Рет қаралды 138,199
Free Download Mp3:
/ tu-hi-hai-meri-jaan-fa...
Cast: Fariz Barsatie & Renuka Patadien
Vocals: Fariz Barsatie & Avishka Jhinkoe
Music: Riaz Ahmadali
Editor: Raveen Samoedj
Lyrics & Composed: Fariz Barsatie
Thanks to all the members who helped me a lot for this Video and Audio
/ fariz.barsatie
Lyrics:
Yun dard-e-dil na liya na diya
Kabhi kisika pichha na kiya
Ittefaaq ki baat, hai yeh dil tumhi pe ab aa hi gayaa 2x
Refrein :
Tu hi hai meri jaan, dilrubaa
Aankhon mein tum hi ho, ooh humnawaa
Aa ke dekh zaraa tu ek dafaa haaan
Aa ke dekh zaraa tu ek dafaa
Kyu hai yeh dooriyaan, jaan-e- jaan
Bin tere jee nahi lagta hai ab aaa
Aa ke baahon mein laute ke tu na jaa haaan
Aa ke baahon mein laute ke tu na jaa
Yun dard-e-dil na liya na diya
Kabhi kisika pichha na kiya
Ittefaaq ki baat, hai yeh dil tumhi pe ab aa hi gayaa 2x
Couplet 1:
Dil hi dil mein hum tum se pyaar kartein hai
Dil hi dil mein hi hum ikraar kartein hai
Tu hai wahaa.... Mein hun yahaan
Teri adayein mudjko tarpati hai
Aahatein be-chain bhi kar jaati hai
Tu hai wahaa ... Mein hun yahaan
Dil mein tu hi samaaja, meherbaan
Har lamhaa karu bas tera hi intezaar
Aa ke dekh zaraa tu ek dafaa haaan
Aa ke dekh zaraa tu ek dafaa
Couplet 2:
Chhupke dil mein tum mudjko kyun sataate ho
Naa karo aise dil ko kyun rulate ho
Tu hai wahaa........ Mein hun yahaan
Taptein hai aansu ab mere in aankhon se
Raat aur din beetein hai teri yaadon mein
Tu hai wahaa ....... Mein hu yahaan
Tumhi pe hoon fidaa, meri jaan
Nahi hona tum kabhi mudjhse phir judaa
Aa ke baahon mein laute ke tu na jaa haaan
Aa ke baahon mein laute ke tu na jaa
Yun dard-e-dil na liya na diya
Kabhi kisika pichha na kiya
Ittefaaq ki baat, hai yeh dil tumhi pe ab aa hi gayaa 2x