Ghost Matan Banane ka Tarika Gajab Hai........... Very very Testi
@Khanakhaya3 ай бұрын
Shukriya aapka
@MohdKaif-nz1qi13 күн бұрын
@@aftabahmad9646 ye hamara tarika chori kia hai inhone.
@momobilli-z5i2 ай бұрын
Budaun walo ki jaan h ye ❤❤
@ShadabAnsari-vi3hl2 ай бұрын
Budaun Wale like kare
@annukajahaanАй бұрын
Budaun
@MohdKaif-nz1qiАй бұрын
Budaun.
@Themaze3.013 күн бұрын
Budaun
@sanahabib87653 күн бұрын
Budaun
@QamruddinKhan-hf4dn2 ай бұрын
West UP walo ka salan bohot mast hota he yaar
@imran14404 ай бұрын
wow aap ne Budaun ke yad taza kar de [sukriya ]
@naninawasichannel60392 ай бұрын
❤❤❤👍👍 Mashallah Mashallah
@kali8482 ай бұрын
Achha hai ye 😊 kadao ghosht ,inki nihari aur chicken qorma bhee achha hota hai 😊
@shariqnaseem68822 ай бұрын
I will try on sunday❤ I am from Karachi pakistan
@Khanakhaya2 ай бұрын
Sure
@SyedAfzalHashmiSyedAfzal2 ай бұрын
Vvvvvv ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤nice.@@Khanakhaya
@AKBARKHAN-oz5ic2 ай бұрын
Abe bhai.. Pakistan ke Aligarh me nahi... India ke Aligarh me hai ye shop
@AKBARKHAN-oz5ic2 ай бұрын
Waaah bhai... Mene suna tha duniya bohat chhoti hai...aaj yakeen ho gaya... Main taste ka fan hu.. Kadhao gosht bohat pasand hai. Lekin Aligarh me milta nahi khane ko... Mere Aligarh me jeevan garh me milta hai aur mujhe pata nahi tha...aaj tak... Thank u bhai... Isi friday ko jaunga lene...
@NAVIN-nf1smАй бұрын
Chacha ji naan gost ki full recipi daliye
@ashfaqkhan37903 ай бұрын
वाह उस्ताद वाह
@VishalGaurav-be6jj2 ай бұрын
Hm v try krenge mutton kadahi gosh bnane ka😊
@Khanakhaya2 ай бұрын
Bilkl
@Yours_WalkyАй бұрын
Jhatke ka gosht mat use karna
@VishalGaurav-be6jjАй бұрын
@@Yours_Walky q bhai, tm use nhi krte? Pehle mai jhatke ka aur mostly halal ka v kha leta tha, pe ek baar mai Desi murgi farm se chhilwa k sabut lekr Kasai k paas gyaa to usne tukde krne se ye kehkr mnaa kr diya ki ye halal hui ya jhtka se kti, pta nhi h isliye mai hath nhi lgaunga, tb meri ankhe khul gai us Muslim Bhai ki bajah se, aur maine v usse seekhkr ab halal khana band kr diya, hm hinduo ko Muslim bhaiyo se seekh ne ki jrurt h ki wo halal k alawa nhi khate hain, to fir hinduo v jhatke k alawa koi nonveg nhi khana chahiye
@Khan_Garden2 ай бұрын
Address in badaun
@Khanakhaya2 ай бұрын
Ye aligarh me h shop
@ShadabAnsari-oc4vg4 ай бұрын
लाजवाब
@jimmytwister81414 ай бұрын
Iska jawab nahi❤
@pokemonanime16842 ай бұрын
Baal udd gye is k intazar me😊😊
@VishalGaurav-be6jj2 ай бұрын
😂😂😂😂
@Sabeena-p2t2 ай бұрын
Bdaun me khoya bhi dalte hain aur amchoor,desi ghee bhi padta hi
@Khanakhaya2 ай бұрын
Achha
@mohdshakeel56804 ай бұрын
Good Food hai 😋😋😋. iam form new delhi.
@moazzamsyed83724 ай бұрын
Ji inshallah hume intzar rahega allah aapko kamyabi aur tarakki de
@Khanakhaya4 ай бұрын
Behadd shukriya aapki duaon k liye
@moazzamsyed83724 ай бұрын
Assalamualikum Asim bhai kisi din delhi ke khano ki videos banaiye wahan kuch din reh kar jaise, biryani, kabab, nahari, korma deg wala, paye, dry fruits etc allah aapko kamyab kare jhan bhi aap videos banaye aur delhi ki kai videos banaiye wahan ke zaykon ki
@Khanakhaya4 ай бұрын
In sha allah bhai zaroor...maine b socha h jald bnaunga
@Feynman_Fries4 ай бұрын
@@KhanakhayaAsim bhai literally delhi ke itne video internet par hain ke hisab nahi. Apna aligarh hi behtar hai. Kuch naya khane ko milta hai apke zariye.
