Are thanks dost your vlog really help a lot specially that tent wale bhaiya contact and rent options bahut budget mai milgaya sab thanks ❤❤❤❤
@parthguptavlogs4 күн бұрын
Your comment means a lot
@361divya22 күн бұрын
Bahut sare vlogs dekhne lekin aise ek ek chheze kisine explain nhi kiya thankyou
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Your most welcome
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Mitro! Is vlog mein maine har ek chhoti-badi cheez cover karne ki koshish ki hai. Maafi chahunga agar upload karte waqt video thodi si flicker kar rahi hai, usse avoid karna. Yeh vlog mere liye bohot khaas hai, kyunki isme maine apne emotions, feelings aur information sab kuch dil se share kiya hai. I hope aap sabko yeh pasand aaye. Har Har Mahadev! Apna pyaar dikhane ke liye LIKE karo, comment karo aur SUBSCRIBE karke motivate karo, mitro!❤
@Yogafusionpriyanshi22 күн бұрын
Har Har mahadev 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Har har mahadev
@Travellgamers4 күн бұрын
Thanks a lot your vlog really help a lot ❤❤❤
@parthguptavlogs4 күн бұрын
Thanx buddy
@ArchitaAgrawal-n9y22 күн бұрын
Har har Mahadev 🙏🙏
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Har har Mahadev
@Bam_bhole_9522 күн бұрын
8:03 best part aur who music aisa laga ki bas abhi uthjau aur plan karlu kahi ghumne ka ❤❤
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Soch kyu rahe ho chalo plan karna start kardo
@SushilKori-b6r22 күн бұрын
Har har Mahadev
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Har har Mahadev
@nitugupta171922 күн бұрын
Har her mahdava 👌👌
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Har har mahadev
@Bam_bhole_9522 күн бұрын
Har har mahadev
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Har har mahadev
@shalnivlog5522 күн бұрын
Kbse wait kr rhi thi apke vlog ka thank you 😊
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Apko wait karna pada uskee liye maffi
@bindugupta286721 күн бұрын
❤❤❤
@parthguptavlogs21 күн бұрын
❤️
@Yogafusionpriyanshi20 күн бұрын
Bht achhe viral honge ap ek din🫰
@parthguptavlogs20 күн бұрын
Bas apni dua banaye rakhiye aur vlogs ko share kare apke comment ke liye bahut bahut shukriya
@rosygupta767721 күн бұрын
Nice video please add other information like kab chadhai karna chahiye kab kapart khula rehta hai kase darshan mil sakta hai after reach temple 🛕 Thank You
@parthguptavlogs21 күн бұрын
Agar aap winters me sunrise dekhna chahte hain, toh trek raat 2 baje shuru karna best rahega. Summers me aap 3 baje se trek start kar sakte hain. Tungnath ke kapat usually mid-May me khulte hain, toh aap May se July ke pehle week ke beech visit kar sakte hain. Uske baad September end se Diwali tak ka time bhi perfect hota hai. Diwali ke baad kapat band ho jate hain, is wajah se darshan possible nahi hote. Aapka comment padh kar bahut accha laga, yeh jaankar khushi hui ki mera vlog logon tak pahuch raha hai aur unke kaam aa raha hai. Aise hi support karte rahiye! Har Har Mahadev
@vinitKmaurya20 күн бұрын
Nice information waha pai khana wagera kaisa hai aur rehne ki jagah sab aisei hi hai kya
@parthguptavlogs20 күн бұрын
Khana bahut tasty tha bhai jaha se trek start hota uske just opposite mai ek shop hai waha ki special thali kuch 290 ki hai lekin worth hai
@361divya22 күн бұрын
Up se jana ho tho kaise jha sakte hai aur best season konsa hota hai waha janeka
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Snow dekhna hai tho winters November end ke bad aur may mai kapat khul jayega tab bhi jha sakte ho up se jana hai tho app kisi bhi pass ke railway station se Haridwar poch jao
@Dineshvlog7119 күн бұрын
Bhai nepal aao camping kiya jaye
@parthguptavlogs19 күн бұрын
Zarur bhai pashupati nath jana hai meko bhi
@Pegendwatching22 күн бұрын
Bhai waha pai rehne ke liye sirf tent hote hai kya
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Hn bhai cottages bhi they lekin waha rehna thoda riski tha uper se leak ho raha tha chat
@a04dronzer8022 күн бұрын
Bhai next level place pelehe Maharashtra ke heights peak abb world ke agla everest tho nhi chadjaoge bhai😂😂
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Koi chalne ko ready ho tho batao waha bhi chaleneg
@Travellgamers22 күн бұрын
Vlog dekh ke time waste nhi hua sabkuch tho bata hi diya sirf khana reh gaya😂
@parthguptavlogs22 күн бұрын
Are khana waaha pai bahut aram se miljata hai aur tasty bhi hota hai
@Travellgamers22 күн бұрын
3:03 kudh ko roast karna ek kala hai😂😂 lekin waha haste chere wala meme dalna tha😂