Bahut sundar tarike se samjhaya bahut bahut dhanaywad guru ji.
@desaiparas8047 Жыл бұрын
Nice explanation
@TRUTHSOFASTRO Жыл бұрын
Thanks for liking
@hansrajchauhan81434 жыл бұрын
श्री गणेशाय नमः। विजयादशमी की आप सभी को हार्दिक शुभकामनाएं। गुरू जी नमस्कार। राम राम जी।
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
pranam
@TheRaviomi Жыл бұрын
सादर आभार।।
@TRUTHSOFASTRO Жыл бұрын
pranam
@mousumikarmakar60523 жыл бұрын
Dhannyabad guruji 🙏
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@acharyramprakashmishra31183 жыл бұрын
बहुत सुन्दर गुरु जी 🌹🙏
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
pranam
@upendraupadhyay23583 жыл бұрын
Radhe Radhe
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@shubhankarghosh7369Ай бұрын
Pranam Guruji ❤❤❤🙏🙏🙏🌺🌺🌺
@TRUTHSOFASTROАй бұрын
pranam
@supriyabhattacharya3323 жыл бұрын
Very very good class. Thanks a lots.
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@dhruv31704 жыл бұрын
🙏Nice Sir🙏
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
Thank uuu
@sanju-el5xn4 жыл бұрын
Mangal ucch ka kaise kaha mujhe samajh nahi aaya
@sdebalina3 жыл бұрын
Dannyabad Guruji 🙏
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam,kindly share and subscribe so that we can spread the real truth of astrology and visit our website www.truthsofastro.com
@ranukumarsahu86835 жыл бұрын
आपको मेरा नमन है। जय श्री राम।
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
जय जय श्री राम।.....
@astromohannikam-patil20675 жыл бұрын
नमस्कार गुरुदेव.. मुश्किल बिलकुल आसान कर दिये | धन्यवाद.
@thenarendrasharma79075 жыл бұрын
Sir sun agar 5 th bhav Mai ho to Singh. Rashi Mai mesh lagan ho to khrab karega
@sanjeevkumar-vb3rq Жыл бұрын
Guru Ji pranam, lagan kee agle bhav mein mangal shani yuti hai (2 no bhav) aur pichle bhav mein surya budh yuti hai (12 no Bhav) lagnesh budh hai to kya lagan paap kartari mein aayega... 🙏
@TRUTHSOFASTRO Жыл бұрын
jee
@kishanmishra94574 жыл бұрын
guruji pidit ke liye graho ko tatkalik rup se dekhna hai ya naysargik
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
tatkalik
@yogenderrai49862 жыл бұрын
Chandra sni ki yuti ka phal keya Hoga Guruji
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
aage samheneg
@sanjitchakraborty11494 жыл бұрын
Sir,agar 6,8,12 bhav mein tatkalik subh graha ki dristi ho ya baitha ho to Kia wo bhav balwan hoga???
@jotishaurtantarmantaryanta73523 жыл бұрын
Namskar guruji surya trikon bhav swami hokar 4 bhav me hai to fhal kya hoga 4 bhav ka kya shubh fhal dega kya ashubh fhal dega guruji bataye
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
dono phal
@debashiskar89704 жыл бұрын
sir kisi vab ke thik pichhle vab a agar koi ashuv graha hai and uska thik agle vab mai koi graha nehi hai to vab k bal mai kya prav hoga jara batayan, dhanyabad
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
Path denge
@amituppal-wb4sv Жыл бұрын
Mesh lagan mein Surya mangal ko shubh Maane kya. Shubh kartari mein kya nasergik shubh ko hi Lena Hai ya tatkalik ko bhi
@TRUTHSOFASTRO Жыл бұрын
naisargik
@ushadutta44125 жыл бұрын
🙏🙏🙏Thanku somuch पंडित जी
@mr.shivkumar57904 жыл бұрын
Pl. Note path no:76
@rajendrakumarmaheshwari31703 жыл бұрын
Esme karkari lagu hoga ya nahi
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
jee
@anoopmishra35213 жыл бұрын
Jai ho
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@suryapratapsingh51495 жыл бұрын
saab kuch d-1 se denkhe ya chalt bhi dennkhe guru ji
@ChandanGupta-iy4nj2 жыл бұрын
Namaste sir job private k bare me promotion etc k bare me Janna ho to koun sa writer ka book le phal dipika ka
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
phal deepika se pade
@vithaldasgarg26134 жыл бұрын
Guruji pranam, yaha teesre bhav par shani aur guru dono ki drishti hai, to teesra bhav balwan hua ya peedit.
