#jashn_yasin_wa_sadiq #umar_zakhmi #dargah_hazrat_abbas #rustam_nagar #lucknow_india #grafh_agency #abuzer_kintoori Jashn Yasin Wa Sadiq Dargah Hazrat Abbas, Rustam Nagar, Lucknow India Shayer : Umar Zakhmi Global Released : GRAFH AGENCY, Lucknow India
@1101smartkooldude11 ай бұрын
humne inhe bachpan mein suna tha aur ek muddat ke baad unki video dasteyaab hui hai toh dekh kar badi khushi hui aur dil se dar e zehra ke khaadimon ke liye dua nikalti hai jin mein se yeh ek numaayaan shaqsiyat hain- zakhmi meerathi ki nazr: unhi ke jumlo par yeh shair filbadi: pahle lashkar e yazeed mein tha abh lashkar e hussain mein hoon pahle badi kashmakash mein tha abh izteraab nahin chain mein hoon
@MohdAli-jc4ns2 жыл бұрын
Parwardigar darjat buland farmaye jannat mein ala muqam ata farmaye ameen 🤲
@mehdizaidi38904 жыл бұрын
Jeo umer Sahab kia Daegi aur kia kalam hai
@sultanmirzasultansultan61464 жыл бұрын
Mashallah Auncal ji
@afshakhan3335 жыл бұрын
I misssss you dada ji
@nahidfatima97086 жыл бұрын
bahot khoob
@mohdasaaali97096 жыл бұрын
Masha Allah bhai
@mofezan15195 жыл бұрын
Mashallah Umar Sahab
@mozohair2595 жыл бұрын
Mashallah
@1101smartkooldude11 ай бұрын
bhai aap ki nizaamat ke sabhi momineen aur ghair bhi khaayal hain magar is tarah se kisi ka naam lena kya aap ko zeb deta hai? maazirat ke saath yeh kisi ko daawat dena ya ta'arruf karaane ka sahi ya mua'zzab tareekha nahi hai bhai- aur unhon ne khud kayi baar apna ta'arruf kiya hai aur apne naam ko yoo'nhi rakhne ki wajah aur maqsad bhi bataaya hai- maana ke us naam se koyi bhi momin khush nahi hota magar jab kisi ka naam hai toh hai- use is tarah se be-izzat karne ke lehje mein daawat toh khatayi sahi baat nahi hai. maaf karna agar bura lage toh magar jo haq baat hai use toh karna hai har haal yahi hamein aimma e masoomeen aur unke pairokaaron ne bataaya hai .
@mehdizaidi38904 жыл бұрын
Mery samajh se baher hai k yeh announcer kisi poet ya kisi manqabat Khawan ko kuon bulate hain jab yeh khud hi itna kuch perh laitey hain
@1101smartkooldude11 ай бұрын
bhai announcer ko naazim kehte hain aur nizamat ka kaam hota hai kisi shayar ko bulaane se pahle mahaul banaate hain toh phir usi tarah ke ashaar sunakar mehfil ko aamadaa yaani ke tayyaar karte hain us shayar ke isteqbaal yaani ke welcome karne ke liye- aur jahan tak baat hai woh jis jis shair ko padhte hain us shayar ka naam bhi lete hain toh is mein confusion kaisa aap ko? iska matlab aap ghaur se nahi sun rahe hain. ghaur se sunoge toh pata chalega ke naazim kya kehte hain.