PW Ranker Test Series : www.amazon.in/stores/page/25263EB2-C9EA-438A-9789-2671B69CB0EB?channel=JEE_TEST_CLR
@Explor_funАй бұрын
Bhaiya please help Abhi Mai class11 mai hu or kuch nhi padha gai schooling v rehta gai mera or Mai jee26 dunga Bhaiya please please ap jee 2026 ke liye video banao jo bache zero pe hai kuch nhi padha abhi tk jinka barbad hogaya hai class11 please Bhaiya 😭😭🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏😭😭🙏😭😭😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏😏😏😏 kyuki schooling v pass krni hai please
@Explor_funАй бұрын
Bhaiya please help me !! Mai class11 mai hu or abhi tk kuch nhi padha kisi region se 11th west hai zero pe hu please jee2026 kr liye video banao please 🙏😭😭😭🙏🙏😭😭😭😭😭😭😭 Or didi jee 2026 wla video banao jo bache abhi tk start v nhi kiye hai preparation zero pe hai 11th abhi tk kuch nhi padha please unke liye or mere liye bana do help ho jayegi please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@EasyhaiwithrajАй бұрын
IIT ki Kasam like karo nahi to fail ho jaoge 😂😂
@clrmdhАй бұрын
🤣🤣
@EasyhaiwithrajАй бұрын
@@clrmdh bhaiya class 11 me hu aur padhta hu per pata nahi kaise backlog ban gaya aur aab jyada ban gaya hai per iit delhi Jana chahta hu thoda samjha dijiye please 🥺❤️❤️
@AgCaptain9055Ай бұрын
"Analyse jaroor karunga test Banunga sabse best."
@clrmdhАй бұрын
Good 😊
@AgCaptain9055Ай бұрын
Bhaiya, kya aap apna number de sakte ho, Please.
@AnshulBaghel-c6iАй бұрын
Jee 2026 strategy video ke liye like karo
@clrmdhАй бұрын
Is week 👍🏻
@SFSi12gamerАй бұрын
@@clrmdhThank you
@algamibk536Ай бұрын
Aapne kitne mock text diye the jan attempt ke pehle please reply ❤
@clrmdhАй бұрын
I didn't count. Tumhe bhi count nahi karne chahiye ! Target koi particular score ka nahi, balki apna 100% potential dene ka and mistakes minimize karne ka rakho !
@PranavShrivastava-lw7buАй бұрын
@@clrmdh ok bhaiya
@jatinsaini443016 күн бұрын
Analyse karuga test banuga subse best🔥🔥🔥🔥🔥
@abhijitnath627517 күн бұрын
Thank you very much bhaiya mujhe samaj aa gaya ki kaise krna hai Itne din mai confusion mai tha ki kaise kya krna hai pr aab samaj gaya thank you very much once again ❤❤ Abki baar test mai score maximize krke hi rahunga
@clrmdh16 күн бұрын
Best of luck
@JeeAspirant-x8bАй бұрын
bhaiya ek doubt tha please bata do, maine full syllabus test dena shuru kara but abhi cheezien revised nhi hai toh mocks mein under 100 aa rhe hai, questions dekhkar lagta hai ho jayenge but concepts revised nhi hai kya karu ki score 150-180 tak chala jaye ?
@SumitPatel-gf4xoАй бұрын
Same problem bhai
@SumitPatel-gf4xoАй бұрын
50 60 80
@iit_jee-2024Ай бұрын
same situation bro jab pehla diya tha to 50 ke around aya ek do me fir thoda aur kiya to 80 ke around aya ek do me that mean further revsion karnge to ek do hapte baad 150+ pahuch jaenge aur revision ke baad if 80 % syllabus dhang se hua h to 200 pahuch jaenge
@clrmdhАй бұрын
Revision karo 🙌🏻
@Study.Vlog_SJАй бұрын
@@iit_jee-2024 same bro
@DagdubaNaikАй бұрын
Bhaiya mera cocept clear rehta hai phir bhi mere se DPP PYQ solve nhi hote 😢😢 please help me
@anaxiees15 күн бұрын
Analyse krunga test bnunga sabse besttt
@clrmdh15 күн бұрын
Best of luck 🤞🏻
@aryans47627 күн бұрын
Analyse karunga har ek test Banunga sabse best❤❤❤❤
@TheShub...Ай бұрын
Bhaiya Sankalp Jauhari Bhaiya Thik Mentor hai Ya nhi apke hisab se ?
