Twin Flame Relation | Twin Flame Karmic | Twin Flame Signs | Twin Flame Union | Twin Flame Love

  Рет қаралды 4,861

Yogasth Vidya Rishikesh

Yogasth Vidya Rishikesh

Күн бұрын

Пікірлер: 124
@shipraabrol7059
@shipraabrol7059 3 жыл бұрын
Sir please make more videos on this topic ...we want to listen to you 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 , Why only some sould get that kind of intense strong connection and vibrational match & not others And un souls ki journey b bht tough aur struggles (intense karma) vali hoti hai .. everyone doesn't do that much inner healing ki vo exact vibrational match ??? Want clarity from you..
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
God bless you Sure...I am raising some points to bring out more truth and have clear understanding ...see you Yogasth bhava 🙌
@shipraabrol7059
@shipraabrol7059 3 жыл бұрын
@@YogasthVidyaRishikesh5 thank you guruji ,bhtt help hua hai apki valid points se ,bilkul smj ata hai , baki ye twin flame concept mei itne doubts the 1 year se pain dalke rkha tha mind mein 😟😟
@vishalrocks1
@vishalrocks1 2 жыл бұрын
मैं अपने अनुभव से बोल रहा हूं ट्वीन एक कार्मिक सोल होता हैं जो आप के जीवन में अध्यात्म को जोड़ता हैं और अध्यात्म को जानने का मोका मिलता हैं इसी ट्वीन को आने से धन्यवाद ❤️🙏❤️
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
Bless you yogasth bhava 🙌
@meerakanhaiya4654
@meerakanhaiya4654 2 жыл бұрын
Mostly spiritual guru throw us on path of vairagya means detachment from world,leaving all desires but Twin flame journey teaches us the right spiritual path which is based upon self Love self growth
@meerakanhaiya4654
@meerakanhaiya4654 2 жыл бұрын
Spritual gurus turned the spirituality for their benefit to run their ashrams,but Twin flame journey has taught me self Love self growth self respect, by not getting hurt, desperate for someone nd something
@nafisanazneen4843
@nafisanazneen4843 3 жыл бұрын
Sab ki spiritual evolution alag alag hai, lekin Lakshya ek hai...Divine planning, kya sahi kya galat, ise hum apne iss duniya k law se nahi chala sakte...apne antar atma ki suno bas, wahi sahi hai, zyada sahi galat ke judgement cycle mein na fase... blessings and respect to all 🙏
@meerakanhaiya4654
@meerakanhaiya4654 2 жыл бұрын
Due to these spiritual gurus this journey was hidden,but when someone started spirituality with self Love this journey arose.
@gayatrihalder9991
@gayatrihalder9991 3 жыл бұрын
twinflem consept absolutely real & true
@Ignite_inner_power
@Ignite_inner_power 3 жыл бұрын
Apki bate bhi eye opening hai.. ek book hai 'laws of spirit world' jisme judwa atma o ke bare me likha gaya hai.. journey ke bare me to nahi par twin kab aur kyu janm lete hai ye is book me likha hua hai
@GAITRI_DEVI_777
@GAITRI_DEVI_777 3 жыл бұрын
Don't mind my words.i m just putting my opinion.hamare 4 vedon, upnishad Mahabharat,valmiki ramayan aadi uchch koti ke pramannik granth hain.4 ved 100% science, nature or jeevan moolyon par aadharit hain.uske atirikt jadatar writers ne apni dharmic,mansik sthithiyon or apni vichardhara,apni swarthsiddhi ke vashibhoot hokar ranchi,jis karan in books me likhi adhiktar baten mangadant or ardhsatya hain.ye bhagvan ne to nai rache,ki jinme likhi har baat saty ho. Manviya mansikta aisi hoti hai,ki love stories,twin flame ya is taraha ke subjects use jaldi apni or aakrisht karte hain or Bina prmann ke vo use saty samazka sweekar kar leta hai or khud ko us katha ka Mahapatra.
@Ignite_inner_power
@Ignite_inner_power 3 жыл бұрын
Beshaq aap apna opinion de sakti hai. Par twin flame ke bare me bina praman ke swikar karne ki jarurat hi nahi hai. Hum prithvi lok pe experience karne aye hai aur hum jo experience karte hai use hi Satya samjkar age badhte hai. Jo twin flame journey ka experience kar rahe hai sirf we log hi samaj sakte hai dusro ke liye ye sirf ek story hai.
@wonderwomen1074
@wonderwomen1074 3 жыл бұрын
@fun with Titiksha right
@joshswa4118
@joshswa4118 3 жыл бұрын
Well said sir. Tnnx for talking on this..twinflame is very high vibrational devine connection...n we make mistake to label it n understand in human relationship which is already low in vibration n very ego centric...n the thing is when we go into high vibrational all human looks equal...
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
Yogasth bhava 🙌
@poonamsaxena2269
@poonamsaxena2269 3 жыл бұрын
I agree mujhe bhi yahi feel hota h god is my twin kyoki wahi mujhe Tigger kar kar ke apne kareeb la raha h .
