अनपेक्ष: शुचिर्दक्ष उदासीनो गतव्यथ: | सर्वारम्भपरित्यागी यो मद्भक्त: स मे प्रिय: || BG 12.16: Those who are indifferent to worldly gains, externally and internally pure, skillful, without cares, untroubled, and free from selfishness in all undertakings, such devotees of Mine are very dear to Me.
@ramkhiladimeena80225 ай бұрын
Super 😊❤
@shakuntyadav91914 ай бұрын
❤❤❤❤❤❤
@kshetryupen5708 Жыл бұрын
Bahut log ulajte bhagawan me ! Ekihi keta phir manne ko tyar nahi , kohi bar bhagawnse sapnose bataya hai ye likhnewaleko no 1 sabkuch shree krishba hi hai no 2 phir shree krishna, maya our ( atma ,time , dibyata, chalna ,rokna, din ,rat, janma ,mrityu ,ved .........! ) yinko samyantra vataya ,3 bhagme bata , shree krishna, maya ,our sanyantra phir ye bhi bataya arabou arab kalpa ke bad keval shree krishna hi vanki honge ye meri buddhi nahi bhagawan ne guruke rupme sapnome vataya ab sastrame ek kalpame 4,29,40,80,000. Baras vataya , 1 arab me 100 karod hota , aravau arab kalpame kitna time hoga ?! ,ek bramha jee ka ayu 315460,000000000. Sal ka hota our yesa bramha jee bhi lagbhag 4/5 ,arab change honeke bad shree krishna hi akele banki honge ! Banki bhagawan abatar hai phir bhi swoyam hi shree krishna hi hai ! ( Avatarashaya shankheya haresata nidhardhujam) 1/3/26, bhagawat , avatar ka kohi hisab nahi ! ( yete chansa kalapunsa krishnastu bhagawana swoyam ) 1/3/28, Bhagawat , banki avatar hai , shree krishna hi swoyam bhagawan hai .( yatha taro mulanisachanena triyantik tandak jo bha sakha ) bhagawat ,yanha bataya taro mul ko pakad kar , jaisa pedko roots me pani diyajata patteme nahi ,shakgame bhi nahi patte pani denese ohi brikshako bhi kohi lab nahi milegi ! ( krishna havai hari paramo deva) gopala purbata pinyo upanishad, param dev krishna hi hari hai ! ( krishna bai hari parama daibatam ) radho upanishad ka pahela mantra , ( yetam bagyas ye krishna maradhaitu michhat samuda tamo mudaha sams chedi ) radho upanishad ka doshra mantra, jo shree krishna tatwako jante huye bhi ek dusara tatwa ko nahi janta usse bada murkh kohi nahi hai ! O hai ( krishnena pranadenidehi iti radha ) gopala purvata pinyo upanishad, o hai shree krishna ko bhi pran dnewali radha , kohi keta hai bhagawat me radha nahi ! ( Bibhaktitam hawmaye basshasthastya radhasa ) rik ved ,Radha naam ko bibhakti ke sworup me prayog kigai ,jaisa bibhakti , karan,adhikaran,sampadan ,apadan lagayat 7 bibhaktika rupme prayog kigai , ( Anaya radhito nunam bhagawan gari ishoraha ) 10/30/28, bhagawat ,( Niyasta trishna trushayena radhasa swodganam nibhramam mani rasate namaha) 2/4/14, bhagawat me bhi istamal kigai radha shabd ka , ( Istrotam radha nama pate ) rik ved. Idar to sidhi si " radha" naam diya , ( ekam jyotir bhoot radha madhaba rupakam) rik ved ,radha madhav ekihi jyoti hai , ( Radhawa madhabo deve madhabo naiba radhika ) rik ved . Madhab hi radha hai .