@CookWithRoshan-c9c2 ай бұрын
🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@Azharvilogarup81Ай бұрын
Bhai Aligarh me pilakhna me bhi bhut acha milta hai
@KhanakhayaАй бұрын
Achha
@AzeemQuraishi-zr4kc2 ай бұрын
Masha Allah ❤😋😋
@Feynman_Fries4 ай бұрын
Nahari ka toh koi tod nahi inka. Achha hai expand kar rahe hain.
@Khanakhaya4 ай бұрын
Ye to hai
@rajuyadav58554 ай бұрын
Good 👍
@AmanMansoori-hp2lg3 ай бұрын
भाई मेरे कासगंज में सिर्फ कड़ाऔ,का ही गोश्त बनता है शादियों में
@Khanakhaya3 ай бұрын
Achhaaa
@MohdKaif-nz1qiАй бұрын
Ha bhai budaun ke jitne village, town hai or paas ke area vha yhi Banta Hai.
@syedmohdjaved4 ай бұрын
👌
@Khanakhaya4 ай бұрын
Shukriya bhai
@salmansalmani69084 ай бұрын
☺️☺️😋😋😋😋😋
@nargissaifi85443 ай бұрын
Thanks bhai😊
@YusufAli-co5ou4 ай бұрын
Muh me paani. A Gaya yaar
@ShadabAnsari-vi3hl2 ай бұрын
Khoya or desi ghee ka choka to rehi gya
@aftabahmad96463 ай бұрын
Bundelkhand Me Bhi Yahi kadhao Gosht hi Banta hai.......
@Khanakhaya3 ай бұрын
Achha...aaunga zaroor kabhi
@Yours_WalkyАй бұрын
Bhai jaan delhi nabi karim mey mera restaurant hey haji foods k naam sey saheswan, badayun k bahot log hey nabi karim mey, mere restaurant ki video bana sakte ho aap chaho to in sha allah
@KhanakhayaАй бұрын
Ji in sha allah Zaroor
@ipsaggrawal3 ай бұрын
TIP: Kevda daalne se pet jaldi bharta hai...isliye shadi byah me dala jata hai
@mohammadareeqali25764 ай бұрын
बहुत ही शानदार बड़े भाई 😍🙌 Love you Bhai from sambhal City ❤
@Khanakhaya4 ай бұрын
Shukriya mere bhai...luv u too...aapke support ki zaroort h
@mohammadareeqali25764 ай бұрын
@@Khanakhaya insha allah bhai support to he apke sath Bhai aap aligarh se ho ky
@Khanakhaya4 ай бұрын
@mohammadareeqali2576 ji bhai
@saadansari19094 ай бұрын
Bhai kababish resturant par video banayi
@Khanakhaya4 ай бұрын
Ok bhai il try
@moazzamsyed83724 ай бұрын
Arey rajesh kumar sb agar aap delhi ke dekh dekh kar bor ho gaye ho to kahin aur ke dekho duniya bohat badi hai aur pehli baat try bhi karna chahiye
@jarrarmohammad3252 ай бұрын
Ye hotel Aligarh k Jeevangarh area me h
@Khanakhaya2 ай бұрын
Ji
@nadeemahmad66653 ай бұрын
Aligarh hai
@coffin91043 ай бұрын
I'm from firozabad 😂
@sajjadahmed77394 ай бұрын
Gosht ki jag chicken dla stkhy kya
@Khanakhaya4 ай бұрын
Haa bilkl..bs chicken thoda late me daloyega
@sajjadahmed77394 ай бұрын
@@Khanakhaya Sir ap dhli ka Dane dar cicken qorma ki racieos skhh full ingredients ky sath street style plzzzzzzZzzzzzzzz sir
@Khanakhaya4 ай бұрын
Ji bhai
@sajjadahmed77394 ай бұрын
Sir plzzzzzzz ap dheli ka Dane dar cicken qorma ki full racipes sky ingredient ky sath street style plzzzzzzzzzzzzzzzzzz sir
@Khanakhaya4 ай бұрын
@sajjadahmed7739 ok done
@maliktechbrothersmalik68013 ай бұрын
Ek plate bhej do abhi bahut bhook lagi hai 😅😅
@abidmalik25284 ай бұрын
Mashaallah bhout taste hota h gullu bhai ke khane m...
Kal jaaunga jeevangarh is dukaan par korma lhaane insha allah
@Khanakhaya3 ай бұрын
In sha allah
@Advocateattorney3 ай бұрын
Sasni gate s ho?
@maliktechbrothersmalik68013 ай бұрын
@@Advocateattorney nahi jamalpur se janab
@Amaanqureshi-mnh774 ай бұрын
Bhai aap kahan par rehte hain.