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
Yogasth bhava 🙌
@diviyakanwar5325
@diviyakanwar5325 3 жыл бұрын
Twin flame concept is subjective...thik usi prakar jaise hum kehte hai ki suraj hmare ghar k piche se uday hota hai kyo kehte hai hmare ghar k dayein se ya agey se...lekin satya ek hi hai ki suraj purav se ugta hai❤️❤️
@lpy4150
@lpy4150 3 жыл бұрын
Sir... Bahut achhi baat kahi... Hum yahan saans bhi lete hain to wo bhi karm hai... Karmic partner jo pichle kisi janm ke bure karm ke karan aapke life me ate hain, wo hume bahut kuch sikhate hain. Ye kyun hota hai?? Hum Kalyug me hai... Yahan bure karm zyada hai. Ye sare term(karmic, twin) samajhne ke liye use karte hain log par Jab aapka consciousness rise hota hai aap connection ko is tarah ke level dena pasand nahi karte. Bure karm ke phal ko log usually karm bolke refer karte hain which is wrong, achhe karm bhi hota hai.. Hum achhe karm se bure karm ko balance karte hain, yes hum mrityulok me hai , yahan hum jo bhi karte hain wo karm hai. Hum achhe karm kyun karte hain? Janm mrityu ke bandhan se chhutne ko. Ye kaise sambhav hai? Source se merge hone ke baad Hum jis raste se source se yahan tak pahuche hain usi raste har karm balance karte huye jana hai... Twinflame concept ayi kahan se?? Srishti kaise bani?? Pehle mahasunya tha... Parmatma ne khud ko 3 supreme God Brahma Vishnu Mahesh ke roop me manifest kiya. Parambrahm to complete hai wo akele kuch bhi kar sakte the, unhone 3 roop me kyun prakat huye? Un 3roop ke har roop se unki feminine energy prakat huyi, lakshmi, saraswati , kaali.... Kyun? Wo to split huye bina bhi kar sakte the... Ye sab srishti ko sundar banane ke liye kiya gaya. Purush Prakriti dono ke bina srishti nhi chalti.... Yahi hai dvait. Kisne split kiya?? Mahamaya(Adishakti) ne. Maya hat jaye to Advait, may hai to dvait. Shiv Shakti ke Ardhanaariswar Bhagwan Vishnu ke Left arm se mahalakshmi prakat hona Radhakrishnan ko do jism ek jaan kaha jata hai Kya ye ek nahi hai? masculine static energy hai, kaam karti hai feminine energy. Devi Bhagwat me Narasimhi, varahi, vinayaki, shankari, maheshwari, brahmi, vaishnavi in shaktiyon ka mention hai. Kaun hai ye?? Narsimha , varah , Vinayak, Shankar, Maheshwar, Brahma, Vishnu .......us divine ki respective form me unki feminine energy hai. Jab jab Parmatma ne koi form li, unke sath unki feminine (shakti) bhi rahi. Kabhi roudra roop me wo kaali to Soumya roop me parvati, roudra roop me vaishnavi to Soumya roop me lakshmi. Is concept se srishti chalti aa rhi hai. Parmatma chahte to srishti banti hi nahi.....hum sab unke andar hote koi karm nhi hota. Koi kyun karmic hota hai and dusra twinflame... Aur sab is journey me kyun nhi hote?? Aur ye pyar divine kyun hota hai Aap mujhe ye jawab dijiye, maine jitni logo se aaj tak mila hai.... Sabne kaha ...."shaadi ke bina kaise koi reh sakta hai" "akele rehna possible nahi" "koi to chahiye life me" "breakup ho gaya to isse usse flirt karke bhula denge" Kisine nahi kaha, "wo na mile to sari zindagi tapasya me ishwar ke sharan me bita deni hai mujhe" Aur ye mindset unka janm se hota hai, koi unko batata nhi... Kitne log is duniya me Meera jaisa pyar karte hain aur nibhate hai...? Pyar sirf paana nhi hota, samarpan hota hai. Ye shree krishna ne kaha hai, kitne logon ke jeevan ka vrat ye hota hai ? Sirf wo hi kyun divine partner hota hai dusre kyun nhi hote? Dusre partner ko koi teesra replace kar sakta hai eventually move on karne ke baad shaanti bhi mil jati hogi. Twinflame jab separation me hota hai unhe koi dusra replace nahi kar sakta, uski yaadon ko usse jude jakhm ko sirf divine hi bhar sakte hain. Sirf divine me man lagake shanti or completeness feel ho sakta hai. Isliye kehte hain ki ise sirf wo samajh sakta hai jo is cheez se guzar raha hai.
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
Bahut khoob.. quite convincing , achha gyaan , achha vichaar h .. God bless you...yogasth bhava
@jyotiparmar8810
@jyotiparmar8810 3 жыл бұрын
Apne sach bola didi par kare kya yeh journey hi aisi hai divine bhi complecate bhi aur jo hoga is journey me wahi samjega iski sare stages n purpose. Hum sabko to nahi samja sakte.. hamara kaam hai chalte jana or divine se jude rehna kyuki yeh journey unki hi den hai or unhi se nikal k aai hai. Har koi nhi samaj pata..par aapne boht acche se bataya sab. Aap sacche twin flame ho is journey ko jine vale samjne vale or na jane kitne honge sab hi to galat nhi ho sakte me bhi hu unme se..twin flames ka example ya yeh journey hoti hai yeh khud ishwar ne bataya hai apne hi roop me wo shiv shakti aur radha krishna hai..unse bada example aur kya hoga. Divine apni blessings aap pe banaye rakhe aur aap khush rahe hamesha yehi prathna hai ishwar se.😇♥️🙏☯️
@meerakanhaiya4654
@meerakanhaiya4654 2 жыл бұрын
Ascending souls are chosen for this journey
@punjikasingh
@punjikasingh 3 жыл бұрын
Sir as per my understanding till date twinflame is just a word to elaborate a very deep past life connection with opposite energy. You are right 5-7 saal pahle kaha tha, dard past life ka humesha se tha, bas pahle KZbin aur internet nhi tha. Again I wud say twinflame is just a word to refer such connection. Humare mummy papa, dada dadi ke time par bhi unhe aise past life connections milte hoge lekin pahle apne bado se hatkar kuch sochne ki izaazat nhi thi.
