deen seekh ne ki fikar dilao Deen me ikhtilaaf masail rahain ge usper koi shak nai Bhai
@sahirasaleem78dubai695 жыл бұрын
Ehahhaaha
@hafiz135932 жыл бұрын
In sha allah i want to be like faiz sir, Best Aalim ❤
@hungrybeast9185 жыл бұрын
Bhai Ek Sawal?? Zakheraye Hadesh mein ek bhi rawayat asi majood nahi hai jaha Namaz ka Zikr Kia ho or us mein Nabi(SAW) ky Sir dapny ka zikr kia ho Or Na Hi Kahi ye Zakheraye Hadesh mein kahi nahi hai ky Jaha Nabi (SAW) ky Sir na Dapny ka Zikr kiya ho .. Or Bukhari mein bhi App (SAW) ny farmaya hai ky "ALLAH Tum py Wusat kary tu tum Do kapro mein Namaz qamem karo or Agr Tamgi kary tu Ek kapry mein" To App kia kahna Chahye Gay????
@nazim00224 жыл бұрын
Bhai ahle hadees ke imam bagair topi ke namaaz kyu nahi padhte
@mohdfahad15624 жыл бұрын
Itna faaaaltu ki behess mae matt paddo Bass.. Topi sunnatt h baat khhtm😂😂
@shahid8673 Жыл бұрын
My favourite daee Faiz bhai...the way he explain mashaAllah ❤❤
@touseefkahn87157 жыл бұрын
mashallah mashallah nice
@md.arizshadman72255 жыл бұрын
Jaise darhi na rakhne se koi gunahgar nahi hota waise hi baghair sar dhake bhi namaz hojayegi.Simple he ke jis baat per quran zor na de wo zaroori ya firz nahi hota.Haan per tawatur se darhi aur topi chali aa rahi he to ye sunnatesalaheen zaroor lagti he aur koshish karni chahiye ke har tawatur waale kaam karne ka.
@waseemakram81537 жыл бұрын
jnab agar hum duniya ek eitbar se zbrdst Quality ki cheezi dhondte hai vese hi nimaz bi zbrdst quality ki banaoo bht fayda hoga
@saddamhussain893673 жыл бұрын
Faiz shab ap bahut padhe likhe aur correct explaination krte h baki maulbiyo k jaise nhi' jo sirf chillate h.. ap massahallah samjhate v accha Aur sahi chiz batete v..
@eliasali96266 жыл бұрын
Main apse ek sawal karna chahta hoon kya azan ke bina vi namaaz ho sakti hai?.....halaki yeh vi ek sunnat hai....mujhe iska jwab chahiye...
@Rahuli69525 жыл бұрын
Kisi motber aalim se pta kre wo apko ache sb smjha denge or agr aazan ki awaj ni aarhi h tho aazan dijiye or namaj pd lijiye
@smaceditz30542 жыл бұрын
Jazak Allah hu Khairan faiz bhai very important....with great references mashallah
@arshadovesh44745 жыл бұрын
Hamare area me kch log aaye haiii deeni programm lene 3 din k liree wo topiii ni phnrahe hai namaz me jb se aaye first time laga shyd ni hogi to bt pata chala wo topii ko importance hi ni dete or kahte haiii topi phnna zaruri nahii to batayiee wo log deen ki dawat dene aaye haii or bagair topii ki namaz padhte agar na wo to bat alag bt wo 10 12 log sabhii ni phnte haiii ab bataiye kya kahe unhe????
@KPFinancialservices3 жыл бұрын
Faiz sahb please advise about shares. Stock market. Shariah ne allow kiya hay ya nahi. Please advise.
@abdulhadimohd53856 жыл бұрын
Jazakallah khair bhai. Ek baat jo aapne culture ke baare main kahi ke kal ko darhi aur takhnoun tak paint ko bhi culture kahenge to mere bhai ye dono kaam ke baare mein Allah ke Rasool ki hadeese maujood hain jabke sirf namaz ke liye topi pahene ki koi hadees nahi hai.
@shujaafzal15164 жыл бұрын
Assalamu Alaikum JazakAllahu Khaira. For information.
