Ye qwwali nhi drugs h mat sunna bhai vrna iske bad or kuch sunoge hi nhi ❤️ Ap ki mehfil ab bhi jannat m lgati hogi Nusrat saheb🙏❤️
@AmanUllah-vb1xl4 жыл бұрын
😍😍
@dilipyoutubewala50808 ай бұрын
Is song se bhagwan krishan ko mehsus kar sakte hai ❤
@balkarsinghsingh28157 ай бұрын
true bhai❤❤❤❤❤
@Thakurgabbar-wq9tr6 ай бұрын
Yu r raet
@Chilekothaanimation005 ай бұрын
... @@balkarsinghsingh2815
@karachishoes3274 жыл бұрын
کوئی نہیں تجھ جیسا استاد کتنی دفع دل جیتو گے ایک ہی تو دل ہے میرے پاس ❤
@khatibboss4384 Жыл бұрын
Waah Bhai waah ❤❤❤
@khatibboss4384 Жыл бұрын
Love you
@hafizwaseem-dy2bb Жыл бұрын
🌹
@hafizwaseem-dy2bb Жыл бұрын
🌹
@BharatSingh-oc2sb9 ай бұрын
Melodious voice that gives fully mental peace and energy one of the best classical musicians in the world classical musicians in the in the world who has dedicated his whole life to the Hindustani classical music
@santoshsuraj7654 жыл бұрын
Saanso ki mala tore naam...ye aawaj ab jannat me goonjti hogi....salute hai aapko nusrat sahab...
@huzaifaahmad83884 жыл бұрын
Bhai hooron ke dil me bhi
@BobbyRob-ig7vl4 ай бұрын
Jiz
@saiyydulislam883 Жыл бұрын
Bhut sukun Milata hai yaha Qawwali sun ke mai Roz sunta hu ye Qawwali ❤❤❤
@RenuSharma-us3oc3 жыл бұрын
तारीफ को तो अल्फाज़ नहीं हैं, बस,रूह से रूह तक 👍
@AshuKhan-cz1ts3 жыл бұрын
Right
@NishuBhatti-kn4cq Жыл бұрын
Right ❤
@shubhusharma62283 жыл бұрын
Music sab jaat dharam mazhab mita deta hai.... Nusrat Saab aap jaisa koi nahi ho sakta... Legend ❤❤
@kamranyasin15835 жыл бұрын
Bhot bhot shukrya ...Nusrt Ustad murshad Ko sunty pori zndgi guzarana chta hu ma bs ...Ustad Nusrat jasa Na koi aya na koi ah skta ..Nayaaab hera ...
@onlineworkingskills1914 Жыл бұрын
ہم 90's والے اچھی طرح سمجھتے ہیں نصرت صاحب کو آج کل پب جی والی پیدائش کیا جانے نصرت کے الفاظ کیسا مرہم ہیں استادوں کے استاد نصرت❤
@muhammadkhursheed138018 күн бұрын
❤❤❤❤❤❤
@maxftitu10675 жыл бұрын
Sachche murshad ko hamara Salam Jo na dekhe Hindu ... Na dekhe musalman.... Apne raag shaaz....se batein Gyan....
