त्रिपिंडी श्राद्ध किसके नाम से करें और क्यों करना जरूरी है | tripindi shradh puja in gaya |

  Рет қаралды 7,114

Gaya Ji Pind Daan Pandit Satyam Barik

Gaya Ji Pind Daan Pandit Satyam Barik

Күн бұрын

त्रिपिंडी श्राद्ध किसके नाम से करें और क्यों करना जरूरी है | tripindi shradh puja in gaya |
description: त्रिपिंडी श्राद्ध किसके नाम से करें और क्यों करना जरूरी है | tripindi shradh puja in gaya. bahut sare log gaya ji dham me ya kisi anya tirth per jakar tripindi shradh vidhi karna to chahte hai. per unko ye nahi pta hota hai. ki tripindi shradh puja vidhi kab kare kaise kare kiske naam se kare. aur kisi bhi tirtho per jakar karwa aate hai. aur phir kahte hai. pandit ji fayda he nahi mila tripindi shradh ke baad. to main btana chahunga ki agar aap kisi bhi jagah jakar tripindi shradh vidhi karwate hai. to aap ko ye pta hona bahut zaruri hai. ki kisike liye karna chahiye. agar aapko yahi nahi pta ki tripindi shradh vidhi kiske naam se se karna chahiye. to aapka karna bekaar chala jayega . to maine is video me yahi btaya hai ki tripindi shradh kiske liye karna chahiye. kyu karna chahiye. video last tak dekhe sita ram.
gaya ji releted videos :
1. tripindi shradh gaya ji me kaha kare jisse jada laabh mile : • #त्रिपिंडी श्राद्ध गया...
2. pitrapaksh me gaya ji ya gahr per shradh zarur kare nahi to : • #पितृपक्ष में Gaya Ji ...
#tripindi shradh puja in gaya
#tripindi shradh vidhi in gaya
tripindi shradh puja
#tripindi shradh kaha hota hai
#tripindi shradh benifits in hindi
#tripindi shradh in gaya
tripindi shradh kya hai
tripindi shradh kaha karna chahiye
#tripindi shradh cost
tripindi shradh samagari
tripindis sradh vidhi
tripindi shradh puja
#tripindi shradh
#त्रिपिंडी श्राद्ध विधि
tripindi shradh ke fayde
tripindi shradh me kitna kharcha aat hai
tripindi puja kya hota hai
gaya tripindi shradh pandit
tripindi shradh kab karna chahiye
tripindi in gaya
pitrapaksh mela 2024 in gaya
pitrapaksh mela in gaya
kanagat in gaya
pretshila gaya pind daan
pretshila pind daan pandit in gaya
pind daan in gaya
gaya pandit
gaya pind daan pandit satyam barik
#gaya ji pind daan pandit satyam barik
mob: 9102345987
#pitrapaksh #gaya #tripindi #pitradoshpuja #panditingaya #hindi

Пікірлер: 71
@DeepakKumar-vb4zc
@DeepakKumar-vb4zc 19 күн бұрын
Narayan bali bare bhi btaye kab karna hota hai sab btaye. Kha karwaye gaya mai?
@satyambarik910
@satyambarik910 18 күн бұрын
Ji bilkul kosis rahegi aap ko btane ke liye
@sunitaverma5162
@sunitaverma5162 5 ай бұрын
Jai shree ram pandit ji
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
Sita ram
@annusood2512
@annusood2512 2 ай бұрын
Pandit ji kya haridwar me kar sakte hai pret shila or Narayan shila par pitro ki puja kyuki gya ji aane ke liye itna paisa nhi h or ghar me bhut preshaniya chal rhi h
@satyambarik910
@satyambarik910 2 ай бұрын
Bilkul kar skte h
@gajubhaimali4941
@gajubhaimali4941 4 ай бұрын
Garuji Tree pindi shard kashi me pichach mochan kund ho sakti hai
@satyambarik910
@satyambarik910 4 ай бұрын
Ji bilkul
@annusood2512
@annusood2512 2 ай бұрын
Pandit ji hmare ghar ke pitra kisi tantrik ne bandh rakhe h to ham kese pind dan kre kripya kre jai shri hari🙏
@satyambarik910
@satyambarik910 2 ай бұрын
Pind daan and Tripindi dono kariye
@annusood2512
@annusood2512 2 ай бұрын
@@satyambarik910pandit ji aisa krne se kya wo tantrik hmare pittar ko nhi bandh payega dubara ..or ham bhgwan Vishnu ji ki puja krte h wo tantrik tamsik chijo ka bog lga kar hmare Ghar nagativity bhejta h jisse ghr me surksha nhi ho pa rhi h pind dan tripindi shrdh krne se in sab chijo ka solution ho jayega ya nhi..ek pandit hmare bhut pese le liya h
@sagarmurkute8740
@sagarmurkute8740 5 ай бұрын
हरि ॐ