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
practice mein clear hoga
@vithaldasgarg26134 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO dhanyawad guruji🙏
@vishnuduttsharma52263 жыл бұрын
Pandiji Surya va Chandra Ko ashtmesh Ka dosh nahi lagta to vo bura kya kar sakta hai ya shubh kya karegaa?
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
apne karkatvon ka phal karega,pranam, "ADVANCE PREDICTIVE ASTROLOGY COURSE" and "PRASHNA AND VARSH COURSE" is going to start in september2021, interested one please join
@bidyadharnayak62216 ай бұрын
Guruji namaste Jay jagannath kundali me budha graha sthit nahi hai
@TRUTHSOFASTRO6 ай бұрын
pranam
@souravkobi86215 жыл бұрын
Pranam guruji Brisa lagan me guru dukh pati 8th bhav or ashubh pati 11th bhav ka pati hai tav guru to tatkalik ashubh hogeya tav keya guru jin bhav pe bathega or dristi dega un bhav ko pirit kare ga ? Or guru khud bali hai pirit nehi huye tav keya unki naisargik gun artha or lavh ka karak hai or khudh lavh pativi hai to keya nirantar lavh dega? Or agar pirit hoga guru kesa phal dega 8th ka phal keya tav karega? Kripiya Sansai ko dur kariyega Dhanyabad.
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
Dristi me ashubhta nahi kahna chahiye. Placement se result effected hoga
@vithaldasgarg26134 жыл бұрын
Guruji pranam, yadi trikon sthan hai aur usme na to koi grah sthit hai aur na hi kisi grah ki drishti hai aur na hi shubh ya ashubh kartari me hai, to fir wo bhav balwan hoga ya peedit.
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
swami ki isthiti dekhe
@mr.shivkumar57904 жыл бұрын
In near future I am going to talk to you. Sir.
@markfparakh03113 жыл бұрын
Guruji Pranaam🙏 ek sawaal utpanna hua mann mein toh aapke samaksh usse rakh raha hoon..jaise uchh ke grah bhaav ko bali banaate hain, kya waise neech ke grah bhaav ko nirbal banayenge..main jaanta hoon ki aap uchh neech ko itna mahatva nahi dete par bhaav ke bal ke liye agar ucchh grah ko aap ke rahe ho toh kya agar grah apni neech ki raashi mein sthit ho toh kya uss bhaav ki haani karega? 🙏
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
please mail ur query
@ramakrishnamaddali84092 жыл бұрын
Thanks for the clarification Acharya... As Mars is posited in Auspicious House but got affected ( Aspected) due to the Naisargik Croor Planets Sun and Rahu. Also, Mercury being in yuti with croor Planets and also Swamy posited in Dukh Sthan (6th House), became peedith.
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
pranam
@amazonthebestplaceforshopp83263 жыл бұрын
guruji 6 8 12 ke swami se drishat hi to bhav kamjor ho ga
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam
@vedicsanatandharm29785 жыл бұрын
Phalit jyotish ke liye kind Jon se vedic book ka study karna hoga
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
Hora parashar Shastra
@Harshal-4 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO autor
@rajarambhat79605 жыл бұрын
Pranam guruji, kya koi ashub grah apne hi bhav ko papakartri yog laga sakta he ? thanks
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
jee
@mr.shivkumar57904 жыл бұрын
Koti..... Parnam pt.Ji. Name :shiv Ram Bhardwaj Mangal is harming house no. 4&house no. 5 while the same mangal is supporting lagan Mangal is ashub &his darishtian are ashub. Than why it is so. Pl. Explain. Thanks a lot.