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
You are very right Good understanding God bless you 🙌 ..yogasth bhava
@geetanjalitalukdar4529
@geetanjalitalukdar4529 3 жыл бұрын
Last 5 yrs me twin flame ka trend bar gaye ...har koi jo v pata hay video banate hay nd bolta hay ki e mera twin hay ...source of income also ....mera e question hay ki jo pahele se hota hay o aj v hay fr example boyfriend girlfriend father mother husband wife etc etc .....aj kl ka din me emotional food jada serve kiya jata hay ...jo public Acha se khaye ...app guruji twin flame k upar ei se hi video banaye ki kuch real information mile .....pronam....har koi spiritual ban sakta hay . And sob ka alag alag life purpose hota v hay .. ....sob hi light works hay as a different aspects nd sector......
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
Right...God bless you Yogasth bhava 🙌
@rikeshwarimishra2993
@rikeshwarimishra2993 3 жыл бұрын
Such me hum sabhi karma kar rahe chahe o samaj ke liye pariwar ke liye ya khud ko khojne ki ya divine soul ko samjhne ki
@divine_journey_969
@divine_journey_969 3 жыл бұрын
Thank u guru ji ..but iss journey ko jiya ja sakta hai kissi ko samjhaya nahi ja sakta .. 🙏🙏🙏 jo iss journey main hain usko pata hai 🙏🙏🙏
@Godgrace77
@Godgrace77 2 жыл бұрын
Bahut ache se apne samjhaya,, thankyou guruji 🙏
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
Yogasth bhava 🙌
@VAK110
@VAK110 2 жыл бұрын
Sir where can I get the details of your courses that you mentioned in this video?
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
Plz go to our website "yogasthvidyarishikesh.com " or whatsapp on 8557861163
@twinflamesharmony
@twinflamesharmony 3 жыл бұрын
Beautiful Guruji 🙏 Bless me guruji yogasth banane ki yatra meri puri ho🙏thank you
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
God bless 🙌 you
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
Yogasth bhava 🙌
@anjumol2513
@anjumol2513 3 жыл бұрын
Sir twinfalame hame divine k kareeeb lata he I mean ishwar k kareeb lata he ,but karmic relationship me hum bagwan k sath hote hain but ishwar k kareeb nahi pahunch pate hain ...jab hum kisi ek insaan k liye sab kuch kerne k liye taiyar hain I mean bagwan k pass pahuch ker he wo need hamari poori hoti he toh usko Devine connection isliye kehte honge,kyuki relashionship life me bahut hote hain but her koi her. Relationship k liye bagwaan k pass baar baar nahi jata jabaki humko pata he wo runner hain or hum usko ches ker rahe hain, jane kithne saal, pta b nahi chalta ,karmic k peeche b hum jate hain but jab humko pta chalta he ki wo ab humko serve nahi kerta toh hum unko asani se chod dete hain,but apko lagta hai kya hum her rishte k liye yesa ker pate hain ,nahi because karmic relationship me jithna karam unke sath hain wo ker k wo chale jate hain or hum kuch samay tak upset hote hain rote hain ishwar se vinati kerte hain per ek din hum unko kudh se he nikal dete hain or wo apne aap he hamare man se nikal jata he or humko faruk b nahi padta ,but jab hum apne twin se milte hain unko hum bhool nahi pate chahe wo umer me humse bade ho ya chote,allready married ho ya single ..na wo humko bhool pate hain na h unko bhool pate hain , unsay sepreshion k baad hum fir yahi prey kerte hain ki wo jahan b kisi k b sath ho koi baat nah,i bus hum ek dusare k man me rahein or hamesha dhoor rehker b ek doste k sabse pass rahe...isliye divine se connection jada ban jata he isliye usko divine connection bolte hain , or karmic hamare sath hoker b hum unsay man se tan se dhoor he rehte hain....Devine connection me ..wo insaan humo bhool nahi pta chahe kuch b ho wo khushi hum usko k pass jaker he fullfill kerte hain ,ek call ya msg b ek dusare k liye kafi hota he, jabki karmic ko issay jada dena pad jata he,.or sab milta b hai but wo divine connection nahi bana pata . Twinfalame journey ko divine connection isliye bolte hain kyuki yeh ek yesa rishta hota he jo sirf divine he