@ManmanderSingh Жыл бұрын
Lyrics and rough meaning: Tore prem se simrun har dam I remember you with love every moment Mann mandir more shaam My mind is a temple and you are my deity Sanson ki maala tore naam I chant your name like a garland of breaths Jit jaaun gun tore gaaun I want to win your praise and sing your glory Aur naahi koi kaam There is nothing else I seek Logon se kahun prem kahaani I tell the world the story of my love Main preetam hun tori deewani I am madly in love with you, my beloved Jee chaahe tore sang sang aaun I wish to be with you always Tore pyar se nain sajaaun I adorn my eyes with your love Tori yaad mein preetam pyare I remember you, my beloved Chchorun saare kaam All my worries are gone Mann mein tori lagan basaaun I devote myself to you with all my heart Aashaon ke deep jalaaun I light the lamps of hope Tujhe kyun na poojun tujhe kyun na chaahun Why wouldn't I pray to you and love you? Mere mann ke mandir ka tu devta hai You are the deity of my temple of the heart Yaad karun tohe din raina I remember you day and night Tori yaad hai mann ka chain piya Your memory brings peace to my heart Tum chanda ho neel gagan ki You are the moon of the blue sky Main dharti ki maati I am the earth's soil Kaise kahun yaad mein tori How can I express my thoughts of you? Ro ro ratiyan kaati I spend sleepless nights crying Ab aao shaam tohe pukaarun subho shaam Come, I call you in the evening and morning Main dukhiyaari jee se haari ho gayi mori neend haraam I am broken-hearted and can't sleep Na koi saathi na koi saajan na koi mere paas saheli I have no companion, no friend, no mate Virha ki lambi raat guzaarun darr ke maari kaise akeli I spend long nights of separation gripped by fear Jab se laage tore sang nain piya Since my eyes met yours, my beloved Tori yaad hai mann ka chain piya Your memory brings peace to my heart Tori deed ko ankhiyan tarsat hain My eyes long to see you Tori yaad mein har dam barsat hain Your memory rains in my mind Saawan ki kaali raaton mein jab boonda baandi hoti hai In dark rainy nights when the droplets pour Jag sukh ki neend mein sota hai aur birha maari roti hai The world sleeps in peace but longing keeps me up Mori ro ro ke kat ti hai rain piya I cry all night and feel restless without you Yaad karun tohe din raina I remember you day and night Tore bina mohe aave na chaina I can't find peace without you Tohe dekhun tohe chaahun I see you and love you Tohe karun parnaam I bow down to you Kisko mann ki baat bataaun Whom should I tell my heart's desire? Laaj ki maari mar mar jaaun I am shy and dying from within Darr laage kahin vyaakul naina My fearful eyes are troubled Mohe karein na badnaam May I not be disgraced Jeevan tore pyar ka angna My life is your love's courtyard Mann chaahe tohe har dam sajna My heart desires you always, my beloved Main balhaari prem ki maari I am a lover devoted to love Kaa jaanun anjaan How would I know the unknown? Main daasi hun tori sayiyaan I am your servant, my lord Charan pade ki thaam le bayiyaan Take hold of my hand and guide me Main huntori prem pujaaran I am a worshipper of love Tu saajan mora raam You are my friend and my god, O Lord Sanson ki maala tore naam I chant your name like a garland of breaths
@baljitatwal1188 Жыл бұрын
Wahhhhh
@pandoramenaka Жыл бұрын
❤
@intezamable10 ай бұрын
mashaAllah!! Jee!
@loneshoaib31310 ай бұрын
Wahh sardar g....❤
@vithaldasbhandarkar85962 ай бұрын
This strength of love only Meerabai deserves towards her deity Lord Krishna and no one else in the world.
@nazimsiddiqui-wz5hj Жыл бұрын
Nusrat Sahab ko sunta hun dil ko sukun milta hai😥😥😥😥😥😥
@drsatish11345 жыл бұрын
