apke sawalo ke sahi jawab islamic sawal jawab ! - importent fiqhi masail by mufti syed mohammad alam madari #muftialammadari #muftialamsawaljawab
Пікірлер: 104
@khalidatabassum8787 Жыл бұрын
Mashallah aapke batane ka tarika bahut achchha hai
@mustakmohammad28462 жыл бұрын
سبحان اللہ
@mohdarif45212 жыл бұрын
Jazakallah khairr Allah salamat rakhe apko aameen
@AbdulRahman-sk7qg9 ай бұрын
💞💞💞
@iqrarahmed40662 жыл бұрын
Assalamu alaikum hajrat aap ki bate karne ka tarika bahoot khoobsurat hai jo hume samajh me aati hai hum to aap ke diwane ho gaye subhanallah Alhamdulillah allahhuakbar
Assalamualaikum aapki har beyan ko sunti hun bahut achha samjhate hain
@SHAMIMKHAN-bd5bw2 жыл бұрын
Bhut acha lagta hai , bhut jankari milta hai,
@majidalihjnn15902 жыл бұрын
Subhanallah
@shafeekahmad75612 жыл бұрын
Assalamualekum mufti shahab Jume Ki namaj ke baad juhar ke 4 farj jamat ke sath padna kesa he mere yahan par padte he MD. Shafeek
@juwahidurrahman83442 жыл бұрын
Masaha allah
@muntejirkidairy2 жыл бұрын
Mufti sahab mere liye dua kre me bohat presan rehta hoon ap se darkhwast he mere kahi job lag jaye please Allah ke waste dua kre bas
@aanwer4243 Жыл бұрын
صرف نمازپڑھو یہی اک حل ہے
@noornoornoor6882 жыл бұрын
Beshak Hak Masha Allah Subhan Allah 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@Comedy_night0082 жыл бұрын
Assalamualaikum
@shajidkhan51662 жыл бұрын
Assalam walekum Mufti Sahab yah bataiye waqya kavvali sunna jayaj hai ya nahin
@mahiraarts48542 жыл бұрын
माशाअल्लाह मुफ़्ती साहब
@mohammadhasan25892 жыл бұрын
Assalamu alaikum Mufti sahab agar nind na aye to kya kare
@Enterteinment-z4x2 жыл бұрын
Aslamu alaykum hazrat 🌹🌹🌹🌹🤲🤲🤲 🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲🤲
@Azimansari-pq7ys Жыл бұрын
Masahallah❤❤❤
@khusbunnisha91622 жыл бұрын
Aslam walaikum w rahatullh barkathu
@levelogamerz59312 жыл бұрын
Bhaijaan jume ki Namaj ki neyat ke liye kya pde
@Mofaiz8092 жыл бұрын
Nice
@mustafaraza52112 жыл бұрын
Assalamu alaikum Wasim sawal puchna tha Pant phenkar namaz ho jaati hai ya nhi our Bina dadi ke namaz hoti hai ya nhi
@murshidalam4974 Жыл бұрын
Nare takbeer ALLAH AkBAR
@abdulqadir5714 Жыл бұрын
Allah ne aapko kitna ilm baqsha h subhan Allah or apka tarka jo h samjhane ka masha allah Allah apko ilm me badata chala jay or aap hame shikhate jay
@rizwanpentar82962 жыл бұрын
Assalamalakum mufti sahab mera ye sabal he duwa kabul hone ke liye kya karna chahiye
@mdafsarkhanmdafsar52422 жыл бұрын
Aas Salam alaikum hazrat sahab
@mudassirjafri85792 жыл бұрын
Asslaam o alikum Mufti sahab bht zrori sawal hai plz mere sawaal k answer de de namaz padhne ke time gande gande khayal aate dunya ke sare khayal aate hai har time dimaag me khyal aate rhte hai
@monauwarkhan59902 жыл бұрын
Is se namaz me koi fark nahi padta han lekin ap khud jan bujh kar kisi chiz ko khayal me na laye namaz me koi kami nahi ati sawab me
Assalamualaikum Mufti Sahab AAP se guzarish hai k m ishan ki namaz m duaa a kunoot nahi aati hai too Kiya hmari namaz hogi
@KhanSahab-dl9zm2 жыл бұрын
Mufti sahab koi apne Walid k ya kise ki bhi kabr per jane k liye kabr per pairo k chapal pahan kr karib jaana chahiye..Mufti sahab mujhe jitna elm hai k chapal utar Dena chahiye pairo se..Mufti sahab please aap iss baat per Roshni dejiye..ek video bnay Mufti Sahab taki har kise ko malumat ho iss baat ki.