kerwata he hum kudh se nahi ker rahe hote, hum tak haar ker sab chod dete hain but kuch na kuch trigger yesa milta he ki wapiss ishwar k pass jana pad jata he or or apne twin ko healing dena pad jata he jo df he ker pati hai , because wo pehle awakening stage me aati he or or usko is connection ka pata b hota he, jabki dm ko kuch pta nahi lekin usko df ki need rehti he wo jata he but tak haar ker df k pass aata he rehta hain, ek or baat yeh b hai ki df ko yeh acha b lata he , but koi karmic yese kare baar baar toh koi b yeh sehan nahi kerta or usko baga deta he ,but df dm k sath yesa ker he nahi pati, because uski chahat he yahi hai,..jahna tak main is tf relationship ko samj pai hu yeh mera sochna he bakhi sabka alag alag manna hoga
@jyotiparmar8810
@jyotiparmar8810 3 жыл бұрын
Aapne sab sahi bola hai. Jo hai journey me wo samjenge har koi nhi samaj sakta.god bless you. 😇♥️🙏
@mayurikerkar488
@mayurikerkar488 3 жыл бұрын
Ha dear Aapne mere mnko aatma ki baat Kahi hai Jo Mai ye comments me bol chuki hu pichle 8monthse patachla 5 Saal baad Jo mere sath ho rha tha karmic Baar Baar nhi aate vo krm krke chle jate hai aur hum une bhul bhi jate hai halat k sath pr ek hi insaan k liye aatmse soft corner Hota hai apnasa lgta hai uska meri taraf forcly life me aata hai mnme feeling Jagata hai society k Dr SE bol nhi pate unki himmt SE himmt aati thi phir avhnk vo bdlese lgna aur phir vo jhgde krke bhi Baar Baar aata hai aur pyrr deta hai aur trigger bhi ek ajeeb rishta Jo I nsaan sochme padh Jaye k ye hai kya Jo jata bhi nhi aur rukta bhi nhi tb hum.bhgwaan k pass bhgte hai unk later. Jate hai Jaise vo hamara doshai chmtkaar nhi Tou kya hai dear Mai pray krti hu k sb ko apna tween mile use birth me sudhrkr Jo narsisit fmly me belong Mr rha hai unk uper bahut nagetivity hai karmic pattern s hai unki parwarish Ka aser hai isliye hum Df preshn hai k hamara halfh soul aisa q hai bs bhgwaan universe hamari help lre 🙏😥
@nekraah3085
@nekraah3085 3 жыл бұрын
Bilkul my dear sab kuch Sach Hai same Meri Story hi lekin yah sab Hamare Sath Hua Hai isliye ham hi samajh sakte hain bahut acche se explain Kiya aapane thank you so much
@anjumol2513
@anjumol2513 3 жыл бұрын
Pta nahi maine yese kyu likha ,kabi kabi main apni self respect ko dhav per laga deti hu, but uske baad realise hota he ki why main he kyu,kabi toh sab acha hoga usi wait main intazar kerti rehti hu, yese ches kerne ka man nahi he but hooo jata he , shayad bagwan hi karwata he kuch or bhaki hoga humko seekane k liye
@jyotiparmar8810
@jyotiparmar8810 3 жыл бұрын
@@anjumol2513 aap bas apne pe focus kariye aur kuch nahi dm to rehtr hi hai hamare sath aur jab time aaega tab sab samaj aa jaega aur ishwar madad to karte hi hai bas aache se innerwork kariye ayr khud ko evolve kijiye sab sahi hone lagega aur haa dhire dhire chase karna bhi bandh ho jaega kyuki tab samaj aa jaega jo hamara hi hisaa hai hum me hi hai use kya chase kare.. bas yehi feeling aa jaegi journey tough hai par sabse beautiful bhi hai aur aisa pyaar ya divine blessings jise milti hai wo janta hai is journey ki khoobsurti aur pavitrata.. bas aage badhte raho trust on divine aur apne pe focus karo. Khud ko samaj jaoge to pata chalega hum jise dhund rahe hai wo hamare sath hi hai aur hamesha rahega aur divine ki marji se hi hum ek hai.. hope aap jaldi yeh stage pe aa jaye aur hamesha khush rahe journey complete kare acche se.. god bless you👍😇♥️☯️
@rikeshwarimishra2993
@rikeshwarimishra2993 3 жыл бұрын
Sir hum last one year se issi twin soul ke karan ko samjhna chahte the aaj aapne ek naya question de diya .Thank you so much 🙏🙏🙏
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
Questions honge to truth wl come come out Arjun ne bhi krishna se prashn kiye...to know the ultimat truth... God bless you...yogasth bhava
@rikeshwarimishra2993
@rikeshwarimishra2993 3 жыл бұрын
@@YogasthVidyaRishikesh5 thank you sir pranam. I want to talk with you how it possible sir??
