Allah Pak Falasteen ky musalmon par rahem farmade ameen
@shaziamasood9681 Жыл бұрын
SubhanAllah zabrdast informing biyan, JazakAllah
@zahooriqbal-td3hx Жыл бұрын
Subhanallha mshallha ❤❤❤
@hidayatrahman197Ай бұрын
❤❤ ماشاءاللہ بہت ہی عمدہ انداز ❤❤
@shaikhiliyas2 жыл бұрын
Sabaq No ❤ 00:00 01] Kuch Bhi Ho Allah K Liye Karna 10:55 02] Talbiya Padhna 17:03 03] Ahram, Niyyat, Talbiyah 25:21 04] Aetakaf Ki Niyyat, Darte Huwe Jaye 27:54 05] Kabe Ko Dekhte Hi Duaa 31:49 06] Iztiba'a [For Male] Tawaf Ki Niyyat 32:55 07] 03 Kaam 👇 سبحان اللہ وبحمدہ سبحان اللہ العظیم
@ummehani-gj8is2 ай бұрын
Allah apko jazaye khair dein Aameen from India 🇮🇳
@naseeranasar29552 жыл бұрын
Mashallah bahut achcha samjahe hain aapne Allah hamna bi umra aur Haj ka naseeb de Ameen ya rabbul alamin aapki har Dua mein hamen bhi yad rakhna aap eshi tarah hamesha byan karte rahana Ameen
@shakirkhan68505 жыл бұрын
Hajrat ka best bayaan, jajkalh khir
@AbdulRehman-bs7us2 жыл бұрын
Masha allah
@amtulraheemgazala5882 жыл бұрын
Jazakallahu khyran kaseerah, allah humtamaam khubool farmaye
@farheenfatima93612 ай бұрын
Allah pak qabool farmae.....Ameen
@khursheedsaad26172 жыл бұрын
Jazak Allah khaira🥀🌹🤲🤲🌹🥀🤲🌹🥀
@zebashaikh47412 жыл бұрын
Mashallah, bahut achha bayan he
@khadijasayyed9529 Жыл бұрын
سبحان اللہ ماشاءالہ جزاک اللہ خیرا کثیرا کثیرا
@shamaazizperdesi9884 Жыл бұрын
Masha Allah bahut ache
@shafaqhijabivlogs25792 жыл бұрын
Masha Allah Huzrat jazakallah for sharing this information 💕💕💕 Allah Pak apko Zindagi sahat dai Ameen sum Ameen 🤲🏻
@frazali13412 жыл бұрын
MashaAllah. Boht hi pyara Bayan.
@ummatemohammadi88156 жыл бұрын
allah aapko har saal har mahine umrah naseeb kare.
@khubaibali5032 жыл бұрын
ما شاءاللہ تعالیٰ
@maobe1aamir9812 жыл бұрын
RomAslA
@rehmanhd92742 жыл бұрын
ماشاءاللہ بہت خوب ماشاءاللہ
@samiara49752 ай бұрын
Subhanall mashallah
@dr.50472 жыл бұрын
جزاكم الله خيرا جيدا كثيرا
@ishaqusmani93832 жыл бұрын
بہت زیادہ اور آسان ترین طریقے سے عمرہ کا طریقہ بتایا۔ گفتگو کے انداز میں بیان کیا
@faisalanwar28242 жыл бұрын
1q23 2 A
@hmtayyab68219 ай бұрын
Ma sha Allah
@farmanali_official4 жыл бұрын
میں اپنے والدین کے لئے بخشش مانگوں گا۔ اللہ پاک پیارے نبی صلی اللہ علیہ وسلم کے صدقے میرے والدیں کو بخش دے آمین
@bibiben64462 жыл бұрын
MQ990ⁿ⁰ 8
@ahemadmd67652 жыл бұрын
O99o9ooo9zl
@ahemadmd67652 жыл бұрын
😭🇦🇺ಈ
@mohammadashraf461710 ай бұрын
اچھی نیت - بے انتہاء ثواب
@AbdulRehman-bq1sr2 жыл бұрын
Mashallah 💖 nice
@itzmeSnoor Жыл бұрын
Mashallah ❤️
@talhashahzad90202 жыл бұрын
Allah sb ko ly jain wahan❤️
@ummatemohammadi88156 жыл бұрын
jazakallah. bahot khubsurat
@عقيلةالخصيبية4 жыл бұрын
سبحان الله
@ishtiaqkhankhan9049 Жыл бұрын
MashaAllah ❤️❤️❤️❤️
@asmapatel6228 ай бұрын
Hjrtji hmare lie dua krna allah pak hmko umrah sunntke mutable Ada krneki tofiq Ata frmae umrae mqbul mbrur nsib frmae
@bluesky95614 жыл бұрын
SubhanAllah SubhanAllah SubhanAllah
@uzmakusar5455 жыл бұрын
jzakillah hzrt g Allah apko apni rza ata kre ameen
@sabahameed67702 жыл бұрын
MashAllah
@asmabegam62755 жыл бұрын
Ya allaha har ak ko naseeb karey hajj umrah 😭😭😭😭😭
@nazuddin63463 жыл бұрын
100% right
@mohd.abbasmughal2751 Жыл бұрын
MashAllah.Subhan Allah.🌷🌷🌷💖💖💖❤
@Edu-tubers28 күн бұрын
Good
@rashidjawhar3762 Жыл бұрын
Allah Allah Allah
@MaryamZaman-k4g Жыл бұрын
Mashallah mashallah mashallah 🎉🎉🎉
@almaskhanofficial Жыл бұрын
صلی اللّٰہ صلی مُحَمَّدٍ صلی اللّٰہ علیہٖ وآلہٖ واصحابہٖ وسلم
May Allah grant us all Umrah And hajj those who are Sincerly Asking Allah Ameen🤲
@MubasheerKhwaja2 жыл бұрын
Allah humma Aameen. 💕💕
@naseemashraf75962 жыл бұрын
@@MubasheerKhwaja ll
@moosakhatri264 Жыл бұрын
.