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
Hari om
@shreeuppal6669
@shreeuppal6669 2 ай бұрын
Marayanbali naagbali pooja ke leeyai apse contact kare
@satyambarik910
@satyambarik910 2 ай бұрын
Ji
@Deepakkumar-ge1ng
@Deepakkumar-ge1ng 4 ай бұрын
Namaskar guruji 🙏. Akaal mrutyu huye person tripindi shradh karna hai, but hame kis kis par karna chahiye ta ki adik se adik pal mele hame
@satyambarik910
@satyambarik910 4 ай бұрын
Call kar ke baat kare 8092277767
@anilsharma009
@anilsharma009 2 ай бұрын
Pandit Ji mein pret baadha se peedit hun kya krun koi apna nee lgta 😢kya krun plz sujaav dijye
@satyambarik910
@satyambarik910 2 ай бұрын
Aap Tripindi shradh kariye Gaya ji aakar bahut laabh milega
@karanpanda3700
@karanpanda3700 5 ай бұрын
Guru ji namaskarm🙏
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
Namaskaar kaise hai
@Laughingwithannu
@Laughingwithannu 2 ай бұрын
Pandit ji ager kisi ko 3 purkho ka naam nahi pata hai to woo pind daan kaise kare .
@satyambarik910
@satyambarik910 2 ай бұрын
Mantra ke dwara hum bhule chuke pitro ke naam se kiya jata h
@meenapandey5499
@meenapandey5499 4 ай бұрын
Kya ham dadaji katripindi kra sakte hai.mete husband ke kundli me pitradosh btate hai.abhi santan nhi hai 10sal ho gae shadi ka pl btae...
@satyambarik910
@satyambarik910 4 ай бұрын
Jiske kundali me pitra dosh hai unko aana chahiye karne ke liye jada janakari ke liye call kare 8092277767
@MukeshKumar-jh9cj
@MukeshKumar-jh9cj Ай бұрын
Kitna kharch lgta hai pandit ji
@satyambarik910
@satyambarik910 Ай бұрын
Call ya msg krke baat kare 8092277767
@deepachouhan2660
@deepachouhan2660 3 ай бұрын
Pandit ji Mera naam Deepa Chauhan. Hain aur mai 29 saal ki hu meri shadi nhi ho pa rhi hain, patri dikhai to bol rhe h pitri dosh h to kya mai ye tripindi shrad kr skti hu. Aur jaise apne bataya video me .. 3 bua thi usme se 2 ki bachche nhi huye hain aur meri 1 bua pagal hokar ghar se nikal gyi thi .. to ab vo kaha h jiwit h ki nhi kuch nhi pata isliye bhi mai ye Shard karwana chahti hu to pls mujhe bataiye meri madad kijiye
@satyambarik910
@satyambarik910 3 ай бұрын
Bilkul aap Tripindi shradh kar sakti hai koi dikkat nahi hai dusri baat aap ke bua jo hai vo ghar se chali gai aur aai nahi to unki umr kitni thi aur kitne saal hue unko gaye hue ye btaye 🙏😊
@Goku-n3v
@Goku-n3v 4 ай бұрын
पंडित जी, क्या गया जी में पिंडदान करने के बाद कही और भी जाकर पिंड दान करना चाइए, कुछ लोग कहते हैं कि तीन जगह पिंड दान करना चाइए पहले गया जी में फिर काशी और बनारस में, कृपया मार्गदर्शन कीजिए।
@satyambarik910
@satyambarik910 4 ай бұрын
सीता राम जी बहुत अच्छा 🙏 अयेसा कुछ भी नहीं है प्रभु सिर्फ़ गया जी में ही पिंड दान कर के घर वापस जा सकते है सीता राम
@sribalajitraders5789
@sribalajitraders5789 3 ай бұрын
Sir aapka video dekha acha laga... Sir mei girl hu... Mere father nahi hai. Koi bhai bhi nahi ha...hum do sister hai ek married hai...but mein unmarried hu...mein bhaut struggle kara hia life mei... mujhe baad mei pata chal ki meri Kundli mei pitra dosh hai. Maine sirf apne dada aur pitaji ko dekha hai..mere saamne unki death hui thi...but maine apni dadi ko nahi dekha...mere dada ji ki death mere chote chacha ke ghar par hui thi... Mujhe shadi k issue hai...mera mann shadi ke liye ready nhi hota... Toh meri kundli mein potra dosh hone kya reason hoga... Mere father 3 brother hai...sabse bade mere pitaji the...hamse pehle kisi ki death hui ho akaal mujhe nhai pata...to bataye mujhe kya karna chahiye...pitra dosh ki puja unmarried girls kar sakte hai..?? Mujhe kya karna chahiye...pls mujhe margdarshan kare...mein apni shadi se pehle apni Kundai mein pitra dosh ko kiase smapat karu..... Jo after marriage mujhe takleef na ho... Pls batana.....