@manisharao7767
@manisharao7767 3 жыл бұрын
Waiting nxt video 🙂
@dwarikadhish4119
@dwarikadhish4119 3 жыл бұрын
सर टुनटुन जर्नी बहुत कठिन है एक आर्मी की ट्रेनिंग की तरह है कार में किस लिए होते हैं स्टीकर देने करती इनकी तो की ताकि वह सही दिशा और सही मार्ग पर ट्यूनफुल जा सके
@VikasKhatri-im7mo
@VikasKhatri-im7mo 2 жыл бұрын
Isme old soul aate hy ji apni marzi se koi nehi aata
@Amitkumar.k11
@Amitkumar.k11 Жыл бұрын
Kripya espe prakaash daaliye ki 'Aham Brahamasmi' ka true meaning kya hota hai? 🙏🏻🌸
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 Жыл бұрын
Details yahan nahi possible hn Fir bhi simply kah sakte hn k m Brahm hun kyunki Brahm ka ansh hun Aur m koi nayi ya anokhi baat nahi kah raha Aap pichhla vdo dekhen ' kriya kundalini yoga yoga of Divinity '
@Amitkumar.k11
@Amitkumar.k11 Жыл бұрын
@@YogasthVidyaRishikesh5 Dear Sir 'Brahm' ka ansh hona aur Swayam 'Brahm' hona dono mein antar hota hai ? 🌸
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 Жыл бұрын
Antar h ....jaise samandar aur uski boond me... Bas ye yaad dilana h swayam ko k tumme bhi wahi powers wahi characteristics hn...Taki hum Divinity ki aur bade bhagwatta ki taraf unmukh hon....surf itna hi God bless you amit
@Amitkumar.k11
@Amitkumar.k11 Жыл бұрын
@@YogasthVidyaRishikesh5 Blessings ke liye dhanyawaad 🙏🏻😊
@shipraabrol7059
@shipraabrol7059 3 жыл бұрын
Guruji Im.able to raise questions as you are ,bs ek doubt hain ki jo b twin flame readers hain vo khte hain hm energies pick krte h ap sbki ya kchh ki ki energies mei change aya hai heavy ya low,body mei pains , Kundalini rise etc to vo ek doosre ki half soul ki h ( jo ab is concept ko I'm refusing half soul ka) Pr unki theek hoti hai almost vasa hi hota h perfectly vo kase possible + itna zadaaa intense connection sirf yhi soulmate karmic connection ho skta hai hmara jo aj tk aur koi ni tha ??? Plss replyyy my doubts will be clear ,apse clarity aaa ri hai 🙏🙏🙏🙏🙏
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
Do watch some more vdos..
@timishkadoolabh9598
@timishkadoolabh9598 3 жыл бұрын
Please can you make English videos or add English subtitles?
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
Yes..wl mke some
@rikeshwarimishra2993
@rikeshwarimishra2993 3 жыл бұрын
Bina karma ke ye jeevan ki kalpana kaise possible hai .🙏🙏🙏
@rikeshwarimishra2993
@rikeshwarimishra2993 3 жыл бұрын
Sir pranam 🙏🙏
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
Yogasth bhava 🙌
@sangiita1
@sangiita1 2 жыл бұрын
10000...%. ...✓ कह रहे है स्वामी जी
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
Yogasth bhava 🙌
@bhavyasingh1893
@bhavyasingh1893 3 жыл бұрын
Bhakti bhi ek karm he hai. Twin flame ve hote hai jo material world se kuch upper udh jate hai.
@threeangels6883
@threeangels6883 3 жыл бұрын
Twin flem journey me twin ko hi karmik partner milta hai
@threeangels6883
@threeangels6883 3 жыл бұрын
Jo ki itana Truchaer karega ki app suicide karega nehi to spiritual hoga
@mayurikerkar488
@mayurikerkar488 3 жыл бұрын
Pray kro sir🙏hamare sb k liye qki ye tween jurny Judwa aatam shivshkti Radha Krishna ki journey hai
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
I pray 🙏 🤲 for all of you And I'm not against anything or anyone, I am an explorer only seeker only And with some Jigyasa and opinions...aapki tarah hi ek Soul Being hun ...mujhe pyaar kare...maarg darshan kare Yogasth bhava 🙌
@poojamallya19
@poojamallya19 3 жыл бұрын
I need your help 🙏 I'm from rishikesh
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
Plz go to yogasthvidyarishikesh.com..and contact
@shivshakti1408
@shivshakti1408 2 жыл бұрын
Twin flame Divine unconditional love hain jaise shivshakti laxminarayan waise hee....Wo ek hee hain...Unki koi alag nhi kr skta hain...Koi karmic nhi ...Ek hain woon
@shiva-bu3yv
@shiva-bu3yv 2 жыл бұрын
not every soul is a twin soul. twin falmes bahuth kam hai. all souls are individual souls. twin souls karodo me ek hai.
@shiva-bu3yv
@shiva-bu3yv 2 жыл бұрын
twin flame k baare me pehele b bola hai purane me, ardhanarishwar mathlb twin soul he hai. mahadhev and maa parvathi twin souls hai.
@farhanaparveen404
@farhanaparveen404 3 жыл бұрын
We are human being not Devine , me Twin flame journey me hu Lekin me apne Twin ko counter part manti hu apna Devine nahi, ek soul me two body ho sakti lekin koi insaan kabhi Devine nahi ho sakta hai
@bhavyasingh1893
@bhavyasingh1893 3 жыл бұрын
We all are connected with divine fragment that why we all are divine.
@jigyasashahani6658
@jigyasashahani6658 3 жыл бұрын
सकाम कर्म- निष्काम कर्म
@durgeshnandinisworld4907
@durgeshnandinisworld4907 3 жыл бұрын
Radha and krisna ...to app jante hne na...shiv and shakti....ye wohi twin flame hi ti rhe...basnam thoda western he......
@spiritualjourneywithpranal030
@spiritualjourneywithpranal030 3 жыл бұрын
Thank you so much Guruji clearing all kinds of agyana janm mrutyu endless hai najane kitne hi janam ek soul kabhi male toh kabhi female body mai suffer karte rahte hai bus agyanta ke karan janm mrutyu endless hai divine truth yahi hai ki shivatatva mei vilin honjana Guruji aapkehi past life regression therapy se divine truth jana hai samza hai sabhi souls ka ek Divine truth hai ekdin sarekarmabandhonse mukt honkar shivatatva mei Vilin honjaja prabhu ne diyi urja aaj unsehi muh mode rahe hai jub ignorance heal hoga tabhi Shashvatvat satya dikhayi dega...Guruji aapne hameshahi sikhaya khudki urja par work karo shantise aur sabkuch divine par chond don aap kabhi bhi ham sabhi students ko nahi kahte ki koi ek close karmic partner nahi honta aap karma the ultimate divine truth hame samzate hai aur karmic journey bhi bohot hi sukshm se lenkar thons material world's bhi samzante hain Anant dhanyavad hai Gurudev aapka gyan anant hai......