@VinitSharmajeeАй бұрын
ANALYSE KRUGA TEST, BANUGA BEST
@clrmdhАй бұрын
Good 👍🏻
@Max-li7me11 күн бұрын
Test dunga analysis karunga test , banunga best ❤🔥
@BGMIesports70Ай бұрын
Bro I am from allen To Jo unke past test hue h unko analyse karne k baad m kaunsi test series luu 🥲
@clrmdhАй бұрын
Allen ki chal rhi hogi na ?
@BGMIesports70Ай бұрын
@@clrmdh chal rahi h bhaiya but wo kaafi time gap gyada h matlab kaafi din m hota h
@DevBansariАй бұрын
How much test you give before jan and which one tests ? Please reply and also suggest how much test enough to score 230+ in jan attempt please bro reply 🙏
@clrmdhАй бұрын
I didn't count. Tumhe bhi count nahi karne chahiye ! Target koi particular score ka nahi, balki apna 100% potential dene ka and mistakes minimize karne ka rakho !
@richit750322 күн бұрын
2:00 your min is my max.😢 Jaa rha hoon badhaane .❤❤rabbit bhaiya😅
@adityajadhav6070Ай бұрын
Bhaiya tum AIR batch se the kya?
@clrmdhАй бұрын
No
@gauravgill8543Ай бұрын
bhaiya lekin mere tho mock 100-120 hi aa rahe h full syllabus me
@ronakmeena9461Ай бұрын
Ye bro 🤜 macha diya 😂
@ronakmeena9461Ай бұрын
Bro maths weak H kya kru??? CLASS 11TH
@karunasankarmukherjee350329 күн бұрын
Konsa test series use kiya?
@clrmdh28 күн бұрын
PYQs
@mininjunАй бұрын
6:32 ab bas test dena hain revision ke sath bhabiya
@clrmdhАй бұрын
👍🏻
@MiyaBhai-dv2gc2 күн бұрын
Analyse Karunga Test Banunga Sabse Best
@abhijeetkumarranjan-1336Ай бұрын
isi Video ka to intejaar tha
@clrmdhАй бұрын
❤️
@rxtiger8Ай бұрын
Thankyou for this video bhaiyya❤
@clrmdhАй бұрын
❤️
@shikharmishra4072Ай бұрын
Agar 4 negative hui toh initially 259 thee kya but ye toh possible hi nahi
@amarkale3271Ай бұрын
Winners never break 👍🏻💥
@clrmdhАй бұрын
Yeah 👍🏻
@AradhyaTiwari-dl8rgАй бұрын
Analyse karungi test banugi best ❤😊🎉
@clrmdhАй бұрын
Good 😊
@SumitSahoo-e9i6 күн бұрын
Bhaiya mock kahase die thai ap ??? Pyps ko de sakta hun kya ???
@VanshrajDevdaАй бұрын
Bhaiyya per day kitne questions krna chahiye .....plss plss reply ❤❤
@pathfinder025Ай бұрын
as much as you can
@clrmdhАй бұрын
Depends on you ! Agar koi weak subject hai to uske 25-30 Qs lgao daily ✅
@jhontumondal945126 күн бұрын
Bhaiya mera currently physics aur OC mein backlog hai,samajh nahi aaraha pehle sare backlog complete karu ya revision bhi karta chalu,kyuki revision karne laga to lectures miss ho raha hai.... Pls give any suggestion And one more thing, main soch raha hu One Shot se Backlog chapter complete Karu,kya Normal lec aur One Shot dono ke notes similar honge?ya One Shot ke notes acha nahi hoga?
@DebjitDe-o8oАй бұрын
Bhiya class notes kr rha hu ,pyq kr rha hu for bhi test me bilkul number nhi a rha hai , hardwork kr rha hu number hii nhi a rha test me kya kru bhiya
@clrmdhАй бұрын
Video me btaya gya Test Analysis karo !