@shaikhjishaikh92095 жыл бұрын
10000 ka mobile 5000 ka kapda istemal kar sakta hain banda Allah ke ghar jab ata hain tu us ke pas 50 rupay ki topi nhi Hoti afsus hain
@tausique5 жыл бұрын
Chacha jaan yahan baat paison ki nahi hai, kabhi koi insaan agar topi laana bhool jaaye ya ki wajah Kar nahi ho to Kya sunnat ko manne ki wajah Kar farz ko chod de. Zyada pakad kis cheez ki hai Farz ya sunnat. Mera manna hai topi ho to behtar na ho to bhi sahi..Namaaz zyada zaroori hai.
@afzalchoudhari81915 жыл бұрын
Bohot martaba aisa dekha gaya k logo k pas rumal,gamcha etc jaisi chiz hoti hai jo gale me hoti hai to b khule sar k namaz padhte hai
@abdurraheemraheem26805 жыл бұрын
@@afzalchoudhari8191 toh kya namz ni hoti
@BabuBaby34 жыл бұрын
Agar rumaal Ganda ho to sir pe ood sakte h?
@alinakhan532093 жыл бұрын
Allah ke Nabi Muhammad sallallahu alayhi wa sallam ne kabi sir dakh ke namaz nhi padi
@bharatreactsreal6 жыл бұрын
mumbai, maharashtra me aisa bahot hai masjid me , jaha koi agar topi na pehne hazar log aake puchega topi kaha gaya, haa haaaa, india ke aur aas pass ke desh ko hadith pata hi nhi
@abdurraheemraheem26805 жыл бұрын
@Firoz Khan to fit Kay kiya
@asifmd6694 жыл бұрын
Jisko nai malum vahi puchta question
@asifmd6694 жыл бұрын
@Firoz Khan usko next time pucho konse hadees ya quran me likhe va hai namaz padne se roko topi k hawale se b pucho proof karo bolo
@MDIMRAN-bw3jr4 жыл бұрын
@Firoz Khan koi bhi cheej jab ham kharidte hai to woh achhi honi chahiye aisa ham sochte hai to namaz ko bhi bilkul behtari se yani Nabi karim ke sunnat se padhe to isme koi harz wali baat nhi hai aur maan bhi lena Chahiye unlogo ki baat ye koi buri baat nhi hai thik hai bhai
@tv214mtv3 жыл бұрын
Super clearity
@Nistan5 жыл бұрын
Sunnat = zabardasti??????? Jab Pyare huzur SAW (Pbuh) ne zabardastee nahi ki to ye zabardasti karne wale koun hain???
@AK-iz3qn5 жыл бұрын
No sunnat = respect Not zabrdasti Clarify ur words first then write comment, understood
@MDIMRAN-bw3jr4 жыл бұрын
@@AK-iz3qn u r right bro
@Fraza13562 жыл бұрын
JAZAK ALLAH KHAIR ❤️❤️
@faruquealikhan78085 жыл бұрын
Saudia me to 50 % se jyada log bina topi k Namaz padhte hn
@shine15285 жыл бұрын
Saudi k log kaha pakke islam pe qayam hai...wo log namaz me apne twab ko jamate rehte...ungliyan todte rehte...akasa saudi ka yehi haal hai aur islam makka madina se pehle saud ki nasal se nai....saud ki nasal ne islam to kafi had tak change karne ki koshish kar rakhi hai.... Note...topi srf adab hai khuda k liye ...jab hamare NABI HAZRAT MUHAMMAD SALLE LAHU ALAIHI WA SALLAM ne adab ka ehteram karke apne sarko dhampa to hamari kia auqad bina dhankey namaz paden..haan bina topi k b namaz hojati IN SHA ALLAH
@londonshah86935 жыл бұрын
shine bhai woh saaab jane do tum rahe kia saudia mein ???? Mein yaha 25 saaal se hu bachpan se yaha jaise islam sikhate waisa islam apne Hyderabad ya india mein nahi hota peer baba dhimka baba falana ki dargah wale loog shirk karne wale harami nasal ke baare mein bhi kuch bolna tha baade aayein aap bolne ke namaz aur topi ke baare mein
@shine15285 жыл бұрын
@@londonshah8693 mai saudi me hi rehta hun ...aur mai koi baba sache hai ya jhute hai topic hi nai baat kara.... baat ku samj k reply karna chahiye.... agar tum saudi me hote to inlogo k namaz padne ka tariqa dekhte....aur waise tum wahi qaum k lagre "jaha hari waha bhari" type... jo jamat uruj pe usi ka gun gana.....mai unmese nai hun.... makkah shareef me tarawee 20 rakat aur ek king abdul aziz aake change kardiya aur poore ksa me .srf 8 rakat ...ye to srf ek xample hai...aisa kai chizen change kardiye gaye....ye log kaun hai islam me chnge karne wale.....kuch b islam me chnge karna usku biddat kehte hai....zamane k hisab se islam ki behteri k liye kuch change karne ko achi biddat kehte hai aur fuqa ne isey sahin kaha hai....jaise quran shareef ko HAZRAT USMAN E GANI RAZI ALLAH ANHU k zamane me jama karke kitab me surey ba surey jamaye gaye....is tarah k type k kaam ki ijazat hai par jo abdul azeez kara changes wo islam ko durust karne nai bas apni sahulat k liye banaliye...