@1958sharma3 жыл бұрын
Guruji 6 8 12 ke swami ki dristi se karjor nahi ho ga
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
drishti shubh aaur ashubh grah ki leni hai
@khalidkhanzada18735 жыл бұрын
nice sir
@pradeeppradhan51363 жыл бұрын
Guru ji pranam. vrischik lagna ki patrika main 2nd house main moon, 6th main ketu, 7th main guru, 8th main budh aur surya, 9th main sukra au sani ,10th main mangal aur 12th main rahu hai. kya 8th bhaav balwan hoga agar rule ko apply karen - rule 1- 8th bhaav main bhavesh hai, rule 2 - bhaav main asubh sthan ki swami hai, rule - 3 bhaav subh kartari main hai. rule 4- bhaav main asubh grah stith hai.
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
contact 9911189051
@shashikantsinghal33354 жыл бұрын
गुरु जी यदि अष्टम भाव पीड़ित हो मतलब उसमे दो या दो से अधिक अशुभ ग्रह हो तो क्या अष्टम भाव जोकि दुःख स्थान है वो अधिक परेशान करेगा या उसके दुःख के नैसर्गिक स्वभाव मे कमी करेगा। और ऐसे ही यदि यह भाव बली हो तो क्या परिणाम देगा?
@vishnuduttsharma52262 жыл бұрын
Pandit ji Surya chandra ko ashtmesh ka dosh kyon nahin lagta iska logic kya hai ?
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
WILL LEARN IN PRACTICE
@MathematicsPoint.4 жыл бұрын
Sir pap kartri se bhav pidit nahi hoga
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
hoga
@MathematicsPoint.4 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO ok thank you sir
@rameshjulka67712 жыл бұрын
Pl define again krur and papi
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
ok
@sanjeevkumar-vb3rq Жыл бұрын
Guru Ji pranam, ek prashan ki agar kisi bhav mein koi grah na baitha ho na hi kisi ki dristhi ho to us bhav se kaise fal kahenge... 🙏
@TRUTHSOFASTRO Жыл бұрын
practice ,mein bataenge
@priantasinha92355 жыл бұрын
Sadar pranam sirji . Sir ak prashn hai , brish lagn me shani ko ati yog karak kaha gaya hai , agar shani lagn me hon and lagnesh shukra teesare bhabme to shani ki drishti jayegi lagnesh par , and ashtam me mangal ho to uski bhi drishti jayegi lagnesh par, and teesra bhav pap kartri me bhi ho to kaisa and kis tarah ka bura parinam ho sakta hai? Please batane ki kripa karen sir .
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
parakram ki kami chote bhai ka na hona ya na banana
@priantasinha92355 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO thanks sirji
@bharat97114 жыл бұрын
Karke lagana mai guru in lagan mai ho to lagana ko kam jor mane ge!!!!!!!
@souravkobi86215 жыл бұрын
Pranam guruji dono taraf subh graha hai or unke sath sthiti hai pap graha kivi tav keya samajh na chi he jeise esi kundli ka 5th pe sukra graha ke sath sun or 7th bhav pe guru ke sath mangal athba sani sthit hojaye tab subh yea ashub kartari hoga? Or ek mangal 5th or sukra rahu 7th pe tab keya 6th bhav keye ashuv kartari hoga ? Ek subh graha hai ea dos loghu nehi hoga? Or ek sabal Bhav pirit hai tin rul hai eske sath keya pap kartari add kar lenge qki up sthiti dristi or pap kartari kaha hai dukh pati bhav pe hi ea sthiti ke andar ageya na? Dhanyabad guruji.