@DebjitDe-o8oАй бұрын
Bhiya test analysis krunga
@abhijeetkumarranjan-1336Ай бұрын
De raha hoon test - ban raha hoon thoda thoda best . Analyse karunga test - banunga aur bhi best
@clrmdhАй бұрын
Good 😊
@theunboxer7Ай бұрын
Bhaiya ji video to ekdum mast hai❤ lekin thumbnail me Amit Sir kyun hain ye nahi samjha😂
@clrmdhАй бұрын
🤣
@manjuagarwal3623Ай бұрын
Pyq 5 year ka karne ke ho jayega kya
@clrmdhАй бұрын
Yes
@chetanpalxrvgrАй бұрын
Bhaiya now we do pyq 2023-24 or question bucket provides by marks app.which one is best to do ?
@clrmdhАй бұрын
2023-24 karlo then question bucket karlena
@AYUSHJHA-w2xАй бұрын
Karuga analyses jarur test Banuga sabse best
@Dkfromindia4 күн бұрын
Bhaiya 🙏 please reply kr do m bhut jgh se puch lia m sari class dpp vgrh krne ke bdd jb cengage krta hu to usne pta ni kese kese ques diye hote 10 me se 3-4 hi ho pate h naye trh ke ques h vlass me nhi krvaye hote ve please bta do bhaiya kya kru pleasee ,11th me hu m
@KaviBibiyan-qu7wl29 күн бұрын
Bhai apke 255 aye the to apkz ek question ke vajah se 5 marks kate par pake 295 ane chaiye the 300 me se agar 1sawal galat tha🤔
@hvidhlegbar27 күн бұрын
Bhaiya free mock test kaha se de ,,, mere laas paise nhi hai ki ranker test series khareed lu ,,, free mock test alne acc. Data set kr skte hai usme
@PrinceSharma-H45Ай бұрын
Hello Bhaiya, infinity learn ka test sahi rahega kya ? Latest pattern ka test available ho gya hai aur part test and full test dono available hai . Please Reply 🙏
@clrmdhАй бұрын
Pata nahi bhai..Maine ye naam suna nahi kabhi
@hvidhlegbar27 күн бұрын
Bhaiya maine abhi tk ek bhi test nhi diye jb se preparation start ki ,, agr me ab test dena start krdu to mera selection possible hai ya nhi
@KunalKumar-ws1fjАй бұрын
Ab se aache se analyse karunga
@clrmdhАй бұрын
Good 👍🏻
@topper-f1tАй бұрын
Bro, apne kya kya sacrifice kiye the is time pe, like sports, tv etc plzz be honest aur sahi batana????
@AadityaKhandelwal-q6vАй бұрын
Bhaiya please please please reply I am very tensed.I have written my board exams in February to March 2024 and now currently I *should* be a jee 2026 aspirant but due to some personal reasons I was unable to took admission in class 11.So this is my gap year between class 10 and class 11 .But I will take admission in class 11 in 2025 .So can I will eligible for jee 2027 as many of my friends say that attempts in jee are counted from the year I gave my class 10 board exams and therefore I will be considered as a dropper if I give jee in 2027 but many say that I could give jee 2027 as a fresher aspirant.So bhaiya can I gave jee 2027 as a fresher aspirant please reply
@Radhika-ov6cfАй бұрын
Bahiya mock test kaise du mera to abhi syallabus hi complete nhi hua h . Mai prayash jee Hindi batch se hu first time jee main dugi bahut panic feel ho rha h
@clrmdhАй бұрын
Don't worry ! Batch me jo test ho rahe hai unhe dete raho..
@dhruvvv_24Ай бұрын
Bhaiya 1 Doubt tha......kuch chapters mere backlog ke the to kya me unko mains level pr krrne ke liye manzil 2025 ki help se krr sakhta hu?? Mains ke liye kyya wo sufficient he
@AyushTiple-b1xАй бұрын
Dosto yeh jo bhi bolte hai woh mat suno nahi to iit clear karwa denge ye
@clrmdhАй бұрын
🤣🤣
@ran_dom_g_u_yАй бұрын
bhaiya mains ke test marks 185-200 ke beech mai fixed hogya hai. increase nahi ho raha. hamesha 190-200 ke beech mai rehta hai kabhi kabhi 185 tak chala jata hai. kya karu?
