Comercial 1 kw meter ka fixed charge or unit kitne ka hota he iski detail bataiyye
@mdateeque4422 Жыл бұрын
Bhai aap new account Se self bill generated ka registration kaise करें ispar video Bana kr upload करें,
@informationtyagi Жыл бұрын
Bhai iske liye maine try kiya hai but yah option mere yaha abhi work nhi kar rha hai isliye live process ka video banana possible nhi hai Jaise hi work karna chalu ho jayega to mai turant video banaunga
@vesali4789 Жыл бұрын
Dukaan me jo miter laga hai uska kitne rupees riding hai
@nikhilSahu2043 Жыл бұрын
Bhai sahab hmne abhi meter lgvaya h ek sal pahle up urban h, hm log lgbg 135-140 unit use kr lete h ek month m, lekin bill aata h only 250-300 aisa kyo Koi dikkt to nh hogi plz reply
@informationtyagi Жыл бұрын
Yadi bill banane wale har mahine meter dekh kar bill banate honge to koi dikkat nahi kintu kayi baar hota hai ki oh log meter check karne nhi aate hai kewal anuman se bill bana dete hai to aise me jab oh meter check karne ayenge to bill bahut jyada bhi aa skta hai kyoki unit ka defence kayi baar jyada ho jata hai.
@nikhilSahu2043 Жыл бұрын
@@informationtyagi ha meter vale aate to hai har mahine, meter dekhte h kahte h prchi nhi nikl rhi, fir chle jate h bs
@informationtyagi Жыл бұрын
To fir apko bijli office jana chahiye warna kisi din apka bill bahut jyada bhi aa skta hai.
@nikhilSahu2043 Жыл бұрын
@@informationtyagi okk thnx
@shaileshkumar5609 Жыл бұрын
Sir mere wahi har mahine 400rs aati thi aur abhi bill chek Kiya to 9898rs aayi hue hai 1500 unit 1 month mein ye kaise ho gya hai please solution light bhi itni nhi rehti hai gaw wali area hai mushkil se 12hr light rehti hai
@informationtyagi Жыл бұрын
Bill to bahut galat aya hai Ap complain kariye najdiki bijli office me jakar ya fir online bhi complain kar sakte hai but online me time jayada bhi lag skta hai
@Islam_ki_baten78 Жыл бұрын
hamara current bill bana 1 month unit only 46 hai lekin bill 542 ka aaya hai iska kya matlab h
@informationtyagi Жыл бұрын
Ap full bill dekhiye maloom chal jayega Shayad apka pichhla bill bhi baki hoga
@kamnukumar10 ай бұрын
Sir kya bpl card se bijli unit 100 se adik hone per kya charge lgta hai aur kya bpl ration card cut jata hai reply soon
@informationtyagi10 ай бұрын
Bpl hai ya nahi hai usse koi fark nhi padta hai. Rate jaisa Maine video me bataya hai usi aadhar par lagta hai.
@faiyajahmadsiddiqui Жыл бұрын
रामराज भाई बहुत ही सटीक जानकारी आप देते हैं आपकी सारी वीडियो बेहतरीन हैं
@informationtyagi Жыл бұрын
वीडियो पसंद करने के लिए आपका बहुत बहुत धन्यवाद भाई मेरी कोशिश यही रहती है कि सभी जानकारियां सही ही दूं भाई आप कहां से हैं ?
@faiyajahmadsiddiqui Жыл бұрын
बाराबंकी से हूं लेकिन आपकी वीडियो देख रहा हूं सऊदी अरब से
@informationtyagi Жыл бұрын
धन्यवाद भाई
@KuldeepSingh-ut1vv3 ай бұрын
Kaise pata kare ki hamara connection bpl h ki normal
@aryanverma6297Ай бұрын
85 unit use kiya hu subsidy 85 rs mila hai bill 665 aaya hai aisa kyu?
@SunilSaini-g5s4 ай бұрын
Sir m Noida sector 37 rhta hu rent pe ,,mera bill 3050 aya hau 419 unit ka asa kyu or 7.27 rupee per u lnit rate jai kya
@informationtyagi4 ай бұрын
unit itna nhi hota hai kam hota hai but jyada unit ka bill banne par rate bhi jyada lagta hai but apke bill me kuchh other charges bhi lage honge. Ap pdf wala bill dekhenge to sab kuchh spasht ho jayega.
@SunilSaini-g5s4 ай бұрын
@@informationtyagi pdf wala bill kaise milega mujhe to bs hard copy mili hai
@informationtyagi4 ай бұрын
UPPCL Consumer App download kar lo waha se pdf wala bill download ho jayega.
