Parwaaz sahib is zamaane ke azimoshaan shiyir, jo pyar karne waalon ke dilon me hamesha ghar banaye rahenge
@varindersingh16965 жыл бұрын
Ap jaisa shyar koyi nhi ap ki rg rg mai shyari hai ap k liyea ab shyari saas laine jaisi hi muskil b bht hai asaan b bht a
@anita-lb4bw3 ай бұрын
Shameless Man sitting next to parwaz. Drinking something.. This disturb my focus.. These kinds of people give them food and drinks. Before he sitting on the stage.
@ARaheemamroha5 жыл бұрын
Ye wo aam shayar sahab hain jinhone shayri ke badan ko ruswayi ki qabar se nikal kar rooh dalkar dobara zinda karne wale mard e qalandar dr.rahat indori sahab se bada hone ke dawa kar ke shayari ki touheen ki thi kabhi aur aaj ye aalam h ke samajhdar log ye sochte hain ke ye mike kab chhodeda...apni auqaat me raho parwaz sahab aaj bhi aap se upar 70 se zyada hain shayad aur sabse upar ki kursi pe jo shahanshah h uska naam hai dr.rahat indori jo 700 saal ki tareekh ko ja laga aur aap 5 saal ko hi lage honge...shayad
@VishalSharma-we9dk4 жыл бұрын
Bhai sirf inhi baato me mat raho ki kisi ko kisne kya kah diya sab me. Kuch na kuch hota hai jo sabse alag hota hai rahat sir ka sabse alag andaz hai no doubt Lekin agar shayri samajh aati hoti tumhe to pata chalta ki vijendra sahab ki ruh bhi shayri ke tukdo se milke bani hai But tum sir inhi sab me pade rahna kon bada kon chota par ek baat zaroor kahunga jo jeeta ho sirf apne kaam me use bada ya chota hone se koi farq nahi padta. Tum 5 no. De rahe ho 0 no. De do jiske liye shaayri saanso ke jaisi ho use sirf saans leni hai standurd se kya lena