@vidyadeswal935 жыл бұрын
Sir pls bataye ashubh garha yadi apne mitr kai bhav main drishti de ya stith ho kya tab bhi drishti ashubh rahegi ya nahi? Kripya bataye dhanyavaad 🙏
Pranam guruji Prasna 1) agar bhav pati duyara pap kartari ho to keya pap kartari pakrenge? Example- mesh lagan ho or mangal second house pe or sun 12 th house pe ho to keya pap kartari pakrenge?
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
jee pap kartari kahenge
@राष्ट्रीयअध्यक्षयोगीअखाड़ा5 жыл бұрын
आचार्य जी यहां पर सुर्य और चन्द्रमा का गृह परिवर्तन है इसका क्या प्रभाव होगा
@mr.shivkumar57904 жыл бұрын
What is difference between Ashub Nath&duth Nath Parnam pta. Ji From Shiv Ram Bhardwaj.
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
Please contact on 991189051 with your name
@rajendrakumardharmani82475 жыл бұрын
Sir, Namaskar. We have seen that house 4 is पीड़ित , because is affected by 5 Ashubh planets. But here we have not considered that Sun & Mars are auspicious for this Ascendent. If we consider them to be auspicious then fourth house is affected by 3 अशुभ व २ शुभ ग्रह। So if we consider combined effect of these 5 planets (3अशुभ - २ शुभ = १ अशुभ ). Can we say this house is not weak. Regards,
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
Nahi aisa nahi manna hai
@sanjaybaghel27954 жыл бұрын
🙏🏻
@vijaykumarsharma21674 жыл бұрын
गुरुजी प्रणाम, इस उदहारण कुंडली में लग्नेश मंगल अगर ६,या १२ में सितिथ हो तो क्या लग्नेश मंगल अशुभ कहलाएगा
@abhishek-ii6lk5 жыл бұрын
Sir ek bat samajh nhi aayi suppose that ki mangal 10 bhav me hai aur 10vi rashi ke sath to magal agar apni satvi driati se 4th house ko dekhenge to hani kyu krenge mangal to ache hai apni uch rasi me hai to phir hani kyu kr rahe hai .
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
आगे के पाठ में आप सरलता से और समझ सकेंगे । यहां नैसर्गिक अशुभ ग्रह की दृष्टियां अशुभ ही होती हैं ।
@harjitsinghmatharoo87205 жыл бұрын
Guru ji Namaskaar.. Mai aap k lecture dekh raha hu aur mere bahut se prashno kaa hal mil raha hai.. Aap kee vyakhya bahut hee saral aur logical hai.. kintu yaha ek prashan hai k.. Kanya lagna kee kundli mai Shani shubh kaha jayega to kya hum pancham bhaav ko Bali keh sakte hai? Kyuki shubh greh kee rashi Pancham mai hai..
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
jee
@MukeshSharma-yt7kd3 жыл бұрын
क्या दृष्टि की भी कर्तरि होती है?
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
pranam,nahi
@mr.shivkumar57904 жыл бұрын
Why does not Mars harm ascendent Bhau with fourth sight/dreshti Path no. 76.
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
Please contact on 991189051 with your name
@kulvirkaurr3 жыл бұрын
Because ascendant lord is Mars so Mars will not harm his own house it will give strength to ascendant
@niranjanajoshi55563 жыл бұрын
🙏 गुरुजी धनु लग्न की कुंडली में गुरु 9 वे घर में है और वह लग्नेश है त्रिकोण में मित्र की राशि में हो पर उसे शनि 3री और मंगल 7वी द्रष्टि से देखते है तो वह कैसा प्रभाव देगा?