Mesmerizing Meera Bai Bhajan by Janab Nusrat Fateh Ali Khan Sahab. ( I am pretty sure God's must be enjoying his concerts up there). Posting the lyrics:- --------------------------------------------- " Tore prem se simrun har dam Mann mandir more shaam Sanson ki maala tore naam Jit jaaun gun tore gaaun Aur naahi koi kaam Logon se kahun prem kahaani Main preetam hun tori deewani Jee chaahe tore sang sang aaun Tore pyar se nain sajaaun Tori yaad mein preetam pyare Chhorun saare kaam Sanson ki maala tore naam. Mann mein tori lagan basaaun Aashaon ke deep jalaaun Tujhe kyun na poojun tujhe kyun na chaahun Mere mann ke mandir ka tu devta hai Yaad karun tohe din raina Tori yaad hai mann ka chain piya Tum chanda ho neel gagan ki Main dharti ki maati Kaise kahun yaad mein tori Ro ro ratiyan kaati Ab aao Shaam tohe pukaarun subho shaam Main dukhiyaari jee se haari ho gayi mori neend haraam Na koi saathi na koi saajan na koi mere paas saheli Virha ki lambi raat guzaarun darr ke maari kaise akeli Jab se laage tore sang nain piya Tori yaad hai mann ka chain piya Tori deed ko ankhiyan tarsat hain Tori yaad mein har dam barsat hain Saawan ki kaali raaton mein jab boonda baandi hoti hai Jag sukh ki neend mein sota hai aur birha maari roti hai Mori ro ro ke kat ti hai rain piya Tori yaad hai mann ka chain piya Yaad karun tohe din raina Tore bina mohe aave na chaina Tohe dekhun tohe chaahun Tohe karun parnaam Sanson ki maala tore naam Kisko mann ki baat bataaun Laaj ki maari mar mar jaaun Darr laage kahin vyaakul naina Mohe karein na badnaam Sanson ki maala tore naam Jeevan tore pyar ka angna Mann chaahe tohe har dam sajna Main balhaari prem ki maari Kaa jaanun anjaan Sanson ki maala tore naam Main daasi hun tori sayiyaan Charan pade ki thaam le bayiyaan Main hun tori prem pujaaran Tu saajan mora Raam Sanson ki maala tore naam. "
@ramjitiwari52685 жыл бұрын
Y bagwan se milne jisa h Devi meera bai sath shree ustad nusrat fatah ali sahab ki aawaj aur aapki(dr.satish ji) comment m likhi lyrics Dhanywaad
@tilakraj5339 Жыл бұрын
Very well written
@jaypalpatel731411 ай бұрын
❤👏👏🙏
@hemangivayeda13633 жыл бұрын
" ME DASI HU TORI SAIYA, CHARAN PARI HU, THAMALE BAIYA. ME HU TORI PREM PUJARAN, TU HE MERA SUNDER SHYAAM. " VAAH BHAKTA KAVI--YATRI MIRABAI VAAH. AUR USTADJI NUSARAT SAHEB! AAPNE TO HAMARE RAM AUR SHYAM DONO KO SAMBHARE,, AAPKO BHAGWAAN SWARG ME GANDHARV KA STHAN DE,, AISI HAMARI BHAGWAAN KO PRARTHNA HEY.
@sonusharma61452 жыл бұрын
🙏🌹 Jai Gurudev Ji 🙏🌹
@KH-lm8rp5 жыл бұрын
OMG!😲 How come Im hearing this for the first time??!!😭😭😭 NFK, god's gift to mankind 💜🙏
@TanweerAslam-i3u11 ай бұрын
True
@PunjabiKudiUK5 жыл бұрын
Meera Bai ka bhajan aur Nusrat saab ki awaaz .... bemisaal ❤️
@ashu11rathore3 жыл бұрын
@@faiznadeem8846 google me dekh lo ..Meera bai princess , rajasthan and devotee of lord krishna...,
@parmykumar85923 жыл бұрын
@@faiznadeem8846 she was a high caste Princess who's Guru was Sri Guru Ravidass ji Maharaj a low caste chamar but a enlightened Guru who's writing is in the Sri Guru Granth Saheeb ji too! ❤✌
@hemangivayeda13633 жыл бұрын
UK VALI PUNJABI KUDI,, KYA BEMISAAL BAAT KAHI HEI. TUMHARI BAHUT KADAR KARTE HEIN. KHUD UK ME RAHATE HUVE BHI,, BHARTIY SANSKRUTI KA BAHOOT GYAN AAPKE PAAS HEI,, ISI LIYE HAME GARV HOTA HEI. YEH BHAJAN MEERABAI NE LIKHA AUR GAYA HEI. JO MAHARANA PRATAP KI CHACHI THI. AUR YEH BHAJAN NUSARAT SAHEB KE SWAR ME HAMNE BHI PAHELI BAAR SUNA HEI. MEERABAI KE GURU SANT RAVIDAS THE. AAP SAHI HO. DHANYAVAAD DETE HEI.
@PunjabiKudiUK3 жыл бұрын
@@hemangivayeda1363 thank you ji meri itni prashansa ke liye. Meera Bai ka har ek bhajan apne aap mein ik misaal hai. Aap ko mera comment acha laga is ke liye thank U
@PunjabiKudiUK3 жыл бұрын
@@faiznadeem8846 Meera was a Princess in Rajasthan India. She renounced the world and her Kingdom for the love of Lord Krishna (who she was devoted to). She wrote poems describing her love for him. Those are now considered religious Hindu hymns. Nusrat saab has sung many of her Bhajans including Sanson ki Mala pe Simroom mein Pee ka naam
@amoljain26364 жыл бұрын
Kash aisa koi jaadu ho jaye 'NUSART SAAHAB' vapas aa jaye.....no words .....