@SunilSaini-g5s4 ай бұрын
@@informationtyagi OTP house owner pe ja rha hai login kr rha hu to
@Anujkumar-yd1vs4 ай бұрын
Sir ji mera makan January se abhi tak band hai. But mera bill 1364 aa gaya hai ? Bina use kiye bill itna kyun hai please help me
@informationtyagi4 ай бұрын
Bhai meter reader har mahine ghar nhi aate hai kintu wah log har mahine bill generate karte rhte hai isliye aisa hota. Yadi meter reader bill generate karne aaye to usse pahle hi puri baat bata do wah chahega to sahi kar sakta hai ya fir aap meter ka video banakar bijli office me SDO se mil sakte hai.wah bhi bill sahi kar sakte hai.
@AnitaKumari-vt3ju Жыл бұрын
Good information
@vivekgupta1979 Жыл бұрын
Commercial rate?
@MANJESHAg8 ай бұрын
Commercial ka batayega
@kuldeep7457510 ай бұрын
Sir mai khud se bijli genret kiya tha mera bill8000 aa gaya hai kya kre
@informationtyagi10 ай бұрын
Aisa nhi hota hai bhai Ya to apse unit type karne me galati huyi hogi ya fir iska ek bada karan yah hota hai ki apke online bill par carrent unit bahut kam raha hoga aur apke meter par unit jyada raha hoga is wajah se aisa huaa hoga. Ap bill check kariyega ki kitne unit ka generate huaa hai.
@kuldeep7457510 ай бұрын
@@informationtyagi sir
@kuldeep7457510 ай бұрын
Sir dikhati nahi de raha
@kuldeep7457510 ай бұрын
@@informationtyagi current reading bill pr 1941 tha meatr pr 1570 tha sir
@informationtyagi10 ай бұрын
Yahi to galat ho gaya jitna online bill par carrent unit hai usse jyada dalna chahiye Yadi meter par kam dikha rha hai to fir khud se nhi banana chahiye.
@waseedkhan517710 ай бұрын
Maine 14 unit ka 130 rupees pay kiya.
@surajmistre7546 ай бұрын
Main shahri upabhokta hu mera mahine ka jitna unit kharch hota hai utna hi rupaye subsidy aate hai Aisa kyon please reply
@informationtyagi6 ай бұрын
Apka unit rate aur subsidy par unit barabar hoga isliye Aisa hai
@informationtyagi6 ай бұрын
Aap apna par unit rate nikalenge to confirm ho jayega
@surajmistre7546 ай бұрын
@@informationtyagi nikale hai 5.50 paise per unit+2kw meter load hai 220 hota hai fir bhi mahine ka 95 unit istemal kiya to 95 Rs tarrif subsidy aate hai please reply
@informationtyagi6 ай бұрын
Bhai apne shayad pura video dhyan se nhi dekha hai Bijli company 6.5 par unit leti hai aur apko pay karna hota hai 5.5 Rs 1.00 par unit apko subsidy milti hai isiliye apki subsidy unit ke barabar hoti hai.
@surajmistre7546 ай бұрын
@@informationtyagiaap hi ke kisi video me hamne dekha tha 2800 bill tha sayad 1400 subsidy ghatakar 1400 jama karna tha Aisa kyu please reply
@rahul_jack1418 Жыл бұрын
Sir hamari unit 266 thi but bill to 🙄🙄 1449 ka aaya h 🙄🙄 esa kyu
@informationtyagi Жыл бұрын
151 se 300 unit tak ka rate prati unit 5 rupaye hota hai aur fix charge sath me ek aur charge judta hai To lagbhag itna ho hi jayega Prati unit rate apke ek mahine ke unit ke aadhar par hota hai. Iski details maine video me batayi huyi hai.
@rahul_jack1418 Жыл бұрын
@@informationtyagi sir video link 🖇️🖇️🖇️
@informationtyagi Жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/mYXbmZKHish3Z9U
@vipulkumar2576 Жыл бұрын
❤
@Apnabhai79210 ай бұрын
Bhaiya 13 unit ka 94 rs. Pay kiye hai
@ashisingh2951 Жыл бұрын
Hmare yha 7 rupay per unit aate h mainpuri aisa keu
@informationtyagi Жыл бұрын
Maximum unit rate rs 6.50 par unit hi hai fir apka rs 7 kaise ho sakta hai Koi extra charge add huaa hoga Ap apna full bill check kariyega
@informationtyagi Жыл бұрын
Ap apne full bill par dekhiyega tab malum chalega ki problem kya hai
@vesali4789 Жыл бұрын
Kul milakar janta ka bevakuf banaya jata hai.dukaan ka ko youtube wala nahi batata
@zabirali3348 Жыл бұрын
Bhai aap khaa syay hya apnaa wat sap nabar dyay du up partap ghad syay hyay
@informationtyagi Жыл бұрын
Bhai comments me number nhi de sakte Ap is email id par mail kariye tab number de payenge businessramraj87@gmail.com