@Khanakhaya4 ай бұрын
Ji me aligarh me
@Khanakhaya4 ай бұрын
Ji bataiye
@Amaanqureshi-mnh774 ай бұрын
@@Khanakhaya aligarh mein sabse accha butter chicken kahan par milta hai
@Khanakhaya4 ай бұрын
@Amaanqureshi-mnh77 zafran best...uske baad
@hemantsahuraj3 ай бұрын
Bade ka hai kya
@Khanakhaya3 ай бұрын
Ji
@hemantsahuraj3 ай бұрын
@@Khanakhaya tabhi 70rs me 2pc hai
@Khanakhaya3 ай бұрын
@hemantsahuraj ji bhai
@AKBARKHAN-oz5ic2 ай бұрын
Bade ka bakre se zyada tasty hota hai.. Aao bhai kabhi tast karate hain aapko... Bakra to khate ho... Bhains khane me kya problem.. Jis din dil karein mere ko batana..dono chalenge
@AllahRakha-kw9qc2 ай бұрын
Bhai jila badayun m bade ke hi gosht m banta h aur bahut ziyada tasty hota h
@jaksondsouja79112 ай бұрын
Namak ke saath lehsun ka pani tha sahi jaankari do 😊
@Yours_WalkyАй бұрын
Tu daal sabzi kha bhai bass 😂😂
@qh2010ful2 ай бұрын
Good job
@MSanglingadventure7773 ай бұрын
Bhook lagane lagi bhai😂😂😂
@mohammadjaved53264 ай бұрын
Any other. Verity in aligarh
@Khanakhaya4 ай бұрын
Mere channel ko visit kriye
@FaridAhmed-d7h3 ай бұрын
Kaddu to dala nahi
@Khanakhaya3 ай бұрын
Kaddu b padta h kya???
@sabachaudhary89203 ай бұрын
Chef sb ke kapry to sahi pehan lety puri dniya dekh rahi hai
@Khanakhaya3 ай бұрын
Itni garmi me khana bna rhe wahi bht h...
@shariqnaseem68822 ай бұрын
Quite right,👍 nice cooking God bless you I am from karachi@@Khanakhaya
@Khanakhaya2 ай бұрын
@shariqnaseem6882 behadd shukriya...luv from aligarg up india
@shariqnaseem68822 ай бұрын
@@Khanakhaya my pleasure,Insha Allah i will try Ur receipt next Sunday,
@shariqnaseem68822 ай бұрын
@@Khanakhaya I am in Karachi wala, ancestors from GORAKHPUR
@ShadabAnsari-oc4vg4 ай бұрын
असीम भाई थोड़ा अड्रेस अच्छे से बता दिया कीजिये
@Khanakhaya4 ай бұрын
Bhai jaan mere channel pr inki aur b video h aap dekhiye...gullu ki nihari
@moazzamsyed83724 ай бұрын
Kuch delhi ke vloggers hain unki videos mein dekh liye aap wahan ke zayke aur address bhi aapko mil jayega
@Khanakhaya4 ай бұрын
Ji bhai bilkl pakka
@rajeshkumar-fv2qr4 ай бұрын
Are bhai delhi ke jayeke dekh dekh ke borr ho gye ye kuch naya he acha bhi he
@rskcg2 ай бұрын
Video man should not put words in the mouth of the cook ... Video man should not repeat what rhe cook says
@MananKumar-pi1gy3 ай бұрын
FOOD INSPECTOR KAHA MAR GAYA HAY, HYGIENE HAY NAHI .
@MananKumar-pi1gy3 ай бұрын
NARAK ME BANA RAHE HAY.
@MohdKaif-nz1qiАй бұрын
Tujhe narak me.
@shaikhamiruddin58482 ай бұрын
Bade miyan jhoot bolke kya fayeda hoga, na hi oil 5 kilo hai aur na hi gosht 12 kilo hai.
@VlogProduction0014 ай бұрын
Kon kehta hai india me gai ka gost nahi milta
@Salmanfoods78094 ай бұрын
Bhai oil bhut kam hai is me 😅😅😅😅😅
@Khanakhaya4 ай бұрын
Ji bhai
@syed10673 ай бұрын
Tel aur ziyada jota to aur tasty hota
@rajeshkumar-fv2qr4 ай бұрын
Ye purane karigar he or delhi me khane ki esi tesi maar takhi he logo ne
@FaridAhmed-d7h3 ай бұрын
Sab log andhe h kaddu nahi dali
@moazzamsyed83724 ай бұрын
Arey rajesh sb purana karigar hi to behtar hai aise dekha jaye to pehle jaisi baat kisi bhi cheez mein nahi rahi delhi ke khane ho ya kahin aur ke
@humhaiinsan3534 ай бұрын
abe 1500gram oil hai 5kg oil mein 40kg gost banta hai
@SheruddinMewati4 ай бұрын
Aap to jhooth bolate mein log Allah se bhi nahin darti 5 kilo ko 2 kilo Telugu 12 kilo ko sar 5 kilo Tel bataya ja Raha jhuthe
@coriander1234 ай бұрын
adha kilo thook bhi add kr dia uska bhi paisa milega
@jaksondsouja79112 ай бұрын
5 kilo tel jhoot puri tarah se
@fatimaharris7907Ай бұрын
Exactly 5kg Kuch zyada he bol gaye Saheb.
@avensari-p7j4 ай бұрын
Boti gali nahi bhai sahi se tumne chicha ko kaam nahi karne diya sahi se
@sharifalamkhan43952 ай бұрын
Every item is duplicate except gost.Even salt is not original.In India nothing packed and tinnd item is original, So I advice owner and cook to use home made ,such as chilly etc. Powder.