Udta Hova Kabutar Asmaan me kyu reh jata hai

  Рет қаралды 19,943

kabutar jind jaan

kabutar jind jaan

Күн бұрын

#kabutar_udan
#kabutar_dana
#kabutar_feed
Udta huva kabutar Asmaan me kyu reh jata hai
Dear friends
Hamare kabutar Jind Jaan channel pr apko kabutar ki sabhi tarah ki jankari milegi.vo jankari jo bade ustad kabhi bhi apne sagird (chela) ko nhi batate.jiski vajah se hum jaise ko kabutar palne me paresani aati hai.jaise ki bimar kabutar ka ilaj karna.ya doja kese lagaye ki bachchon ki udan or ghar ka pakka ho.ya bachche sahi nhi palte mar jate hai,kehne ka matlb vo sari jankari jo ustad log ya ache kabutar baz jo kabutar ki jankari nhi dete.vo sari jankari apko hamare kabutar Jind Jaan channel per sab Free me milegi,jisse apka kabutar ka shonk karna aasan ho jayga or kese ke aage bar bar binti bhi nhi karni padegi.hamre kabutar Jind Jaan channel pr kabutar bazi ke sath jindagi kese jiye jaye doston ke sath ya parivar ke sath kese raha jaye ki koi bhi hume ya kabutar ke shonk ko bura na kahe vo sab sikhaya jata hai.
1) Kabutar Pakadna bahut Bada Gunah Video jarur dekhe
• Kabutar Pakadna Gunah
1)kabutar ke haddi jod kese hone chahiye
• Kabutar ke jod kese ho...
......................................................
//Sukhe ki Bimari ka ilaaj niche Diye link ko click kare.....
• Kabootar ke sukhe ka i...
..................................................
1) kabutar ka Joda pasand nhi to Badal kr le jaoo... • Video
...............................................................
2) kabutar jind jaan WhatsApp group me add hone ke liye niche diye link Ko click karo
..................................................
1)chat.whatsapp....
.................................................
2)chat.whatsapp....
,.............................................
3)chat.whatsapp....
..................................................
4)chat.whatsapp....
..................................................
5)chat.whatsapp....
..................................................
6)chat.whatsapp....
..................................................
7)chat.whatsapp....
..................................................
8)chat.whatsapp....
..................................................
9)chat.whatsapp....
..................................................
10)chat.whatsapp....
..................................................
11)chat.whatsapp....
................................................
12)chat.whatsapp....
.................................................
13)chat.whatsapp....
.................................................
14)chat.whatsapp....
.................................................
15)chat.whatsapp....
.................................................
16)chat.whatsapp....
.................................................
17)chat.whatsapp....
.................................................
18)chat.whatsapp....
.................................................
19)chat.whatsapp....
.................................................
20)chat.whatsapp....
.................................................
3) Facebook group join karne ke liye niche diye link Ko click kare
/ 343461596323156
..................................................
4) Kabutar ke bache palwane ka Sahi tarika niche diye link Ko click kare,,
• Kabutar se bachche pal...
..................................................
5) chhatri pr Lagane ka tarika tarika... • Kabutar ki chhatri kes... mn
..................................................
6) Joda lagana ka Sahi tarika,1 se lekar 8 Part dale hai... • Kabutar ka joda Lagane...
..................................................
7) kabutar ki Hari Ankh kese banaye.green eyes pigeon... • Green eyes pigeon.हरि ...
..................................................
8) kabutar baazi me ak ache inshaan kese bane.. • Kabutar ke liye zahar ...
Follow me on:-
Instagram:-I'm on Instagram as @punjabikabutar. Install the app to follow my photos and videos. www.instagram....