@satyambarik910
@satyambarik910 3 ай бұрын
Sita ram aap bilkul unmarried hokar bhi pitra dosh ki puja kar Skti h agar aap ka bhai nhi h to aap pind daan karna chahiye aap ke pita mata ka. Pitra dosh ki puja bhut anivarya h aap ke liye. Baki aap mere se call krke discuss kar Skti h dhanywaad 8092277767 morning 11to 1pm
@dhruvnathpandey663
@dhruvnathpandey663 4 ай бұрын
Sawan me kiya ja skta gai hai?
@satyambarik910
@satyambarik910 4 ай бұрын
Ji bilkul kar skte hai
@asthaadharmgyan3882
@asthaadharmgyan3882 5 ай бұрын
Guru ji kya gaya ji me pind daan k baad bhi ,tripindi shradh ker sakte h kya,or pind daan k baad bhi her saal tripindi shradh ker sakte h kya ya phir tripindi shradh bhi pind daan ki tarah ek hi baar kiya jata h? Plz reply
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
Bahut acha question hai aapka Prabhu dhanywaad 🙏😊 Prabhu agar aap ne gaya ji me pind daan pahle kiya hai to dobara tibara ya kahe 100 baar bhi pind daan kar sakte hai. Ishme koi dikkat nahi kyu ki gaya ji nitya shradho me aata hai. To gaya ji me pind daan puja kai baar kar sakte hai iske karne se bahut laabh hai. Dusra aap Tripindi shradh bhi har saal kar sakte hai. Chahe gaya ji me pind daan puja kiya ya nahi ya pahle Tripindi shradh puja gaya ji kiya ya nahi isshe koi dikkat nahi aap har saal Tripindi shradh kare. Bahut he sunder puja h Tripindi shradh.pind daan ke baad bhi Tripindi kar sakte hai😊 Videos share kare like kare dhanywaad Sita ram 🙏😊
@asthaadharmgyan3882
@asthaadharmgyan3882 5 ай бұрын
@@satyambarik910 thank u for reply pandit ji
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
@@asthaadharmgyan3882 video share kare taki anya logo tak pahunche aapka bahut bahut dhanywaad Prabhu 🙏😊
@tejkumarpatel6091
@tejkumarpatel6091 3 ай бұрын
Guru ji pranam mujhe koi brahman ne nahi bataya hai ki aapko pritu dosh hai lekin mere ghar me dhukh ka pahadh khada hai .mera manana hai ki mere purvaj log khush nahi honge .ishi karan me pitru pakhy me pind dan karna chahta hau.aap upay bataiye guruji
@satyambarik910
@satyambarik910 3 ай бұрын
Ap mere se call pe bat kare 8092277767
@Sandeep-zf7fo
@Sandeep-zf7fo 2 ай бұрын
पंडितजी त्रिपिंडी और नारायण बाली में क्या अंतर है।
@satyambarik910
@satyambarik910 2 ай бұрын
Ayese msg ke dwara samjhana mushkil h
@purushottamsoni4758
@purushottamsoni4758 5 ай бұрын
मेरे बड़े भाई का मृत्यु उपरांत अंतिम संस्कार नहीं हुआ है, क्योंकि उन्होंने मृत्यु उपरांत देहदान का संकल्प लिया था और उनके संकल्प का सम्मान करते हुए हम सभी परिजनों ने उनकी मृत देह मेडिकल कॉलेज के सुपुर्द कर दिया था , उनके सिर्फ नाखून और बाल हमें मिले थे उनको जलाकर हमने उनका और्ध्वदैहिक संस्कार किया एवं दशगात्र एकादशाह द्वादशाह त्रयोदशाह आदि विधयां विधि पूर्वक संपन्न किया । क्या उनका त्रिपिंडी श्राद्ध भी होना चाहिए ।
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
Bilkul karna chahiye😊🙏 Tripindi bhut achi kriya h Prabhu jivan ke ek baar zarur kare. Per Tripindi shradh ko bhut darakar aur galat tarike se bataya jata hai.