@clrmdhАй бұрын
Video me bataye points follow karo 🙌🏻
@SRVIITB24 күн бұрын
Bhaiya mai unacademy atoms ke bounceback oneshot dekhlu kya meri 11th waste ho gayi
@avik-r9yАй бұрын
Analyse krunga test banunga sabse best 😊❤
@clrmdhАй бұрын
Good 👍🏻
@mrwhite-wc6rqАй бұрын
Bhai physical me abhi bhi 2 chapters bache hai..
@clrmdhАй бұрын
Koi nahi..
@itz_me_hereАй бұрын
I'll analyse the test and become the best Let fate do the rest
@clrmdhАй бұрын
Good 😊
@topper-f1tАй бұрын
Bhaaya, apki rank kya rahti thi last 5 tests mein???
@SurajSingh-s4iАй бұрын
Baiya kaisi chal Rahi hai iid me jindgi
@clrmdhАй бұрын
Abhi to vacations h
@SurajSingh-s4iАй бұрын
@clrmdh oo to app abhi ghr h
@Vishnilu19 күн бұрын
Analyse kringa test banunga best 😊
@Nikhil57252Ай бұрын
Bhaiyaa kuch new pata chala hai thanks a lot 🫠🙏🏼
@clrmdhАй бұрын
Bdhiya ❤️
@VivekKumar-xx1zpАй бұрын
Analysis karungi test ,Banugi sabse best!
@clrmdhАй бұрын
Good 😊
@tejas___17Ай бұрын
Bro video was gud..but the only confusion is how come you scored 255 after getting 4 questions wrong because it's not possible..255 + 4(-ve) + 16(you attempted it) = 275 which is not a possible score which can be attempted...please be real!😊
@clrmdhАй бұрын
It's a printing mistake. Actually, it should be 5 negative marks.
@successinlife1085Ай бұрын
Bro aapne test dena kb se start kiya hai bataiye ga jarur pls Maine abhi tk koi test nhi diya hai or soch raha hu mai new year se regular test dunga kya yeh sahi hai ya nhi kyuki mai prayash 3.0 se hu
@clrmdhАй бұрын
Tests to m regularly de raha tha & tum bhi batch ke saath regularly tests do
@RinkalSharma-so8wv25 күн бұрын
Bhaiya apne kitne test diye thae
@AbhirupSBАй бұрын
"Analyse karunga test Banunga sabse best"
@clrmdhАй бұрын
Good 😊
@jackeditz-28Ай бұрын
Bhaiya apke notebook dikhane se pehle hi headache wala ad aagya 😶
@clrmdhАй бұрын
🤣
@topper-f1tАй бұрын
Bhaiya app, test anaylysis ayr ache questions ko note down, ke liye overall time kitna lagta tha.??
@clrmdhАй бұрын
Ye to yaad nahi bhai
@MaitriShukla10Ай бұрын
Bhaiya abhi mai maths ke liye manzil 2.0 follow kar rhi hu is it enough? Conics and probability bacha hai
@clrmdhАй бұрын
Yes, you can ! Baaki khud se ache se practice karna.
@MaitriShukla10Ай бұрын
@clrmdh bhaiya practice ke liye pyqs enough hai..if ek chapter ka 30-40 ques aur tests de toh???
@ANSHU-y9pАй бұрын
app test kaha se dete the batch ke ki kahi or ke kyoki sahi batau to meko pw ke aits irrelevent lagte h usme bhut phokat phokat ki chize puchte h
@clrmdhАй бұрын
Is time pr to PYQs as a Mock Test
@Brucewayne-2006Ай бұрын
Unattempted qs ko agar mai aise notebook me likhu jaise aapne likha hai to bahut zyada time lag jaega As 40 qs unattempted rehte mere
@clrmdhАй бұрын
Bro aise hi kam honge !
@JEEAspirant-7Ай бұрын
Analysis karuga test, banuga sbse best.