#14_crore_ka_kabutar#14_crore_Racer_Kabutar#Racer_Kabutar#Racer_pigeon
#kabutar_ka_joda#kabutar_ki_udan#mix_kabutar#kabutar_joda #kabutar_feed #anda_nuska#kabutar_dana #kabutar_bimari #kabutar_jankari #kabutar_pehchan #shorts_video #kabutar_mitti#kabutar_feed #Shorts
#youtube_short #Shorts#kabutar_video##kabutar_Channel#kabutar_Foda

Пікірлер: 187
@ravindra3734
@ravindra3734 3 жыл бұрын
Sai jankari
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
thanks bhai ji dil se
@soyabnarot3048
@soyabnarot3048 3 жыл бұрын
Sahi bathe
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
thanks
@sunilmehra8628
@sunilmehra8628 3 жыл бұрын
Very nice bhai ji app ki bathh ashi laghi
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
nice
@kabutarbaziwithDeepak
@kabutarbaziwithDeepak 3 жыл бұрын
सही जानकारी भाई
@manishsaini3394
@manishsaini3394 3 жыл бұрын
Aur thanks bai jo ap video ke share kabooters ke bare me btate ho=salam valekum bahijan
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Thanks
@Farhan_Ahmad0523
@Farhan_Ahmad0523 3 жыл бұрын
Nice sir g Sahi bataya may bhi yhi soch raha tha
@Jeeshan..super..pigeon3740
@Jeeshan..super..pigeon3740 2 ай бұрын
Bhai aap itna bariki se samjhate ho sunkr mja aa jata hai
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 2 ай бұрын
Nice 👍👍👍👍👍
@kiranshelke6423
@kiranshelke6423 2 күн бұрын
Ustad ji bilkul sahi Jankari Di is video mein bahut hi acche se bariki se kabutar nikal Jana ya Bhag jaane ka jo masala hai use per aapane bahut acche se Safai dete Hue Hamen yah Sikhaya Hai Ki kabutar ine karnon ki vajah se nikal jata hai ya Bhag jata hai video ekadam lajawab Jabardast behtarin❤❤❤❤❤
@mdarifxxx2238
@mdarifxxx2238 3 жыл бұрын
Imran bhai ji aap har ek baat sahi accha kaam kar rhe hi
@sohelk.j.j.maharashtr
@sohelk.j.j.maharashtr 2 жыл бұрын
Mashallah bhot pyara hai bacha
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 Жыл бұрын
Thanks
@akshaykhatri.kabutarjaan4027
@akshaykhatri.kabutarjaan4027 3 жыл бұрын
Very nice video ustaj ji
@lucknowkabutarcare
@lucknowkabutarcare 3 жыл бұрын
Nyc vedio bhai ji 😊
@chintanparmar5968
@chintanparmar5968 3 жыл бұрын
Sahi bat bhai bhot. Ache bhai
@iftkharmalik7411
@iftkharmalik7411 3 жыл бұрын
Gzab bai ji bilkul sahi kaha aapne
@KKGgamer-k
@KKGgamer-k Жыл бұрын
Ustad ji ye haqiqt jo batai hai ye bilkul sahi hai kyoki aisa humare sath bhi aisa hua hai
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 Жыл бұрын
Ok
@NuralamSK-zo2lb
@NuralamSK-zo2lb Жыл бұрын
Bat sahie he bai
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 Жыл бұрын
Thanks 👍👍👍👍👍👍
@muzakkirqureshi206
@muzakkirqureshi206 3 жыл бұрын
Masha Allah bahut hi khoob very nice bhaijaan Lajawab wonderfull good information garetfull job
@sameeralisameerali6605
@sameeralisameerali6605 3 жыл бұрын
Bhuut Badia video
@KabutarPremi79201
@KabutarPremi79201 3 күн бұрын