@hemangivayeda13633 жыл бұрын
AAHHAAHHHHA HAMARE DIL KI BAAT KAHI.
@SagheerAhmad-c8s3 күн бұрын
Asy.nhi ho ga
@madhavmusictone3 жыл бұрын
क्या बात है आप हम सब के दिलों में हमेशा बसे रहेंगे जबाब नहीं आप जैसा अब होना मुश्किल नहीं नामुमकिन है,,,,,,🙏🙏🙏👌👌👌👌👌जबाब नहीं उस्ताद जी,,,,,बहुत याद आते हो आप,,,,,कास आपके दर्शन का सौभाग्य मिलता,,,,😥😥😥😥😔😔
@malakazhar57474 жыл бұрын
Mai sirf aap ke HI channel par ustad ko sonta OR dekh ta hu 😍 lovely
@imranlodhi46377 ай бұрын
Same dear Mai bi
@khushisoni17354 жыл бұрын
Tori aawaj h man ka chain piya ustad ji
@faizahmed83203 жыл бұрын
💯
@AshuKhan-cz1ts3 жыл бұрын
Yes
@mudasirmahmood85573 жыл бұрын
Hi
@BabuMaan-p3j5 ай бұрын
Kya kehnay jnb
@FakrobaShah3 ай бұрын
Hiii
@thebigbull99953 жыл бұрын
This is braj bhashaaa .... wow nustra ji app sachhi ustad ho aur rahoge
@ayazansari64234 ай бұрын
Lajawab ❤❤❤❤❤ dil ko chu lene wali mad mast aawaz ko lajawab pratibha ke dhani nusrat fatah Ali Khan sahab ke muh se har lafj sun kar dil bhar aata he allah jannatul firdos me aala makam ata farmaye aameen
@trembekeshwarharinkhede50144 жыл бұрын
नुसरत फतेह अली खान साहब की गजल, भजन या कव्वाली हो दिल को सकून देती है
@zasajid19805 жыл бұрын
Thank You Oriental Star For giving us the Origional Tracks of My Murshad Ustad e Mohtram Khan E Azam Qawal E Azam Ustadon k Ustad USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN SAHAB
@faizahmed83205 жыл бұрын
Zaheer Ahmad ❤️
@MadanLal-mo8gj3 жыл бұрын
Shen Sahe Khan Saab Ji App Hamare Dil Main Jinda Hai M L Bhatti
@s-serieslyrics11043 жыл бұрын
Dill karta hai ustad hoty to hath chumta
@RajeevKumar-pq9gv3 жыл бұрын
Amazing!! Only Nusrat Fateh Ali Khan can do complete justice to this incredible song!!!
@mobasirazam61179 ай бұрын
Inko sunne ke baad kisi or ko sunne ka dil nhi krta yrr🎼🎧
@MusicalDudes7 ай бұрын
Sahi baat bro inko suno fir baki besure lagte hai 😂
@zz727 Жыл бұрын
واہ خانصاحب۔کیا ہی باکمال مسٹیرئیس کمپوزیشن ہے۔سبحان اللہ
@omsairamsahiljeweller32294 жыл бұрын
OMG mein hu Teri pream deewani tu hai sajan Mera ram ...ufff ustad ji ek Dil hai kitni bar lutoge yrr.... Ap jese logo ke hote ye nafrat kese paida ho gaii
@parshotamlal23753 жыл бұрын
Aaj ye pehli baar suna rooh tak aanand.............speechless
@hafizanayaturrehman13632 жыл бұрын
No word's وڈے لوگ اصلی لیجنڈ Great Nusrat Fateh Ali Khan sb slute u
@royalrcb26473 жыл бұрын
Jisne inko suna usne fir kisi ko nhi suna ❤️
@SarbjitSidhu-ng6yi Жыл бұрын
Sach hai bilkul sai kise or kya sunana ab
@khatibboss4384 Жыл бұрын
Right 👍
@komalmohit93479 ай бұрын
Ek dum sahi heart touching line every lyrics osm thank u sir ji aapne hame itne aache song diye
@ishqtujhesalaam25949 ай бұрын
Ri8
@Salik786689 ай бұрын
Right
@malaika.writes212 жыл бұрын
کماااااال است کیا بات ہے عشقِ نصرت معیارِ زندگی ❤️✨🥀
@BaDsHa9453 жыл бұрын
لیجنڈ کبھی مرتا نہیں لووو یوووو استاد ♥🍁
@aashishgayakwa84873 жыл бұрын
😭😭😭 Dil chu late hai sir 🙇🤗😍
@parmindersingh62915 жыл бұрын
Haq Fareed Yaa Farid. Haq Saabir Yaa Saabir. Haq Moin Yaa Moin. Haq Shamsi Yaa Shamsi.