@kunwarsinghchauhan3066
@kunwarsinghchauhan3066 4 ай бұрын
बहुत अच्छा लगा, यदि ब्राह्मण सही जानकारी दें और विधि विधान से तिरपिडी श्राद्ध करें तो अतिरपत आत्माओं को शांति मिलेगी।
@satyambarik910
@satyambarik910 4 ай бұрын
Ji dhanywaad 😊🙏
@MaheshAgrawal-dz2si
@MaheshAgrawal-dz2si 3 ай бұрын
maharajji mahesh maharaji hamare purohit pandaji hy
@satyambarik910
@satyambarik910 3 ай бұрын
Prabhu mujhe iss bare me nahi pta 🙏😊
@Dinesh-k3783
@Dinesh-k3783 5 ай бұрын
Tripindi sharadh me kitna kharcha aata hai
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
9102345987 call krke baat kar le
@purshotmpatidar7428
@purshotmpatidar7428 3 ай бұрын
गुरु जी आप कहा पर मिलेगा आप का नम्बर दो
@satyambarik910
@satyambarik910 3 ай бұрын
8092277767
@shreeuppal6669
@shreeuppal6669 2 ай бұрын
Pooja karwane ke leeyai kitna kharcha hoga
@satyambarik910
@satyambarik910 2 ай бұрын
Call kre
@Astrolok9
@Astrolok9 5 ай бұрын
कितने साल से अधिक का बच्चा अपनी मां की तरफ से त्रिपिंडी श्राद्ध कर सकता है,कृपया बताएं 🙏
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
18 to hona chahiye
@Astrolok9
@Astrolok9 5 ай бұрын
@@satyambarik910 बारह साल का पुत्र है सर, क्या वह नहीं कर सकता ?
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
@@Astrolok9 kar skta hai putr hai to per Krna kiska h ye btaye pahle
@Astrolok9
@Astrolok9 5 ай бұрын
जिन बच्चों की कुंडली में पितृ दोष व प्रेत बाधा दोष इत्यादि होते हैं उनके द्वारा भी तो त्रिपिंडी श्राद्ध कराते होंगे न आचार्य जी कृपया बताएं 🙏
@Astrolok9
@Astrolok9 5 ай бұрын
@@satyambarik910 ज्ञात अज्ञात का सर, मेरी कुंडली के लिये। मैं नहीं कर सकती तो पुत्र मेरा प्रतिनिधि क्या बन सकता है?
@ashoksoni9793
@ashoksoni9793 4 ай бұрын
पंडित जी प्रणाम ।। Mob no बताइए
@satyambarik910
@satyambarik910 4 ай бұрын
8092277767
@chandrabhushan1249
@chandrabhushan1249 2 ай бұрын
फोन नंबर दीजिए
@satyambarik910
@satyambarik910 2 ай бұрын
8092277767
@asthaadharmgyan3882
@asthaadharmgyan3882 5 ай бұрын
Apka what’s app no .mil sakta h ?
@satyambarik910
@satyambarik910 5 ай бұрын
8092277767
@ketansharma9215
@ketansharma9215 3 ай бұрын
त्रिपिंडी श्राद्ध के बाद पितरों की सवारी लेनी चाहिए या नही ??? हमारे राजस्थान में खेतों में पितरों का स्थान बनाया जाता है। क्या यह सही है ? प्रभुजी इस विषय पर एक विस्तृत वीडियो बनाएं🙏
@satyambarik910
@satyambarik910 3 ай бұрын
Dekhiye sawari lena kabhi bhi awshyak nahi samjhe aap isshe aap ke jivan ke kafi sakat aa sakti hai Kheto me to bna dete hai aap lekin ghar ke banana jada sahi hai kyunki kheto me. Banane se hamare pitra dhup me bhi rahte hai barish me bhi to ye kaha tak sahi hai hum AC me soye aur pitra kheto me ye uchit nahi hai 🙏😊
Муж внезапно вернулся домой @Oscar_elteacher
00:43
История одного вокалиста
Рет қаралды 7 МЛН