Ustaad Ji is video mein ye sikha ki 1. High flyer Kabutar nawa Kabutar laane ki wajah se ham usko uda dete hai to wo aasmaan main dhub kar udta hai or upar hi udte udte usko apna purana Ghar yaad aata hai to wo waha chala jata hai 2. Kabutar ghar ka ho ya kharida huaa ho wo Kabutar aasmaan mein chala jata hai or bich main badal aa jate hai to usko siraf badal dikhta hai to wo badal ke piche piche kahi dur chala jata hai to wo wapas nahi ata hai Ustaad ji best knowledge video or best' information video thanks ustaad ji ❤❤❤❤❤❤❤❤
@shaziyankhan6884
@shaziyankhan6884 2 жыл бұрын
Betren
@ekrarkhan3188
@ekrarkhan3188 3 жыл бұрын
Sahi Jankari dene Imran Bhai aapane
@RAJESHMYADAV-rs9vn
@RAJESHMYADAV-rs9vn 3 жыл бұрын
Correct bhaiji
@gyanarjunyt7036
@gyanarjunyt7036 3 жыл бұрын
Nice post
@mubarakali.mr.9879
@mubarakali.mr.9879 3 жыл бұрын
Best bhai g best
@mahendarbhatt1979
@mahendarbhatt1979 3 жыл бұрын
She hai Bhai bilkul
@shivamduvey8319
@shivamduvey8319 2 жыл бұрын
Super video
@sameeralisameerali6605
@sameeralisameerali6605 3 жыл бұрын
Mashallha
@fahimmalik2714
@fahimmalik2714 3 жыл бұрын
Nice video
@mohanishdarokar7132
@mohanishdarokar7132 3 жыл бұрын
Sahi bat hai
@AaAa-pz4zs
@AaAa-pz4zs 3 ай бұрын
👍👍👍👍👍👍👍👍👍
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 ай бұрын
Thanks 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
@AbdulAziz-fj6zf
@AbdulAziz-fj6zf 3 жыл бұрын
Sukriya Imrab bhai
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
thanks bhai ji dil se
@mohdnabihasan8308
@mohdnabihasan8308 3 жыл бұрын
Nice
@AaAa-pz4zs
@AaAa-pz4zs 3 ай бұрын
Yes
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 ай бұрын
Nice 👍👍👍👍👍👍👍👍👍
@jahirlaskar4280
@jahirlaskar4280 3 жыл бұрын
👌👌👌👌 ok jahir
@asifsalmani9030
@asifsalmani9030 3 жыл бұрын
Veey god sr
@ਰਾਜਾਖਾਨਪੁਰੀਅਾ
@ਰਾਜਾਖਾਨਪੁਰੀਅਾ 3 жыл бұрын
Nice bro 👍👍👍👌
@JagdishKumar-ln1zd
@JagdishKumar-ln1zd 3 жыл бұрын
ਬਹੁਤ ਵਧੀਆ ਵੀਰ ਜੀ
@saagarabbassageerabbas5606
@saagarabbassageerabbas5606 3 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Aap Ki Baat ekadam Sahi Hai ismein Koi shak Nahin Hai Assalamu Alaikum
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Thanks bhai ji dil se
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Giyaan batne se badta hai sikho or sikhao ka Tarika best hai
@aqbarkhan8841
@aqbarkhan8841 3 жыл бұрын
Very nice ❤️👍🥰
@RAJESHMYADAV-rs9vn
@RAJESHMYADAV-rs9vn 3 жыл бұрын
Cute baby
@allgoatlovers5205
@allgoatlovers5205 3 жыл бұрын
Bahot acchi jankari diya apne... Rewa(Madhya Pradesh)
@bikashkumarjena.162
@bikashkumarjena.162 3 жыл бұрын
Kia bat ha 😀
@ShivKumar-kj4si
@ShivKumar-kj4si 3 жыл бұрын
Very nice information bhai ji 🙏🙏🙏
@musawirhussain6881
@musawirhussain6881 3 жыл бұрын
Thank you ustad g
@shadabsaifi2865
@shadabsaifi2865 3 жыл бұрын
Love u bhanja g love you Dr sahab
@sameeralisameerali6605
@sameeralisameerali6605 3 жыл бұрын
So cute
@adilkashmiripigeon7942
@adilkashmiripigeon7942 Жыл бұрын
Salam imran and banga Right you
@shahrukhsalman8311
@shahrukhsalman8311 3 жыл бұрын
100% sahi hai boss
@nonisingh5848
@nonisingh5848 3 жыл бұрын
👍👍👍👍
@aadilansari9608
@aadilansari9608 3 жыл бұрын
Sahi batay
