Me too going for this, thankyou brother ❤ For my Jupiter,rear tyre.
@gauravwahee81023 ай бұрын
Bhai saab mrf ka konsa model hai
@Shiftandride3 ай бұрын
MRF Nylogrip
@shadabkhan-ih7qhАй бұрын
Jupiter 60 average kaise degi bhai mere pass hai 40 42 ka deti hai aapne aisa kya kiya jo 60 ka average deti hai please bataye
@ShiftandrideАй бұрын
Jupiter sabko 50-55 deti hi hai. Mera drive pura highway pe hai to mujhe 60 deti hai.. achanak race nahi deta m, agar mujhe pata ho aage rukna hai to 100 meter pehle se race kam Krna shuru kr deta hu waha tak ka fuel bachta hai.. ek trh se driving habit hi meri aisi hai.. abhi mere pas Suzuki Gixxer sf bike hai uski bhi 56-57 milti hai mujhe
@shadabkhan-ih7qhАй бұрын
@@Shiftandride back tyre kon se brand ka lagao jisse average aacha mile aur tyre quality bhi aachi hi pehle msg me aapne good knowledge di thank you bhai
@ShiftandrideАй бұрын
@@shadabkhan-ih7qhthankyou Bhai. Channel ki or videos bhi explore karna or acchi videos aati hai ab. ceat ka milaze tyre average acchi deta hai pr grip utni acchi nahi hai. MRF ka jo maine lagaya tha usse bhi mujhe ek jaisa hi Mileage mila or scooty fisalni kam ho gai. Thodi si milaega ke badle safety badh jati hai or safety sabse pehle ati hai.. meri scooty ka kabhi accident nahi hua har bas bas fisalti thi break Marne pe.
@shadabkhan-ih7qhАй бұрын
@@Shiftandride meri jupiter me machine ka back tyre laga hai star city lekin 18000 km me Khatam Hone aaya
@ShiftandrideАй бұрын
@@shadabkhan-ih7qhBack tyre ki life 17-20000km hi hoti hai meri bhi 17000 pe change Hui thi.