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
God bless you.. yogasth bhava 🙌
@babitajoshi3671
@babitajoshi3671 3 жыл бұрын
Guruji namaskar. Karma to hoga hi, kyoki baith ke sochna bhi karma hai, per kuchh karne me se ego ko dissolved karna ya aham ka tyag kar divine ko surrender karna hi karam se mukti hai. Jb mai hi nahi hai to karta khatm aut jb karta ka bhav khatm ko mere dwara kiye gaye karma bhi to God ko surrender ho gaye. Maine achha kiya ya kuchh bura ho gaya to jb mere ander karta ka bhav rah nahi gaya to karma se ham mukt ho gaye, per ye bahut hi unchi awastha hai ki kychh karte huye bhi karma mukt hona
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
Aapne sahi kaha ye ek oonchi awastha h par Han.... Is awastha ko paane k liye kuch Karm karna hoga na 🤔 God bless you yogasth bhava 🙌
@babitajoshi3671
@babitajoshi3671 2 жыл бұрын
@@YogasthVidyaRishikesh5 uchha karma karte huye b divine ko surrender
@sauryangupta4628
@sauryangupta4628 3 жыл бұрын
Sir apki bhi twin hai Shivani ji Dono ke faces bhi match hote hain
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
Kamaal h...aapko pataa h ...aur m avain sarr maar raha hun Madad karo I pray prabhu mujhe bhi raasta dikhaayen Yogasth bhava 🙌
@AN82945
@AN82945 3 жыл бұрын
Sauryan Gupta are you serious ? Wow ! Aapko khud ka twin journey sambhala nahi ja raha aur aap kisi aur ka twin Kaun hae woh v batane lag gaya ho ?? I pray for your consciousness to guide you in the right path. God bless.
@anamikaranjan1943
@anamikaranjan1943 3 жыл бұрын
वाकई 🙏🏻🙏🏻 बगैर तर्क और किसी भी बात के आयामों को समझें बगैर हम अचानक ही किसी भी concept को एकदम से खुद से जोड़ते हैं तो शायद ये भी एक तरह का अंधभक्ति ही कहलाएगा । कुंडलिनी जागरण और इनर वर्क एक ही सिक्के के दो पहलू हैं शायद जैसा महसूस किया मैंने ध्यान करते हुए । खैर आपके सवालों को एक नजर में नजरअंदाज नहीं किया जा सकता और इस सफर में हम भी शामिल होना चाहते हैं ताकि इस से संबंधित हर सवाल का जवाब साफ साफ समझ सकें 🙏🏻🙏🏻
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
Kuchh similarities hn Anamika par ek sikke k 2 pahlu nahi hn Kundalini jagran ek discipline saadhna marg h aur uchit dekhrekh me kiya jata h...han inner work/healing k apne faayde hn Fir bhi suljhi soch h aapki Yogasth bhava 🙌
@anamikaranjan1943
@anamikaranjan1943 2 жыл бұрын
@@YogasthVidyaRishikesh5 🙏🏻🙏🏻
@solitude520
@solitude520 3 жыл бұрын
Suno ldkiyo ..mein yha apna point of view rkhna chahti hu , baat yh h ki ajkal twinflames ki knwldge phle k comparison me bhut zadha h ..sources bhut zadha hai...adults ka samjh ata h vo energy feel krte h unke sath aese kch incidences hote h ..lkin mera concern teenagers k liye 16-17 saal k ladke ldkiya Jo log kch b jhel rhe h just because unhone yh topic ka sun lia ..or research krli vo jbrdsti hi is topic ko khud se jod k kch h bardsh kiye jarhe h ..or unse koi puche to khte h yh to mera twinflme krega hi yhi sb likha hote yhi sb ytubers bolte h At the end we are all human beings ...we deserve peace and happiness ...agr koi humko hurt krta h to behtar h hm khud ki expectations dekhe or khud k thoughts dekhe ..koi b humko hmri mrzi k bina pahucha skta ...ldkiya kch b jhel rhi h or yh sb unko move on hone ni de rha kyuki unki thinking hi aese hogyi h ki vo mera twinflme h Aesa ni h mein twinflme k ni against hu...evn i too face some incidences but at the end what matters ? Ki hm khud me complete feel kre ..hmre undr peace ho or koi hme mille na mille hme farak na pde ..