@wahidkhan-wm7jo2 жыл бұрын
love me saadi hone wala bhi aur kisi ka love kiye aur fir badnaam ho jate hai fhir saadi bhi nahin hoti to kismat me ni hota hai isliye saiyed to fir mohabbat kyuo hoti hai ?
@Sarahasan7362 жыл бұрын
Good
@DOKACHANNEL2 жыл бұрын
ماشاء اللہ لیکن حضرت علی کے قول ھے اگر تقدیر ھی سب کچھ ھوتا تو اللہ تعالٰی دعائیں نہیں سنتا اللہ تعالٰی دعائیں سنتا بھی ھےاور قبول بھی کرتا ھے
@apseralimohammad26432 жыл бұрын
Asslam alay Kum Mera sawal namaz surah kausar ke baad surah ikhlas padh sakte hai
@ImranAnsari-uq6or2 жыл бұрын
Baisaq Hazrat maslakai alahzrar zindabad
@anwarfatima23442 жыл бұрын
Delivery lene ke bad Bina nahe namaz padh sakte hy kya
@najukhan9211 Жыл бұрын
Nhi nifas ke Dino me namaz zayaz nhi
@mohammadsufiyan383 Жыл бұрын
Suhanalla
@smsunabano71862 жыл бұрын
Mai aik saadi suda 22 saal ki hu ghar ke kamo se jyada wakt nahi milta meri kuraan paak padne ki tamnna hai koi sujhao dijiy pleas bhaijan pancho wakt bhi padti hu
@smsunabano71862 жыл бұрын
Namaj pancho wakt ki padti par kuran sikhne ka wakt nahi milta hai
@samsherali81992 жыл бұрын
Aslamualaykum
@abdulqadir5714 Жыл бұрын
Mufti shab mujhe batao Allah ko razi kese kare pls jald hi batana
@quayumuddinansari15892 жыл бұрын
अगर पेट की खराबी से हवा बार बार छुटे,ठंढ का मौसम हो,वजू बार बार करने से तबियत खराब होने का अंदेशा हो,ऐसे में नमाज एक वजू से पढ़ना कैसा है।
@shakilahmedchouri81442 жыл бұрын
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa Barkatullah Hajarat Allah pak AAP ne likh rakha hai hamara Tak dir Kali ho ya Gori ya gear majabi
@ilmaansari1142 жыл бұрын
as salam laikum mufti sahab ji ilma name ke myna kya hai
@SahilKhan-iv7rw Жыл бұрын
Assalam walaikum hajrate
@janibabupatel4038 Жыл бұрын
Mufti Sahab namaz qaza kab Hoti hai kitne time tak ka samay rahata hai
Assalamualaikum rite to Albanese banyan garib ho ya ami ho ap ga
@juwahidurrahman83442 жыл бұрын
Subhan allah
@suhelshaikh11212 жыл бұрын
Assalam alaikum wa Rahmatullhi wa Barkatullah mufti sahab:- duwa kabul hone ke liye kya karna chahiye
@ashrazunaira87702 жыл бұрын
Aslamualekum mufti sahab meri nand ki shaadi nhi ho rhi h uski age 33 KO ho gyi h Jo b rishte wale ate h inkar kar jate h sare ghar wale uski taraf se tension me h .aap koi wajifa btayen
@aavesqureshi40462 жыл бұрын
Aap kape rete ho
@FaranKhan-o1n8 ай бұрын
Mufti sahab ek do video ese banao jisme hr prakaar ki fhatihaka tarika ho ap se iltija hai Mai kanpur se hun
@NabajiShekh3 ай бұрын
Mast
@asifalishaikh37702 жыл бұрын
Peshab krne ke baad tisu paper se link ko pnoch le toh paak rahenge ya nhi
@monauwarkhan59902 жыл бұрын
Agar apke pas pani na ho to tisu ya koi kapde se saf karne se Pak ho jaise ki Safar wagaira me pani nahi mil pata kabhi kabhi to is jaghe pe use kar sakte h
@furkanaliansari48102 жыл бұрын
देवबंदी बरेलवी दोनों hanfi h jumme ki ajan e shani me dono me डिफरेंट h इनमें सही कौन है
@aamirsheikh31552 жыл бұрын
Mufti sahab Aamir ke mayne kya hai
@gulamansara31612 жыл бұрын
Hajrat kya ham apne ghar me aurat ke saath jamaat kar sakte hai
@jeesankhan312 жыл бұрын
Mufti sahab agar koi sakhas sohbat kart e time uska intakal ho jaye to uskibkesi mot h kya bo jahnami h
@balluqureshi1802 жыл бұрын
Mufti sahab asalamalekum mera naam shahrukh kureshi hai meri abhi saadi nahi hui hai mujhe khawab me Jhameen se pani niklte dekhta hoo iski kya tabeer bataye aur Mai jhadoo kha marijh hoo paani saaf hai.