@Rajabfamilyvlogs6255 жыл бұрын
Masha Allah bht achy Molana Sab hain ap,,, Allah Pak apko hamesha khush rakhy g
@mathenglishjaano81774 жыл бұрын
Aap rajput hai?
@mahtabbabu66966 жыл бұрын
Alhamdulillah
@ZaheerAhmed-fu7yk6 жыл бұрын
Nice
@superplayer97125 жыл бұрын
Soft and smooth answer
@mirzabaig88867 жыл бұрын
SIR YOU ARE 100% CORRECT BUT YOU LOOKS STILL BEAUTIFUL AND PEOPLE IDENTIFY YOU AS ALIM / SCHOLAR OTHER WISE YOU ARE CALLED AS NORMAL MUSLIMI.
@shoaibshaikh61325 жыл бұрын
Jazakallahu Khair....
@skzafar97835 жыл бұрын
Toh phir hum long hair q nahi rakhte? Beard rakhne k liye to nabi ji ne kaha hai, par topi pehanne k kiye kya unhone kaha hai? (Asking just for curiosity)
@mdtanveer88705 жыл бұрын
Masha Allah
@mohdfahad15624 жыл бұрын
Sunnatt h bhai..topi rakhnaa Waajib ni Pehnenge to..sawabb milega Ni pehnenge to koii gunaah ni
@zahedkhan23086 жыл бұрын
Masha Allah. Allah apko sehat man or lamba zindagi de
@md_muzammiil5 жыл бұрын
ALLAH k nabi ne bina sir ko dhaanke kabhi namaz parhi hai??
@muhammadumar75575 жыл бұрын
Sar thakna sunnat hai na ki fard.
@azharansari72845 жыл бұрын
Wallaah hu aalam
@md_muzammiil5 жыл бұрын
@@azharansari7284 aapke ilm me nhi toh wallahu aalam mt kaho
@lastoutlaw38825 жыл бұрын
Tere baap ne Islam ka theka lya hai jo apni taraf se fatwa deraha hai paagal k bachey
@lastoutlaw38825 жыл бұрын
Apni taraf se fatwa jhaar raha hai chootye. Mufti ki muft aulaad
@saeedzuhaib25853 жыл бұрын
i m corona positive and pregnant plz pray for me and my unborn...
@usmanKhan-zc6fg3 жыл бұрын
ALLHA AAPKI sehath acchi kaare....
@AnasKhan-li8ml5 жыл бұрын
Me to Eid par inshaAllah SAFA Baandhungaa..😍😍
@aliasgar90764 жыл бұрын
Masah allah
@aliasgar90764 жыл бұрын
Subhan allah ham siwan se
@GlobalGames7083 жыл бұрын
Allah Pak ap Jaza Khair Dy Ameen from Pakistan
@samtenakther54097 жыл бұрын
Namaz bagair topi k padna aisa hi...jab namaz me khade hote hi iska mathlab hi hum Allah k aage pesh hote hi...kya Allah k aage nange sir khada hona besharmi nahi hi.