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
God bless 🙌 you Let's stay with our selves yogasth bhav
@lpy4150
@lpy4150 3 жыл бұрын
Duniya me sabko kyun lagta hai ki wo kuch jhel rhi hai ya zindagi kharab kar rhi hai... Koi pyaar me Devdas bane to wo barbaadi hoti hai Koi tapasya kare to wo barbaadi kaise hoti hai? Innerwork se bahut andar tak purification hoti hai, agar kisi 16-17 saal ki ladki ko ye Illusion hota hai wo is journey me hai..... Innerwork karte karte uska Illusion toot bhi jata hai..... Kyun ki ye innerwork kya hoti hai aap logon ko pata nhi isliye aise bol rhe ho... Isse humare andar ki vikaar door hote hain, illusion jo bhi hota hai sab tootta hai. Aap bol rhi hai wo khudki expectation kya hai wo soche, Hum expectations ko hi khatam karte hain innerwork se, Kyun ki kaamna ki vinash hi dukh ka vinash hoti hai
@solitude520
@solitude520 3 жыл бұрын
@@lpy4150 okhy lemme add some new lines to my paragraph . Vo innerwork ni krte hai ...happy ! ..pyar me barbaddi ni h , pyar me gheer k hi insan zindagi me smbhlata hai ...lkin kbhi kbhi hm na smjhi ki vjha se apna bhut tym jhya krdete h ...time heals nthng without a ryght mindset ...agr yh tf concept unko shuru me hi na pata chle to vo jldi b move on krskti h...mjhe twinflme ka pta apne 7th struggling year me pta chla ..7 saal isn't a joke ! Tf me humko void feel hota h jo koi b fill ni krskta ..sivye hmre khud k or tf k lkin hmra tf awaken hi na ho or uske humse reunion k 0 chance ho us case me b humko innerwork krna hi h or hn wat innerwork means ? In short it means self love feeling completing in own self , doing one' s life work with love and do good deeds ❤️
@mayurikerkar488
@mayurikerkar488 3 жыл бұрын
Pichle birth me ya is birth me Jo do aatmye mil nhi payi Jo Judwa hi thi vo is birth me karmic hi ho gye honge qki pichle birth me vade krke nhi nibha paye koi na koi alg Kiya vo phirse birth leke aaye aur abhi bhi nhi mil pa the hai ye bhi krm hai past life Ka Jo hum is birth me leke chl the hai ye vidio pop up isliye huye taqi hum is birth me apna pyr hasil kre spiritualty me uterkr aur mother earth ki vibration badhye acche kaam.kre paapko mitaye
@shivshaktividya4789
@shivshaktividya4789 3 жыл бұрын
Sir mujhe nahi pata ki is journey ko twinflame ki journey kyu kehte hai ,,,par ise samajhne ke lie ek higher consciousness chahie jaise radha krishna ke riste ko samajhne ke lie pure mind chahie bilkul usi terah...... Radha krishna ki ek terah se internal marriage thi jo samajik taur par is prithvi par janm lene ke bad vo seperate the ..par karmo ke chakkar par bandhkar karmo kesath jite hue is chinta se mukt hone ki ek yatra complete ki jisme unke bheetar sabke lie compassion ,sabki soul ki growth me sahayata aur samast maanav jati ke utthan ke lie shresth karm karne ki iccha jagana aur vyakti ke andar ke vikaro ko khatam karne ki chetna ko jagana,,inhone apne karmo se is manav jati ko sandesh dia...aur is chinta se mukt bhi hue ki physically level par vo bhale alag hai par soul level pe vo ek hi hai ,,ek dusre ko telepathically ,mentally hamesa support kar rahe hai ,sayad mai express nahi kar pa rahi par yes ishwar ki leela ajeeb hai vo gupt rup se ham manusyo se hi karm karwata hai samast maanav jati ke utthan ke lie kyuki change is the law of nature aur vo badlaav ham manusya hi kar sakte hai jisme prakriti aur purush dono milke kaam karte hai jise divine masculine aur divine faminine kaha jata hai
@shivshaktividya4789
@shivshaktividya4789 3 жыл бұрын
Sir mai aur bhi kuch likhna chahti hu par pata nahi aap padhenge ya nahi ....islie yadi apki iccha hogi to ham aage jarur likhenge ..aapke reply karne kebad....
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 3 жыл бұрын
Well said 👏, aapka swagat h.....purush va prakriti hamesha se hn ...aur sansar chalaane me sakriya hn aur unke samyog se chalta h...I agree, krishn ke sandesh ko hum sab jaante h " karm ka" Jo Arjun k maadhyam se diya....aur kuchh log kahte hn , Arjun Krishna Twins the, ye ho sakta h...fir raadha ji kahan fit hoti hn? Aur kya sandesh h. ..plz awagat karaayen Jigyasa h doubt nahi Kuchh log samajh nahi rahe, gussa ho jaate hn 😲🙃😀 I am not against anything...I am an Explorer...yogasth bhava
@shivshaktividya4789
@shivshaktividya4789 3 жыл бұрын
@@YogasthVidyaRishikesh5 sir mujhe maaf kar dijie mujhe aisa laga ki aap criticise karenge lekin aapne mujhe clear karke confirm kar dia ki aap jigyasu hai,,,kyuki jigyasu to mai bhi hu aur jigyasa do hi tariko se shant hoti hai khud ke sath baithne se vichar Sagar manthan karne se ya fir dusro se discuss karke aur acharya ji ye apka badappan hai ki aap sabki comments ko readout kar rahe hai ki apke prashno ka uttar kahi se mil jaae....I am really respectful to u for that.... Aur haa apne kaha ki kuch log Arjun ko mante hai krishn ka twinflame...sir krishn to ham sabhi ka vo highest attainment hai jo supt awastha me compassion,self esteem,kindness,loving caring,humanity ke rup me subconscious mind me soya hai...us krishn ya shiv ko pana hamari journey ka aim hai ...sir twinflame ya spiritual koi bhi guidence ek medium hai us tak pahuchne ka....jaise koi paralyse awastha me leta hua hai andhere me aur koi apke aage roshni ka sehyog karta hai tab apke man ka andhiyara chatta hai...ham sabhi radha parvati aur Arjun ke suchak hai physically aur hamare guidance ya twinflame jo ek antaraatma ki values ki lau jagata hai vo hamare krishn ya shiv ke rup me hai aur ye prakriti jise ham divine keh rahe hai vo ham hi manusyo ke andar shiv ya krishn ke rup me bhi vidyaman hai bas koi jhakjhorne wala jab mil jata hai use twinflame keh dia jata hai....mere vichar se mai itna samajh payi hu aur prashn to mere paas bhi bahit hai kehne ko bahut kuch aur sunna bhi chahti hu jo mere vichar Sagar manthan me se makkhan ya amrit ko nikal saku aur sabko baat saku.......