@aliimran51955 жыл бұрын
Be shak. YA ALI ALLAH .. YA NABI ALLAH .. YA HADI ALLAH.. YA MURSHID ALLAH
@bizrro94654 жыл бұрын
💚
@ramanandsoni58492 жыл бұрын
Love you NFAK sahab. Myself from India. Heart touching voice ! Shubhan Allah!!
@touseefahmad15615 жыл бұрын
Ye khazane chupe hue the abhi tk bahut shukriya OSA
@KalamesgudihalKalamesgudihal2 ай бұрын
Masha Allah ❤❤❤❤❤
@Radheshyam-dq1nf5 жыл бұрын
मेरे मन का मयुरा बोला पर मेरे मुख मे बोल ना आवत कैसे गुणगान करू तोहार बस नमन सत् सत् नमन करू 🍁🌹🍁
@sjvlogs36405 жыл бұрын
Gee chahy tory sang sang aaon Tory pyar sy nain sajaon.......wahhhhh wahhhhhhh Nusrat sahib......
@EntertainmentHUB7514 жыл бұрын
OMG just Amazing Khan Sahab. We Love You From india🙏🏻❤️
@thebigbull99953 жыл бұрын
R u Khalistani?
@sonusharma61452 жыл бұрын
🙏🌹Sanso Ke Mala Tera Nam Mera Murshad Pak Mera Gurudev Maharaj ji Apne Nazron Karam Ke Saye Thale Rakhna Mera Lajjpal Data Sarkar Ji 🙏🌹 Haq Murshid Ya Murshid 🙏🌹
@khatibboss4384 Жыл бұрын
I love you Nusrat sahab and Miss you so much
@wasaleyaar9764Ай бұрын
رادھا سوامی ۔ نامدان والے لگتے ہیں آپ ؟
@sudampawar6147 Жыл бұрын
A muslim singer sing god krushna s song its unbiliavel .....सलाम sir जी
@amiruddinkhan41464 жыл бұрын
Boht acha awaz tha..... isski awaz me gehra sukun he . subhan Allah
@faizahmed83204 жыл бұрын
Har qawwali or har ghazal ki alag awaaz. Kya bade ustaad te. Allah Ustaad Nusrat marhoom ki bakshish ata farmaye aur darjaat buland farmaye. Amen
@rajudhaliwalbathinda58935 жыл бұрын
had hai yr nusrat sahab ko dislike krne wale log bhi hai is dunia me..ykeen nhi hota ke ye log isi dunia ke hai.shayd ye log dimagi tour pr thik nhi hai bhagwan rehm kre aise logo pr😌😌
@tiwaricast4 жыл бұрын
bhai kai baar logon se galti se click ho jata h aur wo ignore kr dete h.......kai baar toh aisa h ki kuch log ko pata bhi nhi h button k baare me....aaj kal har age k log youtube use kr rhe
@nafeesrajaraja44834 жыл бұрын
Lanat hai. Tm pr Allah pk ke lanat kuta bhagwan tumra Kia kr seqta hai ku6 nahi kr sqta kuta bhagwan tumra Kia kra ga Kia woh bol sqta hai .. Kia wo ku6 da sqta hai tum ko tum log aapna khuda ko khud mati sy bna KR bol raha ho bhagwan hmra khuda hai .. toh socho tum log ko ks ny pada keiya hai ....kutoooo
@SajjadJaved014 жыл бұрын
@@nafeesrajaraja4483 bahi hum kis ka Mazhab ko glat ni bol sakty.