@manishsaini3394
@manishsaini3394 3 жыл бұрын
Bahijan salam valekum= Imran bahi apse ek bat puchni thi=jase ab september ka mhina chal rha h= to is month me kis date tak kabooter udane chaiye=kyuki is month me jo bheri vegera hoti h na wo lagti h=to plz Imran bai ye choti c information de do=kyuki pichli bar mra sabse acha kabooter bheri ne kah liya tha
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Ab nhi
@NeverGiveUp_AS
@NeverGiveUp_AS 2 жыл бұрын
🥰 Assalamualaikum 🥰 BhaiJi Imran Bhai ne Video Dali huwi he kabutar ko kis month me udana chahiye or kis month me Nahi ....+.... Bheri,Baaz Or Vagera Ye Kis month me Aate he or kis month me Nahi Aate ye Sab Malumat Hame Imran Bhai Ne Di He "Shukriya _ Imran Bhai Ji Dil se ❤️ Thik he BhaiJaan ❤️ .... 🥰Assalamualaikum 🥰
@nadirsheikh5789
@nadirsheikh5789 3 жыл бұрын
Best knowledge
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
thanks bhai ji dil se
@kiranshelke6423
@kiranshelke6423 2 күн бұрын
Ustad ji aapane is video mein yah Sikhaya hai ki Udata Hua kabutar Aasman Mein Kyon ruk jata hai high flyer kabutar ki Udan Aasman Mein Doob Karke udane ki hai Baja Baja kabutar Baj Apne kabutaron ki Udan ke liye 5060 kabutar udate Hain aur Baji ke liye 21 kabutar hi final Karke unhen rakhte hain aur Baki ke Sel kar de dete Hain To Aise kabutar Apne Yahan udane Ke bad Apne Ghar per Jab vah Aasman Mein Udata Hai 7. 8 ghante tab use Apna asali Ghar Ki Yad Aati Hai Jab vah Apne purane Ghar Wapas Chala Jata Hai❤❤❤❤❤
@sahajanali7001
@sahajanali7001 2 жыл бұрын
Punjabi kabutar aur madrasi kabutar inmein se kya baat kya baat hai
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 2 жыл бұрын
Nice 👍👍👍
@kiranshelke6423
@kiranshelke6423 2 күн бұрын
Ustad ji is video mein Raat Mein Hamen yah samjhaya Hai Ki Hamare ghar ka laga hua Hamara purane kabutar Jab Hamara ghar ka laga hua kabutar Aasman Mein Udata hai aur Achanak se Mausam ke badlav Ke Karan Badal a Jaate Hain To Vahi badalon ke upar vah Udata hai use Lagta Hai Ki Yahi Mera niche Ghar Hai Mujhe Yahi uthana hai lekin Jab bahut hone Badal Aage badhta hai tab kabutar badalon ke sath kabutar Aage Aage sarakate Hue nikal jata hai❤❤❤❤❤
@azizkhatri1129
@azizkhatri1129 3 жыл бұрын
Masha allah ustad
@raviracerkkr9005
@raviracerkkr9005 3 жыл бұрын
Nice ustad ji
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Thanks bhai ji dil se
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Giyaan batne se badta hai sikho or sikhao ka Tarika best hai
@raviracerkkr9005
@raviracerkkr9005 3 жыл бұрын
@@kabutarjindjaan2748 bhot acha treka hai ustad ji
@mohitparewa786
@mohitparewa786 3 жыл бұрын
Shukriya imran bhai ji ❤️❤️🙏🙏
@technopro9866
@technopro9866 3 жыл бұрын
Kabutr KO hai falyr kasy bany
@Abhijeet_Arya
@Abhijeet_Arya 7 күн бұрын
Ustaad ji... High fyer itna dub jata hai ki 10-15km to vo dekh leta hai.. Or high high fyer ki aankh bilkul saf honi chahiye.. Or high fyer badal me fas kar bhi bhag jata ha.... Ye sab na ho iske liye shok karo garmiyo ka ....