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
swasthya mein pareshani sambhav hai
@neena39413 жыл бұрын
आचार्य जी इस पाठ में सूर्य अशुभ फल देता है जबकि चतुर्थ भाव में सूर्य और पंचम में चंद्रमा का स्थान परिवर्तन का राजयोग नहीं होगा क्या
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
hoga
@dhrumaloza38554 жыл бұрын
मकर लग्न में मंगल लग्नमें स्थित हो चतुर्थ पर द्रष्टि करेंगे। मंगल नैसर्गिक रुप से अशुभ माना गया है तो चतुर्थ भावमें मेष राशि होने के बावजूद द्रष्टि का फल अशुभ समझना चाहिए? अष्टममें राहु स्थित हो तो क्या राहु कि नौवीं द्रष्टि सुख स्थान पर अशुभता देगी? पाठ के लिए धन्यवाद। हरि ओम।
i realize it's kinda randomly asking but do anybody know a good place to watch newly released tv shows online ?
@vinnuunique4 жыл бұрын
गुरुदेव आपने 3 नियम बतायें, क्या अगर भाव पाप कर्तरी मैं हो तो उसे भी चौथा नियम समझना चाहिए, जैसे शुभ कर्तरी से बलवान होता है।
@TRUTHSOFASTRO4 жыл бұрын
Jee
@examsahay45945 жыл бұрын
ASHUV BHAV BALI HONE SE KYA USS BHAV KA ASHUV PHAL NAHI MILEGA??
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
Dono sthiti me milta hai
@examsahay45945 жыл бұрын
TRUTHS OF ASTRO dono sthiti matlab??
@abhishekbarnwal52473 жыл бұрын
आचार्य जी, यदि पंचधा मैत्री चार्ट बना लें और उसके अनुसार दशा/अंतर्दशा में फल समझें तो भी इन विषयों पर मनन करना जरूरी है?
@TRUTHSOFASTRO3 жыл бұрын
jee
@nutangupta23054 жыл бұрын
प्रणाम आचार्यजी ।इस पत्रिका में, सप्तम भाव में शनि यदि विराजमान हों, तो उच्के होंगे और भाव को बलि करेंगे, परंतु अशुभ ग्रह हैं तो भाव को कमज़ोर करेंगे।कृपया संशय का निवारण करें ? धन्यवाद ।
@sameerkapoor11612 жыл бұрын
Ji nahi . Trikon me hai toh ashubh nahi hongey….
@upendravishwanath63056 жыл бұрын
pranam guru ji...🙏🙏🙏🙏🙏
@nandkishorrangnekar78314 жыл бұрын
6,8,12 के स्वामी कर्क व सिंह मे हो तो ये थोडा स्पष्ट करे
@examsahay45945 жыл бұрын
ye rule bibadid kyo nhi he?? NAISARGIK ASHUBH PLANETS KO KYO LETE HE....JABKI BHAV BALWAN HONE KE LIYE TATKALIK SHUVA PLANETS KO LETE HE...CONFUSING HE
@TRUTHSOFASTRO5 жыл бұрын
practice karne par sab confusion dur ho jayega
@karansethi40874 жыл бұрын
Surya ko bad bol rahe ho joh light deta Hain..waha wah
@keshavhotwheelscollection2 жыл бұрын
Meen lagna ki kundali me shukra surya aur shani bahut kharab phal dete he guruji..ekdum kharab phal chahe kahi bhi baithe ho..shukra ki mahadasha toh maar deti he jaatak ko kyuki wo ashtamesh aur trithyesh bhi hai aur lagnesh ka shatru bhi aur agar kisi jaatak ko shukra ki mahadasha lagti hai toh fir uske 20 varsh toh chot chapet aur durghatna me hi chala jayega
@TRUTHSOFASTRO2 жыл бұрын
result anterdasha se milta hai
@keshavhotwheelscollection2 жыл бұрын
@@TRUTHSOFASTRO guruji mee mahadasha ki baat kar raha hu.. Ye teen grah bhot peeda dete he Inki mahadasha bhot bekaar he