@jitendershandil7424 жыл бұрын
Sahi bola jo Nusrat ko dislike kare use music ka koi shok nahi hai
@malhotrafamilyzone47814 жыл бұрын
Me bhi heran hu
@vipulkumarjohnny36905 жыл бұрын
Touches the soul Combination of Hindu Muslim traditional Music Nusrat Saheb 🙏🙏😍😍🌹 Lot's of love from India ❤️❤️🙏
@aniqarauf14 жыл бұрын
L .
@aniqarauf14 жыл бұрын
@@rajpoot4504 yes
@zabiullah66483 жыл бұрын
love u too bro
@gurmailsinghgill3777 Жыл бұрын
Yes
@bizarro9283 Жыл бұрын
Clean hearts are the ones that access this.. 💚
@shivansh0307 Жыл бұрын
6:05 🙏🙏🙏❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ Nusrat Sahab ❤❤🥺🥺
@manishnepal895 жыл бұрын
whah! whah!! sansose ki mala tore naam!! UNFAK, you gave the reason to smile in life full of sorrow
@humayunrajpoot79574 жыл бұрын
ALLAH PAK NUSRAT FATYH ALI KHAN K DARYJAT BULAND KARY AMEEN SUM AMEEN
@AshuKhan-cz1ts3 жыл бұрын
Tori Deed Ko Aakhein Tarsat Hai Tori Yaad Mein Har Dam Barsat Hai Miss you World of the voice Khan Sahab KE bina kisi ki Awaaz Achi nahi lagti
@PardeepSingh-si5rw5 жыл бұрын
Mai apni zindgi mai ik b qwali miss nahi krna chahta hu... nusrat saab ki🙏
@singhbal40185 жыл бұрын
Mai bhi
@mrrajpoot40925 жыл бұрын
🙏🙏🙏
@gousshaikh40924 жыл бұрын
👍👌👍
@tasnimanwar26874 жыл бұрын
@@gousshaikh4092 p
@malhotrafamilyzone47814 жыл бұрын
Same here
@KABADDISHOKPUNJABIYADA-x3v4 жыл бұрын
ہمیں فخر ہے کہ خان صاحب ہمارے شہر فیصل آباد میں پیدا ہو ے
@qosainhaider39964 жыл бұрын
Alhamdoliillah😍❤
@Tanveer-zp8jw2 жыл бұрын
الحمد اللہ
@kings.s54167 ай бұрын
His father’s house is in my city. Basti sheikh Jalandhar Punjab India
@ganeshsonibamandi20492 жыл бұрын
Nusrat Saab Indian classical music maestro Love from India ❤️❤️
@ranjanyogesh1546 Жыл бұрын
Wahhhh Nusrat Sahab wahhhh….. aap sey behtar kuch nahe suna mainey….. aur aapko sunne key baad phir actually mainey kisi ko nahe Sunaaa…. Wahhh Khan sahab Naman hai aapko❤❤❤❤
@omsairamsahiljeweller32295 жыл бұрын
Esko bolte hai amar ho jana ye kabi naii marte aise insaan amar rahte hai
@balramkumar94315 ай бұрын
🙏🚩🕉🌺🌍जय श्री कृष्ण.....प्रेम से बोलो जय श्री राधे...🚩🌺⚘️🌷🕉🙏 तोरी याद है..मन का चैन पिया...🙏🙏🙏🙏🙏
@mohdsamimughal14222 ай бұрын
Still listening 🎧 2024❤❤
@sarabjeetkaur16703 жыл бұрын
Kiya baat hai 🙏🏻🌹💕 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@sumeetkaur80245 жыл бұрын
So beautiful...Each of Nusrat Sahab's words makes one feel more closer to God.
@rashidmehar69424 жыл бұрын
Bout khob hy qawali
@Adl_19828 ай бұрын
Nusarat sahab’s range starts where it ends for normal musician.
@shashanktambe75345 жыл бұрын
I really crying like a small baby after listening to this beautiful ghazal. Nusrat Sahab I love you and I miss you
@hardeepchisti26234 жыл бұрын
Becouse u have love of god
@girirajsingh29994 жыл бұрын
Well this is not a ghazal this is just a song
@cartoonvideos45934 жыл бұрын
Enddddddddddd 👍
@AliKhan-yf8po4 жыл бұрын
@@girirajsingh2999aA
@girirajsingh29994 жыл бұрын
@@AliKhan-yf8po what??