@Mukesh-xo4yb
@Mukesh-xo4yb Жыл бұрын
Dhan bhai Jila flat Kabutari se kharidna Jaaye to Kaise Pata chalega ki kripa Karen
@giyarulgharami7054
@giyarulgharami7054 4 ай бұрын
Is video mein humne yah sikha ki highlight kabutar Aasman mein kyon rah jata hai Kala Badal aata hai to
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 4 ай бұрын
Video Dali Hui hai
@Shanahawaz
@Shanahawaz 8 ай бұрын
❤❤❤
@sanjayrajora7835
@sanjayrajora7835 3 жыл бұрын
Very nice bro
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Thanks
@vikasbhau5857
@vikasbhau5857 3 жыл бұрын
Ha aaj mere 5 Kabutar nikal gaye
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
video Dali Hui hai
@kiranshelke6423
@kiranshelke6423 2 күн бұрын
Ustad ji aapane yah samjhaya hai ki is video mein December January February high flyer Kabootar kohre ki vajah se bhi lambi nikal Jaate Hain Kyunki Kora bhi Dur Dur Tak 15 se 20 Kimi Dur tak faila hua Hota Hai is vajah se kabutar Lamba nikal Jata Hai yah Ek reason hota hai kabutar nikal jaane ka❤❤❤❤❤
@FaizanAnsari-or9jo
@FaizanAnsari-or9jo 3 жыл бұрын
Ram bhai mere kabutar gutor gutor nahin hai na jod Mila Raha
@kiranshelke6423
@kiranshelke6423 2 күн бұрын
Usha ji aapane is video mein dusra result Shikayat ke Baja Baja Udata Hua kabutar Aasman Mein Kyon ruk jata hai Agar Ham high player kabutar ke bacche palwa rahe hain aur Unki dhuli Aankh nikal rahi hai Pahli Kali dusri Kali Mein Uda rahe hain to niche use dhundhla Najar aaega use area saaf Najar Nahin aaega to vah lambi Patti pakdega aur nikal Jaega yah reason hota hai high flyer Kabootar ke bacchon yah vah nikal Jaate Hain❤❤❤❤❤
@sohelk.j.j.maharashtr
@sohelk.j.j.maharashtr 2 жыл бұрын
Ab to subha kainty zar hai bhai
@hannahblaton5017
@hannahblaton5017 3 жыл бұрын
Imran Bhai kabutar ko kya dud pila sakta hun, dudh pilane se koi problem Hoga Ki Nahin comment main Jarur batana.. Main bd. Sa akpa fan..asraf..
@freedombirds3737
@freedombirds3737 3 жыл бұрын
Bhaijaan KOHRA Mein kabootar 3 Din bad aaya tha mera hi flyer nafta Kabootar tha
@ghirdarilal4224
@ghirdarilal4224 3 жыл бұрын
Ustad G AISA jod lgane ka trika btao Bache naa bhage.njar ke pkke ho..Desi kabootar me...
@ustadbabasikanderkashagird8956
@ustadbabasikanderkashagird8956 3 жыл бұрын
Assalamualaikum ustad g Ustad g kiya chute jisam ke kabuter bhi ziyada urte he ya bare zisam ke Please video bnae
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
ok
@siddharthpatkar9648
@siddharthpatkar9648 3 жыл бұрын
Imran bhai kya kabooter apne khane me bhi crosss marte he kya....