@mdkausar7612 Жыл бұрын
Kya ham kaise kamehab hona hai bhai
@rijvankhankhan27992 жыл бұрын
Koi Amal batao jise ajgab se paise mil jaye
@MunnaKhan-kt6vz2 жыл бұрын
मुक्ति साहब सलाम वालेकुम मेरा नाम मुन्ना खान है मैं मस्जिद में जाता था हम आज पढ़ने वहां के आदमी झूठ बोलते हैं और चोरी से हमारे रुपए ले लिए हमारा दिल निकल गया है उनके हिस्से में मस्जिद में नहीं जाता इसका हल बताएं सर
Mjaar ko CHUMNA alg BAAT hai par us par sjda krna or matha tekna yai to glt trika hai
@anwaransari99082 жыл бұрын
Allah Tala aapko Salamat Rakhe
@samsherali81992 жыл бұрын
Mera sawal h ki kya bath Room m Shane k waker aadmi nanga hoksr naha ta ha our usne pehel vaju kar letah h to kya badm namaj ho jati h kya yea dubara banu karne ki jarurat h. Pl batayean
@monauwarkhan59902 жыл бұрын
Dobara wazu karne ki zarurat nahi jab tak ke apka goosul ke bad kisi wajah se wazu na tute
@nihalansari51722 жыл бұрын
Hawala de ke bataeye chumna sahi hai
@allahkabanda71252 жыл бұрын
Mufti sahab mujhe yeh baat nahi samajh nahi aai ke jode asman pe bante hain agar aysa hota huzur a pak yeh kiyun kehte ke rishte ke liye na amir dekho na bada khandan dekho na shohrat wali dekho jo 5 waqt ka namazi ho usse shadi karen
@shabikhan9373 Жыл бұрын
Dimag me deen ke bare me gande khYal ate hai to kiyA kare
@nihalansari51722 жыл бұрын
किया मौहम्मद सल्लाहो अले ही वसल्लम ने किसी कब्र को चुम्मा है
@mohdyameen5257 Жыл бұрын
App bhut achi baat batla rhe hoo Bhai allah app ko hamesha khush rkhe
@hakimakhatoon90192 жыл бұрын
Aurat ko majar per jana aur majar walo se mangna kaisa h
@chiragrazaa262 жыл бұрын
बेशक सुब हान अल्लाह
@abufaisalakhtar29372 жыл бұрын
Abe bhai sahab pahle apna aqeeda durust kijiye,Allah ke Rasool S/A Mar gaye hain aap ko maut aa chuki hai parda (farmana,/sukhsat)Yeh adab nahi be adabi be adabi Q k Maa Aayisha R/A farmati hain (Maatan Nabiyyo S/A) to kiya maa Ayisha gustakh ho gayin Nahin.Apna aqeeda durust kijiye. Jazakallah
@vishnuyaashgulflifestyle55642 жыл бұрын
Assalam alycum mufti sahab mujhe(haram sareef makka)ke taalluk se mujhe kuch puchhna hai aap mujhse contact kar sakte hai
@NabajiShekh3 ай бұрын
Dusre number apna bhejiye
@digitalagrola5709 Жыл бұрын
Assalamualaikum mei aapse WhatsApp pe baat karna chahta hu please