@clrmdhАй бұрын
Best of luck 🤞🏻
@topper-f1tАй бұрын
Bro, ap is time pr test ki frequency kya thi???
@clrmdhАй бұрын
4-5 din
@riddhimaagrawal7141Ай бұрын
Pls reply Will it be okay if I attempt all 2024 April shifts paper only as mock test??
@clrmdhАй бұрын
No need to attempt all ! You can select some papers of easy, moderate and hard shifts, and give them accordingly.
@rahatkhan8994Ай бұрын
Analyse karunga test , Banunga sabse best !
@clrmdhАй бұрын
Yeah 👍🏻
@arbajansari2007Ай бұрын
Bhaiya aap ne ye jo test diye hai full syllabus ya only 12th ke syllabus
@clrmdhАй бұрын
Full
@arnavchaudhary6031Ай бұрын
bhaiya kya mujhe PYQS ke liye books buy krni chahaiye ya fir jitne questions sir class me karate hain vo sab along with dpp practice sheets assignments etc kaafi hain? abhi 11th mein hu PW Arjuna 2025
@clrmdhАй бұрын
Book !
@RakeshRaushan-il5crАй бұрын
Bhaiya main abhi 11th class mein hu bhut jada backlog hai toh one shot dekh kar jldi se khtm karke jada se jada question practice karu shi rahega kya ? Please reply me bhaiya
@clrmdhАй бұрын
Aaj 4 baje JEE 2026 ke liye video aa jayegi, usme sb detail me discuss kiya h mne !
@tksvlogs2073Ай бұрын
Bhai aap inorganic chemistry kisse par the IIT Delhi ke Safar me
@clrmdhАй бұрын
Amitabh Sir
@Jeekiduniya-k5jАй бұрын
Bhaiya I am dropper student aur maine sara syllabus ki theory kari hai but revision karne me bahut dikkat aa rhi hai aur current batch me 12 ka part chal rha hai joo ki mera thik thak hai but bhaiya maine kissi chapter ki practice nhi hui hai acche to kya bhiya mai one shot prefer karu please bhaiya aap to koi suggestion dijiye please Bhai
@clrmdhАй бұрын
Why one shot ? Batch ki continue rakho and khudse practice karte ho. Kisi topic me doubt aaye then usko class notes se revise karlo 👍🏻
@Jeekiduniya-k5jАй бұрын
Thankyou bhaiya
@junaidmalik30Ай бұрын
Analyse krunga test Bnugah sbshe best
@robin333-v4cАй бұрын
Bhai ik baat bata maths rank deciding subject kaise
@navinparjapati-funny18 күн бұрын
Bhaiya ji class 11 ke notes and short note dikhao please kaise banate hai kya kya important hota hai
@clrmdh16 күн бұрын
Notes : kzbin.info/www/bejne/oKS4h6iVoMSHisksi=dXiWtX_5_F14wEpH Short Notes : kzbin.info/www/bejne/rWLQppR6na2kgcUsi=4gsD9-dHSlIUw_iq
@amireallythegoatАй бұрын
Bhaiya mai bs jee mains ki taiyari ker rha hu kon kon resource follow keru batao plzz
@clrmdhАй бұрын
Class notes + PYQs + Test + Test Analysis
@preetichoubey3387Ай бұрын
Bhaiya me class 11th me hu math ke liye konsi book use kru practice ke liye? Pls reply
@clrmdhАй бұрын
Cengage kar sakte ho !
@iit_jee-2024Ай бұрын
analyse karunga test banunga sabse best
@clrmdhАй бұрын
Good 😊
@MuhammadTausif-z6c19 күн бұрын
analyse karna ha best banna hi
@PURVA_PATEL637Ай бұрын
bhai abhi full syll. test me 180 aarhe hain kya improve krke 255 la skta hu is strategy se 2025 jan me
@clrmdhАй бұрын
Target koi particular score ka nahi, balki apna 100% potential dene ka and mistakes minimize karne ka rakho !