@princechoudhary6252
@princechoudhary6252 3 жыл бұрын
👌👌👌👌👌
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
nice
@harishrana6016
@harishrana6016 3 жыл бұрын
Sahi gl a ustad g👍🏻👍🏻
@mohammedjuned320
@mohammedjuned320 3 жыл бұрын
Imran bhai jo kabutar rah jata us ko kese niche kese utare
@Nav_08
@Nav_08 3 жыл бұрын
Bai phagwara a jaoo
@tusharkumar4440
@tusharkumar4440 3 жыл бұрын
Bhai breeding progress dikho
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Video Dali Hui hai kya
@drmoneypardhan6568
@drmoneypardhan6568 3 жыл бұрын
Very nice video Dr veer ji good job 🕊🕊 👌👌😘🕊😘👌
@musharraf8218
@musharraf8218 8 ай бұрын
Imran sir kbootr ki ankh ka second ring mota achcha h ya barik
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 8 ай бұрын
Video Dali Hui hai
@pigeonshoke6622
@pigeonshoke6622 2 жыл бұрын
Hlo bhai app ake Barr bata do ki hm new kabuter lene jata ha to kabuter kis type ka hona chyia please imarn bhai bata dijiya
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 2 жыл бұрын
Video Dali Hui hai
@mirsahil7683
@mirsahil7683 3 жыл бұрын
Bai kabutar upar ja k par ki kanchey kew kardeyta hai
@aashmohamad8625
@aashmohamad8625 3 жыл бұрын
Bhai bhage huyee kabuttar lane chayye yaa nhee
@subhaschandra7382
@subhaschandra7382 2 жыл бұрын
Bhi maj
@satarkaithalraccierpigeon
@satarkaithalraccierpigeon 3 жыл бұрын
Doctar sahab ye to vahi sardar ji hai jiske aapne aak video upload kiye thi iske kabutaro me lakwa aya hua tha or fir iske kabutar lakwa se sahi ho gye the or fir aapne baad me fir video upload ke thi vahi sardar ji hai na ye jo apke pass me bethe huye hai hna jii
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
nice
@allnewpigeontips2261
@allnewpigeontips2261 3 жыл бұрын
Dr sahab kabutar ki badanma makkhi hona accha hai ya nahi
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Nhi
@arnavrao1118
@arnavrao1118 3 жыл бұрын
Dr.sahab ande se band mada ki kya pahechan hoti hai
@mohdfaizan3014
@mohdfaizan3014 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum Imran Bhai mere pass 1 jodha hai uske bacche teen char Kali bacche my mein 12 se do baje bhajan tik tok udate Hain jab 10 Ali Jharkhand le te nar malian ho jaate hai 1 se dedh ghanta old udate Hain last udan jyada se do ghante ok Imran Bhai Allah Hafiz Mera jawab jaldi se de de na ok
@AmarjitSingh-ng7dj
@AmarjitSingh-ng7dj 3 жыл бұрын
Paji bache chatri te set nahi ho rahe.edar udar beth jande ne
@amanpigeonlover658
@amanpigeonlover658 3 жыл бұрын
Imran bahi kabutar sarde ma dana kha kha ka mota ho jata ha to usko patla kasa karna
@shibbuthakur7521
@shibbuthakur7521 3 жыл бұрын
Imran bhai mera aj ek kabutar halka sa gardan se Adda ho gya kuch bta do chat par utarte waqt halka sa ghum jata h
@salmanhaidar8629
@salmanhaidar8629 3 жыл бұрын