@shivshaktividya4789
@shivshaktividya4789 3 жыл бұрын
Sir ek aur chiz... kehte hai ki hamari niyat hamari niyati ko tay karti hai.... ham sabhi ka lakshya ek hai raste bhale alag ho aur vo krishn kabhi sakha ke rup me kabhi dost ke rup me kabhi mata ke rup me kabhi pita ke rupme aur kabhi guru ke rup me hame guide kar rahe hai bhale vo rasta twinflame se hokar gujare ya koi sanstha ko join karke....mujhe bhi is journey ke bare menahi pata tha jab tak kuch chizo ko maine khud feel nahi kia lekin uske bawajud man me bahut prashn hai ....lekin iswar sari duvidhaoko say rehte clear kar denge yeh mera unpar aur khud par viswas hai....aur sab logo ko mai yehi kehna chahungi ki pls acharya ji ki bato ko galat way me mat lijie kyuki ham bhi is journey me hote hue khud uljhe hue haiaur ek dusre ki sahayata se hi naiya paar lagegi to aap sabhi discuss kare kya pata ek dusre ko ek dusre se hi sawalo ke jawab mil jaae,,,,,,🙏🙏🙏🙏
@lpy4150
@lpy4150 3 жыл бұрын
God bless you vidya 🙂💐
@induindu7350
@induindu7350 3 жыл бұрын
🙏🙏🙏🙏🙏
@YogasthVidyaRishikesh5
@YogasthVidyaRishikesh5 2 жыл бұрын
🙌🕉
@sangiita1
@sangiita1 2 жыл бұрын
ये चीन की फाइलॉस्पी हैं स्वामी जी
@lovefromgod7460
@lovefromgod7460 3 жыл бұрын
Har Kisi ka twinflame Nhi hota h
@sumitdivine2221
@sumitdivine2221 3 жыл бұрын
are sab divine ki marzi hai
@siddharthabarman233
@siddharthabarman233 3 жыл бұрын
Ap kaha se ho? Ap shadi kia he ya nehi? Or ak bat twin flame concept Fake he. Yeh Europeiaan country se you tube ke joriye aye he. Bilkul fake concept he. Isme larki log jada fas chuke he.
@divyashukla4607
@divyashukla4607 3 жыл бұрын
Bhai ap Abhi is journey me nhi h isiliye apko pta nhi is intense energy k bare me.
@anjumol2513
@anjumol2513 3 жыл бұрын
Aap nahi ho is journey me toh aap kaise isko fake bol sakte hain jab tak anubhav na ho tab tak usko fake bolna galat he. Jo is journey me hain usnsy unka anubhav poocho , i am dam sure jo b is journey me hoga sabka ek is manna hoga ,,jo nahi hoga unko uska koi gyan nahi, isliye kehte hain Twinfalame her ko banta nahi he .,rarely hote hain , jo hote hain unka journey bahut hard hota hain lekin fir b us journey ko wo adhoora nahi chodte ,usko nibate hain nibhana padta he rukta nahi he chalta he rehta hain ,bus
@divyashukla4607
@divyashukla4607 3 жыл бұрын
@@anjumol2513 right mujhe to lgta h a very few soul in this earth ...
@siddharthabarman233
@siddharthabarman233 3 жыл бұрын
@@divyashukla4607 pagol ho keya?
@siddharthabarman233
@siddharthabarman233 3 жыл бұрын
@@anjumol2513 Moro ek parson ke liye puri life borbad koro. Buddhu kahika.
Dalai Lama's Secrets to a Healthy Mind and Body: Top 10 Rules for Success
32:26
Чистка воды совком от денег
00:32
FD Vasya
Рет қаралды 3,5 МЛН
How Much Tape To Stop A Lamborghini?
00:15
MrBeast
Рет қаралды 241 МЛН
Players vs Pitch 🤯
00:26
LE FOOT EN VIDÉO
Рет қаралды 139 МЛН
शनि किसको बनाते है राजा ?
21:26
Lunar Astro - Learn Astrology
Рет қаралды 221 М.
Swara Yoga  Peeth   -  Swami Charanashrit Pattabhishek
9:08
Swara Yoga
Рет қаралды 1,6 М.
MARRIED BLISS! What is the Upapada lagna and how it affects married life
15:23
Why Birth Nakshatra is the Key for Success ?
23:16
Lunar Astro - Learn Astrology
Рет қаралды 177 М.
Чистка воды совком от денег
00:32
FD Vasya
Рет қаралды 3,5 МЛН