@RickyChoudhary-b1lАй бұрын
Analyse karunga test banunga sabse best
@clrmdhАй бұрын
Good 😊
@SatyabrataSinha-ez8ycАй бұрын
Bhaiya iit Delhi mai pollution kaisa hai😢😢😢
@TanmaySrivastava-hw5izАй бұрын
😂
@AyushThakur-s9qАй бұрын
😂
@clrmdhАй бұрын
Ab to theek h pehle se 😅
@hacked6068Ай бұрын
Bhayya mene ab tak jithne test diye hai unka analysis nhi kiya ...kya abhi unka analysis karu? Ya fir ab se jo dunga un mein Karu?? Pls reply bhayya ...
@clrmdhАй бұрын
Abse jo dunga unme starting se hi ache se karna !
@hacked6068Ай бұрын
@clrmdh sure bhayya ... Will do it ... And will give my best
@priyanshuiit323519 күн бұрын
Analyse krunga test bnunga best
@rubymalik4575Ай бұрын
Bhai jee mains ke test me bhin100 se km number aagye I am depressed bhaiya pls help I am in class11
@clrmdhАй бұрын
Don't worry ! Abhi kaafi lambi journey rehne wali h.. Next Test se video me bataye points zarur follow karna !
@YashSharma-k9zАй бұрын
12th 80 percent ho gai including high weightage chapters... 11th revision shuru kru????? And kitne din mein mocks duun???
@hululuhi6208Ай бұрын
yes bhai mera bhi same doubt hai mera
@clrmdhАй бұрын
Ha parallely mock dete raho ! Sundays ko delo test and then aage frequency badhalena
@gyanesh-jw7fm4vq9dАй бұрын
Ranker test series kab aagayi
@clrmdhАй бұрын
Book h wo..
@AyushTiple-b1xАй бұрын
Bhaiya math ka kuch batao kuch samjh nahi ata teacher book aur how to attempt it in test
@clrmdhАй бұрын
Maths ke liye dedicated video bna rkhi h bhai..Search Karo KZbin pe CLR MDH MATHS
@Brucewayne-2006Ай бұрын
Bhaiya mere sawaal at max 3 4 galat hote Lekin attempt bahut kam rehta Like 30 35 hi Vo kaise badhau
@clrmdhАй бұрын
Test Analysis karo and dekho wo sawal kyo nahi ho rhe tumse ?
@xaman2390Ай бұрын
Bhaiya Delhi me electrical lene ke liye OBC bacco ke liye CRL kiiti tk chalegi ? ( Doubt genuine h ignore Mt kriyega 😤 )
@clrmdhАй бұрын
1500-1800 around
@rxtiger8Ай бұрын
Analysis karunga test banunga sabse best
@clrmdhАй бұрын
Good 😊
@harshsharma-e3eАй бұрын
hello bhaiya i am facing a problem can i discuss with u
@clrmdhАй бұрын
Don't worry ! Telegram group pe message karo bhai..About me link h
@Explor_funАй бұрын
Bhaiya please help me !! Mai class11 mai hu or abhi tk kuch nhi padha kisi region se 11th west hai zero pe hu please jee2026 kr liye video banao please 🙏😭😭😭🙏🙏😭😭😭😭😭😭😭 Or didi jee 2026 wla video banao jo bache abhi tk start v nhi kiye hai preparation zero pe hai 11th abhi tk kuch nhi padha please unke liye or mere liye bana do help ho jayegi please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@clrmdhАй бұрын
Don't worry ! Is week video aa jayegi ✅
@Carbon-29Ай бұрын
Bhaiya test kaha se du koi acha sa bata do mock ya chapter wise
@clrmdhАй бұрын
Examgoal pr PYQs dedo
@Carbon-29Ай бұрын
@clrmdh ye bhi mere ghar ka I'd hai esse bhi Kara hu subscribe
@PremNaik-q4oАй бұрын
Bhaiya numericals khaan se solve kre.please help me ❤
@clrmdhАй бұрын
PYQs lgao
@PremNaik-q4oАй бұрын
@@clrmdh thanks bhaiya
@rxtiger8Ай бұрын
Bhaiyya apne maths ke liye konsi book solve ki thi
@clrmdhАй бұрын
Thodi bhut cengage, baaki main to PW k batch ka material