Doctar sahab ek bat batayye ke hamara ek kabotar pehle udan 10 ghante dosre udan 6 ghante tesre udan 4 ghante or phir 10 20 minat esa kiyon hoa kiya baat us kabotar ke sath jawab zaror dena or madrase kabotr ha
@akashkashyap8163
@akashkashyap8163 3 жыл бұрын
Imran bhai ek sawal h answer jaldi dena bhaiya plz bhai me ek chatri ka kabutar laya tha or uske shuru ke teeno par nikle hue hai vo galti se jal se nikal geya or 4 din se dusri colony ki ek badey chat par hi bath rha hai to vo kaise aa sakta hai kya us kabutaar ki chatri us colony ki kisi chat par leke jau to vo apne chatri par aake bath jayega kya bhaiya plz btao solution
@siddikkhatri3712
@siddikkhatri3712 3 жыл бұрын
Mashallah bahut badya Samjaya ustad ji
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
thanks bhai ji dil se
@azizkhatri1129
@azizkhatri1129 3 жыл бұрын
Siddik bhai kha se ho aap
@siddikkhatri3712
@siddikkhatri3712 3 жыл бұрын
@@azizkhatri1129 mp madyay Pradesh se
@azizkhatri1129
@azizkhatri1129 3 жыл бұрын
@@siddikkhatri3712 indore se ho
@siddikkhatri3712
@siddikkhatri3712 3 жыл бұрын
@@azizkhatri1129 khnadwa se
@asbtailorsshaikhsahab2177
@asbtailorsshaikhsahab2177 3 жыл бұрын
Same bhai Ajj 3 gayab ho gaye
@up85.veerchaudhari96
@up85.veerchaudhari96 3 жыл бұрын
Teddy ki jod kitne ki bol rahe the aap bata sakte ho
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
nex video
@BSSsingh73
@BSSsingh73 3 жыл бұрын
❤❤❤👌
@adityakhaire3044
@adityakhaire3044 3 жыл бұрын
डॉक्टर साहेब असली सिराजी कबूतर कैसै पताकरे
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
ok
@jagpreetsinghbhinder2604
@jagpreetsinghbhinder2604 3 жыл бұрын
Mere highflyer to 10 km se bhi aa jate h. Bohat bhar gul maar hai. Vapis aate h
@kabutarjindjaan2748
@kabutarjindjaan2748 3 жыл бұрын
Ok
Kabutar Lete time Uski Baju ye Palle me kya Dekhen
22:15
kabutar jind jaan
Рет қаралды 19 М.
2 Din Baad Kabutar ka Bacha Ghar Wapas Aaya Apke bhi ayenge kese
11:46
kabutar jind jaan
Рет қаралды 12 М.
Blue Food VS Red Food Emoji Mukbang
00:33
MOOMOO STUDIO [무무 스튜디오]
Рет қаралды 37 МЛН
МЕБЕЛЬ ВЫДАСТ СОТРУДНИКАМ ПОЛИЦИИ ТАБЕЛЬНУЮ МЕБЕЛЬ
00:20
Mujhe Maaf kar Do Bahut Gali Sun li Kabutar Baazi me
20:39
kabutar jind jaan
Рет қаралды 19 М.
Kabutar me ye dekho pura din Udaga/kabutar udan
8:21
kabutar jind jaan
Рет қаралды 74 М.
Nuskha. Jo Kabootar asman band nahi hotay unka|Parwazi tip
12:05
Habib kabootar bazi
Рет қаралды 14 М.
Chhatri wale kabutar ne 16 Ghante ki udan di
20:48
kabutar jind jaan
Рет қаралды 82 М.
High Flyer kabutar kis wajah se Bhagta hai
5:31
kabutar jind jaan
Рет қаралды 19 М.
Ghar se bhaga kabutar ka bachcha 3 din baad wapas aaye to kya kare
6:40
kabutar jind jaan
Рет қаралды 40 М.
Kabutar kya raat me udta hai..
7:42
kabutar jind jaan
Рет қаралды 31 М.
Kabutar Hila howa kyu bhagta hai
18:58
kabutar jind jaan
Рет қаралды 75 М.