@mohd.abbasmughal2751 Жыл бұрын
Ameen.😥😥😥😥
@farheenfatima93612 ай бұрын
Bhut khub...mashaAllah......Allah kare next time hum bhi apk sath safar karain inshaAllah......abhi 13 October ko hamari bhi rawangi hai...Umre k lie
@shafiqahmad1138 Жыл бұрын
Mashallah buht khob,,,, Jb kabay par pahli nazar pary to dua m mangna k Ay Aallah aj sy meri har dua qbol krna
@mohdsarfraz51175 жыл бұрын
Subhanallah
@jamaljaan5795 жыл бұрын
Ameeen
@mohammadashraf461710 ай бұрын
Nice guidance - from Alusteng Hazratbal Srinagar Kashmir India
@muhammadyunus81715 жыл бұрын
Allah tera shukr h k tumne hame umrah k liye tere ghr bulaya
@xd4a7 Жыл бұрын
😢😢❤
@salmanKhan-hk8du Жыл бұрын
Assalam walekum wa rahmatullahi wa barakatuhu mere liye bhi dua karna ki ham bhi jald se jald madine jaaye meri bahut Tamanna hai vah Dil mein tadape madine jaane ki hamare liye dua
@IshqeIlahi01 Жыл бұрын
اللہ آپ کی ہر دعا قبول فرمائے
@jamaljaan5795 жыл бұрын
Ya Allah tou hamri b hazari kabool farma
@muzammilqasmi14695 жыл бұрын
آمین
@AkmalKhan-by7xl2 жыл бұрын
سبحان اللہ، سبحان اللہ، سبحان اللہ،
@nusratsiddiqui2310 Жыл бұрын
❤❤❤
@muhammadallahdost31515 жыл бұрын
Mashallah
@nazuddin63463 жыл бұрын
Those 80 people disliked this May Allah give them hidayaat Ameen Should be Ashamed
@aliyahsky12 жыл бұрын
Beautiful lecture❤
@inovativeaccesories9577 Жыл бұрын
Mere lie dua karega plz
@Umam_hadiya6 жыл бұрын
Jazak Allah khaira hazrat G Pehle hame kafi pareshani hoti thi jb kabhi hamse koi umrah krne ka Tariqa puchta Ab In Sha Allah hazrat k bayan ki link bhej diya krenge
@tanveermazhar35134 жыл бұрын
Jazakallah
@rakhshandakhalid12072 жыл бұрын
Madiny k baray may bhi detail
@asmapatel6228 ай бұрын
Asslamu alykum w.w
@showtime_1232 жыл бұрын
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ مفتی صاحب آپ کب جا رہے ہیں ۔اللہ پاک سے ہمارے لئے دعا کر دیں ۔حرم میں آپ کی اہلیہ کا بیان سننا چاہتی ہوں۔ ان سے کیہا ملاقات ہو سکتی ہے
@asmaadil14175 жыл бұрын
Jazakallah Hazrat ji
@inovativeaccesories9577 Жыл бұрын
Me agly mahiny umrah par jarhi hun
@maobe1aamir9812 жыл бұрын
RomAslA
@ZubairAkhtar-u8v5 ай бұрын
Asalam alaikum masaalla subhanallah kya main begam Ko chhodkar man Ko umra karva sakta hun
@mubeentaj9584Ай бұрын
1 jo bhi kari allah kai liyai i karai ..meri ibadat sirf apkai liyai Laibbaik phadhna hai ..allah kai liyai ...auratai aista phadhai ... 2 .na shurki nahi karna .. Bai sabri nahi karna ...allah ki nafarmani nahi karna 3 madina tayaba mai ihram phenlai jayai gai...phelai insan gusul karlai ..our naakun kaatlai ..niyat karnai sai phelai ihram mai khushbu laga sakta sunnat hai ..Do nafil phadhna hai ..pher umrai ki niyat karna hai ..pher talbiha phadhna hoga .. ۔. " Tawaf shuru karnai sai phelai talbiha ka waqt katam Jab masjed haram mai dakil hotai waqt itikaaf ki niyat karna hoga ...itikaf dil sai kafi hai... Kaifiyai hum nai fikar karna hai Baitullah ki nazar mai dua mangai ...ay allah aj kai baad mai jo bhi dua mango sab qubool karlai na .... Umrai kai tawaf ki niyat karna hai 3 kaam karna hai .... 