@arshadshaikh41277 жыл бұрын
samten akther aur baigar dadhi ke kaisa hai
@alwaysavaliable86596 жыл бұрын
Arshad Shaikh 😂😂😂😂
@mumtazirteqaahmed85536 жыл бұрын
Behtar hai ki aap topi pehne, par aisa nahin hai ki agar halaton ki wajah se Namaz ke waqt aapke paas topi na ho to iska yeh matlab nahin ki namaz ka waqt horaha hai aur aap namaz ko zaya kardein
@3bigbignig-abandoned6 жыл бұрын
Bhai, agar ham is tarha se dekhinge to aap ki baat bilkul sahi nazar aaingi. Lekin, jab rasool {sallallaahu`alaihiwasallam} ne namaaz ke lie topi ko koi speciality nahi di, to ham dene waale kon hote hae?
@3bigbignig-abandoned6 жыл бұрын
Rasool Allaah [salallaahu`alaihiwasallam] to hameshaa topi pehente the, lekin agar namaaz ke lie koi speciality hoti to wo kehdete the kiun ke Allaah ko pataa thaa ke insaano kaa libaas change hone waalaa hae, to Allaah rasool [salAllaahu`alaihiwasallam] ko pehle se hi namaaz me topi pehenne ki ehmiyat bataadete the.
@zishanshaikh34 Жыл бұрын
Thanku for watching sir
@panikabulbula7 жыл бұрын
Phir rafa yadain pe kyun itnay strict hain bhi topi b wajibaat nahi hy..... Tu rafa yadain b tu wajib nahi
@danishsheikh00077 жыл бұрын
Ahmed Allahyaari Bhai mere rafa yadain namaz k ek step hai jo namaz m krna zaroori hai jaese ki sajda,ruku waese hi rafa yadain Aur rhi baat topi ki to nabi s.a.w namaz m hi srf topi nhi pahente the wo hmesha apne sarr ko dhaake rhte the
@srksiddique45686 жыл бұрын
Ahmed Allahyaari to fir jb imam safayi Ko manne wale log jb rafaydain krte h tb unke piche q Ni padhte ho jaise hmare piche padh jate ho mtlb Imam ki bat manlo Nabi Ki bat mat mano
@verysweettilawatequran41936 жыл бұрын
Kyon ki begair topi ki namaz ki daleel milti hai per begair rafa yadain ki ni milti koi bhi namaz
@verysweettilawatequran41936 жыл бұрын
Kyon ki begair rafa yadain ki namaz ki koi sahi daleel ni milti
@verysweettilawatequran41936 жыл бұрын
Or jo milti hai hadees wo sahi ni hai
@Mrshamshir9155 жыл бұрын
Masaallah aap bhut acchi trah samjhate hain
@shaadrahman75357 жыл бұрын
Dubai me zada tar log bina topi ke namaz parhte hain
@AtoZAhmadkhan6 жыл бұрын
shaad rahman dubai me jo indian log jate whi topi nhi lgaye
@mohdnali58166 жыл бұрын
Ha
@pss73926 жыл бұрын
Masha Allah Great Answer Brother....
@syedwaqas71286 жыл бұрын
i think shayad SIRF haj 🕋me nhi pehenna he🤔
@Skittles_08h5 жыл бұрын
Ap kya sounchte wo ahmeyat nahi rakhta nabi saw kya bataye wo ahmeyat rakhta hai
@thanos40254 жыл бұрын
@@Skittles_08h he talking about nabi
@imrankhan-kb7cr7 ай бұрын
Masha Allah faiz bhai ❤❤❤
@mohammedsubhani78206 жыл бұрын
Sahi Muslim, hadith no:3309 Is may toe dusri Hadith hay
@Skittles_08h5 жыл бұрын
International hadith no. Bhi hota hai check karo ekbaar
@armanmalikkhan1185 жыл бұрын
Very nice video and Mash Allah
@mdashfaque10797 жыл бұрын
Topi pahanna sunnat hai aur musalman ki pahchan hai hum Sabi musalman ko iski pabandi karni chahiye
@gulnaazmd39466 жыл бұрын
I like ur lectures.. U explain well.. May Allahtaala make things easy fr u.. Ameen
@faiyazfalahi6316 жыл бұрын
Good
@aaqibpundeer91567 жыл бұрын
are sir aapke lecture itna bhi fark ni dalta ki ek ke bhi sir par topi ni