@tusharprajapati7264 Жыл бұрын
Sahab rongte khade ho ja rahe hain aur aakhon se aasu Sahab 🎉🎉 Thank you Sir😊
@ANANDKUMAR-bx7yn3 жыл бұрын
Dear OSA Team, I'm very thankful to you for sharing such ghazals which touches my soul.... Lots of love you .... God of ghazal
@balramkumar9431Күн бұрын
"तोरे प्रेम से सिमरू हरदम...मन मंदिर मोरे श्याम...सांसो की माला तोरे नाम...माला तोरे नाम... जय श्री कृष्ण.....जय राधे राधे...मीरा 🙏🏻🙏🏻❤️🌹🌈🚩🚩🌺🌺🌺🌺🌺
@verkaguyz31414 жыл бұрын
❤️❤️जब से लागे तोरे संग नैन पिया।❤️❤️ 😘😍तोरी याद है मन का चैन पिया ।।🎁
@pankajsaini2020 Жыл бұрын
Hayeee hayeeee Nusrat shaab 06:30 heart touching vese toh sab ghazal Qawwali ap ki seeedha Dil pe lgti hai aur seeedha ishwar se connection hota h esa feel hota h ❤❤❤🥲🙏
@honeykumar97255 жыл бұрын
khan saab ek he to dil💘 hai kitni baar jeetoge ! 🙏🙏
@mukhtarahmed39664 жыл бұрын
Wah
@girdharilalkoundal69734 жыл бұрын
Wakai sir Khan Saab iss duniya se chle gye, pr dilon me aaj bhi bse Hain...
@62syedasifabbas3 жыл бұрын
Bohat khoob Sahab. Kya comment hai.
@girirajsingh29994 жыл бұрын
Unbelievable a muslim from Pakistan singing hindu devotional song. Salute sir huge respect for you sir
@ravikant65312 жыл бұрын
Veer g His Name is Ustad Nusrat Fateh Ali Khan And he sung about ravidass guru baba farid,n mitar pyare nu and many more
@mem10019532 жыл бұрын
You have not heard him singing about Krishna, Ram yet?
@Sahir_malik_vibes2 жыл бұрын
Called sufism
@rumiqadri70452 жыл бұрын
Roohaniyat ka koi mazhab hota hai bala
@mamoonurrasheed2 жыл бұрын
He is world 🌎 wide universal entity, not just Pakiatani
@advingill55005 жыл бұрын
Nusrat jiì ki ye gzal sunkr dil Pakistan se saare gileshikwe bhool gya
@badnaseebbanda41022 жыл бұрын
Thanks and love from Pakistan ..
@lunatic7923 жыл бұрын
जो लोग आजकल के बेसुरों को सुनकर खुश रहते हें मुझे बहुत दुःख होता है कि उन्होंने अभी तक नुसरत साहब को नहीं सुना ।
@progamers5936 Жыл бұрын
Mereko bhi
@PANDEY055 Жыл бұрын
Nusrat ji lafjo ke king the unke jaisa n h n koi hoga future me
@PANDEY055 Жыл бұрын
Mere liye to God of music
@honoryt-ow2lk Жыл бұрын
The great man in world
@kuldeepgupta1896 Жыл бұрын
Bahut sahi baat boli
@chaudhrysohail13634 жыл бұрын
No words for great NFAK ustad waqiye mein ustad ❤️👍
@dauddar3976 Жыл бұрын
Miss You Murshad😢😢
@zafarsiddiquisiddiqui69844 ай бұрын
Nusrat saab jaisa koi nahi
@068_farooqueahmed95 жыл бұрын
Who else ia loving.. Logon se kahon prem kahani main pretam toori dewani😍❤️
@nadeemmehmood57305 жыл бұрын
Masha_Allah Subhan_Allah nusrat fateh ali khan ki kaya shan thiii sada yaad rahy gi kaya bat thiii miss you
@exploringhistoryofpunjab7394 жыл бұрын
Listening to this heavenly voice from 1990. I do not know how 30 years passed.Thanks for keeping our soul pure .....Great Nusrat.
@nanishverma5933 жыл бұрын
Maan ka chain piya Bhut khoob Sukoon ❤️
@Noohi_ka_kitchen3 жыл бұрын
Night + Alone + EarPhone + Medium Volume +Close Eyes = Sukoon & Beautiful Feelings❤️😘