1 istiqbaal hajrai aswad..porai umrai ek martaba 2. . Istilaam hajrai aswad ko chumna...har chakar mai karna hai...uskai baad sedai haat par mur kar tawaf kai liyai chalna shuru karna hai Jab tawaf shuru karai ga o akar kar chalna hai ...auratai nahi karna hai ramal ... Tawaaf kartai waqt dua karai allah sai ...Chakar lagatai waq dua... Ay allah terai ghar ka chakar laga raha hoon duniya kai dar dar kai chakar laganai sai mehfoz farma ... Ay allah ibraim as our unk aulad nai kaba ki taamir farmaee ay allah ise tarah meri aulad ko bhi farmabardaar bana ..ay allah mujai bhi madrsa our masjid banai ki toufiq ata farma.. Ay allah tu ibraim as ko tuhedai khalish ata ki thi ..mujai bhi taifiq khalish ata farma .,ya allah israim as ki alaad mai ambiya ko paida kiya isi tarah meri aulad mai auliya paida farma ...ay meri jan maal amal mai ilm mai aulad mai barkat عطاء farma .. 3 .
@beautifulislam12112 жыл бұрын
💞💞💞
@tonyraja77492 жыл бұрын
Dua for me I want to go there ❤
@wahidKhan-no2tb5 жыл бұрын
Assalamualaikum heram ke halat me miswak karsakte hain
@hassanavfc Жыл бұрын
Red
@masnoonduae6736 Жыл бұрын
Ye bayan kahan par hota ha
@IshqeIlahi01 Жыл бұрын
ایڈریس : خانقاہ انباله ھاؤس 31-A1 ٹاؤن شپ ،لاہور
@sadiqtv3072 ай бұрын
HAFIZ sahab ihram bandhny Kay bad 2 nafal ki koi hadees ha to Bata do please.kun kah nabi S.A.W.S se to yah sabit ni ha na hi kisi sahabi se sabit ha.
@tanveerabbas24452 жыл бұрын
I'll let
@hafiznaeem85605 жыл бұрын
DUM kb kb krna par skta hai ... koi video ???
@Realtalk-fw4or Жыл бұрын
حدود حرم کے اندر رہنے والے عمرہ کی نیت اور احرام باننھے کے لیے حدودحرم سے باہر جاہیں گے یا گھر سے ہی حرم جاہئں؟؟
@IshqeIlahi01 Жыл бұрын
گھر سے باندھے گے
@Realtalk-fw4or Жыл бұрын
Sir ma azizeya ma rata hu.her bar Umrah krna k liay masjid Aysha jata hu ...agr ma masjid aysha na jau. darict hrAm ma Chala jau to kia to kia hukm hy?
@mahjabeen9994 жыл бұрын
Tawaaf ke waqt ke masail ka zikr kiya aapne.....woh logon ka kya jo apne buzurgo lo wheel chair pe khud hi umrah kara rahe hai......ye baare mei bhi kuch bataye
@Realtalk-fw4or Жыл бұрын
اگر کوئی شخص بار بار عمرہ کرتا ۔کیا ہر بار اس کی نظر پہلی ہی ہو گی یا نہیں؟؟؟
@IshqeIlahi01 Жыл бұрын
ہر بار پہلی ہو گی
@maiktayyab15702 жыл бұрын
Zubzida khatoon Jon thi
@maiktayyab15702 жыл бұрын
Zubzida khatoon kon thi please bta den
@shahidlatif52812 жыл бұрын
مولانا صاحب احرام باندھنے کے بعد انسان سو سکتا ہے اور احرام کھول کر غسل کر سکتا ہے عمرہ کرنے سے پہلے ۔ اکثر لمبا سفر کرنے کی وجہ سے انسان تھک جاتا ہے جاتے ہی عمرہ نہیں کر سکتا
@asifraza97284 жыл бұрын
app payso aur hotel ka is leye nai pochty hongy k app k pas bohot hongy, har koi app ki tarah nai hota, pehly 4 mint mai hi pata lag gya , agy sunny ka faida nai